Mere brother ka 2018 me Heart Surgery ke liye 60000+ 4 units blood jamaa kiye the ...tab se aaj tak dubara visit nhi kiye surgery nhi krana paisa return ho jayega
@@kalpanaranaaiimsमैंने ईएनटी विभाग में आनलाइन अपॉइंटमेंट बुक की है इसका ओपीडी कार्ड कहां से बनेगा राजकुमारी अमृतकौर ओपीडी डिपार्मेंट अलग है या सब का कार्ड एक ही जगह से बनता है plz reply dena
Madam ji, ORTHOPEDIC ME REFFERAL KI JARURAT HOTI HAI KYA, MAI PAHLE KISI DOCTOR KO NAHI DIKHAYA HU , MERA APPOINTMENT 05/12/24 KO HAI AIIMS ORTHOPEDIC KA , MUJHE DOCTOR DEKHENGE / CARD BAN JAYEGA ( REFFERAL JARURI HAI KISI DOCTOR DWARA ) PLEASE REPLY , OR EXTRA ME YE BATA DIGIYE KIS KIS DEPARTMENT ME REFFERAL KI JARURAT HOTI HAI
Ma'am mujhe hairs k liye dikhana hai but aiims k iss Main Hospital, Rajkumari Amrit Kaur (RAK) Out Patient Department me skin department me 1 month tak saare slots full dikha raha hai. Slots book hi nhi ho pa rahe. And hair k liye skin department me dikha sakte hain na? Hair ki problem skin department me dikhane k reference chahiye kya ?
Mam please reply mena online Appointment le hai department of neurology toh konsi building me Jana new RAK building tha CNC building or OPD card online nahi bana skte hai
ORTHOPEDIC ME REFFERAL KI JARURAT HOTI HAI KYA, MAI PAHLE KISI DOCTOR KO NAHI DIKHAYA HU , MERA APPOINTMENT 05/12/24 KO HAI AIIMS ORTHOPEDIC KA , MUJHE DOCTOR DEKHENGE / CARD BAN JAYEGA ( REFFERAL JARURI HAI KISI DOCTOR DWARA ) PLEASE REPLY , OR EXTRA ME YE BATA DIGIYE KIS KIS DEPARTMENT ME REFFERAL KI JARURAT HOTI HAI
Ma'am Delhi aiims me online appointment mil hai 6 January 2025 ka bt mujhe sirf 2nd opinion ke liye jaana hai to kya bina patient ke 2nd opinion le sakte hai waha ke doctor se ya patient ko lana he padega Delhi aiims me ??
Mam follow up appointment book karte time pediatric cardiology department m patient under 12 age show ho raha h follow up appointment book nhi ho raha h. Mam follow up appointment book kaise kare mam pls help🙏
Maam cancer hospital mein appointment mil gya hai to kya morning mein line lgna padega kya..cancer patient line mein nhi lg paygi to kya mein lg sakta hu..kuch kog bta rahe the ki guard sirf patient ko ander jane dete
Maam mere father paramilitary me job karte h. karib 1 saalo se unko chaakar aate ha aur body thodi weakness lagti ha.aur thoda behaviour me bhi change aa gya h phele se .but 3 4 mahine phele mere gao shillong (meghalaya) me humne sare test karawe the but kuch problem nhi nikla tha .abhi mujhe delhi aiims neurology department me appointment nhi mil rha h but mujhe neurosurgery me appointment mil chuka ha kya ma waha dikha sakta hu.Kya doctor neurosurgery se neurology me refer kar sakte hai
Mujhe 19th oct pe 8:30 ka online appointment mila hai in Dr R P Centre for eye. I am new here in Delhi. What should I do next and when should I reach there.? And ma'am please tell me how to proceed? Eagerly waiting for your reply. Thank you.
Jis din appointment hai use din ki date na di card banate time to jaise mera appointment 10 dec hai to card banwate time dosri date di to kya karege mujhe usi din dikhana hai 1.5 month se wait karne k baad bhi wait karne ko kaha tab kya kare mam
Mam,मेरा bacha 13 saal ka hai use last year koi problem ho gai thi,Maine neurologist surgen ko dikhaya hai,ek saal se zyada ho Gaya hai,abhi wo bilkul thik hai ,Maine dr se poocha dawai kab band hogi,bolte hain dawai band nhi hogi,main ek baar aims me dikhana chahta hu ki elaaj ki zaroorat hai bhi ya nhi ab,Dr se refer k liye bolunga to unko bura lagega main kaise dikha sakta hu.agar treatment ki zaroorat hai aur sahi treatment chal raha hai to phir thik hai ,refrence k bina unke file lekar aane se opd card ban jayega kya,please bataye badi meharbani hogi.Allah pak apko kamyabi ata farmaye
@@kalpanaranaaiims kisi doosre dr se refer kara lu aur treatment file dusre dr ki hone se aims dr to ye nhi bolenge ki treatment is dr ka hai aur refer koi aur kar raha h.koi problems to nhi hogi.please jawab den.🙏
mam maine direct surgery department mai appointment liya hai , uses phele kahi or department se bhi refer lena hoga ya sidha surgery mai jake dikha skte hai
Mam ek bar skin wale department me dikhwa chuka hu next time mujhe 4 weeks baad bulaya tha ab date aa chuki ha kya appointment dubara se lena paregi ya usi opd card pe dikhwa sakta hu please help me
Mam mene agr ent kiappointment le li to kya mujhe oske baad card banvane vali line me lagna hai bas ?? Or mujhe kya subha jaldi aana hoga ya 12 bje bhi aa sakta ho
Mam hamare 8 saal ke bete ko "acute ex. Of chronic osteomyelitis i/e tibia involving, inf growth plate left leg. 2 baar operation ho chuka hai jaipur me mam. Mam 21 agust ka appointment hai mam ortho me. Us hospital ke saare documents hai mam. Card banwane ke liye mam kitna jaldi aana hoga. mam 4 am?
Hii mam I'm a nursing student I'm pursuing bsc nursing from gov college of nursing almora mujhe 2019 se PSVT ki problem h mene recently almora base hospital m dikhaya tha unhone mujhe AIIMS m dikhane k liye bola h or refer kiya h tohh ky process hogi AIIMS m dikhane ki mujhe AIIMS Delhi ka refer bnwana padega qki mere m bs higher cardiologist centre likha h ???
Mam Mera appointment 28/08/2024 ko tha maine OPD me doctor ko dikhaya bhi tha doctor ne blood test ke liye prescribed kiya tha but mai same day blood sample nahi de paya tha kya ab bhi sample de sakte hai ya new appointment le ke jana padega
Mam pls.. guide..meri mmy payraliys hogayi hi..1week hogya na.. ayurvedic elaj chl rha hi .but sudhr jyda dikh ni raha h..AIIMS raipur le jane ka soch rha hu.. appointment k bd admit kar elaj ho payega kya pls reply 😢🙏🙏
@@kalpanaranaaiims please help me mam main aaj delhi aaya huin or kal mera appointment hai mam OPD card nhi bana rhe hai staff sab main direct neurology department me dikhana chah rha tha. Pr vha pe refer krne ko bol rhe hai tabhi OPD card bnega please help me mam kya kre 🙏🙏🙏🙏
Orthopedic ki online appointment ki slot 1 year se available nh hai kaise kru Mai ab aur offline krna hai to kaise kru aur kaun sa time pe jau offline k liye aur kaun si building me please ye bta skte ho aap?
Mam meri mummy ki neurosurgery btayi h Corpectomy with fusion Aiims me karwana chahte h opd appointment lia h 8 oct ka Kya dikhane ke baad surgery ho payegi waha Or kitne din me surgery ke liye admission mil skta h
Hello mam pahli bar appointment book kar doctor ko dikhane par ydi doctor kisi parkar ka report likh de to, dusri bar bhi appointment book kar ke dekhane padega
Mam me Bareilly se hu mujhe ent bale department me apne papa ko dikhana hai or mame meri 21 aug 2024 ki appointment hai lekin kuch log kahe rahe hai ki phele local ka doctor AIIMS ke liye rafar likhta hai tabhi AIIMS ke doctor dekh te hai barna nahi dekha te ha Bina rafar kye AIIMS ke doctor nahi dekha te hai yeh sahi baat kahe rahe hai
Maam mujhe hysteroscopy x ea test k liye bola pr maam boli appointment ki jrurt ni hai 1 month m esi ajana to sach m leni nhi pdegi test k liye ya card bnana pde bcoz bina card ke to andr jane ni dete hai ab
Hello mam...8 nov meri date mili h delhi aiims me online appointment li thi maine..iske aage ka kya process h pleasee bata dijiye cardiologist ko dikhana h heart me blockage h...kab aana h or kaise kya process h ye bata dijiye...
Good information sister Sister mera 1 question h mem meri beti ka treatment chal raha chacha nehru me unhone 1 rest likha h DMSA KIDNEY test he ye mem muje test ki date leni h mem kb hoga muje pehle slip bnwani pdegi OPD KI ya jo refer slip h chacha nehru ki wahi direct Kam kr jaigi please mem inform kr dijiye
Hlo mam i hope u well Can u suggest me ….Neck cancer ke liye mai online kon sa Department select karu for a new patient. Because maine online mai oncology screening OPD select kar liya hai. I am waiting for ur revert.
Hello mam mai delhi aiims mein hu or waha online appointment ki slip lekar gyi to unhe bola ki iski value nhi h ab kya karu bihar se travel krke aayi hu...plz kuch batayie kya process hai😢
*Kalpna ji please reply - meri beti ko Pediatrics Neurology department mein dikhana hai Lekin mein jab online jaa raha hoon to mujhe sirf 2 options dikh rahe hain, ek mein sirf neurology hai aur dusre mein sirf pediatrics hai, kahin bhi Pediatrics Neurology department nahi dikh raha complete* *Aur jahan sirf pediatrics dikh raha hai wo (RAK) mein aa raha hai, Please bataiye ki kaise appointment lein Pediatrics Neurology department mein? Please help my 9 Year daughter*
Hello ma'am..plz replay 🙏🏻🙏🏻 Mere bhai ko brain strock(paralysis) huwa tha unka treatment ek neorology private hospital me krwaya.. Ab aiims delhi me treatment krwana chahta hu... Ye Dr. Referral nhi likhna chahte h, Kya referrals documents usi hospital(neorology )ka hona chahiye jisme mai treatment krwaya??? ya koi dusra private hospital se referral documents bna lu to wo valid hoga ma'am?? Ya government hospital ka referral chahiye??? Plz reply mam🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Meri beti ko sceloderma ki problem hai. 2016 mein AIIMS mein card banwaya tha. Phir fortis se treatment karwa rha tha.Ab dubara aiims mein treatment karwana hai. To purana parcha chal jayega. Ya appointment lena hoga
Mujhe squint hai or mera 1 july ka appointment ho gya hai but usme mera age 25 ke jagah 35 ho gya hai. or aadhar number bhi papa ke phone se link hai sahi kaise hoga 😢 plz reply me mam
Mam mai patient ko dikhaya tha delhi aiims me aur fir next time dikhane ke liye appointment bhi liya hua h but patient ko bich me problem aa gyi h to doctor ko dikhana h to kaise dikha skte h please btayiye 🙏🙏
Mam mere papa ko aligarh mai cancer btaya hai delhi AIIMS mai 25-06-2024 (8am) ka appointment Mila hai To mam mujhe ragistration bhi krana padega ya appointment se OPD mil jayegi Please mam batao 🙏🙏🙏
madam mera operation hona hai rasoli ka aiims me mai november se dikha rhi hu mere saare test bhi ho chuke hai kabhi aprail ki date kabhi july ki ab october me bulaya hai aisa kyu
@@kalpanaranaaiims ye bttana chahiye na madam hume bolte hai ki aapki report discusion ke liye gie hui hai kab hogi discus july se ab tak koi phone ni aaya unka bola tha phone krenge
Thanks for providing the info, can you please tell me whether referral is required for oncology department, as my petient is suffering from 4th Stage prostate cancer. I have an online appointment.
Mam meri mummy ko kidney cancer hai to hum AIIMS Patna me appointment liye hai sare AIIMS ka ak hi rule hota hai Or kis department me dikhana hoga Please reply (I am neet aspirant)
Ma'am meri dadi ko dikhane k liye 3 department orthopedic, neurology, or rheumatology m appointment book kiya h same date m rheumatology ka timing to 10-11 h lekin artho or neuro ka timing same h 8-9 to kaise dikhayenge ek he time pr alag alag department m or ab dusri date m appointment lete h to slot full or holiday ki wajah se 3 din baad mil rahi h itne din waha rukne ki bhi problem h Please reply ma'am iska koi solution h
Sister meri sister ko mini intestine me Loop bana hua hai maine CT karaya tha kya me direct dikha sakata hu ya kisi or centre se refer karana hoga please guide me sister
Hi ma'am mjhe sigmoidoscopy ki date mili h 11 th October ki usme stamp pr subh 11.30 ka time dia h to mjhe kha or kiswqt phuchna chahiye.
9am tk aa jao
@@kalpanaranaaiims ma'am sigmoidoscopy k taste jana knsi jagh hoga new opd m hi ya fr dusri jgh?
Mere brother ka 2018 me Heart Surgery ke liye 60000+ 4 units blood jamaa kiye the ...tab se aaj tak dubara visit nhi kiye surgery nhi krana paisa return ho jayega
@@YuvrajSingh-333jan15 aakr aiims me pta krna hoga aapko
Hlw mam e-opd card banbane se kya allms me opd card nhi banbana hoga. allms ki side par e opd ka option h isliye pucha.
Aiims opd card bnwana h
@@kalpanaranaaiimsमैंने ईएनटी विभाग में आनलाइन अपॉइंटमेंट बुक की है इसका ओपीडी कार्ड कहां से बनेगा राजकुमारी अमृतकौर ओपीडी डिपार्मेंट अलग है या सब का कार्ड एक ही जगह से बनता है plz reply dena
@@kalpanaranaaiimsmem aap card banba dogi
@@desiworld8958aapne online appointment kese liya kya aap mujhe bta skte ho
Madam ji, ORTHOPEDIC ME REFFERAL KI JARURAT HOTI HAI KYA, MAI PAHLE KISI DOCTOR KO NAHI DIKHAYA HU , MERA APPOINTMENT 05/12/24 KO HAI AIIMS ORTHOPEDIC KA , MUJHE DOCTOR DEKHENGE / CARD BAN JAYEGA ( REFFERAL JARURI HAI KISI DOCTOR DWARA ) PLEASE REPLY , OR EXTRA ME YE BATA DIGIYE KIS KIS DEPARTMENT ME REFFERAL KI JARURAT HOTI HAI
@@V-o.l reffer chahiye
Ma'am plz share one video for cancer patient appointments..
If not shared video plz suggests me
Ok
Ma'am mujhe hairs k liye dikhana hai but aiims k iss Main Hospital, Rajkumari Amrit Kaur (RAK) Out Patient Department me skin department me 1 month tak saare slots full dikha raha hai. Slots book hi nhi ho pa rahe.
And hair k liye skin department me dikha sakte hain na?
Hair ki problem skin department me dikhane k reference chahiye kya ?
Yes Reffer chahiye
Aap offline appointment lelo aakr
@@kalpanaranaaiims reference to nhi h ma'am.
Bahar k dermatologist to bas pase khate haim unhe aata bhi kuch nhi
Senior citizen off lain si 4:12 dhey koi OPD aa sakta hay kya
Mam please reply mena online Appointment le hai department of neurology toh konsi building me Jana new RAK building tha CNC building or OPD card online nahi bana skte hai
Aapko cnc m jana h jise cn tower and laal building kahte h uske ground floor par hi aapka card banega
Online card nahi banta
Cnc me bnega card aakr
mujhe mera kaan dikhana hai to aap mujhe bta skte mai online appointment kese lu .... please reply
ORTHOPEDIC ME REFFERAL KI JARURAT HOTI HAI KYA, MAI PAHLE KISI DOCTOR KO NAHI DIKHAYA HU , MERA APPOINTMENT 05/12/24 KO HAI AIIMS ORTHOPEDIC KA , MUJHE DOCTOR DEKHENGE / CARD BAN JAYEGA ( REFFERAL JARURI HAI KISI DOCTOR DWARA ) PLEASE REPLY , OR EXTRA ME YE BATA DIGIYE KIS KIS DEPARTMENT ME REFFERAL KI JARURAT HOTI HAI
mujhe mera kaan dikhana hai to aap mujhe bta skte mai online appointment kese lu .... please reply
@@rahulbeniwal7353 meri bht sari video h how to take appointment.plz watch it
Bahut acha kam kr rhi hai aap... keep it up and thankyou for information in simple way
Thank you so much
Ma'am Delhi aiims me online appointment mil hai 6 January 2025 ka bt mujhe sirf 2nd opinion ke liye jaana hai to kya bina patient ke 2nd opinion le sakte hai waha ke doctor se ya patient ko lana he padega Delhi aiims me ??
@@AMITSSB yes but patient h to jada acha h
Mam mera baccha 9years ka he use sistic fybrosis he kon se dipartment me dikhana he.
Pulmonary department
Mam follow up appointment book karte time pediatric cardiology department m patient under 12 age show ho raha h follow up appointment book nhi ho raha h.
Mam follow up appointment book kaise kare mam pls help🙏
@@abhishek-jj8lv bache ka age 12 se km h tbi peads me appointment book hoga
Maam cancer hospital mein appointment mil gya hai to kya morning mein line lgna padega kya..cancer patient line mein nhi lg paygi to kya mein lg sakta hu..kuch kog bta rahe the ki guard sirf patient ko ander jane dete
@@love-cd5bq aisa ni h aap bi ja skte h patient k sath
@@kalpanaranaaiims thanks
Maam mere father paramilitary me job karte h. karib 1 saalo se unko chaakar aate ha aur body thodi weakness lagti ha.aur thoda behaviour me bhi change aa gya h phele se .but 3 4 mahine phele mere gao shillong (meghalaya) me humne sare test karawe the but kuch problem nhi nikla tha .abhi mujhe delhi aiims neurology department me appointment nhi mil rha h but mujhe neurosurgery me appointment mil chuka ha kya ma waha dikha sakta hu.Kya doctor neurosurgery se neurology me refer kar sakte hai
Yes they will Reffer
Mujhe 19th oct pe 8:30 ka online appointment mila hai in Dr R P Centre for eye. I am new here in Delhi.
What should I do next and when should I reach there.?
And ma'am please tell me how to proceed?
Eagerly waiting for your reply.
Thank you.
You have to reach at 7am then make opd card at Rpc centre
Mam यदि हमको padiatric surgery me dr. Sandeep agrawal se dikhane ke appointment kis bibhag me lena padega
Peads surgery
Jis din appointment hai use din ki date na di card banate time to jaise mera appointment 10 dec hai to card banwate time dosri date di to kya karege mujhe usi din dikhana hai 1.5 month se wait karne k baad bhi wait karne ko kaha tab kya kare mam
Card to appointment wali date ka hi bnwga
Mam,मेरा bacha 13 saal ka hai use last year koi problem ho gai thi,Maine neurologist surgen ko dikhaya hai,ek saal se zyada ho Gaya hai,abhi wo bilkul thik hai ,Maine dr se poocha dawai kab band hogi,bolte hain dawai band nhi hogi,main ek baar aims me dikhana chahta hu ki elaaj ki zaroorat hai bhi ya nhi ab,Dr se refer k liye bolunga to unko bura lagega main kaise dikha sakta hu.agar treatment ki zaroorat hai aur sahi treatment chal raha hai to phir thik hai ,refrence k bina unke file lekar aane se opd card ban jayega kya,please bataye badi meharbani hogi.Allah pak apko kamyabi ata farmaye
Neurology me Reffer dikhana padta h without Reffer ni dekhte
Kisi bi clinic se Reffer to aiims neurology kra lao ho jaega
@@kalpanaranaaiims kisi doosre dr se refer kara lu aur treatment file dusre dr ki hone se aims dr to ye nhi bolenge ki treatment is dr ka hai aur refer koi aur kar raha h.koi problems to nhi hogi.please jawab den.🙏
mam maine direct surgery department mai appointment liya hai , uses phele kahi or department se bhi refer lena hoga ya sidha surgery mai jake dikha skte hai
Direct dikha skte h
Ok thank you
Orthodontics dental braces ke liye online appointment without abha id hai is aage kya karna padega
Appointment lena h pehle
Mam ek bar skin wale department me dikhwa chuka hu next time mujhe 4 weeks baad bulaya tha ab date aa chuki ha kya appointment dubara se lena paregi ya usi opd card pe dikhwa sakta hu please help me
Usi card pe date dalkr dikha lo
Mam agar previous opd card mil Nhi rha ho toh kya kre
Uhid yaad h to new bnwalo
Mam mene agr ent kiappointment le li to kya mujhe oske baad card banvane vali line me lagna hai bas ?? Or mujhe kya subha jaldi aana hoga ya 12 bje bhi aa sakta ho
7am aana h
Mam second appointment k leye bhi date change krana hota hai kya aur token lena padta
Yes
Ham ear dekhaye the to 2week k baad bulaya h to kya phir s registration krana hoga y direct doctor check krega
Same opd card pe date dalwakr dikha skte ho
@kalpanaranaaiims registration bhi karna bdega?
Ma'am opd card bnwane ke liye aadhar card se linked mobile no. Chahiye ya koi bhi chalega
Linked no
Mam hamare 8 saal ke bete ko "acute ex. Of chronic osteomyelitis i/e tibia involving, inf growth plate left leg. 2 baar operation ho chuka hai jaipur me mam. Mam 21 agust ka appointment hai mam ortho me. Us hospital ke saare documents hai mam. Card banwane ke liye mam kitna jaldi aana hoga. mam 4 am?
7am se bi ho jaega
@@kalpanaranaaiims thanks mam.
Hii mam I'm a nursing student I'm pursuing bsc nursing from gov college of nursing almora mujhe 2019 se PSVT ki problem h mene recently almora base hospital m dikhaya tha unhone mujhe AIIMS m dikhane k liye bola h or refer kiya h tohh ky process hogi AIIMS m dikhane ki mujhe AIIMS Delhi ka refer bnwana padega qki mere m bs higher cardiologist centre likha h ???
Kahi ka bi Reffer chalega
@@kalpanaranaaiims okay mam thnk u
Mam cardiac ablation k kitne din baad discharge hota h ?
Reference general medecine ka bi chlega cardio m dikhane ke liye? Ya reference bhi cardiologist se hi lena pdega?
Chalega
Ma'am paediatric cardiology me 2 august ka appointment mila h.... Uske liye baby ka adhar card mandatory h ya birth certificate se kaam chal jaega?
Birth certificate
Mam Mera appointment 28/08/2024 ko tha maine OPD me doctor ko dikhaya bhi tha doctor ne blood test ke liye prescribed kiya tha but mai same day blood sample nahi de paya tha kya ab bhi sample de sakte hai ya new appointment le ke jana padega
Sample kabi bi de skte h bs sample pe barcode usi din ka ho jis sample nikalwaya
Thanks mam
Thanks mam
Mam pls.. guide..meri mmy payraliys hogayi hi..1week hogya na.. ayurvedic elaj chl rha hi .but sudhr jyda dikh ni raha h..AIIMS raipur le jane ka soch rha hu.. appointment k bd admit kar elaj ho payega kya pls reply 😢🙏🙏
Hanji aiims me dikha lo
Mam online appointment lene ke bad bhi same lines me lagna padega jaise offline ka lagta hai
Yes but appointment walo ka jaldi ho jata h
@@kalpanaranaaiims please help me mam main aaj delhi aaya huin or kal mera appointment hai mam OPD card nhi bana rhe hai staff sab main direct neurology department me dikhana chah rha tha. Pr vha pe refer krne ko bol rhe hai tabhi OPD card bnega please help me mam kya kre 🙏🙏🙏🙏
@@Shahil_4462 with appointment walo ke seperate line lagti ha rak OPD ma c wing ma
@@dipankermalhotra1600 aisa kuch nhi hai main gya tha or sabhi log ko ak hi line me laga diye tha jaanvar ki tarah
@@Shahil_4462 ma Saturday ko he dikhane gaya tha mujhe tu c wing ma he lagya tha ground floor par .
Mam mene orthopaedic ka online appointment le liya to muje uske sath refferal b dikhana padega
@@kushwahatech577 yes
Mam kis department me Bina referral ke OPD card bnega pls reply
Orthopedic ki online appointment ki slot 1 year se available nh hai kaise kru Mai ab aur offline krna hai to kaise kru aur kaun sa time pe jau offline k liye aur kaun si building me please ye bta skte ho aap?
Morning me offline jakr lelo
Kya psychiatrist and skin department me bhi referral lgta hai.
No
Mam me ne t b ka appointment lia he to kis depart me dikhana he pesent leds he
@@princes_Of_Islam pulmonary ka appointment lelo pehle then wo bolenge to Dots me dikhana h
@@kalpanaranaaiims mam samajh me nahi aaya Thora asan shabd me likh dijye
Mam local hospital se refar bhi likhwana hai kya
Kahi se bi krwa skte h
Meine nuclear medicine ka appointment liya h opd k liye kal kaha jau card kaha s bnvau plz tell
@@kritikabisht9215 confirm ni h may be main building me hoga
Mam meri mummy ki neurosurgery btayi h
Corpectomy with fusion
Aiims me karwana chahte h opd appointment lia h 8 oct ka
Kya dikhane ke baad surgery ho payegi waha
Or kitne din me surgery ke liye admission mil skta h
Doctor date dete h surgery ki
Madam neuro surgeon ki appointment kesay lay plz Ripley
Refer chahiye
Ma'am online mil gyi hai usme referral ka note laga to referral jaruri hai kya?????
Yes
Hello mam pahli bar appointment book kar doctor ko dikhane par ydi doctor kisi parkar ka report likh de to, dusri bar bhi appointment book kar ke dekhane padega
No
Mai muje tailbone Coccyxdinya ho doctor ne bola hai R F A krvane ko bola hai doctor ne mai kon se department mai appointment book krvau
Neuro surgery me dikha lo
Mam me Bareilly se hu mujhe ent bale department me apne papa ko dikhana hai or mame meri 21 aug 2024 ki appointment hai lekin kuch log kahe rahe hai ki phele local ka doctor AIIMS ke liye rafar likhta hai tabhi AIIMS ke doctor dekh te hai barna nahi dekha te ha Bina rafar kye AIIMS ke doctor nahi dekha te hai yeh sahi baat kahe rahe hai
@@mohdamir-rn3cv yes aap Reffer likha kr lana
Maam mujhe hysteroscopy x ea test k liye bola pr maam boli appointment ki jrurt ni hai 1 month m esi ajana to sach m leni nhi pdegi test k liye ya card bnana pde bcoz bina card ke to andr jane ni dete hai ab
Nhi lena
Hello mam...8 nov meri date mili h delhi aiims me online appointment li thi maine..iske aage ka kya process h pleasee bata dijiye cardiologist ko dikhana h heart me blockage h...kab aana h or kaise kya process h ye bata dijiye...
Cardio opd afternoon hoti h thoda late aa skte ho
मैं मैं 7 नवंबर की अपॉइंटमेंट ली है न्यूरो सर्जन की ओपीडी कार्ड बनवाने के लिए मुझे किस समय पहुंचना होगा
Good information sister
Sister mera 1 question h mem meri beti ka treatment chal raha chacha nehru me unhone 1 rest likha h DMSA KIDNEY test he ye mem muje test ki date leni h mem kb hoga muje pehle slip bnwani pdegi OPD KI ya jo refer slip h chacha nehru ki wahi direct Kam kr jaigi please mem inform kr dijiye
Card bnwana pdega , Reffer slip bi lgani h
Mam maine mother ke liye orthopedic ka online appointment liya hai but refer letter nahi hai to doctor dekhenge ya nahi
Very helpful video
Ma'am surgery k bad neuro department M dikhana h Discharge paper me likha h to appointment ki jrurt hogi??
Direct jakr card bnwa skte ho
Hlo mam i hope u well
Can u suggest me ….Neck cancer ke liye mai online kon sa Department select karu for a new patient.
Because maine online mai oncology screening OPD select kar liya hai.
I am waiting for ur revert.
Correct h
@@kalpanaranaaiims Thnx mam lov from haryana 🙏
Reference me department bhi open krwana pdega ya only refer to aiims delhi chal jaega.... Plz rply
Department hoga to acha h
Mem maine Arthroscopic surgery ke liye surgery department me online appointment liya hai...
@@ankitgupta7485 ok
Hello Mam SGPGIMS Lucknow ke Dr. ne refer kiya Delhi AIIMS ke liye muje kaise dikhana pdega please mam help me
Online appointment lo pehle then opd card bnwa k dikhao
Mam follow appointment me v yhi procedure h, new card bnwana pdega, or cghs refer kaise kraye aiims me
@@rashmimishraa same process for follow up patient
Hello mam mai delhi aiims mein hu or waha online appointment ki slip lekar gyi to unhe bola ki iski value nhi h ab kya karu bihar se travel krke aayi hu...plz kuch batayie kya process hai😢
Old video me maine sb btaya h
*Kalpna ji please reply - meri beti ko Pediatrics Neurology department mein dikhana hai Lekin mein jab online jaa raha hoon to mujhe sirf 2 options dikh rahe hain, ek mein sirf neurology hai aur dusre mein sirf pediatrics hai, kahin bhi Pediatrics Neurology department nahi dikh raha complete*
*Aur jahan sirf pediatrics dikh raha hai wo (RAK) mein aa raha hai,
Please bataiye ki kaise appointment lein Pediatrics Neurology department mein?
Please help my 9 Year daughter*
Aapko neurology select krna h
Hello ma'am..plz replay 🙏🏻🙏🏻
Mere bhai ko brain strock(paralysis) huwa tha unka treatment ek neorology private hospital me krwaya..
Ab aiims delhi me treatment krwana chahta hu...
Ye Dr. Referral nhi likhna chahte h,
Kya referrals documents usi hospital(neorology )ka hona chahiye jisme mai treatment krwaya???
ya koi dusra private hospital se referral documents bna lu to wo valid hoga ma'am??
Ya government hospital ka referral chahiye???
Plz reply mam🙏🏻🙏🏻🙏🏻
@@arahman6733 kisi ka bi Reffer chalega
@@kalpanaranaaiims Thank you so much ma'am
Mam Pair ki nash me problem hai bahari doctor ne kha hai operation karna hoga then kon si department chhose kare plzz answer
Surgery department me dikha lo ek bar
Mam aiims delhi ke andar online oppointlene par jhajjar hauana hospital aa raha hai ye delhi hai ya haryana
Delhi aiims krna h
Mam mera appointment 4 October ka h mujhe subah kitne baje jana badega opd card ke liye
Dikha liya kya
Psychiatrist m september m mere appointment h uske liye opd card enough h ya referred bhi hone chaiyye
Please reply as soon as possible
Reffer letter hoga to better h
Reffer letter Nhi hua to dekhenge nhi ye bta dijiye
Private dr se treatment chal rha h unka reffer chal jayega
Ma'am ENT me dikhane ke liye refer ki jarurt hai ki ese bhi chalega
Reference chshiye
Mam aims genetic test hota he kya.pese lagte he kya plese mam reply.
Hanji hota h
@@kalpanaranaaiims mam pesa Kitna lagta he.please reply.
Mam sistic fibrosis kon se vibhag me aata he.please reply.
Maam meri appointment aaj ki h 15 july meko skin department me mili h so kidhar aau opd ke liye kha jau ye nhi clear h maam plzz reply ...
@@thefury7693 new rak
Mam , liver related problem ke liye kis department mai registration krana hoga
Gastro opd m apko dikhna hoga
New OPD block first floor c_113 kaha par h .or kon sa department h
New rak me 1st floor orthopedist ka h
Meri beti ko sceloderma ki problem hai. 2016 mein AIIMS mein card banwaya tha. Phir fortis se treatment karwa rha tha.Ab dubara aiims mein treatment karwana hai. To purana parcha chal jayega. Ya appointment lena hoga
New card bnwana padega but uhid same rahegi
Asthma ke liye kaun se office jana padega
Mam jinke pas CRPF card h unke liye koi help hoga ya nhi
@@sarwarimam9859 card bnwane me thoda jaldi ho jaega
Mam private hospital ka referral kam krega? Please reply. Thanks
Yes
Meri appointment gynaecologist ki 10 July ki hai kaise card banwaye online lene ke bad
McH block me aakr ground floor pe card bnega
Mujhe squint hai or mera 1 july ka appointment ho gya hai but usme mera age 25 ke jagah 35 ho gya hai. or aadhar number bhi papa ke phone se link hai sahi kaise hoga 😢 plz reply me mam
@@sudhirrajput5935 adhar update kro lo
Mam mai patient ko dikhaya tha delhi aiims me aur fir next time dikhane ke liye appointment bhi liya hua h but patient ko bich me problem aa gyi h to doctor ko dikhana h to kaise dikha skte h please btayiye 🙏🙏
Emergency me dikha lo
Mam mari mummy ka 25july ka psychiatrist me appointment h. card k ly kaha jana h or kb??plz help
@@vipul-n6t 25 July ko new RAK opd me jakr card bnwa na h
Agr card ek din pehle bnva lia, to appointment wale din jake ussi card wali line m dubara khade hona pdega ya uski line alag h aur jldi kam ho jaega?
Us card pe date dalwani padti h
Mam mere papa ko aligarh mai cancer btaya hai delhi AIIMS mai 25-06-2024 (8am) ka appointment Mila hai
To mam mujhe ragistration bhi
krana padega ya appointment se OPD mil jayegi
Please mam batao 🙏🙏🙏
Appointment lene k bad jis din ka date mila h us din aakr opd card bnwa kr dr ko dikha lena
@@kalpanaranaaiimsThank you so much Mam 🙏🙏🙏
Mam OPD card ke liye kitne time Tak aana hai
IRCH Building Amrita kaur OPD mai hai kya mam
@@Prashantkumar-oz2xv 7am aa jana
madam mera operation hona hai rasoli ka aiims me mai november se dikha rhi hu mere saare test bhi ho chuke hai kabhi aprail ki date kabhi july ki ab october me bulaya hai aisa kyu
May be saari date book ho chuki hongi operation ki isiliye delay ho raha h
@@kalpanaranaaiims ye bttana chahiye na madam hume bolte hai ki aapki report discusion ke liye gie hui hai kab hogi discus july se ab tak koi phone ni aaya unka bola tha phone krenge
Hlo ..mam, m uttrakhsnd se hu kya aap mere liye appointment le skte ho.orthopedic.ap vahi kam krti hongi.
Orthopaedic k liye Reffer chahiye
@@kalpanaranaaiims refefral kahi kisi bhi doctor ka chakega
Mam meri online appointment 24 june ki hai pediatric cardiology. Muje card bnwane kb jana h or kya iske liye referal letter ki jrurt pdegi
Mam pediatric cardiology ke best dr kon se hai jo vsd closure case ko ache se treat kre 1.5 year ka baby hai
All doctors are best in pediatrics
Thanks for providing the info, can you please tell me whether referral is required for oncology department, as my petient is suffering from 4th Stage prostate cancer. I have an online appointment.
Which hospital??
No need but take appointment of jhajjhar aiims bcz aiims Delhi se jhajjhar aiims best h oncology k liye
Hello maam
Maira online appointment 23/07/24 ka hai. To mujhe kis time pahucha padega
7am
Mam e opd card accept ni hota kya?
No
Mam, first time vale ko junior doctor dekhte h ky.senior dr kb dekhenge?
Aisa ni h senior bi dekhte h
@@kalpanaranaaiims mam agar muje direct professor ya bade dr ko dikhana ho to ky Krna pdega
Mam mere beti ka Tuesday ka appointment hai..sunday card banwa sakta hun? Please reply
No Sunday off h
Mam meri mummy ko kidney cancer hai to hum AIIMS Patna me appointment liye hai sare AIIMS ka ak hi rule hota hai
Or kis department me dikhana hoga
Please reply
(I am neet aspirant)
Oncology ka appointment lena h
Ma'am meri dadi ko dikhane k liye 3 department orthopedic, neurology, or rheumatology m appointment book kiya h same date m rheumatology ka timing to 10-11 h lekin artho or neuro ka timing same h 8-9 to kaise dikhayenge ek he time pr alag alag department m or ab dusri date m appointment lete h to slot full or holiday ki wajah se 3 din baad mil rahi h itne din waha rukne ki bhi problem h
Please reply ma'am iska koi solution h
Ma'am please reply
Aap card teeno department k card pehle hi bnwa lo then jis din ka date h uspe date dalwa lena and jaldi jaldi jakr dikha lena
Ma'am card hospital jakar he banega kya ya online bhi banwa sakte h
@@Radhikavyas-kd2sk hospital jakr
धन्यवाद मैडम जी 🙏🌹
Mem line me lag kar bhi appointment mil jata he kya
Yes
Online appointment ki fees bhi deni hoti hai kya
Ma'am dimag ki nass ka operation ke liye bola hai or bola tha ki 2 hfye mein call aajayega hospital se toh call aajayegi yaa kaise check krein
Kisne bola h call aaegi
Mam aiims delhi mein doctor jo bhi test suggest karte hai jaise blood test, urine etc kya hum unhe bahar se karwa sakte hai....
Yes
Madam online oppointment me slots are not opened yet bata raha hai to ky kare
Try again
Sister meri sister ko mini intestine me Loop bana hua hai maine CT karaya tha kya me direct dikha sakata hu ya kisi or centre se refer karana hoga please guide me sister
Appointment to leni padegi
Mam R P eye centre me dikhane k liye koi referral ki jarurat hoti kya ?
No
Ma'am mere 3 year ka son h mje use dikhana h....number jldi aa jyega ki line m wait krna padega
Appointment lelo
Mam spleen ka size 15 mm hogaya , konsa department mai dikhay
Endocrinology department
blood pressure aur diabetes aur pain ka treatment kaun se department me hota hai pls prescribed me
Bp k liye cardio and diabetes k liye endo me dikhana h
Mam hame blood donate karna h to kis department me jana hoga. plz reply
Blood bank
Mam ....Do doctor in AIIMS accept outside lab reports....if yes which lab is best
Yes
All registered labs