Shaktimaan's Return: Real Comeback or Just Publicity? Mukesh Khanna's Plans Explained!

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 24 ноя 2024

Комментарии • 2

  • @jaskiratsingh3166
    @jaskiratsingh3166 10 дней назад +2

    Shaktiman 90s ke bacho mei sirf isliye famous hua kyoki uss time ke bacho ke paas koi source ya dusra option nai tha entertainment ke liye.
    Mai khud Gen-z hu (2001 born) Jab Shaktiman band hua tab mai 3-4 saal ka tha. Aur tabtak humare paas tv par hi better shows dekhne ke options aane lage the, jaise ki power rangers. Unki story, animation aur characters kafi better the. Tv par kabhi shaktiman aa bhi jata tha toh mai channel change kardeta tha kyoki as a kid na uski costume achi thi, na villan, na story aur na characters.
    Aur ab toh.2010 ke baad gen aplha aagyi hai (humse agli peedhi) aur 2025 mei generation beta (usse bhi agli generation. Jinke paas entertainment ke liye usse bhi zyada ache options hai toh iss budhe tondd vale uncle ko jo sirf Gyan dete rehte hai agli generation kyo hi dekhegi😂

    • @Mahikidukan
      @Mahikidukan  10 дней назад

      Hahahah you are a genius Gen-Z 😂