m jhuth to bilkul bhi nhi bol rha mere mama ke yaha ek bchhe ka janm hua baad me jab wo bachaa bolne chlne wala hua to usko apne pichhle janm ki saari baate yaad aa gai ek chhota sa bachha jo kabhi na to apne gaav ke bahar gya or na kabhi ghar me jin logo ka naam suna wo bachha un naamo ko bol rha tha jse ki uski past life biwi bachhe or uske gaav ki baate ye sab use kaise pta usko raat me spne me apni past life ka sab kuchh yaad aata to agar punrjanm nhi h to ye kse possible h mere aankho dekhi ghtna h
BG chapter 15/8 vayu jese gandh ke sthan se gandh ko le jata hai Wese hi dehi jevatma jis sharir ka tyag karta hai usase man sahit indriyo ko grahan karke jis sharir ko prapt hota hai usme jata hai
@@GAJENDRASINGH-zg4ov dimaag thoda sa bhi nahi hai kya Krishna ek sareer tha jiske andar vishnu bhagwan virajman the aur vo janam nahi lete, avtaar lete hai punar janam hum manushya ka hota hai na ki bhagwaan ka yahi hota hai jab sarabi log dharm ki vyakhyan karte hai | Ghor kalyug!!
Why India has largest population ? Reason : Because India is a religious country 😂😂 Well done mam 👍👍 पाथर पुंजे हरी मिले तो मैं पुंजू पहाड़ , ता से तो चक्की भली पिंस खाए संसार । जो भी पुनर्जन्म में चाह रहे है , वह तो सिर्फ इसीलिए पुनर्जन्म चाह रहे है क्योंकि उनकी जिंदगी बर्बाद चल रही है । वैसे भी पुनर्जन्म तो मिलना ही नहीं है 😅😅😂😂 लगलो जितना दम लगाना है , मिट्टी से ही उठे हो और मिट्टी में ही सड़ोगे ( वैसे भी अभी भी सड़ी हुई जिंदगी ही जी रहे है ) # आचार्य प्रशांत
Religious log jo Satya ko jaan gaye wo to brahmchaari snyasi ban Gaye To population badne ka karan religion kese hua Patthar ko poojana Aur patthar me ishwer ko dekhana Ye dono baat alg alg hai Isliye Kabir ji ne wo Doha bola thaa पुनर्जन्म नही होगा तो खाओ पियो ऐश करो आत्मज्ञान प्राप्त करने की भी क्या जरूरत है क्युकी मरने के बाद तो तुम मिट्टी में में मिल जाओगे " मेरे भक्त का कभी नाश नही होता " श्री कृष्ण परमात्मा की प्राप्ति के जो कर्म करता है अंत काल में योग सिद्ध नही होने पर उसका फिर से श्रीमंत लोगो के कुल में जन्म होता है और अपने पूर्व के अभ्यास को फिर से करने लगता है जिससे परमात्मा को प्राप्त कर सके श्री कृष्ण
Bhagwad geeta Chapter 6 shlok 37 se 43 aur last shlok tak pade Chapter 8 shlok 16 se 26 tak Chapter 15 ka shlok 8 Ye sabhi shlok clearly Jeevatma ( ATMA ke nahi ) ke punarjanm ki baat karte hai Aur jeevatma matlab aap hi hote ho Apka hi punarjanm hota hai Isliye shree krishn Arjun se kahte hai ki mere aur tumahre bahut se janm ho chuke hai , mai un sabhi janmo ko janta hu tum nahi jante
didi bs sawal ye hai ki mere janam k 2 saal pahle mai kaha tha jo mar gye wo kaha gye??? mai un logo se mil chuka hu jinhone apna past life dekha hai....apki baat me dam nhi lag rha
ठीक है आप पूछ रहे हो जन्म के दो साल पहले आप कहाँ थे और मैं आपसे पूछ रही हूं कि आप कौन हैं? अगर मुझे पता होगा आप कौन हो तो मैं बता सकती हूं आप तब कहां थे?
Shree krishn ne Arjun se kaha tha ki ye yog mene Surya ko Diya tha Fir Arjun ke puchne par ki sury to puratan hai aur aapka janm abhi hua hai kahte hai ki Mere aur tumhare bahut se janm ho chuke hai
varnshankaran matlab alag varn me shadi kaise huaaa....Dropadi kshtriya thi but pandav swayamber me as brahamin gye rhe ..kya samaj ko tb varnshankaran nhi dikha pta to nhi tha ki wo pandav hai
जब बुद्धि मोह में ये या अन्य किन्ही वृत्तियों से ग्रसित होती है तो कुतर्क ही करती है इसी कारण दूसरे अध्याय में सांख्य योग और तीसरे में कर्म योग बता देने के बाद भी अर्जुन को इतना समझाना पड़ा
Agar punarjanm nahi hota to yog ka gyan dene arth hi kya raha Fir to bhog hi bhog karte raho Marne ke baad kuchh nahi bachega Jab marenge tab Shanti ese hi mil jayegi😂😂😂😂😂😂
@YoGSanGati 2 + 2 ko 3 bol Dene se koi gyaani nahi ban jaata murkh hi rahta agar math seekhni ho to usse math seekhi jaati hai jisne kabhi pahle kisi aur se math sikhi thi thik yahi baath sanatan dharm me bhi hai
Hum agar manenge nahi hamari takleef to kou kn samjhega Enjoy karo lekin sehi tarike se karo hosh mai karo jis tarha se behosh me bahat maja araha na ushitarha bahut taklifya bhi hum behosh hokar jhil lete hai Lekin takleef hota hai bhai Jo chori karta hai usko puchho chori ke bad thodi bahat maja to aati hogi but kya chhori ke time use takleef Nehi aaye thi kya chhori ki bad bhi taklif Nehi aayi thi
@@payal-conceptwithtrick पुनर्जन्म जीवात्मा का होता है , शरीर का पुनर्जन्म हो भीं नही सकता और जीवात्मा तुम ही होते हो जो कर्मो के बंधन में बंधा हुआ है Chapter 6 shlok 37- 43 me अर्जुन प्रश्न पूछता है की को योग में श्रद्धा रखने वाले है लेकिन संयमी नही है और अंत काल में योग से विचलित हो गया ऐसा साधक किस गति को प्राप्त होता है श्लोक 40। श्रीकृष्ण कहते है उस साधक का ना तो इस लोक में नाश होता है ना परलोक में क्युकी आत्म उद्धार और भगवत प्राप्ति के लिए कर्म करने वाला कोई भी मनुष्य दुर्गति को प्राप्त नहीं होता श्लोक 41 ऐसा मनुष्य स्वर्ग आदि उत्तम लोकों को प्राप्त होकर फिर शुद्ध आचरण वाले परिवार में जन्म लेता है
Very cleanly explained by you
Keep it on
Thank you, I will
Bahut badhiya❤
Useful explanation
सेम कहाणी मैडम मैं भी बच गया इन सब चीजोंसे आचार्य प्रशांत जी और कृष्ण की (गीता) सहायता से...
अपने बहुत ही अच्छे से समझा। 📖🙏
bahut badiya 🎉🎉
Very great didi 👍👍
♥️♥️♥️
👍👍👍👍👍
सत्य कीओर
Bhagwad Geeta chapter 9 ke shlok 20-21 bhi pado usme bhi reincarnation ke bare me hai
Madam Bhagwan Ram ravand ke liye
Today am from USA police dpt Florida Namaste Hindu. As my peace pleasure to you
क्यों चिंता न करें आत्मा की । सिर्फ इसलिए कि वो अचिंत्य है
m jhuth to bilkul bhi nhi bol rha mere mama ke yaha ek bchhe ka janm hua baad me jab wo bachaa bolne chlne wala hua to usko apne pichhle janm ki saari baate yaad aa gai ek chhota sa bachha jo kabhi na to apne gaav ke bahar gya or na kabhi ghar me jin logo ka naam suna wo bachha un naamo ko bol rha tha jse ki uski past life biwi bachhe or uske gaav ki baate ye sab use kaise pta usko raat me spne me apni past life ka sab kuchh yaad aata to agar punrjanm nhi h to ye kse possible h mere aankho dekhi ghtna h
BG chapter 15/8 vayu jese gandh ke sthan se gandh ko le jata hai
Wese hi dehi jevatma jis sharir ka tyag karta hai usase man sahit indriyo ko grahan karke jis sharir ko prapt hota hai usme jata hai
4:00 proves srikrishna bhi sabke jaise hi hain baar baar janm le rahe hain aur jano ke jaise hi..toh unhe avtar qu kaha jata hai
@@GAJENDRASINGH-zg4ov dimaag thoda sa bhi nahi hai kya Krishna ek sareer tha jiske andar vishnu bhagwan virajman the aur vo janam nahi lete, avtaar lete hai punar janam hum manushya ka hota hai na ki bhagwaan ka yahi hota hai jab sarabi log dharm ki vyakhyan karte hai |
Ghor kalyug!!
Why India has largest population ?
Reason : Because India is a religious country 😂😂
Well done mam 👍👍
पाथर पुंजे हरी मिले तो मैं पुंजू पहाड़ ,
ता से तो चक्की भली पिंस खाए संसार ।
जो भी पुनर्जन्म में चाह रहे है , वह तो सिर्फ इसीलिए पुनर्जन्म चाह रहे है क्योंकि उनकी जिंदगी बर्बाद चल रही है । वैसे भी पुनर्जन्म तो मिलना ही नहीं है 😅😅😂😂
लगलो जितना दम लगाना है , मिट्टी से ही उठे हो और मिट्टी में ही सड़ोगे ( वैसे भी अभी भी सड़ी हुई जिंदगी ही जी रहे है )
# आचार्य प्रशांत
Religious log jo Satya ko jaan gaye wo to brahmchaari snyasi ban Gaye
To population badne ka karan religion kese hua
Patthar ko poojana
Aur patthar me ishwer ko dekhana
Ye dono baat alg alg hai
Isliye Kabir ji ne wo Doha bola thaa
पुनर्जन्म नही होगा तो खाओ पियो ऐश करो
आत्मज्ञान प्राप्त करने की भी क्या जरूरत है
क्युकी मरने के बाद तो तुम मिट्टी में में मिल जाओगे
" मेरे भक्त का कभी नाश नही होता "
श्री कृष्ण
परमात्मा की प्राप्ति के जो कर्म करता है अंत काल में योग सिद्ध नही होने पर उसका फिर से श्रीमंत लोगो के कुल में जन्म होता है और अपने पूर्व के अभ्यास को फिर से करने लगता है जिससे परमात्मा को प्राप्त कर सके
श्री कृष्ण
mai mil chuka hu ws mahilase jiska huaa hai...usne apna PAST LIFE REGRESSION kraya tha aur dekha hai PLR ko
BG chapter 8 /16
he Arjun brahm lok paryant sab punravarti hai parntu he kuntiputra mujhko prapt hokar punarjanm nahi hota
Bhagwad geeta
Chapter 6 shlok 37 se 43 aur last shlok tak pade
Chapter 8 shlok 16 se 26 tak
Chapter 15 ka shlok 8
Ye sabhi shlok clearly Jeevatma ( ATMA ke nahi ) ke punarjanm ki baat karte hai
Aur jeevatma matlab aap hi hote ho
Apka hi punarjanm hota hai
Isliye shree krishn Arjun se kahte hai ki mere aur tumahre bahut se janm ho chuke hai , mai un sabhi janmo ko janta hu tum nahi jante
इस वीडियो में भी पूरी तरह से स्पष्टता नहीं आई है sis
Janam sekoi richhotabutkoipoor,why
जन्म से कोई अमीर गरीब नहीं होता, परिभाषाओ से होता है। कोई ऐसा है तो अमीर है, वैसा है तो गरीब है
didi bs sawal ye hai ki mere janam k 2 saal pahle mai kaha tha jo mar gye wo kaha gye???
mai un logo se mil chuka hu jinhone apna past life dekha hai....apki baat me dam nhi lag rha
ठीक है आप पूछ रहे हो जन्म के दो साल पहले आप कहाँ थे
और मैं आपसे पूछ रही हूं कि आप कौन हैं? अगर मुझे पता होगा आप कौन हो तो मैं बता सकती हूं आप तब कहां थे?
Shree krishn ne Arjun se kaha tha ki ye yog mene Surya ko Diya tha
Fir Arjun ke puchne par ki sury to puratan hai aur aapka janm abhi hua hai
kahte hai ki
Mere aur tumhare bahut se janm ho chuke hai
varnshankaran matlab alag varn me shadi kaise huaaa....Dropadi kshtriya thi but pandav swayamber me as brahamin gye rhe ..kya samaj ko tb varnshankaran nhi dikha pta to nhi tha ki wo pandav hai
मेने अलग जाति के तुरंत बाद नीची जाति भी बोला है और जातिवाद में मान्यता यही रही कि क्षत्रिय और ब्राह्मण दोनो को ही ऊंची जाति माना गया
@@YoGSanGati arjun ko ye kaise pta ki sari stree ab niche jati se hi vivah karengi...kya ws vakt widow remarriage hota tha??
जब बुद्धि मोह में ये या अन्य किन्ही वृत्तियों से ग्रसित होती है तो कुतर्क ही करती है इसी कारण दूसरे अध्याय में सांख्य योग और तीसरे में कर्म योग बता देने के बाद भी अर्जुन को इतना समझाना पड़ा
Me to nastik hi acha...... 😅
प्रसान्त किशोश्र खुद गुमराह है ,
Wah acharya ji Prashant ki poori baat copy ker rakhi hai aapne,😍
ये आचार्य जी की बस बात नहीं है। श्रीमद्भगवद्गीता की उच्च शिक्षा है 😊
Agar punarjanm nahi hota to yog ka gyan dene arth hi kya raha
Fir to bhog hi bhog karte raho
Marne ke baad kuchh nahi bachega
Jab marenge tab Shanti ese hi mil jayegi😂😂😂😂😂😂
Are andhbhakt kisi prampra prapt guru se jaake Geeta samajh apne dimag ko jyada mat chala
काश आपने भी थोड़ा दिमाग चला लिया होता तो परंपरा से ऊपर उठकर सत्य की बात कर पाते
@YoGSanGati 2 + 2 ko 3 bol Dene se koi gyaani nahi ban jaata murkh hi rahta agar math seekhni ho to usse math seekhi jaati hai jisne kabhi pahle kisi aur se math sikhi thi thik yahi baath sanatan dharm me bhi hai
BHAGWAD Geeta Chapter 6 shlok 37 - 42 tak pado bahanji
Apne achary ki andhbhakti baad me karna
Khud se bhi BG pad lo
पुनर्जन्म तो होता है पर किसी व्यक्ति विशेष का नहीं
Chaina main pe phir to bahut achha chal rahata tha nonveg kha kar sab enjoy kar rahe the
Corona kyun aagaya bhai
Jo log dekhate hai na hum galat hokar bhi bahut khus hai ish jiban mein wo jhut bolte hai khud se bhi aou dushre se bhi
Hum agar manenge nahi hamari takleef to kou kn samjhega
Enjoy karo lekin sehi tarike se karo hosh mai karo jis tarha se behosh me bahat maja araha na ushitarha bahut taklifya bhi hum behosh hokar jhil lete hai
Lekin takleef hota hai bhai
Jo chori karta hai usko puchho chori ke bad thodi bahat maja to aati hogi but kya chhori ke time use takleef Nehi aaye thi kya chhori ki bad bhi taklif Nehi aayi thi
@@payal-conceptwithtrick पुनर्जन्म जीवात्मा का होता है , शरीर का पुनर्जन्म हो भीं नही सकता
और जीवात्मा तुम ही होते हो जो कर्मो के बंधन में बंधा हुआ है
Chapter 6 shlok 37- 43 me
अर्जुन प्रश्न पूछता है की को योग में श्रद्धा रखने वाले है लेकिन संयमी नही है और अंत काल में योग से विचलित हो गया ऐसा साधक किस गति को प्राप्त होता है
श्लोक 40। श्रीकृष्ण कहते है उस साधक का ना तो इस लोक में नाश होता है ना परलोक में क्युकी आत्म उद्धार और भगवत प्राप्ति के लिए कर्म करने वाला कोई भी मनुष्य दुर्गति को प्राप्त नहीं होता
श्लोक 41 ऐसा मनुष्य स्वर्ग आदि उत्तम लोकों को प्राप्त होकर फिर शुद्ध आचरण वाले परिवार में जन्म लेता है