Hazrath kya humko logon se zillat dilaanewala bhi Allah hai? Kya yeh ek sazaa hai ya aazmaaish ? Zindagi itni guzar gayi zillat sahte , har baar samjhi ki yeh gunahon ki sazaa ya aazmaish hai aur Allah se baar baar maafi maangti rahi lekin zillat paane mein koi kami nahin rahi. Kya Allah mera nahin sunraha, kya marte dum tak mujh par zillat likhi gayi.Jawaab dejiye please.
Allah zillat is liye deta hai kyunkeh log ALLAH ke bajaye doosron se tawaqqo rakhte hain aur agar Allah ne aap par ghairat khayi hai tou aap ko usi ke haathon zaleel karega ya aap ka dil usi ke haathon toray ga jisko aap ne Allah ki mohabbat mein shareek kiya hai. ALLAH jis ke dil mein basna chahta hai us ko tod phod kar saaf kardeta havi. Khwahishat ke minar ko gira deta hai. Jab aapko Allah ki mohabbat samajh mein aayi gi tou aap dil tootnay ya zaleel honay par khush honge. Mohabbat ka pehla darja. 1. Allah thoda de tou bohat lagay 2. Allah kuch na de tou lagay jaisay usne sab kuch de diya hai Mohabbat kaamil us waqt hoti hai jab 3. ALLAH dukh de tou sukh lage
ماشاءاللہ۔۔ اللہ پاک حضرت کے علم میں برکت و ترقی عطا فرمائیے آمین ثم آمین یا رب العالمین
Allah pak hazrat ku umr-e-daraaz ata farmaye, ulama-e-haq ka saya is ummat par ta-qayamat qayam farmaye, Aameen
اللّہ تعالیٰ حضرت کی علم اور عمر میں برکت عطا فرمائے آمین ثم آمین یا رب العالمین
Masha ALLAH, badi nafe ki bat hai.
ماشاءاللہ
Ma sha Allah
ماشاءاللہ بہت خوب جزاک اللہ خیرا
Dear aalim order the courts to stop making mockery of Islam as in iddat case. This is the time you stand up for Islam. Jazak Allah.
❤😂😅😅😅😅❤❤❤❤
Hazrath kya humko logon se zillat dilaanewala bhi Allah hai? Kya yeh ek sazaa hai ya aazmaaish ? Zindagi itni guzar gayi zillat sahte , har baar samjhi ki yeh gunahon ki sazaa ya aazmaish hai aur Allah se baar baar maafi maangti rahi lekin zillat paane mein koi kami nahin rahi. Kya Allah mera nahin sunraha, kya marte dum tak mujh par zillat likhi gayi.Jawaab dejiye please.
Allah zillat is liye deta hai kyunkeh log ALLAH ke bajaye doosron se tawaqqo rakhte hain aur agar Allah ne aap par ghairat khayi hai tou aap ko usi ke haathon zaleel karega ya aap ka dil usi ke haathon toray ga jisko aap ne Allah ki mohabbat mein shareek kiya hai. ALLAH jis ke dil mein basna chahta hai us ko tod phod kar saaf kardeta havi. Khwahishat ke minar ko gira deta hai. Jab aapko Allah ki mohabbat samajh mein aayi gi tou aap dil tootnay ya zaleel honay par khush honge.
Mohabbat ka pehla darja.
1. Allah thoda de tou bohat lagay
2. Allah kuch na de tou lagay jaisay usne sab kuch de diya hai
Mohabbat kaamil us waqt hoti hai jab
3. ALLAH dukh de tou sukh lage
م
ماشاءاللہ
م