Unboxing and First Impressions Only: iBELL SM1515 Sandwich Maker with Floating Hinges, 1000Watt

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 17 окт 2024

Комментарии • 6

  • @ni6hantindia
    @ni6hantindia  3 месяца назад +1

    Dekhna gaali kis time pe diye the. humko laga diye the ab mil nahi raha

  • @arunavabanerjee1315
    @arunavabanerjee1315 3 месяца назад

    5:47 - Bhaiya ceiling fan konsa brand ka use kartae hai Havells ya dusra koi ? Havells ka BLDC fan kaisa hai bhaiya ? Humara ghar mae sab Havells ka fan hai laekin sab normal celing fan hai, soch rahae thae ki ek ghar mae BLDC wala fan lagakae daekha jaayae kaisa hawa milta hai, kitna power consumption kam hota hai.
    6:26 - 1 star review hi milna chaiyae aisa company ko.

    • @ni6hantindia
      @ni6hantindia  3 месяца назад +1

      Daal diye video ek ka. Ek atomberg mangaye hain, aane do, daalte hain.

  • @arunavabanerjee1315
    @arunavabanerjee1315 3 месяца назад +1

    Bhaiya Amazon mae koi bhi product ho review padh kae pata hi nahi chalta hai kharidna chaiyae ya nahi. Kuch log ek line mae worst item likh kae 1 star daeta hai aur koi koi 200 words ka paragraph likhta hai. Mixed reviews rahata hai, mai toe youtube mae us product ka 5-6 video daekh kae agar santhust hota hu tabhi hi laeta hu ya kisi ko recommend karta hu.

    • @ni6hantindia
      @ni6hantindia  3 месяца назад +1

      Same, bas dikkat tab aati hain jab youtube pe review ekdum bekaar ho ya fir ho hi nahi.

    • @arunavabanerjee1315
      @arunavabanerjee1315 3 месяца назад

      @@ni6hantindia Bilkul sahi kahae hai aap bhaiya, agar RUclips mae ush product kaa waisa detailed video agar nahi milta hai toe mai uss product ko purchase nahi karta hu, hold mae rakh daeta hu kuch din. Sochta hu laena chaiyae ya nahi. Kyunki bhaiya abhi sabka Return aur Refund policy simple nahi raha. 3 bar replacement laenae sae Refund ka option activate hota hai. Kasht kae paisa ko kyun hi aisae gawana.