Mera ntorq 125 ka stock tyres tvs euro grip remora tha,grip accha tha lekin bhot zyada puncture hota tha..2.5 yrs chala 17500kms.. phir maine ceat ka lagaya accha performance hai
मेरी Ntourq कभी कभी चलाते समय ऐसा फील होता है जैसे puncher है balance भी बिगड़ता है पर हवा चैक कराने पर हवा ठीक भरी होती है 11000 km चली है अभी क्या प्रॉब्लम हो सकती है 😢
Sabse pehle to servicing karao per 3000 km And try karna Eco mode me chalane ki or break jitna ho sake kam use karna Full synthetic oil use kiya karo Air filter har month clean kiya karo Air pressure har hafta check kiya karo Carborator pipe and breakshu sahi se servicing k time clean kiya karo Agar chaho to Knowledgeable mechanic se Tuning karwao (isme milage pe bohot fark ata hai) Haar starting k time 5 min kick marke chor dena Mai khud ye sab maintain karta hu mere Ntorq me 45-48 milage milta h
Nice video bhai basic modifications ki video banao daily ride ke liye
👍🏻❤🔥
Bhai gajab hai tire 😊
Raadhe Raadhe ❤️😌
Radhe radhe bhai ❤💙
Khatarnaak 😈🔥
Thank you
which action camera you use ??
GoPro hero9
Love from Tripura ❤
Brother Mera Nthor bhi tyre kharab hogya kal Jana wala thi thik karne
Badhiya bhai ❤
✨❤
Thanks
Nice bhai ❤
☺❤🔥
Bhai daily video upload korna ❤❤❤
Pahle 30 din me 30 video dal chuka hu mai ❤🔥❤
@@VKDvlogs ha me aap ke sob video dekhta hu. ......
Bhai aap gurd laga do scooty main aur badia lagega
Kar di na choti baat ....
Bhai har din maut ko chu kar Tak se vapas aa jata hai ... Hacker hai bhai hacker 😅😅😅
Bhai inderlok me kha par h dukan adress btado
Brother adress toh pura nahi pata but jha se maine yeh tyre liya oh ek motorcycle ke parts bhi sell karta h holl sell. Me
Bhai silver colour ki jo aloi wheel hote hai usme zung ajaye toh konsa paint lagana padta hai
Wd40 laga do warna acha quality ka black paint
@@VKDvlogs black nahi hai bhai woh gray colour ke hai
Bro apko dekhte dekhte meri v ntroq xp aa gyi
Congratulations 😍
Same scooter ❤
😍
Yamaha ray zr one of the best 🎉❤
Thoda jaldi karo modification new look❤
Next video hi man lo ab 😁🤟🏻🤟🏻❤🔥
Tq bhi
Bro mrf zaffer N ke sath lynn kar sakte hain kya ? Mrf main conference nehi aa raha hay
Mrf ke tyre thik hona chahiye tha
@@VKDvlogs pata nehi 🥺
Bruh Mera xpgaram Horah hai tho bhot kit kit sound Arah hai or only 2 month huwa hai kya upai batao
Service center dikha do
Kahan hai modification betal new look waiting bhai
Wait khatam man lo ab 😍✅
Bhai jk ka kaisa hoga
Achaa hai bro
Op videos bro सारे वीडियो
Thanks
Maine bhi aaj change karaya ntorq ka rear tyre Tvs ka lagwaya
😍❤
Mera ntorq 125 ka stock tyres tvs euro grip remora tha,grip accha tha lekin bhot zyada puncture hota tha..2.5 yrs chala 17500kms.. phir maine ceat ka lagaya accha performance hai
❤❤
Nice vlog
Thank you 😊
120 ka tyre lagwana chahiye tha peeche
Ha but mila nahi oha pe warna try kar sakte h
Kha se tyre lgvaya hai
Inderlok
Ntorq ke liye Michelin he best hai
Thoda costly hai but worth it
❤🔥
Mere ntorq me 10 puncher hai but chala raha hu roj hawa bharta hu 😅😂
System 😂🤟🏻
❤❤❤❤
Thank you bro
Bhai tvs time kese set karre video banao
❤
Tyre kitne k pdaa bhai ?
1700
Bro mrf q nehi lagaya ho ?
Costly tha bro
Kitne k.m ke baad change kiya
25000
❤❤❤❤❤
Thanks
TVS ka kyu liye vai.......MRF ka lagana chahiye tha........dono me koi competition hai hi nhi😅
Ha bro but mrf wala 1900 ka tha or tvs Eurogrip bhi acha hai
Mana rayzr street rally top model la liya
Congratulations
Maine Ntorq xp pe 90/90 ka Apollo ka tyre dalwaya hai. Badiya hoga kya??
Back wala ya front tyre
Back wala @@VKDvlogs
😘😘
Thank you
Bhai ntorq ka silencer price kitna hai plz Bata dena mere ko bahut bata raha hai
Brother service center se hi pata chal payega
@@VKDvlogs pata Kiya lekin bahut bol raha hai Shayad itna nahin Ho 19000
मेरी Ntourq कभी कभी चलाते समय ऐसा फील होता है जैसे puncher है balance भी बिगड़ता है पर हवा चैक कराने पर हवा ठीक भरी होती है
11000 km चली है अभी क्या प्रॉब्लम हो सकती है 😢
Brother tyres me hi dikkat hai sahi se check karo puncher hoga warna tyres me kahi se fool rha h
@@VKDvlogs
हो सकता है
Bhai aj kal ntorq me yahi tyre milta hein. Tyre starting me thik he but skit Marta he bhut ,mujhe tah khas Nehi laga TVS ka tyre
😱😱
Maine mere ntorq xp ko front mein Jupiter ka tyre lagaya hai aur abhi uska front/rear tyre ek side se nahi ghinsta aur handling uska abhi lajawaab hai
Bhai apka ntorq me kitna mileage deta hai mera to 35 ka mileage deta ha Kiya koru
40 se 43km
Sabse pehle to servicing karao per 3000 km
And try karna Eco mode me chalane ki or break jitna ho sake kam use karna
Full synthetic oil use kiya karo
Air filter har month clean kiya karo
Air pressure har hafta check kiya karo
Carborator pipe and breakshu sahi se servicing k time clean kiya karo
Agar chaho to Knowledgeable mechanic se Tuning karwao (isme milage pe bohot fark ata hai)
Haar starting k time 5 min kick marke chor dena
Mai khud ye sab maintain karta hu mere Ntorq me 45-48 milage milta h
Mileage kinta deta hai
40 ke around
Kitne din hue aur mileage kitna ka mil rha hai abhi ???
40 to 43km
Vkd bro shop address batao jaldi please
Brother address nahi pata aap inderlok chale jao mil jayega
Sunday ride pe nhi aate ab?
Aata hu bro next Sunday ride pe bhi ja rha hu murthal side
1. Abhi 6-7 Hazaar abhi aur chl jaata, 2. Maxxis 📈 3. Burnout?
Brother burnout nahi kiya q ki ekdam se change karna pada tyre warna burnout pakka tha ❤🔥😁
Bhai..
Tm Air pressure kitna rakhte ho dono tyre me?
Front me 25,26 or back me 30,36
bhai mereko ek second hand ntorq chaiye
Apne aas pass hi dekho mil jaye
Same tyre 1950₹ aur 26000 chala. 3 +4 puncture 😂
👍🏻
Pls install gurd
Abhi kuchh or hone wala h
Jarsoo pis..
Bhai mera ntorq mein stock tyre eurogrip ka he hein same pattern
❤🔥🤟🏻