eye allergy , watery eyes,redness etc in sb k bhi checkup hote hai ya sirf serious diseses k ... kya ye sirf senior citizens k liye hi hai ya sabhi k liye.. Please tell me
Bhai main vha kisi aur kaam se gya tha to iske bare me pta nhi hai mujhe..aapko khud ja kr pta krna pdega. Vaise bahut km चार्ज lagenge baakiyon k hisab se.ya free me bhi ho skta hai.
Delhi ke jitne bhi govt. Hospital hy vo bhi eye ko leke koi mtlb nhi hy jane k qoki 4-5 jagah line lagana padta hy aur koi khas machines nhi hoti hy qoki itni bheed hoti hy is liye treatment nhi hota aacha
मरीज को आंख की क्या परेशानी है, इस को पर्ची पर कौन दर्ज करता है, रजिस्ट्रेशन काउंटर क्लर्क अथवा डॉक्टर। एक अन्य अस्पताल में रजिस्ट्रेशन से लेकर डॉक्टर तक हमसे किसी ने पूछा ही नहीं। सीधे टेस्ट करने में लग गए और फाइनल में डॉक्टर ने भी चैक करने के बाद कंप्यूटर प्रिंट से प्रिस्क्रिप्शन निकाल कर दे दी। उसमे वे परेशानी लिखी ही नहीं थी जो हम डॉक्टर को बताना चाहते थे। उस अस्पताल में सारा काम कंप्यूटर से होता है। कृप्या इस पहलू पर कुछ बताएं।
Aap map me check kr lijiye usme dikh rha hai ki do bus change krni pdegi us se acha aapko metro pdegi delhi gate metro station pr utar skte hain aap..........
Bahut badhiya jaankari
Bhai ji bahut badiya Sunday ko bhi khula rhta h
Sundey ko band rhta hai.
Very good bhai sahab.
धन्यवाद जी 🙏..
eye allergy , watery eyes,redness etc in sb k bhi checkup hote hai ya sirf serious diseses k ...
kya ye sirf senior citizens k liye hi hai ya sabhi k liye..
Please tell me
Hanji sr yha pr chhoti se lekr badi sabhi chijo k check up hote hain. Mere hisab se ye sabhi age k logon k liye hai.
Good
Kya senior citizen ko preference diya jaega registration aur check up me ?
Sr. Mere hisab se ye sabhi age k logon k liye hai.
Delhi me kaha par hai
Sunday ko dekta hai
No
Bhai registration form par date bhi dalwana padta hai kya jab jab aate hai checkup ke liye
Bhai mujhe vha gye bahut din ho gye hain kuchh thik se yaad nhi pr shayd dalvana hi hota hoga.
Sir kl gurunanak eye care hospital ki chhutti h ya nhi pls tell
Chhutti nhi hai.
sir es hospital me medicine aur test ke koi charge hote he please reply
Nhi lete bhai.
Apoint ment lana pdh ha kya
Jaruri nhi hai aao vha ja kr bhi dikha skte hain.
sir es hospital me referal wale pationt hi dekte he
Nhi aisi baat nhi hai sb ko dekhte hain.
Bhaiya laser surgery ka kitne pese lag jaye gye
Bhai main vha kisi aur kaam se gya tha to iske bare me pta nhi hai mujhe..aapko khud ja kr pta krna pdega. Vaise bahut km चार्ज lagenge baakiyon k hisab se.ya free me bhi ho skta hai.
Subse paas konsa metro station hai...
Delhi gate
Bhai hospital kaha par hai please batao dekhi me kis jaga hai
Delhi gate metro station k pass.
Hello bhai. Meri aakhe kharav ho gai h. Delhi me dikhao bhai
Mam ek baar aap yha jakr jarur dikhayen.
Bhaiya kiyne bje tk dikha skte hain
Mam vha pr line me lagna padta hai aapko subah 7 bje jana hoga.
Kya bhaiya guru nanak hospital me cornia transplant hota hai
Mam vo आँखों का bda hospital hai to aap ek baar jakr jarur pta kr len. धन्यवाद
Thank you bro
Delhi ke jitne bhi govt. Hospital hy vo bhi eye ko leke koi mtlb nhi hy jane k qoki 4-5 jagah line lagana padta hy aur koi khas machines nhi hoti hy qoki itni bheed hoti hy is liye treatment nhi hota aacha
Ji bilkul भीड़ बहुत होती है इन hospitals me.
Please batana bachpan ki aankh theek ho sakti hai kya 🙏🏻🙏🏻 please batana
Sr aap ek baar vha ja kr pta kr lijiye is bare me mujhe kuchh kjas pta nhi hai.
@@Kaustubhvlogs kha jakar pata karna hai please bataye 🙏🏻🙏🏻
मरीज को आंख की क्या परेशानी है, इस को पर्ची पर कौन दर्ज करता है, रजिस्ट्रेशन काउंटर क्लर्क अथवा डॉक्टर। एक अन्य अस्पताल में रजिस्ट्रेशन से लेकर डॉक्टर तक हमसे किसी ने पूछा ही नहीं। सीधे टेस्ट करने में लग गए और फाइनल में डॉक्टर ने भी चैक करने के बाद कंप्यूटर प्रिंट से प्रिस्क्रिप्शन निकाल कर दे दी। उसमे वे परेशानी लिखी ही नहीं थी जो हम डॉक्टर को बताना चाहते थे। उस अस्पताल में सारा काम कंप्यूटर से होता है। कृप्या इस पहलू पर कुछ बताएं।
रजिस्ट्रेशं काउंटर पर होता है सर
@@Kaustubhvlogs क्या पूरी प्रक्रिया कंप्यूरराइज्ड है कि मैनुअल। इस पर भी बताएं।
ANAND VIHAR RAILWAY STATION SE GURUNANAK EYS HOSPITAL BUS NO KONSA HAI ?
Aap map me check kr lijiye usme dikh rha hai ki do bus change krni pdegi us se acha aapko metro pdegi delhi gate metro station pr utar skte hain aap..........
Bhai kitne baje jaana padta hai slip katwane ke liye aur kitne baje tak slip katti hai
Vaise mujhe yaad nhi pr. Iske bare me maine video me btaya hai aap dekh len
Guardian jana जरूरी है ya patient khud aa skta hai
Is bare me mujhe jyada pta nhi hai vaise marij agr 18 saal se upr hai mtlb samjhdar hai to shayd aa skta hai.
Bhai aakho ka bhegapan bhi thik hota he kya vaha plz 🙏 bhai muje batao
Sr mujhe idea to nhi hai pr aap ek baar ja kr try kijiye shayd koi समाधान मिल जाए।
Address kya hai or pass ka metro station konsa hai
Delhi gate
कॉर्निया का ट्रांसप्लांट करवाना है क्या हो सकता है या नहीं
Sr ek baar aap vha ja ke pta kr lijiye.
Bhai guru nanak hospital me 22 no. Chasma hatwana chahe tohat jaega aap bta sakte he
Hanji.
Meri bhen ki aankh bhot jyaada kharab hai to usko saath lekar jana padega hospital me
Hanji ek baar le ja kr jarur dikhaiye vha pr. Asha hai ki thik ho jayengi.
Kitna time lga pura apko hospital me
Time to sr lgta hai in sarkari hospitals me mujhe ek month k aaspass ho gya tha..
Sir ji rupe lagte h ya nhi please bta dijiye
Rupe nhi lgte bs hospital jane ka किराया lgta hai.. ilaj bilkul free hai..
Bhai treatment kaisa hai ..sahi gai hai ya nhi?
Bhai iske baare me mujhe kuchh jyada nhi ptaa. Sorry
Sir mere ko ilaj karvana hai
Sr aap ek bar ja kr vha pta kr lijiye aapko achi jankari mil jayegi.
Bhai mera matlab konsi konsi surgery available jaise ki + lasik smile countura
Bhai iske bare me to mujhe thik se nhi pta aap ek baar vha ja kr pta kr len.
nearest metro station
Delhi gate.
Bhai total time kitna lagta hai
Bhai iska kuchh kah nhi skte
Kaya ilaj free hai
Hanji फ्री है।
भाई यह अस्पताल किस जगह पर है.
Yah hospital purani delhi metro station- दिल्ली गेट k pass hai.
Bhai ek baat btana isme bataya jaa raha hai ki 25-30 marij hi dekh rahe hai
Sorry for late reply sr yha pr aapko ja kr ek baar pta krna hoga.
Online appointment kaise book kare Please Help me u.p. se hu
Bhai iska to idea nhi hai shayd online nhi hai. Pta krke main btata hu aapko.
Jach ka Paisa lagta hai
Nhi lagta.
kya yaha kisiki ek eye nahi to nakali lag jayegi
Bhai shayd ho skta hai mere hisab se aap ek baar yha ja kr pta kr lijiye.
Bhai konse konse ilaj available hai
Aankh k lagbhag sabhi ilaaj.
Please bataiye 🙏
Mam maine aapka reply kr diya hai. Sorry for late reply
Yaha one year ke bache ko bhi dekhte hai
Sr is bare me main sure nhi hu aapko ja kr try krna chahiye.
New born baby se badi sabhi ka ilaz hota hai
Mam mere khyal se yha pr 4 saal se lekr 70 80 saal sabka ilaaj ho ta hai baaki aap jakr pta kr skti hain.।
Koi bhi state ka log ilaaj kra sakta hai
Ha bhai.।
Arajakta
Sr main smjha nhi aapki baat
Hamari aankh mein oil pada hai uska operation hona chahie kam ho
Bhai aap ek baar vha ja kr pta kijiye jarur kuchh help milegi.
Apka pr no mil sakta hai kuch query hai
Agr ho ske to aap massege me hi bta dijiye.ya firr insta pr call kr kr skte hain.. Vaise bahut kuchh maine video me btane ki koshish ki ha.
Adhi adhi information dete jo fees details address kuchh diya nhi h
Address discription me diya hai ji.
Or fees kuchh nhi lagti hai free hai. Sb kuchh.
@@Kaustubhvlogsnear metro station kaunsa h bhai ji
Delhi gate
पैसे कितने लागेगे
भाई ज्यादा तर इलाज यहा फ्री होते हैं या सस्ते मे होते हैं तो बाकियों से कम ही लगेंगे. Sorry for late reply.
Yaha per aartical aankh lagti hai
Sr is bare me mujhe jyada pta nhi hai aap ekbar vha ja kr pta kr lijiye.
opretion karbaya tha 1 month ke bad kam dikh raha h dekhna m jala ata h
(Dekhna m jala aata hai...). ⬅️ इसका क्या मतलब हुआ सर मैं समझा नहीं btaiye...??
Nice