Jaise hmne surname add krna hai to mai mcd office gya tha wo bol rhe the gazzeatd officer ya mla se likhwa le laao usse upload kro to wo kha pr upload hoga
Sir agar aadhar card bna hua bacche ka ya fir koi aur documents jis par surname mention h to wo bhi chal jata hai iske liye aapko kisi gazetted officer ki need nahi hai
Sir mujhe apne bete k birth certificate m name correction Krna h bs spelling mistake. Uska birth certificate Delhi ka but currently mene haridwar s affidavit bna k name correction ka online apply Kiya tha but avi tk pending bta ra h. Ab kya kre?
Don't worry sir waise 21 days ka time leta hi hai.... Agar approval aayga tab achi baat h Agar nahi hua to usme rejection ka reason bhi provide Kiya jayga aur jis document ki requirement h wo bhi mention Kiya jata hai
Video ke starting mai jo chiz batai thi vo to puri batai hi ni bus surname vala example de diya baaki nick name vala or pura naam change krne per kya kya documents lagte hai or kya process hai vo to bataya hi ni
Sir name change karne ke liye hospital correction letter ya fir news paper me add aur gazette of India lagta hai . N thanku suggest karne ke liye Abhi channel Naya h To agar koi kami reh jati h to aapke jaise dost hi mistake sahi karwate hain 🙏😊
Sir mere bachche ka naam change karna hai to mai affidavit banwane gaya to unhone mujhse puchha ki bachche ka koi ID hai jisme vah naam hai jo aap birth certificate me likhwana chahte ho to mere pass koi ID nhi tha to unhone affidavit nahi banaya
2-5 saal tak ke bacche ka name me correction ho sakta h Agar baccha 5 saal se jyada h tab school ki I'd ya fir aanganwadi ka record Dena hota affidavit banned ke liye
Hello sir, mai greater noida me rhtihu, mujhe apne bete 8 M k birth certificate me name change karwana hai, kaise kru. Mai apke instructions follow krk site khol rhihu but up k site par is tarike k options khahai, plz help
@@gyanwithsanjeevsharma thank you so much sir for quick response. sir 1 yr tak easily name change ho jate hai, after 1 yr a lot of procedure for changes. Is it possible hoto registar office & do changes. What documents we have needed?
thanks Sir agar birth certificate ltaly ka ho to aus ma SMARAN PREET KAUR dala sir hmm aus ma I dalna hai to vo Certificate India ma ban sakta ha hmm sir bhar ja nahi sakte to sir kya solution hai please tell Me
Mera beta 1st standard mein padta hai uske bad certificate mein Naam correct nahin hai Sabhi documents mein Aadhar Card, passport, school certificate, birth certificate mein Naam correction karvana hai Kaise karvana hona mujhe please bataiye
MERE BETE KA NAAM CHANGE NAI HO RAHA AFFIDAVIT OR HOSPITAL CORRECTION LETTER SUBBMIT KARNE KE BAAD BHI REJECT HO RAHA HAI ANY SUGGESTION ON THIS BHAI. PLEASE REPLY JARUR KARNA.
Sir बच्चा 9 class में है और अब जन्म प्रमाण पत्र में sir naam लगाना है। क्या prof लगे गया। school main sir naam lga hua hai लेकिन जन्म प्रमाण पत्र में नही लगा है क्या pruf lgay
@@prakashmatiyali04 aapke bacche ka aadhar card agar ban gya h aur correct spelling se bna h to aap aadhar card laga sakte h Other wise agar baccha school going h to school ka I'd card bhi lag jayega
Sir waise alias se khas fark nahi padta hai fir bhi agar aap hatana chahte h to name correction Wale option ko select karke Bachhe ke aadhar ki copy upload kar dena sir ho jayga
Sir m Agra Uttar Pradesh se hu maine Apne block se banavaya tha bacche ka birthsertificate to kya m usme Apne mobile se DOB change kr sakta hun bhut arjent h mere bachhe ka admission ni ho rha h school m age kam hone ki vajah se age adhik h or birthsertificate m kam likh gayi please reply or mujhe konsa jon select krna hoga
Ye video delhi walon ke liye hai mai telangana se hoon mujhe kounse site pe jana hoga mere bachche ka naam thoda change karna hai kya hosakta hai 12 years ka bachcha hai
Sir mere bhai ka nam birth certificate m Tilok h baki document m bhi Tilok nam h lekin school m Tushar h Or hme school wala nam hi rkhna h abhi vo 8th class m agr abhi name change nhi kiya to bad m bhi Tilok hi rhega So please isko kese change kre
Sir aapko ek affidavit lagana hoga Sath me school ki I'd bhi lagani hogi with school stamp Uske baad uske aadhar card me bhi naam sahi Kara kar Aadhar card ko bhi other documents ke saath mcd ki site par upload kar dena h itna karange to ho ho jayga
BHAI JI MERI BETI KE BIRTH CERTIFICATE ME NAME ONLY ( BHAVYA ) LIKHA HAI USKI AGE 6 YEAR HAI AB MUJHE USME BHAVYA SINGH KARNA HAI UASKE KYA PROCESS HAI ? PLEASE MUST RPLY
Sir uske liye aapko bacche ka school I'd proof jisme sahi naam h wo de sakte h Aur agar sahi naam se aadhar bana h to wo bhi aap upload kar sakte h Ho jayga Saath me aap apna I'd proof laga sakte h
Hello sir. Mujhe apne bete ka naam hi cheng krna hai.pta kiya tha to bola doctor likh ke dega tb hoga... Urvit name rakha hai gar me kisi ko pasand nhi aaya ab cheng krwane ki soch ..4month ka hi ho gya hai online hi ho jayega..
Meri 3 year ki beti ka name change krane k liye apply kia tha but reject hogya, 2 credible person ka Letter atttach krne ko bol rahe but letter me likhna kya haj aur credible koun honge
Aap aadhar pan ki pdf bna kar correction form me upload kar sakte h surname remove ho jayga Agar fir bhi na ho to aapko hospital se correction letter bna kar upload karna hoga 👍
Name addition me bachhe ka education document upload krne ke liye aa rha hai agar bacche ka koi document nhi hai ya fir bachha school nhi jata abhi fir kya kre
@@shivbhakt647 complete name change ho jata h Uske liye aapko affidavit lagana hota h Agar affidavit ke alava koi aur requirements hogi to wo sabhi Aapko registrar ke response likhi jaygi
मेरे बेटे की उम्र तकरीबन 7 साल है उसका नाम वैष्णवी है जिसमें उसके नाम कीजिए स्पेलिंग है उसमें एक अक्षर ज्यादा है और पिता का सरनेम उसमें से हटाना है उसके लिए मुझे क्या करना होगा
Sir iske liye pehle aap mcd ki site par jakar apna zone select karke sign up kar lijiye Agar already account h to Beti ke birth certificate ko download kar lijiye uske baad Action Wale button par click karke Jo bhi aapko correction karna h wo aap kar sakte h Bas aapko document bilkul sahi upload karne h Sorry for the late reply sir🙏
Sir birth certificate per Bhawna devi hai aur ma hatva kar Bhawna sharma karva chati hu ma 9th class ma hu to kya ya hat sakta hai aur process kya hai agar hata to
Hii Sir mujhe apne bete ka name add krna hai but jaise hi me action button ko click kr rha hu .usme add ka option nahi aa rha . Usme show& form download ka aa rha hai
Thanku so much for your lovely compliment 🙏🙏❤️❤️ Sir ek se do din me mai is par ek detailed video banane wala hu... Tab aapki problem ka solution ho jayga ,👍👍 Keep supporting me sir 🙏🙏😊
Agar aapko complete name change karna h uske liye affidavit lagega agar child chota h to Aur agar name me correction to uske liye aapko hospital correction letter Dena hoga ya fir child agar school going h to school ki I'd lagegi
Jasa apna btaya same basa hi Kiya , thank you mein apna beta ka name Ki spelling thk kar payi , or update ho gya , site ma mein birth certificate ko kab download kar skthi hon
Mam with in 15 days me aapki request ka approval aa jayga agar koi additional document requirement hogi to uski jaankari bhi aapko rejection letter me mil jaaygi 👍
Okk ,at present toh pending show kar raha Hai , document ka liya bola Tha sir. Mother id or ek maang raha Tha meina apni I'd upload kar di or dusra ko ignore kardo uska baadh usna accept and pending show kar raha hai
Hello sir, meri daughter 9 year ki h uska birth cirtificate hodal Haryana ka hai. Mein uske name mein sir name add karana chahti hu. Iske liye meine school mein affadavit de diya tha to uska name school mein update ho gaya aur unhone muje bonefide certificate de diya ab meine adhar card mein bi update kara liya h. Lekin ab MCD wale kah rahe ki nahi hoga ap school se affadavit wapas le lijiye. Muje pura process reverse mein karna hoga. Kya ye process online ho jayega. Agar ho jayega to kaunsi site per jana hoga. Please reply jarur kijiye.
JI HO JAYGA AGAR BIRTH CERTIFICATE HARYANA SE ISSUED HAI TO AAP HARYANA KE KISI BHI LOKSEWA KENDRA YA FIR TEHSIL SE SURNAME UPDATE KARA SAKTE HAIN. AUR EKK BAAR PLEASE SARAL HARYANA KE PORTAL PAR BHI ONLINE CHECK KAR LE
Sir mera bachha 4 sal ka hi mujhe iska pura nam hi change karna hai delhi badarpur ka zone hai mera to pura procedure kya hai? Please help,affidavit bana na parega to kahan se banega kaise banega?
Sir birth certificate me date of birth change nahi hota h Bas ek condition par change hota h Ki jab aapke dicharge paper koi aur dob hoti h aur aapke birth certificate par koi aur 👍
Sir mene surname add Kiya tha but vo reject hogya and reason Diya h ki aapko undertaking submit krni hogi parents ke surname ab vo kaise krna hoga plz btaye ?
Sir meri beti 8 year ki hai 6:58 date of barth certificat me surname hatbana hai
Jaise hmne surname add krna hai to mai mcd office gya tha wo bol rhe the gazzeatd officer ya mla se likhwa le laao usse upload kro to wo kha pr upload hoga
Sir agar aadhar card bna hua bacche ka ya fir koi aur documents jis par surname mention h to wo bhi chal jata hai iske liye aapko kisi gazetted officer ki need nahi hai
Aadhar card nhi bna hai tbhi problem aa rhi surname add krnge tbhi bn payega
@@Pandeymohit4994 sir fir to aapko jaise McD office me bataya gya h waisa karna padega
Agar hospital wale correction letter na banaye sir uske baad kya option hai
Sir Agar Kisi Ki Umar 20 25 Saal Se Upar Ho Aur Uska Janam Hospital 🏥 Me Nahi Hua Ho To Kiya Uske ( Birth Certificate) Me Sudhar Ho Sakta Hai ? 🙁
bacche ka janam agar dusare state mey hua hai par mata pita ke document delhi ke hai certificate ban gaya hai toh correction kaise hogi
Certificate agar delhi ka h tab ho payega agar dusre State ka h to ye depend karta h ki waha online correction ka option h y nahi
Select your service area by choos option aapne batay vese nahi aaraha
Aa jayga retry please
Meri beti 4 year ki h us ka pahle wala certificate nagarpalika se banawaya tha us k nam sahi nhi h us m to y online ho jayega kya
Sir mujhe apne bete k birth certificate m name correction Krna h bs spelling mistake. Uska birth certificate Delhi ka but currently mene haridwar s affidavit bna k name correction ka online apply Kiya tha but avi tk pending bta ra h. Ab kya kre?
20 days ho gye apply kiye
Don't worry sir waise 21 days ka time leta hi hai.... Agar approval aayga tab achi baat h
Agar nahi hua to usme rejection ka reason bhi provide Kiya jayga aur jis document ki requirement h wo bhi mention Kiya jata hai
Ok let's see
Sir rejected ho gya. Two credible person k latter maang re h. To only two latter upload krne honge kya
@@mihirnegi4557 ji sir requirement to complete karni hogi
Jab tak required documents complete nahi honge tab tak registrar approval nahi dega
Hello sir mujhe apne baby ka birth of year km krni h to kya Krna hoga uske liy
Video ke starting mai jo chiz batai thi vo to puri batai hi ni bus surname vala example de diya baaki nick name vala or pura naam change krne per kya kya documents lagte hai or kya process hai vo to bataya hi ni
Sir name change karne ke liye hospital correction letter ya fir news paper me add aur gazette of India lagta hai .
N thanku suggest karne ke liye
Abhi channel Naya h
To agar koi kami reh jati h to aapke jaise dost hi mistake sahi karwate hain 🙏😊
Parament address change karna hai kaise hoga
Sir mere bachche ka naam change karna hai to mai affidavit banwane gaya to unhone mujhse puchha ki bachche ka koi ID hai jisme vah naam hai jo aap birth certificate me likhwana chahte ho to mere pass koi ID nhi tha to unhone affidavit nahi banaya
2-5 saal tak ke bacche ka name me correction ho sakta h
Agar baccha 5 saal se jyada h tab school ki I'd ya fir aanganwadi ka record Dena hota affidavit banned ke liye
Sir mera bachcha 7month ka hai to kya naam change ho jayega agar ho jayega to kaise hoga kripaya mujhe bataiye
Hello sir, mai greater noida me rhtihu, mujhe apne bete 8 M k birth certificate me name change karwana hai, kaise kru. Mai apke instructions follow krk site khol rhihu but up k site par is tarike k options khahai, plz help
Mam if online correction possible in up site then I will send a perfect link for you😊👍
@@gyanwithsanjeevsharma thank you so much sir for quick response. sir 1 yr tak easily name change ho jate hai, after 1 yr a lot of procedure for changes. Is it possible hoto registar office & do changes. What documents we have needed?
सर ये वेबसाईट दिल्ली के लिये हैं क्या महाराष्ट्र महाराष्ट्र के लिए कोनसी वेबसाइट इस वेबसाईट पर महाराष्ट्र नही बता
Ok mam mai aapko Maharashtra ki site ka link send karta hu evening tak
@@gyanwithsanjeevsharma thank you sir
Rajsthan ke or btana
thanks Sir agar birth certificate ltaly ka ho to aus ma SMARAN PREET KAUR dala sir hmm aus ma I dalna hai to vo Certificate India ma ban sakta ha hmm sir bhar ja nahi sakte to sir kya solution hai please tell Me
Mera beta 1st standard mein padta hai
uske bad certificate mein Naam correct nahin hai
Sabhi documents mein Aadhar Card, passport, school certificate, birth certificate mein Naam correction karvana hai
Kaise karvana hona mujhe please bataiye
Sir mie marashatra se hu to mujhe konsa zon Lena hoga please bataiye
Sir full name change affidevit bhi ka lgega jha iska birth hua tha meri beti h 2year ki uska change krna h
M mere mayke aai hui hu tha se affidevit bnva k apply kr skti hu
Jha iska birth hua tha vha jana possible nhi h
Ji agar delhi ka h to aap affidavit lagakar full name change Kara sakte hain
@@gyanwithsanjeevsharma sir meri beti ka birth hisar me hua tha
@@gyanwithsanjeevsharma new birth certificate nhi bn skta adhar k base pe new name se
MERE BETE KA NAAM CHANGE NAI HO RAHA AFFIDAVIT OR HOSPITAL CORRECTION LETTER SUBBMIT KARNE KE BAAD BHI REJECT HO RAHA HAI ANY SUGGESTION ON THIS BHAI. PLEASE REPLY JARUR KARNA.
Mcd ke response Letter me kya rejection reason h
Please share me
Sir बच्चा 9 class में है और अब जन्म प्रमाण पत्र में sir naam लगाना है। क्या prof लगे गया। school main sir naam lga hua hai लेकिन जन्म प्रमाण पत्र में नही लगा है क्या pruf lgay
Waise to school ka proof aur aadhar card lagta h lekin bacche ka birth hospital me hua tha to hospital correction letter ki requirement bhi aa jati h
@@gyanwithsanjeevsharma बच्चे के जन्म को 14 साल हो चुके है अब जन्म प्रमाण पत्र में sirnaam लगाना है।
@@gyanwithsanjeevsharma बच्चा पैदा घर पर हुआ। हॉस्पिटल में नही। अब उस कॉलम मैं हॉस्पिटल crection लेटर मांग रहा है
Sir online name change request kri thi lkin vaha se status pending tha ab aa raha statement chaiye mp mla or govt dr se
Sir agar name jyada difference h to is type ki requirement aa jati h
Bhaiya mujhe apne bete ka first name change karna hai par baar baar reject ho raha hai
Aur bhaiya name change ke liye kya affidavit lagega
@@jalparigo mcd response letter me jo requirement ki ja rahi h usko complete kar dijiye ho jayega
Ye only delhi k liye hai, ya pure india k liye?
Uttarakhand m kese krna hoga pls update.
Sir ye ONLY delhi residents ke liye h
Uttrakhand ka I think abhi online start nahi hua h
Thanks for the video but can you please tell me which site to go as I stay in Thane, Maharashtra. If I want to change name in birth certificate
Aaple sarkar portal par aap visit kar sakte hain😊
Madhya Pradesh main Naam change karne ke liye batao video plz
Birth certificate correct detail option nh a rha hai
SIR YA TO DATA ONLINE NAHI HOGA YA FIR KUCH NA KUCH MISMATCH HOGA
Sir mene 2017 me bachhe ka birth certificate banvaya tha pr usme uska name ki espeling glt ho gyi kya abhi me shi krva sakta hu
Ji karwa sakte h
@@gyanwithsanjeevsharma sir delhi me born hai kese kuch idea pls
@@prakashmatiyali04 aapke bacche ka aadhar card agar ban gya h aur correct spelling se bna h to aap aadhar card laga sakte h
Other wise agar baccha school going h to school ka I'd card bhi lag jayega
@@gyanwithsanjeevsharma शुक्रियां sir 🙏🙏
Tb jo mobile no tha abhi mey woh use nhi krta hu .Fir kya kre
Sir is topic par mai jald hi ek detailed
Video banane wala hu
So please wait i will give you a complete solution
Sir mera beta ka nam cheng karna hay beta 7 sal ka hay mcd me pucha wo bole nahi hoga. Please gide sir
ji sir birth certificate par name aise mushkil hi change hota h agar baccha 1-2 saal ka hota to chance hota hai
Ser acoson par jakar crecson ka option nahi aa raha hai
Bacche k name k sath alias lga h wo kaise hataye?
Sir waise alias se khas fark nahi padta hai fir bhi agar aap hatana chahte h to name correction Wale option ko select karke
Bachhe ke aadhar ki copy upload kar dena sir ho jayga
@@gyanwithsanjeevsharma ok I will try
@@gyanwithsanjeevsharma Nhi hua Reject kr diya h mcd n
can we remove kumar from the name, does it require any document to upload
Yes you can just upload aadhar card
Without surname
After 4 years can we remove surname.. but there is view option No correction option showing so how can we do ..?
Belgaum wale b kar sakte hai kya sir..?
Sir ye process delhi residents ke liye h
Sir maine sub kuch kar liya per birth certificate search nahi ho raha...
Ek baar mcd office visit karke dekhiye
Sir m Agra Uttar Pradesh se hu maine Apne block se banavaya tha bacche ka birthsertificate to kya m usme Apne mobile se DOB change kr sakta hun bhut arjent h mere bachhe ka admission ni ho rha h school m age kam hone ki vajah se age adhik h or birthsertificate m kam likh gayi please reply or mujhe konsa jon select krna hoga
Nahi sir aapko block se hi sampark karna padega kynki up ka online system nahi h
Ye video delhi walon ke liye hai mai telangana se hoon mujhe kounse site pe jana hoga mere bachche ka naam thoda change karna hai kya hosakta hai 12 years ka bachcha hai
Sir 20 saal ke bacche ka sunane add ho jayega kya
Sir mere bhai ka nam birth certificate m Tilok h baki document m bhi Tilok nam h lekin school m Tushar h
Or hme school wala nam hi rkhna h abhi vo 8th class m agr abhi name change nhi kiya to bad m bhi Tilok hi rhega
So please isko kese change kre
Sir aapko ek affidavit lagana hoga
Sath me school ki I'd bhi lagani hogi with school stamp
Uske baad uske aadhar card me bhi naam sahi Kara kar
Aadhar card ko bhi other documents ke saath mcd ki site par upload kar dena h itna karange to ho ho jayga
Name extension nhi ho paa rha hai please advise right way
Agar reject ho rha h tab mcd response me required documents bta rakha hoga usko try kijiye
BHAI JI MERI BETI KE BIRTH CERTIFICATE ME NAME ONLY ( BHAVYA ) LIKHA HAI USKI AGE 6 YEAR HAI AB MUJHE USME BHAVYA SINGH KARNA HAI UASKE KYA PROCESS HAI ? PLEASE MUST RPLY
Sir uske liye aapko bacche ka school I'd proof jisme sahi naam h wo de sakte h
Aur agar sahi naam se aadhar bana h to wo bhi aap upload kar sakte h
Ho jayga
Saath me aap apna I'd proof laga sakte h
Sir assam ka online ho swkta h kya plz reply
Hello sir. Mujhe apne bete ka naam hi cheng krna hai.pta kiya tha to bola doctor likh ke dega tb hoga...
Urvit name rakha hai gar me kisi ko pasand nhi aaya ab cheng krwane ki soch ..4month ka hi ho gya hai online hi ho jayega..
Ji sir ho jayga aapko affidavit lagana hoga
Aur saath me apna aadhar card aur aapki Mrs ka aadhar card
Meri 3 year ki beti ka name change krane k liye apply kia tha but reject hogya, 2 credible person ka Letter atttach krne ko bol rahe but letter me likhna kya haj aur credible koun honge
Aap ka yah video to Ma dekha aap ane name badalne ke liye Bata Diya Magar phone number register Bala band ho gaya hai uske liye kya Karen
Uske liye Maine ek separate video bna rakhi h
Jisme number change karne ka process diya hua h
Sir birth certificate me surname kaise jode mera surname missing h par 18 sal se jada ho gya h sir ...ho jayega kya
Ji ho jayga pehle to aapko apna birth certificate ka data digitise karna hoga
Jab digitise ho jayga uske baad aap online hi name expantion kar sakte h
If registered mobile number has changed then what to do?
Hello, How to remove the mother's surname from the birth certificate, please share your contact to know more about the same. Thanks!
Aap aadhar pan ki pdf bna kar correction form me upload kar sakte h surname remove ho jayga
Agar fir bhi na ho to aapko hospital se correction letter bna kar upload karna hoga 👍
Hloo brother pls share ur number
Mera bhi same case ha bhai...
@@gyanwithsanjeevsharmabhai hospital closed ho chuka hai ab permanently to kaise hoga change
how to know which mobile number has been used for certificate creation?
ruclips.net/video/q6oVWQzFJaA/видео.html
Name addition me bachhe ka education document upload krne ke liye aa rha hai agar bacche ka koi document nhi hai ya fir bachha school nhi jata abhi fir kya kre
aadhar card hai to wo bhi upload kar sakte hai ya fir agar aanganwadi ka koi record h wo bhi de sakte hain
@@gyanwithsanjeevsharma thanks
My child is only 10 years old i want change his name so please sjest me chnge brith mai change krna h
Are you want to change complete name of your child or want to add surname
@@gyanwithsanjeevsharma both sir
@@gyanwithsanjeevsharma complete change
@@shivbhakt647 complete name change ho jata h
Uske liye aapko affidavit lagana hota h
Agar affidavit ke alava koi aur requirements hogi to wo sabhi
Aapko registrar ke response likhi jaygi
@@gyanwithsanjeevsharma afidevit kha se bnega
Bhai mene kiya tha par jone par koi option nahi aa raha h please bhai bahut pareshan ho gaya hu
Sir aap delhi me hi rehte h na
Agar delhi me rehte h tabhi aap correct zone ya fir colony ko select kar sakte hain
Its only for Delhi or anywhere in India
It's only for Delhi
मेरे बेटे की उम्र तकरीबन 7 साल है उसका नाम वैष्णवी है जिसमें उसके नाम कीजिए स्पेलिंग है उसमें एक अक्षर ज्यादा है और पिता का सरनेम उसमें से हटाना है उसके लिए मुझे क्या करना होगा
Sir iske liye pehle aap mcd ki site par jakar apna zone select karke sign up kar lijiye
Agar already account h to
Beti ke birth certificate ko download kar lijiye uske baad
Action Wale button par click karke Jo bhi aapko correction karna h wo aap kar sakte h
Bas aapko document bilkul sahi upload karne h
Sorry for the late reply sir🙏
Haryana m kis website pr hoga Bhai
Saral haryana portal par sir
Mere bete ka birth AIIMS me hua ..... Or ma u p se hu ...muje 2 information chaye ... Baby ka name kasse edit Karu ......or zone kya dalu
Sir aapko Jo birth certificate Mila hoga AIIMS se us South McD mention hoga
Aur edit karne ke liye appko video ko completely dekhna hoga 😊🙏
Meri bachchi 1 month ki h av Mujhe dusra nam rkhana h kese kre plzz bataiye
Ek affidavit laga kar name change ki request dal sakte hain
Online cafe bale kr skte h kya agr district change ho to
@@STSharma98 try karke dekh sakte hain sir
Sir birth certificate per Bhawna devi hai aur ma hatva kar Bhawna sharma karva chati hu ma 9th class ma hu to kya ya hat sakta hai aur process kya hai agar hata to
Correct details ka option hi nai aa raha hai....
Pehle certificate ko download kar lijiye uske baad action par click karenge to aayega
Sirf bche ke name add ka option aa rha hai
Bhai. Ji mene. Online last name add karwane ki liy aaply ki now they document deficieny me sdm. Order require
Abhi wo request pending show kar raha Hai , approved kab tak ho gya , idea dedo
Aap ne konse zone se bheja tha
Great video, very helpful, ishse phle kafi videos dekhi , kuch kaam ki nahi thi , thank you
Thanku so much Bhai 🙏🙏🙏❤️❤️❤️❤️
Bhay register mobile number nahi he to kya karna hoga
ruclips.net/video/q6oVWQzFJaA/видео.html
If not showing any record I n account then???
सर महाराष्ट्र के लिए कौन सा लिंक हे बर्थ सर्टिफिकेट नाम चेंज करने के लिए प्लीज सेंड मी लिंक sir
Aaple sarkar Portal
Hii Sir mujhe apne bete ka name add krna hai but jaise hi me action button ko click kr rha hu .usme add ka option nahi aa rha .
Usme show& form download ka aa rha hai
Kitne time pehle aapne birth certificate apply Kiya tha sir
Muje mere bete ka name change karna he pn maz nahi aa rahahe kya karu
no record found aa rha hai mere
Sir iske liye maine ek dedicated video banayi Hui aap usko dekh sakte h
@@gyanwithsanjeevsharma bhejo link
@@Graphic_clinic ruclips.net/video/q6oVWQzFJaA/видео.html
Sanjeev ji thanks for good infromation. Pls mujhe mother name correct kerna hai , u have any idea how to change in north MCD , Suggest me
Thanku so much for your lovely compliment 🙏🙏❤️❤️
Sir ek se do din me mai is par ek detailed video banane wala hu...
Tab aapki problem ka solution ho jayga ,👍👍
Keep supporting me sir 🙏🙏😊
@@gyanwithsanjeevsharma wait kernege
Hospital correction letter kese milega...
Hospital jakar banega
3:40 how can we do the same process without mobile no. Please tell sir 🙏
U can transfer birth data to your mobile no. Is par maine alag se video bnayi Hui h
Please usko watch kar le
Thanks for support💪💪
Sir mujhe meri beti ke birth certificate me surname change karna hai pls website btaye mp ki
Aap mp edistrict ki site par jakar online correction kar sakte h
Baad baki agar jyada enquiries aayngi mp se related to mai is par ek detailed video jarur bna dunga
Thanks sir
मेरे बच्चे की age 14 year है और वो अब 9 class में है अब मेरे को सरनेम लगाना है क्या करे। please बताये
Surname kiske name me lagana hai
@@gyanwithsanjeevsharma बच्चे के जन्म प्रमाण पत्र में
Mera second marrage hua hsi but maine sirname chnge nahi kiya hai toh kya mere bachhe ka sirname dusre husbnd ke nam se ho payega
Good information
But birth certificate new walakeliye apply karasktha hy bhayya dobara
Ok sir mai is par ek nayi video bna kar dal dunga channel 🙏😊
Sir meri beti 7month ki ho chuki hai or mujhe uska pura naam change karna hai ho jayega kya
Sir haryana kis zone ke under aata hai plz reply
Sorry sir ye website sirf delhi ke liye hai
Aap saral haryana portal par visit kar sakte hain
@@gyanwithsanjeevsharma thanku sir
Hello sir UP walo ke liye wo kaise kre
Sir plz batai muje apne bachhe ka mane he change karna ha kesa hoga plz batai 👍🏻
Agar aapko complete name change karna h uske liye affidavit lagega agar child chota h to
Aur agar name me correction to uske liye aapko hospital correction letter Dena hoga ya fir child agar school going h to school ki I'd lagegi
@@gyanwithsanjeevsharmaजी सर मेरा बेटा है 3 साल का कम्पलीट नाम चेंज करना है. प्ल्ज़ मार्गदर्शन कीजिये
Sir mera birth certificate mein surname Add karna hai
Please follow the same process
Sir years ko kam kar sakte Hain
aap jo be bata rar ho vo kuch saf dhika to nahi day rar h kuch samaj may nahi aa rar h bhisab
My wife surname is not correct in her birth certificate. Can I change her surname on birth certificate.
Jasa apna btaya same basa hi Kiya , thank you mein apna beta ka name Ki spelling thk kar payi , or update ho gya , site ma mein birth certificate ko kab download kar skthi hon
Mam with in 15 days me aapki request ka approval aa jayga agar koi additional document requirement hogi to uski jaankari bhi aapko rejection letter me mil jaaygi 👍
Okk ,at present toh pending show kar raha Hai , document ka liya bola Tha sir. Mother id or ek maang raha Tha meina apni I'd upload kar di or dusra ko ignore kardo uska baadh usna accept and pending show kar raha hai
@@shilpeejasrotia7009 koi ni mam jald hi approval aa jayga
Aur uske baad aap approved section me jaakar download kar sakte h 👍
@@shilpeejasrotia7009 mam aap rajsthan ke liye site btaye plz
Mera bachha 40 din ka ho gya uska naam add kr diya shivansh.. Abhi change ho jayega kya???
Hello sir, meri daughter 9 year ki h uska birth cirtificate hodal Haryana ka hai. Mein uske name mein sir name add karana chahti hu. Iske liye meine school mein affadavit de diya tha to uska name school mein update ho gaya aur unhone muje bonefide certificate de diya ab meine adhar card mein bi update kara liya h.
Lekin ab MCD wale kah rahe ki nahi hoga ap school se affadavit wapas le lijiye. Muje pura process reverse mein karna hoga. Kya ye process online ho jayega. Agar ho jayega to kaunsi site per jana hoga. Please reply jarur kijiye.
JI HO JAYGA AGAR BIRTH CERTIFICATE HARYANA SE ISSUED HAI TO AAP HARYANA KE KISI BHI LOKSEWA KENDRA YA FIR TEHSIL SE SURNAME UPDATE KARA SAKTE HAIN.
AUR EKK BAAR PLEASE SARAL HARYANA KE PORTAL PAR BHI ONLINE CHECK KAR LE
To iske liye kya document chahiye. Aur kya hodal ki tahsil se hi hoga ya phir hum kahi se bi kara sakte hai as right now we are living in faridabad
Within how many days the name of the child will be corrected on MCD Portal after uploading the correction letter from the hospital, Please reply
Sir mai Maharashtra s hu mera bhi naam change hoga y website s
I extremely sorry sir ye site delhi state ke liye
Sir how to add kumari in my mother's name online?
Sir you have to upload mother's aadhar card or other I'd with kumari surname
If this not works then you have to upload hospital correction letter
@@gyanwithsanjeevsharma thanks for ur reply. Kya ise online correction krwa sakte h. Kyuki jaha birthcertificate bna h wo kafi dur hai.
Ji agar delhi ka to aap online correction Kara sakte h
Aur agar kisi other state ka h to depend karta h ki waha online correction hota h ya nahi
@@gyanwithsanjeevsharma ok thank you sir
Sir punjab ka birth certificate hai bacche ka name change karwana hai ho jayega
Sir father ke name me sudhar kerna hai,kya kerna hoha
Sir video me process bta rakha h
Sir bacche ka naam kaise change kare in Maharashtra.
Please visit at aaple sarkar portal
Or near municipal corporation office
Mai abhi 21 years ka hu avhi ho sakta ha kya
Ji ho jayga bas data aapka online hona chaiye
Aur proof ke liye aadhar pan ya fir 10th ki marksheet laga sakte hai
@@gyanwithsanjeevsharma online kaisa karta ha bhai
Up me agra ke liye kya karna hoga
Agar hospital permanently close ho gaya ho to correction letter kaise banega .ya kuch aur banwana padega. Aadhar card ko reject kar diya hai
Yeoption nhi aa raha
Sir mera bachha 4 sal ka hi mujhe iska pura nam hi change karna hai delhi badarpur ka zone hai mera to pura procedure kya hai? Please help,affidavit bana na parega to kahan se banega kaise banega?
Apne kaam change Kiya plz batana??
मेरा जन्म तिथि में डेट ऑफ बर्थ सुधारना है कैसा
Sir birth certificate me date of birth change nahi hota h
Bas ek condition par change hota h
Ki jab aapke dicharge paper koi aur dob hoti h aur aapke birth certificate par koi aur 👍
@@gyanwithsanjeevsharma😊
Sar mere bacche ka naam change karna hai kese kre
3shal5 mhine ka h
Bhai mera bacha 3 sal ka h or mujhe uska name change karna h ho jayga plz???
Sir ji mujhe mere bete ka name change krna h.....4 year ka h....or abhi tak koi document ni bnvaya h.... birth certificate k alva
Plz repye sach me check ho skta hai
Sir mene surname add Kiya tha but vo reject hogya and reason Diya h ki aapko undertaking submit krni hogi parents ke surname ab vo kaise krna hoga plz btaye ?
Plz confirm what you did...same happens with me also
@@cakomalkalwani6123 nothing still searching the solution