Bes upay mai batat hu. Kisi bhi share ko chune, check kare uske graph ko ji wo ek week me, ek months, ek saal me upar gaya ya niche. Ab daam agar kam ho to 500 rs se 800 lagaye aur aisa 3, 4 shares ke sath kare fir agar agle din kharide hue shares ke daam gir jaye toh agle din ka wait kare, agar agle din bhi gir jaye toh dubara utna hi paisa sare share pe laga de. Ab agar fir agle din daam girte hai toh fir 2 din tak usse waise hi chhod de and aur daam girne ka wait kare aur fir daam girne pe dubara utne paise ka shares dubara kharid de, fir aap dekhengw ki shares ke average price kam hai aur apko profit hi ho rha hai.
मुझे ज्यादा कुछ समझता नहीं लेकीन मै डिलीव्हरीमें लेता हूँ और प्रॉफीट आनेके बाद ही बेचता हूँ...चाहे कितनाभी वेट क्यूँ ना करना पडे और सीख रहा हुँ धीरे-धीरे
My tips for all is that,if big amount invested with strong analys then assume that market is close for next 5 yrs.. this tip will help u for good profit
मैं डिलीवरी पर शेयर buy करती हूं और थोड़ा प्रॉफिट होने पर सेल कर देती हूं ,, इसके क्या कुछ एक्स्ट्रा चार्ज लगता है ,plzz बताओ जिसको अच्छी जानकारी हो तो ।
Hello sir ,, क्या 5 लाख रुपए रोज डिलीवरी में लगाकर 5000 हजार रोज कमा सकते है और डिलीवरी में ही रोज शेयर buy or sell कर सकते है ,इससे कोई दिक्कत तो नहीं होती है प्लीज आप बता दीजिए सर । मैं डिलीवरी में ही शेयर रोज के रोज sell और buy करके रोज का 5000 रुपए कमाना चाहता हूं जिससे रिस्क भी नहीं होगा और एक अर्निंग भी हो जाएगी ,,,क्या ये सही रास्ता है प्लीज बता दीजिए सर
Aseem ji me groww use karta hu Usme Jo by kiya he us ko 2ya 3 Deen baad ya agle din sell karte he to stock sell ka paisa same time pe nahi aata he raat ko aata he .. Agar me subha 10 baje sell karta hu to Mere pass amount to rahta hi nahi he to fir dobara invest karne ke liye agle din ka wait karna padta he ....kuch solution bataiye
Delivery share ko same day buy aur sale kr skte hai ? Example share delivery li 1 rupe me Jaise hi 1 rupe 10 paise hua aur humne bech diya same day me hi To kya ye sahi hai? Please reply....
Sir ek baat mujhe puchhna hain agar maine koi share kharida aur market gir gayi to jab market uthega tab bachenge to fir nuksan kaise hota hain? Delivery mein
Nhi ek stock buy or sell krne ka brokerage charge hi km se km 50 60 rs pd jata hai, agr koi ek stock pe trade kiye ho to km se km 200 ka profit kro tbhi fayda hai
Sir. Option delivery mein Maine call mein shares buy kiye the jiski expiry date 14 dec hai ab Aaj nifty down a gya hai kal ka pta nahi kya main apni expiry date bda sakta hoon please guide me
सर मान लीजिए एफ एंड ओ निफ्टी 1लॉट डिलेवरी पर बाय किया तो उसी दिन एग्जिट करने को ऑप्शन क्यू देता है डिलेवरी तो 1दिन के बाद बेच सकते है ना जब की किसी शेयर में ऐसा नहीं होता है
@@Mutualfund_Sip_Equity Agar delivery me 814 price par buy kiye aur sell 815 price par kiye .. qnty 1000 liye tabhi loss hota hai ya nahi means .. 1000qnty ke pure 50 charges lagte kya ..means per qnty 50rs ya Totally 50 rs dp charges ??
Bhi mane jaise 100 share kharide or use company m 1 rupee ki badotri hue to mujhe 100 rupee ka profit hoga 100*100=200 ya 100*1=101 rupee banege m confuse hu delivery trading m
Simple !!!! Buying and selling Ka brokerage STT charges (negligible) Per day DP charges (joh selling k time Lagta Hai) Transaction fees (negligible) Stamp duty (negligible) Payment gateway charges (negligible) Sabka Ko apni Buying cost mein add kardo..... And selling k time par usko dhyaan mein rakhte hue Selling price set Karlo.... Ofcourse after adding some profit.......
Nice information sirji, I have question Kya hum apne delivery kohi stock me share liye hai par agar hume wahi nam wale stock me intraday kabhi kar sakte kya kohi problem hoga? Please🙏 tell me sir about...
Sir in future me delivery par buy Kiya hua share price 80% down ho Jaye or apan usko rakhna chahiye future me profit ke liye to usko rakh sakte hai na mul amount to loss nahi hoga
@@AkashRamteke-yu4jh es time irfc ka share le lo... fayede mein rahoge... return de rha hai kafi badhiya...baki esko long time ke liye apne risk par hi rakhna.... lekin agar aap aaj hi irfc ke share mein paise lagoge to usi vakt se aapka portfolio accha return dena shuru kar dega...
@@zaheershekh4127 Kya kharid lia ...ki itna heavy profit ho gya ..plz reply..mujhe to.lagta tha ki sirf ye option ya intraday me possible hai..because m a begginer .thoda details me boliye..plz reply ...🙏
Sir I have invested in TCM stock which was 56 now it has fallen drastically if I hold it for certain period till the graph is high do ihave any penalty???
Bes upay mai batat hu.
Kisi bhi share ko chune, check kare uske graph ko ji wo ek week me, ek months, ek saal me upar gaya ya niche. Ab daam agar kam ho to 500 rs se 800 lagaye aur aisa 3, 4 shares ke sath kare fir agar agle din kharide hue shares ke daam gir jaye toh agle din ka wait kare, agar agle din bhi gir jaye toh dubara utna hi paisa sare share pe laga de. Ab agar fir agle din daam girte hai toh fir 2 din tak usse waise hi chhod de and aur daam girne ka wait kare aur fir daam girne pe dubara utne paise ka shares dubara kharid de, fir aap dekhengw ki shares ke average price kam hai aur apko profit hi ho rha hai.
😊
मुझे ज्यादा कुछ समझता नहीं लेकीन मै डिलीव्हरीमें लेता हूँ और प्रॉफीट आनेके बाद ही बेचता हूँ...चाहे कितनाभी वेट क्यूँ ना करना पडे और सीख रहा हुँ धीरे-धीरे
M bhi Esa hi karta hu bhai 😅
Aj share buy kia kal sell krskta hu? Koi extra charge ya penalty lgta h kya?
@@two8915 delivery me kr sakte ho intraday me nahin
Sbse best hai ye method
Me too
पहले मजबूरी थी अब मजा आ रहा है 😊 .. गुडडू भईया
My tips for all is that,if big amount invested with strong analys then assume that market is close for next 5 yrs.. this tip will help u for good profit
अच्छी फायदे मंद जानकारी सर जी
Sir aap se nivedan h ki delivery holding ke liye best stock ka naam apne channal pe add kiya kre.
Bahut shandar aj loss h kal profit b hoga markit dubraa vahi aate hi h 💯
मैं डिलीवरी पर शेयर buy करती हूं और थोड़ा प्रॉफिट होने पर सेल कर देती हूं ,, इसके क्या कुछ एक्स्ट्रा चार्ज लगता है ,plzz बताओ जिसको अच्छी जानकारी हो तो ।
Apka ek ek baat badi pyaari he thanks sir ❤❤
Glad you liked it!
Hello sir ,, क्या 5 लाख रुपए रोज डिलीवरी में लगाकर 5000 हजार रोज कमा सकते है और डिलीवरी में ही रोज शेयर buy or sell कर सकते है ,इससे कोई दिक्कत तो नहीं होती है प्लीज आप बता दीजिए सर ।
मैं डिलीवरी में ही शेयर रोज के रोज sell और buy करके रोज का 5000 रुपए कमाना चाहता हूं जिससे रिस्क भी नहीं होगा और एक अर्निंग भी हो जाएगी ,,,क्या ये सही रास्ता है प्लीज बता दीजिए सर
Delivery trading me share ko yak hi din me share ko buy karke ushe din sell kardge jisme ham chota profit leke nikal gayge 1se 5percent ke bich me
Yes I take 3%
Ye mene bhi kya hai kaam kar ta
Aseem ji me groww use karta hu
Usme Jo by kiya he us ko 2ya 3 Deen baad ya agle din sell karte he to stock sell ka paisa same time pe nahi aata he raat ko aata he ..
Agar me subha 10 baje sell karta hu to Mere pass amount to rahta hi nahi he to fir dobara invest karne ke liye agle din ka wait karna padta he ....kuch solution bataiye
Sir option trading me delivery trade long term gain me aata he ya short term gain me
Delivery share ko same day buy aur sale kr skte hai ?
Example share delivery li 1 rupe me
Jaise hi 1 rupe 10 paise hua aur humne bech diya same day me hi
To kya ye sahi hai?
Please reply....
Same question or ye bhi Janna hai ki koi penalty to nahi lagti? Or ye hm daily kare to koi dikkat to nahi?
Sir delivery cash trade me agar hum aaj buy kare and tomorrow sell kare to koi extra charge lagta he kya
nahi lagta hai
Sir delivery mai brokerage charge or baki charges same lagta hai kya chahe ek share le ya 100 uska buy or sell karne mai ?
Aap sir bada achhe se samjhate ho
Sir option trading mein delivery mein agar call ya put buy kiya hai toh ek din se zyada rkh skte hain please bata do
Pls apko pata heh toh bata dou
@@roshanpradhan1971 ha rkh skte Hain lekin expiry tak hi
Sir ek baat mujhe puchhna hain agar maine koi share kharida aur market gir gayi to jab market uthega tab bachenge to fir nuksan kaise hota hain? Delivery mein
Nhi hota
Please reply sir
I need to open a sub broker franchise
Please btaye kon si franchise lene sahi rhega
Already answered!
@@ADigitalBlogger kaha hai answer
@@ADigitalBlogger Sr aap konse stock broker se join h kon sa best h ap view se
Thank u sir...
Short but informative...
Please share all hidden charges behind delivery trading(Long term)...
Each sell 13 rs one time charge per day +gst.
Please send video on financial analysis
Ek question he. Mene delivery me share liye the or ek din me 67 ka profit tha. Then next day vo profit invested value me kyu dikha raha he??
Sir plz make a fresh video on buy and sell same day in delivery share . because 90% comments doubt regarding this question .
Delivery trading ke liye kaun sa indicator lagana chahiye chart pe
Koi indicater nahi bus company ke finances check karo bus
Sir, Delevery trading in USDINR futures is a good choice or bad please answer ?
Sir kya sirf 40 ya 50 rs. Profit leke nikla sakte he ?
Nhi ek stock buy or sell krne ka brokerage charge hi km se km 50 60 rs pd jata hai, agr koi ek stock pe trade kiye ho to km se km 200 ka profit kro tbhi fayda hai
Aapane bahut acche se samjha dhanyvad
Sir. Option delivery mein Maine call mein shares buy kiye the jiski expiry date 14 dec hai ab Aaj nifty down a gya hai kal ka pta nahi kya main apni expiry date bda sakta hoon please guide me
Delevery me ak din me same share bar bar shell kr skte ?? Intraday ki trh ???
Nii... 3 din tkk rakhna pdega fir sell kr shakte ho kbhi bhi
Kar sakte hai
Bhai delivery share se kya monthly profit ata he kya
sir mene bcg ke 500 share by kiya hai.10.60 par.or fir share 11.50 pe chala gaya
455 + me hun
to ye baki ke paise kaha jate he
plz rpl
Nice working super sir 🥰🥰🥰☺️☺️🥰😊 thanks so much sir 🙏🙏😊🔥🥰☺️🥰
Most welcome
Sir delivery men tred men sher buy karne baad loss kab aur kaise ho sakta hai
Aseem juneja Gurudev apka guidance milta rhe 🙏🙏
Sir mai delivery trading mai khus share buy karke akdin mai sell nohi karnese hold hoke raheta hai kya? Or 5,6, Months rakhnese profit pakka milega?
Ap ke samjha ne ka tarika bahtarin he sir. Kindly candle stick chart pattern ko asani se samjhate hue ek video banaiye sir
Can we do intra day with cash.
Buy and sell on same day fully on our cash and book little profit?
Yess u can do
Sir Aapne apna demat account kis broker ke pass open kiya hai plz reply
mere pass multiple demat accounts hain
Very helpful bro tnQ so much for true words ☺
Age usi din ya uske ek din bad market band hone ke bad bechta hu to kya hoga?
mene 13000 se 13 december ko start kiya tha . Aaj 15,200 fund hai
Only hold karke?
@@ashitdas6052 Mene month starting me India bulls or tv18 buy kiye the. Or dono me 16% profit leke exit kiya
@@cryptoloving9852 kya puchna hai pucho...
Bro maine 1st time 13,000 lagaye 8 days pehle aur aaj 6% se jyada loss ho chuka h..mai tension me aa rha hu..kya hoga aage 😭😭😭
@@sumitbarnwal8966 Kuchh nahi job karo. me bhi kar raha hu. Job karoge to tension nahi rahega.
1 shear holding me he kya usme same company ka shear add kar shaktehe , agar kar shaktehe to brokerage charges kitna rahega
Kar sakte hai....20 buy pe 20 sell pe...
@@worshipthecreatornotthecre760 Har EK Sher ke piche ₹20 Dena padte Hain
Sir agar dilivery trading krte h ok aur intredy treding ke also jaise thora sa bhi profit hota h waise hi shares ko sell kr de to ? Thik hoga ya nhi 🙄
Jawab mila kya Bhai iska
Thik rhega bhai.
Hii.. nahi aj share lene ke bad 3 day akpe account pr aata hai.. delivery Me aj liya aur thodi der bad sale krte ata hai lekin penalties lagti hai...
सर मान लीजिए एफ एंड ओ निफ्टी 1लॉट डिलेवरी पर बाय किया तो उसी दिन एग्जिट करने को ऑप्शन क्यू देता है डिलेवरी तो 1दिन के बाद बेच सकते है ना जब की किसी शेयर में ऐसा नहीं होता है
Wo profit ya loss lekr niklne ka same day ka mouka hota h
Nahi asa nahi hai vo primium hai jo prices par lagta hai ek tarah bat ke jaisa Lekin thoda alag hai
Sir app ka dhanyawad
Very nice information brother 🎉🎉🎉🎉🎉......
Delivery trading me kitne charges lgta h and kitne din ka time milta h sell krne k liye ?
Angle & upstox me 0% brockrage.
Life time
Thank u for this information 🙏
Sir aaj hi share kharid kar aaj hi sell karne par call auction lagega kya delivery me
No lekin intra day ka ji charges lagta he wahi lagega.... Or call auction aapka future me lagta he
Agar Delivery mein share le kar same day sale kar de to kaun se charges lagenege ...?
Intraday wale ya Delivery Wale ?
DP charges lagenge ya nahi ?
Shear buy karne me kitna paisa charge hota hai.. Mera kafi kat raha hai
Koi dead ho jayega to oska share kya hoga kya koi nominee add karsakte he kya
Ha nominee add kar sakte hai
Sir kya hm delivery me stock khrid kar same time bhi beach skte h kya
Ha
Main 3800ka 17 days, main 14890 bana leya hai
Apne konsi company ke share buy kiye the
Sir maine jp associate 20.65
Per khareeda hai aur ab 18 pe a gaya hai kya karna chahye
Thanku sir ur best
Sir delivery share ek din m kharid kar ek din m bech skte h ?
Same question Bro,, Same day agar 100+ profit karke exit kiya tho problem hai kya bhai kuch
Thank you sir for giving your good knowledge
Knowledge nai bata mene. Question kita.... Thik se padho to sahi.... Time nai he to reply kyu de rahe ho. Apne comment badhane k liye
Gay
Sir delivery shar me buy kiya or nex day buy kiya to sir proft kiya hoga
nifty 10 aug 19600 delivery kitna din tak hold kar sakta hu
I am cunfused plzz help
maine delivery 814.40 buy kiya tha or 815 par sell kiya ..paar 2.66 rupees ka loss ho gaya 😭😭
Kitni quantity thi
@@Mutualfund_Sip_Equity 1
Dp change lag jate he...agar hold kr k rakha ho . Overall rs 25...lag jate he.... Jb profit rs 50 se upr ka ho tabhi sell krna chahiye
@@Mutualfund_Sip_Equity ooo thik hai
@@Mutualfund_Sip_Equity Agar delivery me 814 price par buy kiye aur sell 815 price par kiye .. qnty 1000 liye tabhi loss hota hai ya nahi means .. 1000qnty ke pure 50 charges lagte kya ..means per qnty 50rs ya Totally 50 rs dp charges ??
Bhi mane jaise 100 share kharide or use company m 1 rupee ki badotri hue to mujhe 100 rupee ka profit hoga 100*100=200 ya 100*1=101 rupee banege m confuse hu delivery trading m
U buyed 100
If it it increase by 1 then it will multiplied by no. Of stocks and price incres
100(no. Of shares)*1=100
101 dilivry brokreg lgega kon sa stock broker h y depend kra h Apke profit me
Simple !!!!
Buying and selling Ka brokerage
STT charges (negligible)
Per day DP charges (joh selling k time Lagta Hai)
Transaction fees (negligible)
Stamp duty (negligible)
Payment gateway charges (negligible)
Sabka Ko apni Buying cost mein add kardo.....
And selling k time par usko dhyaan mein rakhte hue Selling price set Karlo....
Ofcourse after adding some profit.......
Dp charge approx rs 25 your profit ra 75
Sir same day holding share sell karke buy karne se 3000 profit dikhata hai...but next day average profit show karta hai
Aaj khared kar aaj hi bech skte he kya ser ❤️❤️
Sir isme time frame kya use kare..chart dekhne ke liye
Can I buy and sell 10k shares of sbi at once in delivery ?
Yes
Sir T1 holding T2 Kya hai kya ham share sell nahi kar sakthe
Hello sir, please reply, konsa broker Jayada margin de rha hai is time equity intraday me.
ज्यादा मार्जिन मत देखो प्रोफिट ज्यादा मायने रखता है
@Pankaj Angel ki complaint jyada hai fuera best hai lekin margin kam dete hai
FYERS BEST DISCOUNT BROKERAGE
Sir delivery trade me timeframe kitna rakhna hai
Sir religare ka sebi permission hai kya batya kuch problem how to bolo
kya future option me expiry date ka delivery trading kar sakta hu?
Love from India 💓
Thanks, Devendra.
Kya cool he aap! Explained excellently.
Sir delivery share kharidne k kitne din baad is pr compounding interest milta hai? kya share ka price badhne pr hme shares ko sell kr dena chahiye?
Hold Shares ke price Incresase hone pr bhai interest bhi milta hai kya.
Nhi milta
Share market me interest nhi milta....go with investment
Nice information sirji, I have question Kya hum apne delivery kohi stock me share liye hai par agar hume wahi nam wale stock me intraday kabhi kar sakte kya kohi problem hoga? Please🙏 tell me sir about...
Kya delivery me ek din me shre sall kar sakte hai
Nahi aata yar
Intraday treding ki tips bhi dijiye sir
Esma bahut risk hai
Bohot maja aaya sir 😊😇
Extremely useful tips 👌👌👌
Risk he toh isk he lala😈😂
Delivery trading konsa kase kharede
Nice information.
BADHIYA VIDEO 👌👌👌👍👍👍
Kya delievery me bhi margin milta hai
Yes, delivery mai margin milta hai.
Sir in future me delivery par buy Kiya hua share price 80% down ho Jaye or apan usko rakhna chahiye future me profit ke liye to usko rakh sakte hai na mul amount to loss nahi hoga
sir agar 1 share roz khareedu to sell karne me DP charges kaise lagte hain?
Sem q
Next day no charge, same day 20/-
DP means demat exit charge that is a government charge
Great information sir
Main 6000 ke 24 days main 11347 bana leya hai 🎉🎉
kis stock mein
@@pjgamer5979 cochin shipyard or Rail vikash nigam
Bhai konsa share liye apne
@@AkashRamteke-yu4jh es time irfc ka share le lo... fayede mein rahoge... return de rha hai kafi badhiya...baki esko long time ke liye apne risk par hi rakhna.... lekin agar aap aaj hi irfc ke share mein paise lagoge to usi vakt se aapka portfolio accha return dena shuru kar dega...
21 din m pese Doble babu bhaiya 🎉😅
Sir kya delivery me bhi expire date hota hai
Ni
No delevery shere expiry....
Lekin gtt exit order mat lagana
#Himanshu98_
Very good
Me to 25k se 145k profit Kiya wo bhi 3 days me
Intraday trading or delivery?
@@TusharSharma-ut7nj delivery me
@@zaheershekh4127
Kya kharid lia ...ki itna heavy profit ho gya ..plz reply..mujhe to.lagta tha ki sirf ye option ya intraday me possible hai..because m a begginer .thoda details me boliye..plz reply ...🙏
Kase
@@ronitthetrader9767 bro me ak sir se calls leta hu unhi ne karwaya options me
How to know when is the fair value of stock ? Please answer it would be a great help
find its intrinsic value
How can apply stop loss in delivery trading
Take blue cheap shares
Sir I have invested in TCM stock which was 56 now it has fallen drastically if I hold it for certain period till the graph is high do ihave any penalty???
you should to hold it
Sir share mein maximum Kitna Paisa Laga sakte hai dilevery share
500 crore...
Mene 320 Sorok khareeda Aur Agle din me bech diya 900Rupy Charj lag gaya😢
🤣🤣L gaye
corona kaal me sab kuchh gira, baba Ramdev bhi haathi se gire 😂
Thanx sir
Sir shere बेचने के बाद पैसे डीमेट एकाउंट नहीं आ रहा है
Dp charge kitne hota hai ?? Can anyone tell ?
20 RS or state GST and cgst bhii