Arjun phir bhi arjun hi hain❤..arjun ji ne akele pitamah bhishma,guru dronacharya,guru kripacharya,karn, ashwatthama, duryodhana,dushashan jaise kai yodha sabhi ko akele haraya tha..one and only MAHARATHI ARJUN ❤️🙏
@@tridibpaul7799Kya hua tha..Ek kahawat toh suni hogi bhakt ki Diya bhujhne se pehle farfarata bahut hai. Uss din kuch der ke liye wahi hua tha 😂 aur aaj man se ladha nahi man se bhaaga tha woh.
Oh! Brothers, it is very good to see your increasing zeal to learn Hindi. In India too, crores of people know how to speak and write Urdu, especially those who came to India at the time of partition.
8:03 Arjun ke Gandiv ki tankar aur Devdutta Sankha ki dhwani se puri duniya kaanp uthi thi, uthal puthal mach gayee thi. Isi se sabhi kauravon ko pata chala ki yeh koi aur nahi Arjun hai🙏🏻 "Vaishampayana said, 'The brave and strong one75 took the bracelets off from his arms. He donned beautiful wrist guards that would sound like drums. He tied his black and curly hair in a white garment. He swiftly strung Gandiva and drew the bow. When the bow was drawn, it uttered a great sound, as if a giant rock had been dashed against another rock. The earth trembled and a turbulent wind began to blow. The birds were confused in the sky. The giant trees began to tremble. From the sound that was like the roar of thunder, the Kurus got to know that Arjuna was on the chariot and was drawing the best of bows with his arms." Virata Parva(Go-Grahana Parva)- Chapter 636(40)
Aur waham Bheem ji ne Susharma ko padak padak mara. Lekin Yudhishtir ke anurodh ke wajah se usko chod diya. Agar usko usee samay mara tho 13th din mem Arjun ko apne putr se door nahi khade honge
@@harikrishnank1996 Sahi kaha bhai par niyati ka yahi sanjog tha ki aisi ghatna ghate taaki Chandradev ko unka putra jald wapas karne ka vachan purna ho. Apne putra ke responsible wahi the.
@@RupeshGOP5672 इसलिए कहते हैं महाभारत पढ़नी चाहिए और सीरियल कम देखनी चाहिए। कर्ण का धनुष का नाम विजय था और अर्जुन जी के खुद का नाम विजय था। और तुम्हारा कर्ण १७वे दिन विजय धनुष रहते भीम, युधिष्ठिर और अर्जुन से पराजित हुआ था। तुम्हारे प्रिय कर्ण के गुरु परशुराम और गुरु के भी गुरु शिव जी ने गांडीव में बारे में क्या बोला था यह पहले पढ़ लेना फिर मुझसे बात करना समझे। और वो विजय धनुष भी अर्जुन के पिता प्रभु देवराज इंद्र का था यह भी पढ़ लेना।
6:45 Sarvashrestha Dhanurdhar Prabhu Narayana ke ansh Nar Arjun ke 10 naam aur unka naam yeh kyun padha tha yeh the uske reason🙏🏻 'Arjuna replied, "I will tell you my ten names-Arjuna, Phalguna, Jishnu, Kiriti, Shvetavahana, Bibhatsu, Vijaya, Krishna, Savyasachi and Dhananjaya." 'Uttara asked, "Why are you named Vijaya? Why are you Shvetavahana? Why is your name Kiriti? Why are you Savyasachi? Why are you Arjuna, Phalguna, Jishnu, Krishna, Bibhatsu and Dhananjaya? Tell me everything in detail. I have heard the reasons why the brave one obtained those names." 'Arjuna replied, "I have conquered all the countries and obtained all their wealth. I stand in the midst of riches. That is the reason I am known as Dhananjaya.57 When I go out to fight against those who are indomitable in battle, I never return without vanquishing them. That is the reason I am known as Vijaya. 58 When I fight in battle, white steeds with golden harnesses are yoked to my chariot. That is the reason I am Shvetavahana. 59 I was born on the slopes of the Himalayas when the two nakshatras of Purva and Uttara Phalguni were in the firmament. 60 That is the reason I am known as Phalguna. In earlier times, when I fought with the bulls among the danavas, Shakra gave me a diadem, as radiant as the sun, for my head. That is the reason I am Kiriti. 61 I have never committed a terrible act in battle. Therefore, I am known among gods and men as Bibhatsu. 62 Both my hands are right hands when I draw the Gandiva. Therefore, I am known among gods and men as Savyasachi. 63 My complexion is rare on this earth with its four corners. I perform pure deeds and that is the reason I am known as Arjuna. 64 I am difficult to reach. I cannot be repressed and I do the repressing. I am the son of the chastiser of Paka. 65 That is the reason I am famous among gods and men as Jishnu. 66 Affectionately, my father gave me my tenth name of Krishna, since the child had a dark complexion." Virata Parva(Go-Grahana Parva)- Chapter 635(39)
Us ghamandi Karn ko mahan batane delho lo Arjun kitna powerfull tha aur uske saath hi accha vyakti bhi tha use apni power par abhimaan nahi tha Arjun karn se kai guna jyada powerfull bhi tha aur kai jyada accha dhanurdhar bhi tha
Arjun to har samay gandib lekar yudh kiya or karan har samay normal wala dhanush use kiya..... Isliye arjun chance pe dance mara tha.... Last wala yudh mein karan ne vijay dhanush nikala tab arjun ko chal karke karan ko mara
Kar di fir wahi moodhta bhakt. Arjun koi saadharan purush nahi swayam Bhagwan Narayanan ke ansh Nar hain aur Gandiv unke liye hi bana hai toh uska use woh nahi karenge toh kaun karega jaakar Kairat Parva padh Prabhu Mahadev ne Arjun se kya kaha tha ki yeh Gaandiv tumhare liye hi hai aur Karna ek normal insaan pichle janma mein rakshas toh uske like common Dhanush hi banega woh toh shukra hai Arjun ke pita Indra ki unhone apna Dhanush Parshuram ko diya tha aur Parshuram ne Karna ko isliye thodi der tik paaya. Usme bhi Bheem aur Yuddhisthir se haara tha shalya ne bacha liya aur sun kisi ne use chhal se nahi maara neeche khade hokar usne pehle Arjun par Brahmastra phir Vaarunastra chalaya tha jaakar book padh bhakt tab bhi samajh paayega. Arjun ka khud ka naam swayam Vijay tha yaad rakhna toh koi Vijay Dhanush uska kya bigarega, usne samman diya apne pita ke Dhanush hone ke naate.
@@tridibpaul7799 bhi tumne kabhi mahabharat parha hai ya ajkalke naye sirial our RUclips video dekhke ye sab bol rahe ho our arjun jase maharathi ko apman kar rahe ho . Tum karn ke vakt ho ye acchi bat hai lekin iska matlab ye nahi ki tum Arjun ki burai karo jisne sabse pahle Gita ka Anmol gyan paya hai tum uski buraai kar rahe ho tumahara ayakat kya hai arjun ke samne kya tum krishna se bhi mahagyani ho are o karn vakt kya tum ye nahi jante ki isi karn ne vari rajsava me ek nari ko bessa kaha tha
Virat yudh me bhishma, dronacharya or karna ne divyastra ka istemal nahi kiya kyoki Arjun us wakth aurat ke bes me te or bhishma ne unpe ban bhi nahi chalaye kyoki wo kabhi aurat ke upar hathiyar nahi utate isme galat dikaya hai.
Arjun bhakth aage jab karna Arjun ko hara dega tab tu bolega ye serial fake hai. Karna ko jaha accha dikaya waha tho tu comment karta ki ye fake hai or jaha Arjun ko accha dikaya tab ye serial real hoti hai@@Indraneelsarkar127
@@Indraneelsarkar127 balanced criticism krna seekho... Arjun ne karna ho harya ye satya h... lekin Arjun ne phir sabko harya h...aisa isliye kyunki Arjun ke saath dharm tha... lekin iska ye matlab nikaalna ki Arjun ke saamne bhishm pitamaha, karna aur dronacharya bachhe the ek moorkhta h...cheejo ko context me analyse krna seekho...bina sandarbho ke baat karna moorkhta hti h...bacchon ki trah😅😅
Teri baaton se Mujhe lagta hai Sabse bada Andhbhakt tuhi hai jisdin logic aur details me Mahabharat ko Samjhega tera Sari Ki Sari Andhbhakti khatam ho Jaayegi 😂😂😂😂😂
Karna ko aap jitna bura samaj rahe ho, asal me vo itna bura nahi he, aage apko pata chalega jab aap ise dekhoge to.. kyuki karna ne bhagwan parshuram se siksa li hui he, or bhishma ji ne bhi bhagwan parshuram se hi siksa li hui he, or bhagwan parshuram ka koi bhi sishya sadharan nahi ho sakta.. aap sanatani nahi ho, isliye aap ise manoranjan k tour pe dekh rahe ho.. but sanataniyo k dimag se dekhoge, to aapko ye dekhne se jyada iske bare me janne ki jyada dilchaspi hogi bhaiyo
Aise toh Rukmi v Parshuram sishya h, uski v pooja arambh karo. Om Parshuram sishyah Rukmi devaya namah😂 Pata h na Rukhmi ka kya haal kiya tha Sri Krishna ne?
Bhaiya Sanatani hum bhi hai aur tum ho bhakt toh bhakt ko saare sanataniyon ka thekedaar mat banao. Jo bachpan se hi criminal minded tha ki Bheem ka kaam tamam karne chala.Jalan ke kaaran Pandavon ko maarna chahta tha woh koi saadharan vyakti thodi naa hai. Parshuram ka sishya ek stree ka bhari sabha mein Vastraharan ka aadesh deta hai aur pros kehta hai woh saadharan thodi naa hai. Khud Parshuram ne shraap diya tha use yeh toh jaante hi ho naa kyunki apne Guru ko bhi apne jhooth ke paash se nahi baksha tha usne. Bhishma ji aur Dronacharya ke saath use naa hi baithao toh behtar. Woh aaj ka Salman Khan hai anginat paap karo thoda daan kar punya kamao phir anginat paap karo phir thoda daan kar punya kamao. Are bhai jaakar book padho. Karna ka character Bhagwan Ved Vyas se lekar Hastinapur ki praja tak sab jaanti thi. Adi Parva aur Vana Parva padho.
@@atheist8890 Sahi kaha bhai 😂 Jabki inn logon ne Geeta mein yeh nahi padhi swayam Parabrahma Shree Krishna ne Arjun ko inn sabhi Parshuram sishyon ko khaatma karne ka aadesh diya tha.
Arjun rocks
Arjun phir bhi arjun hi hain❤..arjun ji ne akele pitamah bhishma,guru dronacharya,guru kripacharya,karn, ashwatthama, duryodhana,dushashan jaise kai yodha sabhi ko akele haraya tha..one and only MAHARATHI ARJUN ❤️🙏
Last wala yudh mein dekhna kya hota...... Birat yudh mein koi bhi man se nehi yudh kiya
@@tridibpaul7799Oh accha 😂 Koi man se nahi ladha tha😅
@@tridibpaul7799Kya hua tha..Ek kahawat toh suni hogi bhakt ki Diya bhujhne se pehle farfarata bahut hai. Uss din kuch der ke liye wahi hua tha 😂 aur aaj man se ladha nahi man se bhaaga tha woh.
@@tridibpaul7799Karna bhakton k kaliyugin excuses.
@@tridibpaul7799Diya bujhne se pehle kuchh samay zor se phadphadati h, dekha h?
Jay Shree Krishna Radha Radha
Arjun dono hatho se dhanush chala sakta tha isliye arjun Ko savvya sachi nam para tha
True
Haa bhai he is legend 😊💗
Episode dikhane ke liye aapko thanks.
Ab jald hi Karna ka vastra haran hoga sathiyon😊
Karn toh bhag gaya tha 😂😂😂
Oh! Brothers, it is very good to see your increasing zeal to learn Hindi. In India too, crores of people know how to speak and write Urdu, especially those who came to India at the time of partition.
Shree Krishna
Agle part ka wait hai
Jay shree Krishna
8:03 Arjun ke Gandiv ki tankar aur Devdutta Sankha ki dhwani se puri duniya kaanp uthi thi, uthal puthal mach gayee thi. Isi se sabhi kauravon ko pata chala ki yeh koi aur nahi Arjun hai🙏🏻
"Vaishampayana said, 'The brave and strong one75 took the bracelets off from his arms. He donned beautiful wrist guards that would sound like drums. He tied his black and curly hair in a white garment. He swiftly strung Gandiva and drew the bow. When the bow was drawn, it uttered a great sound, as if a giant rock had been dashed against another rock. The earth trembled and a turbulent wind began to blow. The birds were confused in the sky. The giant trees began to tremble. From the sound that was like the roar of thunder, the Kurus got to know that Arjuna was on the chariot and was drawing the best of bows with his arms."
Virata Parva(Go-Grahana Parva)- Chapter 636(40)
Aur waham Bheem ji ne Susharma ko padak padak mara. Lekin Yudhishtir ke anurodh ke wajah se usko chod diya. Agar usko usee samay mara tho 13th din mem Arjun ko apne putr se door nahi khade honge
@@harikrishnank1996 Sahi kaha bhai par niyati ka yahi sanjog tha ki aisi ghatna ghate taaki Chandradev ko unka putra jald wapas karne ka vachan purna ho. Apne putra ke responsible wahi the.
कर्ण का विजय धनुष था , अगर मालूम न हो तो ग़लत नहीं बोलना चाहिए
@@RupeshGOP5672 इसलिए कहते हैं महाभारत पढ़नी चाहिए और सीरियल कम देखनी चाहिए। कर्ण का धनुष का नाम विजय था और अर्जुन जी के खुद का नाम विजय था। और तुम्हारा कर्ण १७वे दिन विजय धनुष रहते भीम, युधिष्ठिर और अर्जुन से पराजित हुआ था। तुम्हारे प्रिय कर्ण के गुरु परशुराम और गुरु के भी गुरु शिव जी ने गांडीव में बारे में क्या बोला था यह पहले पढ़ लेना फिर मुझसे बात करना समझे। और वो विजय धनुष भी अर्जुन के पिता प्रभु देवराज इंद्र का था यह भी पढ़ लेना।
Jai shree Krishna
Next part mein Karna ka Cheer haran hoga😂🎉
ha bhai
Karn Ka Cheer Haran😂😂😂😂😂😂😂😂😂
6:45 Sarvashrestha Dhanurdhar Prabhu Narayana ke ansh Nar Arjun ke 10 naam aur unka naam yeh kyun padha tha yeh the uske reason🙏🏻
'Arjuna replied, "I will tell you my ten names-Arjuna, Phalguna, Jishnu, Kiriti, Shvetavahana, Bibhatsu, Vijaya, Krishna, Savyasachi and Dhananjaya."
'Uttara asked, "Why are you named Vijaya? Why are you Shvetavahana? Why is your name Kiriti? Why are you Savyasachi? Why are you Arjuna, Phalguna, Jishnu, Krishna, Bibhatsu and Dhananjaya? Tell me everything in detail. I have heard the reasons why the brave one obtained those names."
'Arjuna replied, "I have conquered all the countries and obtained all their wealth. I stand in the midst of riches. That is the reason I am known as Dhananjaya.57 When I go out to fight against those who are indomitable in battle, I never return without vanquishing them. That is the reason I am known as Vijaya. 58 When I fight in battle, white steeds with golden harnesses are yoked to my chariot. That is the reason I am Shvetavahana. 59 I was born on the slopes of the Himalayas when the two nakshatras of Purva and Uttara Phalguni were in the firmament. 60 That is the reason I am known as Phalguna. In earlier times, when I fought with the bulls among the danavas, Shakra gave me a diadem, as radiant as the sun, for my head. That is the reason I am Kiriti. 61 I have never committed a terrible act in battle. Therefore, I am known among gods and men as Bibhatsu. 62 Both my hands are right hands when I draw the Gandiva. Therefore, I am known among gods and men as Savyasachi. 63 My complexion is rare on this earth with its four corners. I perform pure deeds and that is the reason I am known as Arjuna. 64 I am difficult to reach. I cannot be repressed and I do the repressing. I am the son of the chastiser of Paka. 65 That is the reason I am famous among gods and men as Jishnu. 66 Affectionately, my father gave me my tenth name of Krishna, since the child had a dark complexion."
Virata Parva(Go-Grahana Parva)- Chapter 635(39)
There is also an mantra based on this
Arjuno phalguno jishnu
Kiriti shwetavahana
Vibhatsuŕ vijayo krishn
Savyasachi dhananjay.
And this mantra removes fear from ones heart
@jignaraval2814 Yes bhai in Dhanurved
@@Indraneelsarkar127 yes
It is not known to much
@@jignaraval2814 Yes thanks to modern serial and films that they didn't highlight this to promote Karna.
Ye sab sastra birat nagar me ane se pehle is per me chupa diya tha
Arjun entry🔥
Arjun ka kirdar karne wala yek muslim hai
Mahabharat bhi us samay ka viswayoudh tha jisme sabhi deso ke rajao ne bag liya tha
Sabyasachi ka matalab jiska dono hath saman dhanga se chala pate ho so Arjun called sabyasachi
जय श्री कृष्णा ❤❤❤
Arjun ka roll kernewla Banda momdan hai veer ji
Virat Yudh arambh ho
Us ghamandi Karn ko mahan batane delho lo Arjun kitna powerfull tha aur uske saath hi accha vyakti bhi tha use apni power par abhimaan nahi tha Arjun karn se kai guna jyada powerfull bhi tha aur kai jyada accha dhanurdhar bhi tha
Arjun to har samay gandib lekar yudh kiya or karan har samay normal wala dhanush use kiya..... Isliye arjun chance pe dance mara tha.... Last wala yudh mein karan ne vijay dhanush nikala tab arjun ko chal karke karan ko mara
Kar di fir wahi moodhta bhakt. Arjun koi saadharan purush nahi swayam Bhagwan Narayanan ke ansh Nar hain aur Gandiv unke liye hi bana hai toh uska use woh nahi karenge toh kaun karega jaakar Kairat Parva padh Prabhu Mahadev ne Arjun se kya kaha tha ki yeh Gaandiv tumhare liye hi hai aur Karna ek normal insaan pichle janma mein rakshas toh uske like common Dhanush hi banega woh toh shukra hai Arjun ke pita Indra ki unhone apna Dhanush Parshuram ko diya tha aur Parshuram ne Karna ko isliye thodi der tik paaya. Usme bhi Bheem aur Yuddhisthir se haara tha shalya ne bacha liya aur sun kisi ne use chhal se nahi maara neeche khade hokar usne pehle Arjun par Brahmastra phir Vaarunastra chalaya tha jaakar book padh bhakt tab bhi samajh paayega. Arjun ka khud ka naam swayam Vijay tha yaad rakhna toh koi Vijay Dhanush uska kya bigarega, usne samman diya apne pita ke Dhanush hone ke naate.
@@tridibpaul7799 bhi tumne kabhi mahabharat parha hai ya ajkalke naye sirial our RUclips video dekhke ye sab bol rahe ho our arjun jase maharathi ko apman kar rahe ho . Tum karn ke vakt ho ye acchi bat hai lekin iska matlab ye nahi ki tum Arjun ki burai karo jisne sabse pahle Gita ka Anmol gyan paya hai tum uski buraai kar rahe ho tumahara ayakat kya hai arjun ke samne kya tum krishna se bhi mahagyani ho are o karn vakt kya tum ye nahi jante ki isi karn ne vari rajsava me ek nari ko bessa kaha tha
Karan ke pas vijay dhanush tha murkh
Virat yudh me bhishma, dronacharya or karna ne divyastra ka istemal nahi kiya kyoki Arjun us wakth aurat ke bes me te or bhishma ne unpe ban bhi nahi chalaye kyoki wo kabhi aurat ke upar hathiyar nahi utate isme galat dikaya hai.
Bhakt justify karne mein busy hai 😂😂😂 Isme sahi dikhaya hai bhakt tere bhagwan ki aukaat dikha di.
Arjun bhakth aage jab karna Arjun ko hara dega tab tu bolega ye serial fake hai. Karna ko jaha accha dikaya waha tho tu comment karta ki ye fake hai or jaha Arjun ko accha dikaya tab ye serial real hoti hai@@Indraneelsarkar127
@@Indraneelsarkar127 bhag firse ganda ulti karne poch gaya
@@Indraneelsarkar127 balanced criticism krna seekho... Arjun ne karna ho harya ye satya h... lekin Arjun ne phir sabko harya h...aisa isliye kyunki Arjun ke saath dharm tha... lekin iska ye matlab nikaalna ki Arjun ke saamne bhishm pitamaha, karna aur dronacharya bachhe the ek moorkhta h...cheejo ko context me analyse krna seekho...bina sandarbho ke baat karna moorkhta hti h...bacchon ki trah😅😅
Teri baaton se Mujhe lagta hai Sabse bada Andhbhakt tuhi hai jisdin logic aur details me Mahabharat ko Samjhega tera Sari Ki Sari Andhbhakti khatam ho Jaayegi 😂😂😂😂😂
Old ramayan bhi dekho bhai sahab
बहुत अच्छा रिव्यू
Daas ka mean nokar hota he naki gulam
Karna ko aap jitna bura samaj rahe ho, asal me vo itna bura nahi he, aage apko pata chalega jab aap ise dekhoge to.. kyuki karna ne bhagwan parshuram se siksa li hui he, or bhishma ji ne bhi bhagwan parshuram se hi siksa li hui he, or bhagwan parshuram ka koi bhi sishya sadharan nahi ho sakta.. aap sanatani nahi ho, isliye aap ise manoranjan k tour pe dekh rahe ho.. but sanataniyo k dimag se dekhoge, to aapko ye dekhne se jyada iske bare me janne ki jyada dilchaspi hogi bhaiyo
Aise toh Rukmi v Parshuram sishya h, uski v pooja arambh karo.
Om Parshuram sishyah Rukmi devaya namah😂
Pata h na Rukhmi ka kya haal kiya tha Sri Krishna ne?
@@atheist8890 Balram ne sar uda diya tha jab jua mein woh cheating kar raha tha woh tab😂
@@Indraneelsarkar127Karna bhakt ab Rukmi ko v baap banayenge, kyunki woh v Parshuram sishya tha😭
Bhaiya Sanatani hum bhi hai aur tum ho bhakt toh bhakt ko saare sanataniyon ka thekedaar mat banao. Jo bachpan se hi criminal minded tha ki Bheem ka kaam tamam karne chala.Jalan ke kaaran Pandavon ko maarna chahta tha woh koi saadharan vyakti thodi naa hai. Parshuram ka sishya ek stree ka bhari sabha mein Vastraharan ka aadesh deta hai aur pros kehta hai woh saadharan thodi naa hai. Khud Parshuram ne shraap diya tha use yeh toh jaante hi ho naa kyunki apne Guru ko bhi apne jhooth ke paash se nahi baksha tha usne. Bhishma ji aur Dronacharya ke saath use naa hi baithao toh behtar. Woh aaj ka Salman Khan hai anginat paap karo thoda daan kar punya kamao phir anginat paap karo phir thoda daan kar punya kamao. Are bhai jaakar book padho. Karna ka character Bhagwan Ved Vyas se lekar Hastinapur ki praja tak sab jaanti thi. Adi Parva aur Vana Parva padho.
@@atheist8890 Sahi kaha bhai 😂 Jabki inn logon ne Geeta mein yeh nahi padhi swayam Parabrahma Shree Krishna ne Arjun ko inn sabhi Parshuram sishyon ko khaatma karne ka aadesh diya tha.
Jai Shree Krishna