Thank you. bas ye hota hy k ap ny mail dekhi ya nahin ye intazar tha.ab main ap k reply ka intazar karta hon. ap please mail main hi reply kar dyn .shokriya.
Sir backend k liye php zayada sae ry gi ya Javascript k frameworks sae ry gy future ma? Like vue js react js node js etc? Sir plz reply zaror kijiye ga. Thanks in advance ❤️
Dear backend mein Javascript ke ye framework like Vue, React, Angular kaam nahi karte hai ye sab frontend framework hai ...bus NodeJS he aise framework hai jo backend mein kaam karta hai. Jha tak baat karein future ki toh PHP aur NodeJS dono he thikh hai. Agar compare karo PHP vs NOdeJS ko toh PHP mein jobs jyada hai aur Nodejs mein job toh itni nahi hai lekin salary achi hai.
Hi I have watched your video very carefully and I am stuck on cloning of sub object I am using php version 7.4 and using clone keyword is preventing pass by reference of sub objects too. I can show you my code too
Sir! Mere MySql ka IN operator ka value array se match karane wala ek tutorial banayena(Problem is mention ago also in this same video). Mera ek project ruka hua hain es problem k wajah se. Stack Overflow wala samajh mein nhi aa rhan hain aur na YouTUbe pe koi dusra video hain. Ap please es topic pe ek video bna dijiye na.
Stack Overflow ko link maine aapko send kiya tha usmein toh example ke sath sara ka sara solution diya hua hai. Mujhe lagta hai ki aapke basic PHP ke funde abhi clear nahi hai..... isliye aap pehle PHP basics karye uske baad he project pe work karna.
Sir! MySql k SELECT statement mein WHERE clause mein array se kaise match karayein? For eg. $sql="SELECT a,b,c FROM d WHERE a=x"; Yahan par 'x' ek index array hain jiska length unknown hain (x=array('m','n','o',.....)) aur 'a' ko 'x' k element se match krana hain. Agar ho sake toh pura statement ko reply mein likh dijiye na please.
सर MYSQL डेटाबेस में किसी PDF या image file को किसी रोल नंबर page से कनेक्ट कैसे करें जैसे रोल नंबर डालने से फाइल या तो डाउनलोड हो जाए या show हो जाए । सर इसके लिए कौन सी क्वाइरी या कनेक्शन यूज़ होता है प्लीज थोड़ा बता दीजिए । मेरे पास एक रोल नंबर पेज है जिसमें मैं रोल नंबर डालकर डेटाबेस से PDF या IMAGE फाइल को show या तो डाउनलोड करना चाहता हूं सर प्लीज बता दीजिए
Hello Ranga maine is topic par ek pura project banake dikhaya hai PHP course mein "News Blog" naam se. Usmein maine image ko kaise database mein save karwate hai aur phir kaise show karte hai sab kuch bataya hai.
Sir! Problem wo toh dekha but problem is ki error aa jatah hain. Kyunki Sql ka statement mein Array ko String mein convert kr detah hain. Maine Concatenation se try kiya, phir bhi nhi hua!
Dekho sudipto....ek baat toh clear hai ki apke basics clear nahi hai ....... aap sql ka IN operator ka video dekho : ruclips.net/video/f17Xk4ZpMuY/видео.html
Sir www.yahoobaba.net/ par keep login system kaise banaya hai sir? kya usake liye cookies ka use kiya hai? ya fir sirf session se hi huwa hai? sir please thoda detail me reply kar dijiye aur thoda code bhi please sir .... sir ees problem ko leke me 10 dino se bohot pareshan hu sir aur aap ke siwa aur koyi bhi platform dikhayi nahi de raha sir love you sir. sir i request you to help me....
@@YahooBaba sir mqgar uss me keep login nahi hota hai sir. Our jab ham computer ko shut down kar ke phir se open karate hai to again login detail puchatahai to ek bar login karane ke bad hamesha hamesha ke liye login hi rahe jese ki, yahoobaba.net pe hota hai Please help me sir.... Please sir... I am very depressed sir aur ess ke liye bohot koshish ki sir magar kuch ni ho raha sir. Sir waiting for your response about keep login system..
Dear woh localhost pe nahi hota hai. Uske liye aapko apna project online server pe dalna hoga. Maine aapko session ki video mein bataya tha ki session server pe bante hai aur online server kabhi band nahi hota hai, jabki hum apne computer pe jab practice karte hai toh session local xampp server pe banta hai aur jab hum xampp server band karte hai toh sare sessions delete ho jate hai.
3 din lagay is ko understand karnay k liyae but finally I got it thank you.
Your welcome :)
Sir Mai Live Ka Wait Kr RHA Tha... Dear Sir.....
Fantastic Video Sir....
love from Pakistan ♥♥♥♥♥
Your most welcome :)
Nice..
fulfill this tutorial soon 😊
thanks sir you are great
Good Job Baba Ji!
Thanks :)
Very useful sir!
sir you are my best teacher in the world . would you give me your autograph.😍🥰🥰🥰🥰
Sure, why not
great explain
Superb video
#CoronaKadhaOrThodiMasti
I want to request you to start app development series.
thanks to giving us your teaching in unique way
Thanks and welcome
sir mujhe div me problem hai plz aap kuch suggestions de dijiye
Gret video sir thanks .
Most welcome
Very well defined, subscribed!!
Thanks and welcome :)
Thank you. bas ye hota hy k ap ny mail dekhi ya nahin ye intazar tha.ab main ap k reply ka intazar karta hon. ap please mail main hi reply kar dyn .shokriya.
Copy by value
Copy by reference
Sir aap live nahi aa rahe. Hum wait kr rahe hae. Jaldi aa jo.
Your teaching is just great. Can you start any app development course.
Thanks ...i will make a flutter course this year.
Sir backend k liye php zayada sae ry gi ya Javascript k frameworks sae ry gy future ma? Like vue js react js node js etc? Sir plz reply zaror kijiye ga. Thanks in advance ❤️
Dear backend mein Javascript ke ye framework like Vue, React, Angular kaam nahi karte hai ye sab frontend framework hai ...bus NodeJS he aise framework hai jo backend mein kaam karta hai. Jha tak baat karein future ki toh PHP aur NodeJS dono he thikh hai. Agar compare karo PHP vs NOdeJS ko toh PHP mein jobs jyada hai aur Nodejs mein job toh itni nahi hai lekin salary achi hai.
@@YahooBaba ok thank u soo much sir
Hi I have watched your video very carefully and I am stuck on cloning of sub object I am using php version 7.4 and using clone keyword is preventing pass by reference of sub objects too. I can show you my code too
sir oops ke project series kittey lecture baad start hogi?
👍👍
Wordpress tutorial in hindi
Please series on sir request.
I will make a course on wordpress but it will take some time.
@@YahooBaba thank you very much sir
But start wordpress quickly sir please
Thanks sir, main ap k reply ka intazar karon ga ap mail main hi reply kar dyn. bas ye malom karna tha k mail ap ny check ki ya nahin. Thanks again.
It's was not that difficult for the one's who had clearly understanding btw call by reference and call by value
hello sir I am learning web designing please help me in css div and other program
Php Projects kab karwayein gai?
Already kara chuka hun aap PHP course mein "News Blog" Project series check kar sakte ho.
Sir ji live class ka kiya hua
❤
sir ye method thoda hard he....
Sir! Mere MySql ka IN operator ka value array se match karane wala ek tutorial banayena(Problem is mention ago also in this same video). Mera ek project ruka hua hain es problem k wajah se. Stack Overflow wala samajh mein nhi aa rhan hain aur na YouTUbe pe koi dusra video hain. Ap please es topic pe ek video bna dijiye na.
Stack Overflow ko link maine aapko send kiya tha usmein toh example ke sath sara ka sara solution diya hua hai. Mujhe lagta hai ki aapke basic PHP ke funde abhi clear nahi hai..... isliye aap pehle PHP basics karye uske baad he project pe work karna.
Sir! MySql k SELECT statement mein WHERE clause mein array se kaise match karayein?
For eg. $sql="SELECT a,b,c FROM d WHERE a=x";
Yahan par 'x' ek index array hain jiska length unknown hain (x=array('m','n','o',.....)) aur 'a' ko 'x' k element se match krana hain.
Agar ho sake toh pura statement ko reply mein likh dijiye na please.
For that we uses SQL's IN operator. Here is a reference :
stackoverflow.com/questions/9476146/mysql-php-select-where-id-array
सर MYSQL डेटाबेस में किसी PDF या image file को किसी रोल नंबर page से कनेक्ट कैसे करें जैसे रोल नंबर डालने से फाइल या तो डाउनलोड हो जाए या show हो जाए । सर इसके लिए कौन सी क्वाइरी या कनेक्शन यूज़ होता है प्लीज थोड़ा बता दीजिए । मेरे पास एक रोल नंबर पेज है जिसमें मैं रोल नंबर डालकर डेटाबेस से PDF या IMAGE फाइल को show या तो डाउनलोड करना चाहता हूं सर प्लीज बता दीजिए
Hello Ranga maine is topic par ek pura project banake dikhaya hai PHP course mein "News Blog" naam se. Usmein maine image ko kaise database mein save karwate hai aur phir kaise show karte hai sab kuch bataya hai.
Hlo sir any update about laravel series ?
Yes Laravel 7 has come.
@@YahooBaba thank you.. and when you are starting laravel class in this channel ?
Sir! Problem wo toh dekha but problem is ki error aa jatah hain. Kyunki Sql ka statement mein Array ko String mein convert kr detah hain. Maine Concatenation se try kiya, phir bhi nhi hua!
Dekho sudipto....ek baat toh clear hai ki apke basics clear nahi hai ....... aap sql ka IN operator ka video dekho : ruclips.net/video/f17Xk4ZpMuY/видео.html
live kab anewale ho?
After 50000 subscribers
Sir live streaming kab hai
soon
sir ye method bhot important he ya normal he.
Yeh important hai.
@@YahooBaba okk sir fir to ache se pdunga...
@@YahooBaba Iska use kaha par kar sakte hai in practical example?
Please explain this again after 12:50 please explain that again
Sir
www.yahoobaba.net/
par keep login system kaise banaya hai sir? kya usake liye cookies ka use kiya hai? ya fir sirf session se hi huwa hai? sir please thoda detail me reply kar dijiye aur thoda code bhi please sir ....
sir ees problem ko leke me 10 dino se bohot pareshan hu sir aur aap ke siwa aur koyi bhi platform dikhayi nahi de raha sir love you sir.
sir i request you to help me....
Sanket maine already login system "News Blog" project mein bataya hai in PHP course series.
@@YahooBaba sir mqgar uss me keep login nahi hota hai sir. Our jab ham computer ko shut down kar ke phir se open karate hai to again login detail puchatahai
to ek bar login karane ke bad hamesha hamesha ke liye login hi rahe jese ki,
yahoobaba.net pe hota hai
Please help me sir....
Please sir... I am very depressed sir aur ess ke liye bohot koshish ki sir magar kuch ni ho raha sir.
Sir waiting for your response about keep login system..
Dear woh localhost pe nahi hota hai. Uske liye aapko apna project online server pe dalna hoga. Maine aapko session ki video mein bataya tha ki session server pe bante hai aur online server kabhi band nahi hota hai, jabki hum apne computer pe jab practice karte hai toh session local xampp server pe banta hai aur jab hum xampp server band karte hai toh sare sessions delete ho jate hai.
Mera Dimag hil gaya
bohot confusing Chapter hai yeh.
Live ajao
Hi sir, please ap mail check kary. main ny aik main ki hy. aj 2 ya 3 din ho gaiy hyn.
Maine aapki mail usi time padle thi jab aapne bheji thi. Main aapko uska reply jald dunga.