Very well explained. But would suggest to remove the radiator and give it to professional radiator shop. They will remove the upper tank and clean it from inside and outside. It's very important to clean radiator core from outside. Or heat transfer will be effected if outter core is blocked.
Dekhiye bhai ye apnaa name print karvate hai box pr original brand company se Baki coolant konsi company ka hai hum nhi bta sakte go machanic achi hi brand ka coolant leti hogi
Aap check kro koi leak nhi ho baki ye koi problem nhi h gadi ke engine me coolant kam hoga wo complete hota h utna kam hoga Or thora bhut coolant to normally kam hota hi h time ke sath-sath Agar cooling system me khi leak nhi h to koi problem nhi h
Baki sab theek tha but main baat coolant aur pani ko kabhi bhi alag alag nahin daalna chahiye pahle dono ko achchi tahah mila lo phir dalo.aisa companies kahti hain :)
Hello sir meri family me 2012 model Santro xing car hai 9 years hone wale hai.. kabhi coolant change ni hua car total 15030 km only chali hai.. kya abhi coolant change karna sahi rahega kya?
Bhai mere question ye thaa ki ek bolero ke khalii radiator m Kitney litter only coolent ya only water aaye gaa . Only single product use . Water ya coolent.
Bhai liqui moly jesi chijo pr m ykin nhi krta en se aap ki gadi ka engine bhi damage hota h company bhi khud bolti h esa kuch bhi aap ko oil me add nhi krna chahiye
@@visharadsudans Bhai maruti to shell ka coolant use kri h... Or bhai jab hum baat krte h top coolant companies ki to bosch sbse best h thora costly bhi pdta h indian weather conditions ke hisab se best h mene use bhi kiya h Or vese bhai Golden cruiser bhi bdiya company h But dono me reputation or product ki baat kre to bosch ka koi mukabla nhi h
@@ashishrajput2309 Bhai es baare me mujhe bhi kuch kash jankari nhi h but aap apne area ki market se distributors ko dundo jha se aapko spare parts kharid kr aage bech sko
Bhai esa rediator ki fin me jung lgne se ho skta h ya engine ke ander jung lgne se bhi ho skta h aap achhe se rediator clean kro or 6000-7000 km chalne pr fir se coolant change kr lena jaldi coolant change krne se jung vgera jayegi Ya aap acche se jese video me btaya h 5-7 bar pani se rediator ko clean kr lo Baki coolant bina chalne ki vjh se hi jung lgi h
Koi pipe se usme se coolant nikal le Ya uske bolt khol kr bahar nikal le Or agar apki gadi side box se coolant utha leti h to koi dikt nhi h Dhir-dhir apne aap radiator me chala jayega
मेरा एक सवाल है। जब हम कार के रेडियेटर में कूलैंट के साथ डिसटिल वाटर डालते हैं तो क्या हम इन्वर्टर की बैटरी में उपयोग होने वाले डिसटिल वाटर का इस्तेमाल कर सकते हैं क्या??? कुछ यूटूबर्स का कहना है कि इनवर्टर की बैटरी में उपयोग किया जाने वाला डिसटिल वाटर कार के रेडियेटर के लिए नुकसानदायक होता है। आपका विचार और आपकी राय क्या है कृपया बताएं???
Distill water ye dono me kam aata h Distill water ke liye pani ko boiling temperature tk grm krke water vapour ko collect kiya jata h jis se pani ki impurities khatm ho jati h es liye ye battry ke acid ke sath react nhi krta h or rediator me coolant ke sath reaction nhi krta es liye distill water best rhta h Agar bottle ke uper distill water likha h to battery or rediator dono me kam me le skte ho Or agar distill water ke sath khuch alag elements add h to aap ko dekhna hoga kis me use hoga
Bhai aap coolant ke colour ko manually check kro agar jayda change ho gya h to coolant change kro vrna koi jruri nhi h sbse best yhi rhta h ki gadi kitne km chali h kyoki coolant engine chalne pr hi kam krta h eski koi expiry date nhi hoti h aap 20-25000Km tk change kr skte ho ya aapko lge engine thora normal se jayda heat ho rha h to coolant change kr lo
भाई मेरे पास बॉलरों zlx है इसमें कितने लीटर कूलेंट पड़ेगा और कितना पानी डालना पड़ेगा क्या घर के हंड पंप के पानी का इस्तेमाल कर सकते है की नहीं please sugg me
Bhai agar pani jamin se nikla h to nhi kam me le us se engine me corrosion aata h or coolant bhi shi kam nhi krta Agar aap pura coolant change krte ho to 2-liter coolant dalta h baki aap usme pani add kr skte ho
@@RaviPoonia भाई पानी तो बोरिंग वाला ही है और कौन सा कूलेंट अच्छा रहता है कितने किलो मीटर पे चेंज करना पड़ता है क्युकी अभी नया नया सब मामला है मै सऊदी अरब में हूं और मै आपकी सारी वीडियो देखता हूं और आप बहुत बेहतर तरीके से बताते हो इसीलिए आप से जानकारी लेकर मन संतुष्ट हो जाता है
@@mdkhursheed9913 coolant aap koi si achhi company ka le skte ho jese shell, bosch, castrol ya motul Or agar pani borewell ka h to best rhega aap use ubal(boil) kr thanda krke kam me le us se water ki impurities kam ho jayegi Bhai coolant change jo h vo aapko saal me ak baar jrur krna chahiye jab summer aane wali ho ya gadi lgbg 10000-15000 km chali ho Or coolant change krne se pehle dekhle ki coolant ka colour kesa h agar colour change ho gya h ya jayda light ho rha h to coolant change kr lena chahiye
रेनो ट्राइबर का रेडिएटर में पानी कैसे डालेंगे,कूलेंट का तो पता है पर जैसे और गाड़ियों में कूलेंट टैंक और रेडिएटर का अलग अलग ढक्कन होता है वैसा इसमें नही दिखता
@@RaviPoonia bhai mere v Bolero hit ho ja rha hai 5 khuti rhata lekin mere me 6 khuti ho ja rha hai to mere v Bolero ka colent badlna padega rediwater me kitna colent padta hai batao please bhai
@@RaviPoonia Radiator ke pass jo reverse tank laga hota hai usme Pani nhi dala , Gaadi raat bhar pdi thi subah start kiye bina maine radiator me 1 liter pani dala tha, Uske baad me 70 km drive kiya aur return me bhi 70 km drive kiya Phir gadi raat bhar pdi rahi subah start karke 4 km drive kiya tab reverse tank se coolant bahar fenka aur thodi garam bhi hue Kya reason ho skta hai bro
Bhai esa es liye h kyoki piche gadi ki hosepipe leak hone ki vjh se radiator khali ho gya tha to humne esme ak baar pani daal diya kyoki coolant available nhi tha es liye aapko asi halt lag rhi h baki appko coolant colour ko dekhne ke baad change krna chahiye or vese hi change krna chahte ho to 20-30k pr change kr skte ho
@@RaviPoonia ek baat aur bhai jaise scorpio 2017 model mei 6 litre engine oil aata hai aur 7000km chalne ke baad jab hum service karege tab kitna oil bhar aaye ga pura 6 litre ...gadi bikul normal condition mei hai
@@R.K4772 Thora bhut kam ho skta h aprox 300-600 ml kyoki kuch oil filter me rhta or thora bhut vese hi kam ho jta h koi leak vgera ki vjh se es se kam nhi hona chahiye es se kam h to ho skta h engine oil utha rha h ya khi se oil leak jayada h
Flush dal do ,,,,itna maathafodi ki jarurat he nahi hai,,,jiske paise lagte hai,,,,wo apna kaam kar dega,,or oil bhi mix ho raha hai,,,coolent kabhi bhi khud se kala nahi hota,,,
Bhai flush dalne pr bhi aap ko esa krna pdega or flush se aapka khrcha bhi bdega or ye engine ke liye bdiya bhi nhi rhta Or bhai coolant ko time pr change nhi krne pr eske particles ko formation ho jata carbon me jis se ye kala ho jata h
Number one video hain bolero radiator cleaning ki 👍🏻👍🏻👍🏻👍🏻👍🏻
Ak number video hai , bhai , apne stap by stap sab kuch samjhaya , thank you , me bhi yehi coolent use karunga , thank you sir🙏🏻🙏🏻👌🏻
Good Afternoon ,
Great Information for new one. Details history n Top to Bottom Fill up. 👍
Very nicely explained. Thanks.
thanks bhai..me isi video ka wait kar rha tha..
Most Welcome bhai..
Thanks for your support..
@@RaviPoonia
Sir.
Coolant ki sethan paar water daal sakate h radiator me
Very informative video sir thanks ❤️
Bhaiya aapke pass Sara जुगाड उपलब्ध है।😊
Very well explained. But would suggest to remove the radiator and give it to professional radiator shop. They will remove the upper tank and clean it from inside and outside. It's very important to clean radiator core from outside. Or heat transfer will be effected if outter core is blocked.
Trector me dalte h vo dal skte h kya coolent
Very nicely illustrated
Hlo bhai ji bolero slx 2017 bs4 3cylinder h oil motor khrab ho gyi kitna rs ki aayegi bhai
Thanks for clear explanation 👍 thanks for the efforts
Engine ki body me ek bolt ata he usko khol ke engine ke andar ka pani khali kar sakte he kya
Nhi eski jrurt nhi hoti.....
@@RaviPoonia us bolt ko khol ke pani nikale to koi problem to nahi hoti he
@@RaviPoonia bolte he ki esa karne se engine ke chamber ka pura pani khali ho jata he jisse chamber ki achi safai hoti he
@@vivekbishnoi6260 dekho agar esa bolt diya h to koi dikt nhi h aap esa kr skte ho koi problem nhi h
Bahut hi sahi tareeke se explain kiye ho Ravi sir. I think one of the best explanations on how to flush car’s radiator 👍
Thanks Danish ji
Very nice information 🙏🙏
Thnks bhai...
Bhai ,, agar valve na khul paye ,kharab ho jaye toh kya problem ho skti hai..... Aur valve kaise check krein ki vapve thik hai ya kharab ?
You explained very nice
Sir I have Castrol concentrated coolant I have used it without mixing water can it creat any problem
Not at all
Mere sumo gold cr4 me blue color ka colent dala h kya m green dal sakta hu usme
Best to blue hi rhega but green bhi kam me le skte ho
Hello sir, where can I find my siren lock and unlock wire?
Filtar ka pani ya fir battry me jo distil watar ata h use use me le sakte h kya...sir ji colent me mixx karne ke liye dono me best kon rahega
Battery water kahte hain per aap RO se pure water bhi daal sakte ho,
Power stearing ka video banaye plz
Okay.. Jrur bnayege
Very informative video
Good information
Very good chawal bro
Bro ye coolant kaha se liya tha or kitne me mila tha
Or abhi go mechanic coolant amazon flipkart pe mil raha he kya vo acha coolant he ya nahi
Dekhiye bhai ye apnaa name print karvate hai box pr original brand company se
Baki coolant konsi company ka hai hum nhi bta sakte go machanic achi hi brand ka coolant leti hogi
Sir my zlx bolero face engine sound loud .I think it may be problem in engine. Pls suggest.
In which sense loud engine sound.. In winter normally engine make more sound rather than summer season.
Sir!
Mere paas bolero slx h .jisme recently coolent change krwaya tha .tabse coolent wala dabba bahut jaldi khatam ho jaata h.kya problume h.bataiye plz.
Aap check kro koi leak nhi ho baki ye koi problem nhi h gadi ke engine me coolant kam hoga wo complete hota h utna kam hoga
Or thora bhut coolant to normally kam hota hi h time ke sath-sath
Agar cooling system me khi leak nhi h to koi problem nhi h
His style of explaination and showing practically the things is very very nice. Keep it up!
Thanks for appreciation..
Bolero maxi truk plus me kitana liter kulent ata he
2 lt bhut rhega
sir meri borelo ki cluch paddal dhire dhire hard ho ri hai uska koi upay..?
Sir मेरी मारुति 800 कार हैं उसमे कूलेंट रेडिएटर डायरेक्ट डालना है या कूलेंट। बॉक्स में डायरेक्ट रेडिएटर में डाला तो कोई समस्या नहीं न आएगी
Aap direct rediator me dalo koi dikt nhi h coolant kam to radiator me hone pr hi krega koi dikt nhi h
Thanks🌹
Bhai mere pass powerplus hai. Usme temperature line 4 pe rehti hai par jo indicator hai H ke bagal me vo constant on rahata hai..
Koi dikkat nhi h wo on hi rhta hai
nice information
Thnks bhai...
Bhai gaadi me break fluid pura hai lekin warning de raha vms low break fluid. Kya reason ho sakta hai.
Brake fluid level sensor change kr lo ya use clean kr lo
Ye aapko brake fluid box ke niche ki trf lga mil jayega
@@RaviPoonia ok bhai
@@RaviPoonia dhnyawaad
@@Wanderlust2.0 most welcome Bhai
Baki sab theek tha but main baat coolant aur pani ko kabhi bhi alag alag nahin daalna chahiye pahle dono ko achchi tahah mila lo phir dalo.aisa companies kahti hain :)
Nhi ji es se koi fark nhi pdta kyoki engine me water pump lga hota h jo sab mila deta h
Hello sir meri family me 2012 model Santro xing car hai 9 years hone wale hai.. kabhi coolant change ni hua car total 15030 km only chali hai.. kya abhi coolant change karna sahi rahega kya?
Bilkul shi rhega etne time me coolant expire ho jata h
@@RaviPoonia thank so Much sir mene aaj he coolant change kara liya hai
@@vasuchauhan7567 👍👍😊
Bilkul change karo
Bhai kya pure coolent use kr sakte h bina pani k
Ha bilkul kar sakte hai but costly bahut pdega
Thank you sir
Most Welcome...
Nice video bhai
Bhai aap ke radiator m total kitna water aaya ye check kiya hai aap ney.
Ya only coolent ki total quantity kitni aati hai only full coolent.
Coolant 2lt sufficient h or baki pani dalta h pura coolant se bharne ki jrurt nhi hoti
Bhai fir jo ye book m 7liter cooling capacity coolent ki likhi hai vo 7 liter daley gaa khaa radiator m.
Chaye panii dalo ya full only coolent .
@@DeepuSingh-qg3iy aap chahe to pura coolant hi daal le but eski jrurt nhi hoti
Bhai mere question ye thaa ki ek bolero ke khalii radiator m Kitney litter only coolent ya only water aaye gaa .
Only single product use .
Water ya coolent.
@@DeepuSingh-qg3iy es bare me sure nhi hu ji
Water mix krte ho to 2lt coolant dale
Coolent ke sath Distilled wter dalne se rediator kharab hota hai???
Nhi bdiya rhta h
Bhai bolero mai liqui moly oil treatment use kar k dikhao
Yeh engine noise kam karta hai
Bhai liqui moly jesi chijo pr m ykin nhi krta en se aap ki gadi ka engine bhi damage hota h company bhi khud bolti h esa kuch bhi aap ko oil me add nhi krna chahiye
@@RaviPoonia toh stp ka diesel oil treatment use karu?
Tooh engine noise kaise kam karu fir??? Kaise hoga kam, koi or solution btao
Ha sir jaldi upload kijiye
@@namastefreinds233 engine noise kam krne ke liye aap bonnet side me sound insulation krvaoo or gadi ke door rubber change kr lo
Best trika yhi h
Battery Mein Jo Pani dalte Hain Kya vah Pani Dal sakte hain
Normal Barish ka pani daal skte ho ya distill water use kr skte ho
Bro altineta kitne amp ka laga h apki gadi me.
90A ka
Great
12:54 wale box ke pani ko kaise nikale
Box ke bolt ko khol kr box bahr nikal kr clean hoga
Change every 20000 kms best❤
Very nice
Bosch ka coolant acha hai ya Golden Cruiser ka
Bosch best h..
@@RaviPoonia lekin maruti OEM golden cruiser ka dalti hai .. aap bosch kis way me best bol re ho ? Explain kariye
@@visharadsudans Bhai maruti to shell ka coolant use kri h...
Or bhai jab hum baat krte h top coolant companies ki to bosch sbse best h thora costly bhi pdta h indian weather conditions ke hisab se best h mene use bhi kiya h
Or vese bhai Golden cruiser bhi bdiya company h
But dono me reputation or product ki baat kre to bosch ka koi mukabla nhi h
@@RaviPoonia maruti shell ka use ni karti hai Ecstar ka use karti hai aur wo Golden Cruiser bnati hai.Same design hai packing ka.
@@visharadsudans okay bhai esa h..
Rideter srvising jarurat hai black vala
Good
Coolent save metalic parts from rusting only water is used to cool the engine.
Badia 👍🙏
Thnks...
Bolero slx m2dicr mein kaun sa engine oil aur kitni quantity mein dalna chahiye aur kitne KM par dalna chahiye?
Mahindra maximile ka use kro 6lt or company 10000 pr service ka bolti h but 15000km tk koi dikt nhi h
ruclips.net/video/PB9q5xiLAP8/видео.html
@@RaviPoonia Thanks brother
How many litres we fill?
Good work
Thanks bhai
@@RaviPoonia please gude me that i am wants buleto car spear parts business but i am new & no machenic,. So i can started this bussess.
@@ashishrajput2309 Bhai es baare me mujhe bhi kuch kash jankari nhi h but aap apne area ki market se distributors ko dundo jha se aapko spare parts kharid kr aage bech sko
Sir kya drinking water dal sakte hai
Ha dal to skte ho drinking water but barish ya ka ho to best h
Ya aap kisi bhi saff pani ko boil krke daal lo
Welcome 👍
Beautiful nature place
Thnks bhai
Bina Pani ke sirf coolen dalo bhai
Sar aapke pressure washer review kar sakte ho
Bhai kabhi kisi video me uske baare me bta dunga
Radiator k bagal me jo plastic tank h jisme coolant+water store krte h usko kaise nikalenge...
Front me Conderser coil ke pass me nut lge hote unhe khol kr niklega
Bollero 7 siter temperature Aade Se Jyada rahta hai kya kre sir
Normally Aadhe se thora uper hi rhta hai koi problem nhi h radiator me coolant shi h to koi dikt nhi aati
Bhai may re car may raydertar may jang lg jaata h g or jo said may plastek ka daba hota h us may be jag lg jaata h g
Bhai esa rediator ki fin me jung lgne se ho skta h ya engine ke ander jung lgne se bhi ho skta h aap achhe se rediator clean kro or 6000-7000 km chalne pr fir se coolant change kr lena jaldi coolant change krne se jung vgera jayegi
Ya aap acche se jese video me btaya h 5-7 bar pani se rediator ko clean kr lo
Baki coolant bina chalne ki vjh se hi jung lgi h
@@RaviPoonia bhai g may nay sara coolnt nekal kr fer upr say paa ne ka prasar maar kr fer say coolant dal deya tha pr dobara us ko chak nhe keya g
@@LuckySingh-fc9ib okay
Kitna litre coolant dhalne pare ga bro
2lt
@@RaviPoonia thankyou so much ravi ji
Bolero ki headlight led laga kar video banao
Aage Jrur bnayege bhai...
Bahi power plus pe bhi video banaho
Mahak engine per
@@govindtanwar1230 try krunga bhai
Bhai mne radiator main daalne ke jgh jo plastic ka tank h us ko coolent se full kr diya ab kya kru
Koi pipe se usme se coolant nikal le
Ya uske bolt khol kr bahar nikal le
Or agar apki gadi side box se coolant utha leti h to koi dikt nhi h Dhir-dhir apne aap radiator me chala jayega
मेरा एक सवाल है। जब हम कार के रेडियेटर में कूलैंट के साथ डिसटिल वाटर डालते हैं तो क्या हम इन्वर्टर की बैटरी में उपयोग होने वाले डिसटिल वाटर का इस्तेमाल कर सकते हैं क्या??? कुछ यूटूबर्स का कहना है कि इनवर्टर की बैटरी में उपयोग किया जाने वाला डिसटिल वाटर कार के रेडियेटर के लिए नुकसानदायक होता है। आपका विचार और आपकी राय क्या है कृपया बताएं???
Distill water ye dono me kam aata h
Distill water ke liye pani ko boiling temperature tk grm krke water vapour ko collect kiya jata h jis se pani ki impurities khatm ho jati h es liye ye battry ke acid ke sath react nhi krta h or rediator me coolant ke sath reaction nhi krta es liye distill water best rhta h
Agar bottle ke uper distill water likha h to battery or rediator dono me kam me le skte ho
Or agar distill water ke sath khuch alag elements add h to aap ko dekhna hoga kis me use hoga
Maruti swift diesel me coolant change 20k ya 2 year pe likhi hai aur meri gaadi 2 saal me 10 hazaar chali hai . Kya ye change kiya jaye ?
Bhai aap coolant ke colour ko manually check kro agar jayda change ho gya h to coolant change kro vrna koi jruri nhi h sbse best yhi rhta h ki gadi kitne km chali h kyoki coolant engine chalne pr hi kam krta h eski koi expiry date nhi hoti h aap 20-25000Km tk change kr skte ho ya aapko lge engine thora normal se jayda heat ho rha h to coolant change kr lo
Mistri kitna charges lehta hai radiator cleaning or coolent ka price
Kuch jayada nhi leta
Bolero coolant aur pani kitne liter aata hai mere wali main to 4 liter hi aata h
2 lt coolant baki pani
Book m to 7liter coolent likha hua hai .
Aap ki gadi 2 to 2.5 liter aaya radiator m
Meri m 1.5 hi aaya .
Bhai bolero me red coolant maxmile company ka dalna acha he green coolant dal to rediater block ho jatahe
Green preferred or koi na dale green hi dale
Gaddi start kar ke water pipe lagwana hai
भाई मेरे पास बॉलरों zlx है इसमें कितने लीटर कूलेंट पड़ेगा और कितना पानी डालना पड़ेगा क्या घर के हंड पंप के पानी का इस्तेमाल कर सकते है की नहीं please sugg me
Bhai agar pani jamin se nikla h to nhi kam me le us se engine me corrosion aata h or coolant bhi shi kam nhi krta
Agar aap pura coolant change krte ho to 2-liter coolant dalta h baki aap usme pani add kr skte ho
@@RaviPoonia भाई पानी तो बोरिंग वाला ही है और कौन सा कूलेंट अच्छा रहता है कितने किलो मीटर पे चेंज करना पड़ता है क्युकी अभी नया नया सब मामला है मै सऊदी अरब में हूं और मै आपकी सारी वीडियो देखता हूं और आप बहुत बेहतर तरीके से बताते हो इसीलिए आप से जानकारी लेकर मन संतुष्ट हो जाता है
@@mdkhursheed9913 coolant aap koi si achhi company ka le skte ho jese shell, bosch, castrol ya motul
Or agar pani borewell ka h to best rhega aap use ubal(boil) kr thanda krke kam me le us se water ki impurities kam ho jayegi
Bhai coolant change jo h vo aapko saal me ak baar jrur krna chahiye jab summer aane wali ho ya gadi lgbg 10000-15000 km chali ho
Or coolant change krne se pehle dekhle ki coolant ka colour kesa h agar colour change ho gya h ya jayda light ho rha h to coolant change kr lena chahiye
@@RaviPoonia शुक्रिया बड़े भाई जानकारी देने के लिए 🌹🌹🌹🌹
@@mdkhursheed9913 most welcome bhai
रेनो ट्राइबर का रेडिएटर में पानी कैसे डालेंगे,कूलेंट का तो पता है पर जैसे और गाड़ियों में कूलेंट टैंक और रेडिएटर का अलग अलग ढक्कन होता है वैसा इसमें नही दिखता
अगर रेडिटर में नमक के तेजाब को डालकर साफ करे तो कोई नुकासन तो नहीं होगा sir
Ha Bilkul nuksan hoga ye methode old copper ke rediator me use kr skte h
Bhai mujhe topup karna tha Meri gadi 6000km chali hai reserve me coolant pada hai but radiator wale me coolant khali hai kya karu
Bilkul bhi coolant nhi h to aap radiator ko clean krke usme coolant dalo or agar coolant ka level kam h to coolant add kr lo
@@RaviPoonia aur bhai distilled water kaha milega ro ka pani nhi dal sakte ky
@@varundhingra4110 Distill water aapko market se pta krke hi lana hoga baki aap RO ke pani ko full boil krke kam me le skte ho
@@varundhingra4110 battery sale ki dukaan pe milega distill water bottle
NYC explain bro👌👍
Very good.
Nice bhai
Thnks..
@@RaviPoonia bhai mere v Bolero hit ho ja rha hai 5 khuti rhata lekin mere me 6 khuti ho ja rha hai to mere v Bolero ka colent badlna padega rediwater me kitna colent padta hai batao please bhai
@@gabbaramhawa8543 2 lt coolant dalega aap coolant change kr lo achhe trike se jesa mene video me btaya h fir dikt nhi ayegi
4km chalne pe reverse tank se coolant bahar fenk rahi hai kya kre
Spare tank full krne pr esa ho skta h use uper se thora khali rakho
@@RaviPoonia konsa tank jo radiator ke pass hota h woh
@@RaviPoonia Radiator ke pass jo reverse tank laga hota hai usme Pani nhi dala ,
Gaadi raat bhar pdi thi subah start kiye bina maine radiator me 1 liter pani dala tha,
Uske baad me 70 km drive kiya aur return me bhi 70 km drive kiya
Phir gadi raat bhar pdi rahi subah start karke 4 km drive kiya tab reverse tank se coolant bahar fenka aur thodi garam bhi hue
Kya reason ho skta hai bro
@@r.ktechmusical742 gadi agar overheat hoti h to hi coolant bahr aata h normally esa nhi hota h
@@RaviPoonia sirf 4 km chlne pe hua
Air kaun nikalega
Bhai Coolant me se air nhi nikalni padti gadi start hone pr apne aap nikl jati h
Aapko uske baad coolant or dalna hota h
Kitna lehta chaie
2 litre
baki sab thik laga par ye 1 liter coolent me 3 4 liter pani kese daal re ho bhiya.ese nahi krte h
Bilkul Daal skte h koi dikt nhi h bhai
Bhai me bulero k he'd lait upar niche hi
Back nut loose krke bich me kuch lga kr light set kr le
Bhai gyaan to de rhe ho pr Itni buri halat mene Rediyetor ki nahi dekhi
10-15 hjar km pr gadi kam chale ya 20k pr kr dena chahiye
Bhai esa es liye h kyoki piche gadi ki hosepipe leak hone ki vjh se radiator khali ho gya tha to humne esme ak baar pani daal diya kyoki coolant available nhi tha es liye aapko asi halt lag rhi h baki appko coolant colour ko dekhne ke baad change krna chahiye or vese hi change krna chahte ho to 20-30k pr change kr skte ho
👍💪🙏
Black hogaya h radiatr ka pani.. Headgaskit chali gayi aapke engine ki shayd..
Nhi bhai long time se coolant nhi bdlne se ya kam coolant hone pr coolant ka heat se formation ho jata h black carbon me es se esa ho gya h
Jab apki gadi ka hose pipe fat gya tha toh apko pta kaise chala ??
Coolant khatm ho gya or engine overheat hone lga fir vms ke alert mila tb mene engine off kr diya
@@RaviPoonia ek baat aur bhai jaise scorpio 2017 model mei 6 litre engine oil aata hai aur 7000km chalne ke baad jab hum service karege tab kitna oil bhar aaye ga pura 6 litre ...gadi bikul normal condition mei hai
@@R.K4772 Thora bhut kam ho skta h aprox 300-600 ml kyoki kuch oil filter me rhta or thora bhut vese hi kam ho jta h koi leak vgera ki vjh se es se kam nhi hona chahiye es se kam h to ho skta h engine oil utha rha h ya khi se oil leak jayada h
Radiator problems contact me
Flush dal do ,,,,itna maathafodi ki jarurat he nahi hai,,,jiske paise lagte hai,,,,wo apna kaam kar dega,,or oil bhi mix ho raha hai,,,coolent kabhi bhi khud se kala nahi hota,,,
Bhai flush dalne pr bhi aap ko esa krna pdega or flush se aapka khrcha bhi bdega or ye engine ke liye bdiya bhi nhi rhta
Or bhai coolant ko time pr change nhi krne pr eske particles ko formation ho jata carbon me jis se ye kala ho jata h
Bhai mera wagonar me colant bar bar kharab ho jate hai kya kru?
Khrab kis trike se ho rha h?
Colour change ho rha h ya coolant kam ho rha h
New car hai 30000 tab bhi clean kre radiator
Ha aap clean kr skte ho
Bolero me siren lga h
Ha
??????
Bhai plzz ph.no
Bhai phone number available nhi h aap comment kr ke apni problem dicuss kr skte ho