Mother Name Wrong in Educational Documents शैक्षिक दस्तावेजों में माता का नाम गलत है क्या करूँ

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 31 янв 2025

Комментарии • 579

  • @DocumentsAdvisor
    @DocumentsAdvisor  2 года назад +10

    FOR QUERIES / SERVICE :
    WHATSAPP wa.me/+919871075159 or CALL +91-98710-75159
    WHATSAPP wa.me/+918130490395 or CALL +91- 81304-90395
    WHATSAPP wa.me/+918130483395 or CALL +91- 81304-83395
    Between 11:00 AM to 5:30 PM only (Monday - Saturday)

  • @Lmfinder
    @Lmfinder 7 месяцев назад +7

    Sir mere mother's name RASHMITA ,unke addhar or voter id mein bt mere 10th,12th, graduation mein RASMITA kya kroon

  • @Manojpunfer
    @Manojpunfer Год назад +2

    Sir ji mere documents m mera mother ka name Laxmi Devi h,but meri mother ka name लिछमा देवी h, kya kre btao

  • @ChirangiAbhishek
    @ChirangiAbhishek 13 дней назад

    मेरी 1st class से लेकर 12th class तक की मेरी मार्कशीट में मेरी मम्मी का नाम सोमवती देवी है और मेरी मम्मी के डॉक्युमेंट्स में मेरी मम्मी का नाम सोमेती बैरवा है तो आगे jakar नौकरी में कोई dikkat है क्या
    Please sir batoo इसका क्या soluation है 🥺🥺🥺

  • @saketranjansingh7185
    @saketranjansingh7185 Год назад

    सर मेरा भाई बिहार एसएससी कर्मचारी का फॉर्म फिल्प किया है, उसमे एक मिस्टेक हो गया है, Ews में माता का नाम के लास्ट में देवी के जगह सिंह हो गया है, और 10th और 12th सर्टिफिकेट में नाम के लास्ट में देवी है, अब क्या होगा सर प्लीज रिप्लाई सर जी

    • @DocumentsAdvisor
      @DocumentsAdvisor  Год назад

      Sir aap correction wala gazette karva sakte hain
      Gazette karvane ke liye aap hamare office par contact kar sakte hain
      9871075159

  • @rit_ik_
    @rit_ik_ 3 года назад +5

    Kya sdm office public dealing ka liye open ho gye? Kal jo notice aaya h govt. Ka usme toh yhi bola h ki govt. Offices 50% capacity ka saath work karenge.

  • @mangludas1662
    @mangludas1662 Год назад +2

    Sir mere CBSE class 10 ki marksheet mai mother ka name RAIDHANI hai lekin dusre documents main RAIDHANI DAS hai aur mere school ke record main bhi DAS Nahi laga hai to mujhe kya gazette banana hoga. Aur banana hoga to kisme CENTRAL GAZETTE or CHANDIGARH GAZETTE.

  • @ShamshadAhmad-n7z
    @ShamshadAhmad-n7z 2 месяца назад

    Mother name change k Notary ka Affidavit mna kr rahe hai SDM ka affidavit ko bol rahe hai, to SDM ka affidavit kahi se bhi bnwaye chal jayega ya apne area ka hi SDM ka affidavit hi chalega... or aap kh rahe Notary ka affidavit chl jayega aesa kuch Gazette ki guidelines hai jisme likha ho SDM ka hi affidavit chalega Notary ka nhi or aesi koi guidelines hai jisme likha ho Notary ka affidavit valid hota hai mother name change k liye, kyuki Gazette office jata hu wo khte hai SDM ka affidavit leke aao or SDM k pass jata hu to wo khte hai Gazette k liye SDM ka affidavit nahi bnta

  • @s-struggle
    @s-struggle 2 года назад +1

    sir mera 8class se bsc par2 ducement me mother ka name galti hai sudhar ho jaega

    • @DocumentsAdvisor
      @DocumentsAdvisor  2 года назад

      Yes sir ho jayega
      More Quaries Contact No - 8130483395, 8130490395

  • @TanmayRaut-o2q
    @TanmayRaut-o2q 2 месяца назад +1

    Sir mere 10 th ke marksheet par mere mother ka name Durga hai our T C par Durgabai hai mai aabhi 12 th me hu board form submit kiya hai kya karu muze guide kare

  • @Nancy-sp1ek
    @Nancy-sp1ek 9 месяцев назад +3

    Sir maine job application me mummy ka name sunita devi h kyunki family id me sunita devi h or unke adhaar card me bhi sunita devi hi h
    Lekin mere saare documents me sirf sunita h
    To kya is baat ke liye affidavit se kaam chal jayega??
    Affidavit me kya likhvana chahiye
    Ki mere educational qualifications me name galat h
    Shi name sunita devi hi h???

    • @ERSK85
      @ERSK85 9 месяцев назад

      Hn

    • @veersingh4589
      @veersingh4589 19 дней назад

      Mera v same yahi case hai mere sare documents me mother k naam same hai or mother ka document me alag hai mere me Rita singh hai or mother k document me Rita devi hai

  • @akashchhetry3399
    @akashchhetry3399 Год назад

    Documents verification me affidavit accept krenge ya nhi yehi sbse badi daut he qki kisi vi students k liye wo job pane ki last stage hoti h, agr unhone affidavit accept nhi kiye to fir students ka sara mehnat khatam

    • @DocumentsAdvisor
      @DocumentsAdvisor  Год назад

      sir kabhi kabhi affidavit accept kar lete hain
      magar final solution gazette notification hi hai
      agar aapko gazette notification karvana ho to aap hamare office number par contact kar sakte hain 9871075159

    • @BhaktiDivaMandir_Official
      @BhaktiDivaMandir_Official 9 месяцев назад

      ​@@DocumentsAdvisorsir 12th mother name glt hai phir kya kre

  • @l.n.academy1290
    @l.n.academy1290 Год назад +2

    Mere 10th ICSE Board aur 12th CBSE Board ke marksheet me mere Mother ka nam Archana Mishra hai jabki unka real name Archana Choudhary hai jo unke Aadhar Card aur anya document me hai. So mai apne mother ka naam change karwana chahti hu. Mujhe kya karna hoga ?

  • @digi9269
    @digi9269 Год назад +2

    Mere saare educational certificates jo meri mother ka naam hai us naam ka koi identity proof ni hai unke pass doosre naam se hai?

  • @yogesh_jivane
    @yogesh_jivane 2 года назад +1

    sir mere 11th ke tc par meri maka ka naam galat aagya hai pahle thik tha or tc maine dusre collage me daal di hai ab mai kya kru

    • @DocumentsAdvisor
      @DocumentsAdvisor  2 года назад +1

      sir sabse pehle to aap apne concerned School ya College se baat kijiye agar vo affidavit lekar name correct kar dete hain to thik hai aur agar nahi karte hain tab aapko Gazette karvana hoga jisse aapka existing document valid mana jaye
      agar aapko gazette karvana ho to aap hamare office number par baat kar sakte hain
      9871075159

    • @yogesh_jivane
      @yogesh_jivane 2 года назад

      @@DocumentsAdvisor ok sir

  • @VinodKirtkar-u2s
    @VinodKirtkar-u2s 2 месяца назад

    सर अगर पहली मां का देहांत हो गया हो और पापा ने दुसरी शादी की हो तो माँ का नाम चेंज हो सकता है क्या क्यूकी इंग्लिश स्कूल मे माँ का नाम चेंज करने के लिए बोला है लेकिन सब डॉक्युमेंट तयार करके जिल्हा परिषद शिक्षण विभाग जाके आया तोंडाने मुझे बोला की मा का नाम चेंज नही कर सकते हो इसके लिए क्या करना होगा

  • @Ajay_9336
    @Ajay_9336 Год назад +1

    Sir mai up Board 2021 me 10th me parmote pass hua hu mere marksheet me father ke name to English me sahi hai Lakin hindi me ek matra galat hai jaise राजाराम के जगह राजराराम ho gya hai sir koi problem to nhi hogi plzz suggest me 🙏🙏🙏

  • @Anjali-os9xi
    @Anjali-os9xi 2 года назад +1

    Meri mark sheet mein mera mum papa ka sir name but unke I'd pr unke naam ke peeche Kumar and Devi hai toh kya isa document varification mein problem aa skti hai.

    • @mrponimusic4182
      @mrponimusic4182 2 года назад

      Same bhai

    • @DocumentsAdvisor
      @DocumentsAdvisor  2 года назад +1

      han ji mam aa sakti hai
      aapko correction wala gazette karvakar rakh lena chahiye
      usse aapki problem solve ho jayegi
      Gazette karvane ke liye aap hamare office number par call kar lijiye 9871075159

  • @Nitin7977op
    @Nitin7977op Год назад +1

    Sir 10th ki marksheet me mummy ka name prema hai aur 12 ki marksheet me perma pal hai to ise kaise sudhar sakte hai ya bina sudhare chal jayega

  • @rashmichauhan1103
    @rashmichauhan1103 Год назад +1

    Sir mera class 8th ki t.c mein father ka surname alg h jo galat h .. in class 9th board ragistration i change my father surname 10 th and 12th mein same h or wahi 12th ki t.c mein h and wahi chl rha h class 8th tak jo alag surname h woh aage chlke dikkat toh ni krega

  • @omgaikwad7875
    @omgaikwad7875 Год назад +3

    Sir mere mummy ke nam par spelling mistake hui hai 12th ke leaving certificate par..
    Usse koi problem to nahi aayega na?
    Ashwini tha mistake se Ashvini huaa hai

  • @Modiji2004
    @Modiji2004 2 года назад +1

    सर मेरे बच्चे के 10th (2022) मार्कशीट में मेरी पत्नी की नाम Pushplata के जगह Pushpalata है cbsc स्कूल रिकॉर्ड में भी है जबकि आधार कार्ड पैन आदि में pushplata है। ये कैसे सुधार हो सकता है।अगर cbsc सुधार नहीं किया तो क्या करें।कृपया बताएं सर।

    • @DocumentsAdvisor
      @DocumentsAdvisor  2 года назад

      SIr aap Correct krwa Skta hai agar isi year m pass out hua hai to..
      More Queries To Contact Us 8130483395 , 8130490395.

  • @priyankapatel7106
    @priyankapatel7106 Месяц назад

    Meri 10th ki markshet me father name dinesh kumar patel h jbki 12th me dinesh kumar hi h to koi problem to nhi hogi kya

  • @Anshuman.1
    @Anshuman.1 Год назад +2

    Mere 10th 12th pe mother ka surname same hai lekin NTA k site p wrong surename upload hua h to koi problem to nhi aayegi future m admission m

  • @abdussamadshaikh8115
    @abdussamadshaikh8115 Год назад +1

    State board mei bhi laagu hoga kya ye niyam???

  • @giniUniverse
    @giniUniverse Год назад

    Sir Mera high school se Prema se perbha ho Gaya tha to me 12+graduate+post graduate+PhD bhi usi Nam se koi problem to nahi hogi document verification me

  • @Abhishek-zx3uc
    @Abhishek-zx3uc Год назад +1

    Sir mere up board ke 10 ki marksheet me mother name MANO RAMA Aur 12 ki marksheet me mother Name MANORAMA hai aage chalkar koi dikkat to nhi hogi ya fir. Change karana padhega

  • @akash-kf4hy
    @akash-kf4hy Год назад

    Sir meri mother's name 10th ki marksheet me JAYDEVI hai but 12th ki marksheet me JAIDEVI Means Y ki jagah I ho Gaya hai to mujhe kya dikkat aa skti hai government job ke liye

  • @SanveRestart
    @SanveRestart 10 месяцев назад

    Sir mere sabhi documents mein mother ka naam Kamala Devi hain. Or meri mother ke document mein unka naam Kamla hai. Koi problem hogi kya

  • @harsitaparihar8558
    @harsitaparihar8558 3 месяца назад

    Sir meri mata ka name kaushliya devi h Document me or CET form me sirf kaushliya h to isse fark pdega kya aage ....please sir reply krna 🙏

  • @kanhaiyasain316
    @kanhaiyasain316 2 года назад +1

    Sir mene 10th 12th or B A Karli h or meri Mata ji ka naam mere documents m aksha h or mata ke documents m alag h to sir koi problem to nhi hogi or bakike gharbalo ke documents m mata k documents jesa hi h kebal mere documents m ye galti h to sir kya hoga

    • @DocumentsAdvisor
      @DocumentsAdvisor  2 года назад

      sir aap hamare office number par contact kar lijiye
      FOR QUERIES / SERVICE :
      WHATSAPP wa.me/+919871075159 or CALL +91-98710-75159
      WHATSAPP wa.me/+918130490395 or CALL +91- 81304-90395
      WHATSAPP wa.me/+918130483395 or CALL +91- 81304-83395
      Between 11:00 AM to 5:30 PM only (Monday - Saturday)

    • @ramanuj8491
      @ramanuj8491 2 года назад

      Same problem document verification koi problem hogi kya

    • @shakshisingh3998
      @shakshisingh3998 8 месяцев назад

      Mila aapko solution??

  • @VivekSharma-rj5wp
    @VivekSharma-rj5wp 2 года назад

    Sir meri 10th marksheet me correction krwana he. 10 ki marksheet. Govt school se 2001 ki he... Ye correct ho payega kya.?

    • @DocumentsAdvisor
      @DocumentsAdvisor  2 года назад

      Sir after gazette notification Correct krwana padega aapko aur vo CBSE walo pr depend krta hjai ki vo karenge ki nhi.

    • @VivekSharma-rj5wp
      @VivekSharma-rj5wp 2 года назад

      @@DocumentsAdvisor Thank you so much sir for reply. 🙏🏻
      Actually vo CBSE se nhi tha.. Mera 10 MP Bord (Madhya Pradesh State board ) se he. Or school government tha. To possible he kya correction hone ka

  • @mohdakaramraza2758
    @mohdakaramraza2758 11 месяцев назад

    sir jaise mere fther ka surname galat ho wo kese thik karwayen

  • @harshrajput6762
    @harshrajput6762 3 года назад +11

    Sir Mene 10th Cbse board 2018-2019 se Kiya hi name correction karna hi.. School se mana kr diya hi..sir AAP krva dijiye plz...

    • @DocumentsAdvisor
      @DocumentsAdvisor  3 года назад +5

      Ham Gazette Notification karvane me help kar sakte hai
      Gazette Notification ke baad aapko concerned Board me hi contact karna hoga
      Gazette Karvane ke liye aap hamare office number par contact kar sakte hain
      9871075159

    • @supandeep2759
      @supandeep2759 2 года назад +4

      Hlo sir meri mother ka name 10th 12 th b.a ki DMC me Kulvinder Kaur h
      Lekin b.ed ki DMC me v ki jagh w kar diya
      Ab koi problem hogi kya Shi kaise kraaye
      🙏🙏

    • @a.sshorts6390
      @a.sshorts6390 2 года назад +1

      Sir same problem here sir koi solution btaiye plzz..

    • @DeepakYadav-wy1cj
      @DeepakYadav-wy1cj Год назад

      Same here

    • @nehajaggi3053
      @nehajaggi3053 Год назад +1

      Sir meri 10th DMC main mother's name Darshana Kumari hai but 12th main Darshna Kumari hai .tho wo ekk spelling mistake k liya bhi gazette banwan padhe ga

  • @AnuragSingh-qd1rx
    @AnuragSingh-qd1rx 2 года назад +1

    Sir kya name ki problem kewal govt.job me hi n ayengi otherwise koe dikkat to nhi hogi n

  • @shubhamyadav2780
    @shubhamyadav2780 6 месяцев назад

    Sir mere 10 aur 12 dono marksheet pe mother ka name SHILA DEVI hai aur mete mother ke adharcard me sirf SHILA hai kya karu sir cbse se pass out hu cbse bolta hai error correct karna mera problem nhi hai reply please sir

  • @AllAboutTruth98754
    @AllAboutTruth98754 Год назад

    Sir ji meri mummy ka registration form mein high school ke registration mein Aradhna hai but aadhar mein Aradhana likha hai toh pehle registeration list mein sahi kiya tha fir eahi aaya toh unhone kaha agar apne dahi kiya hoga toh marksheet mein aayega koi problem toh nhi hai sir ji?

    • @DocumentsAdvisor
      @DocumentsAdvisor  Год назад

      sir aap direct apne educational board se contact kijiye
      aur vaha jaakar baat kijiye
      agar vo normaly thik kar dete hain to thik hai
      ya to fir aapko gazette notification karvana hoga jisse aap apni mother ka naam correct karva sakte hain
      gazette notification karvana ho to aap hamare office number par contact kar sakte hain
      9871075159

  • @_miiitthun
    @_miiitthun Год назад

    Hello sir ji mere mother ka name jhumka hai but mere 10th and 12th me mother ka name sukhma hai to job lag sakti hai ki nhi please reply sir ji

  • @simiaulakh3104
    @simiaulakh3104 Год назад

    Hllo sir meri beti k 10 nd +2 mai mother name glt ho gya tha sir hmne gjt bna lya h ab hm kya kre or Kitna time lg skta h

  • @nagendrasinghpanwar7706
    @nagendrasinghpanwar7706 5 месяцев назад

    सर मेरे 10th or twelth me mother name to same he but unki jo job lagi hui he unme unka sarname pihar paksh ka laga hua or mere document me unke naam k piche mere father ka jo sarname he wo laga hua to koi dikkat aati he kya plz advice ...name same he sirf sarname change he

    • @DocumentsAdvisor
      @DocumentsAdvisor  5 месяцев назад +1

      Aap office timing me hamare office number par call kar lijiye aapki Puri sahayaata ki jayegi
      9871075159

    • @nagendrasinghpanwar7706
      @nagendrasinghpanwar7706 5 месяцев назад

      @@DocumentsAdvisor थैंक्स sir

  • @Divyanshgupta98
    @Divyanshgupta98 3 месяца назад

    Sare document sahi par affidavit me mother name galat ho gai school ke admition ho gai affidavit kaise thik kare sir

  • @prashantbhagat8617
    @prashantbhagat8617 2 года назад

    Sir meri mother ka 10th certificate me name Nutan devi hai... Or 12 , graduation me nutan bhagat hai....surname change karana hai...devi se bhagat par ho ni Raha . 10 pass kiye hue 10 yrs ho gya...to gazette bana lenge to valid rahega na....

    • @DocumentsAdvisor
      @DocumentsAdvisor  2 года назад

      Ji sir bilkul valid rahega ..
      More Queries To Contact Us 8130483395 , 8130490395.

  • @PankajKumar-nz7pm
    @PankajKumar-nz7pm 2 года назад

    Sir mera 10th and 12th mai mother ka name kalat hai or birth certificate mai be galat hai esko kase dek karbaye

    • @PankajKumar-nz7pm
      @PankajKumar-nz7pm 2 года назад

      Pls really

    • @DocumentsAdvisor
      @DocumentsAdvisor  2 года назад

      Yes sir aapko gazette krwana hai vrna aapko aage chal kar problem ho skti hai

    • @DocumentsAdvisor
      @DocumentsAdvisor  2 года назад

      Sir aapko gazette notification krwana hoga correction ka ...
      More Queries To Contact Us 8130483395 , 8130490395.

  • @prepareforselection2386
    @prepareforselection2386 Год назад +1

    Mere 10th ke certificate me (Bihar board) mother name - SANJU JHA hai nd sabhi jagah pe Maine yahi daala hua hai but mothe ke aadhar card yand other documents me SANJU DEVI hai. Kya isse issue ho sakta hai.

  • @karishmarana4600
    @karishmarana4600 2 года назад

    Sir meri mom ka n ame 10th main pushpa hai or +2 main pushpa devi hai or unka sahi name pushpa hai bss to es case main kya kiya jaye please reply 🙏

    • @DocumentsAdvisor
      @DocumentsAdvisor  2 года назад

      Sir aap mother ke shi name ka Correction Ka gazette notification krwa lijiye..
      If you required gazette Notification To Contact Us - 8130483395, 8130490395

  • @junglesafari13
    @junglesafari13 Месяц назад

    sir mera sare doc me meri ka name dharmawati devi hai aur ccc me dharmawati singh ho gaya hai kya karu mai

  • @syedshahzebhasan9652
    @syedshahzebhasan9652 10 месяцев назад +1

    Hello sir,Good evening
    Sir Mera sawal hai Agar mere bachcho ke Birth certificate mein meri first wife ka naam hai but hamara divorce ho gaya hai to mere bachchon ka passport kaise banega aur usme unki current mother ka naam dalega ya fir real mother ka?

  • @apsrasingh7325
    @apsrasingh7325 3 года назад +1

    Sir mera 10th 2013 me kiya to ab kya kr skte hai srf gazette bnwa lene se kam hoga??
    State board change nhi kr rha?

    • @DocumentsAdvisor
      @DocumentsAdvisor  3 года назад +1

      han ji aap gazette karva lijiye
      vaise state board bhi change karnege ab kyunki court ke order aa chuke hain
      FOR QUERIES / SERVICE :
      WHATSAPP wa.me/+919871075159 or CALL +91-98710-75159
      WHATSAPP wa.me/+918130490395 or CALL +91- 81304-90395
      WHATSAPP wa.me/+918130483395 or CALL +91- 81304-83395
      Between 11:00 AM to 5:30 PM only (Monday - Saturday)

  • @divyakumari8185
    @divyakumari8185 2 года назад

    Mere pure education documents me or passport me meri mother ka title Sinha h or meri mother k sare documents me unka title Devi h to isse kya mujhe aage paresani hogi?

    • @DocumentsAdvisor
      @DocumentsAdvisor  2 года назад

      Yes Sir bilkul hogi document verification ke time par.
      More Queries To Contact Us 8130483395 , 8130490395.

    • @shakshisingh3998
      @shakshisingh3998 8 месяцев назад

      Aapko koi solution mila??

    • @divyakumari8185
      @divyakumari8185 8 месяцев назад

      ​@@shakshisingh3998ha ek advocate se apni mother ki adhar card or apne sare educational passing date ko bata di ki dono person same hi h ka affidavit banwai thi. I hope it will help you 😊

  • @Nail_Artistry.
    @Nail_Artistry. 10 месяцев назад +1

    Sir mere mummy ka naam Pramila par mere sare documents par Pratibha add hu hai par mere birth certificate par naam pramila he hai to kya mai name change kar sakte hu mummy ka documents par

  • @vinayakhansda-xj2pw
    @vinayakhansda-xj2pw Год назад

    Sir mother ka naam change karna hai hoga kiya nahi hoga meri mother ka name marksheet main arati kisku hai badhal kar sunita tudu kar wana hai kiya salution hoga sir

  • @Satyamgupta-xm1xu
    @Satyamgupta-xm1xu 2 года назад +1

    Sir punjab school certificate me +2naam father name galt no gaya hai kya kre/court se sahi ho sakta hai?

  • @madhutomar119
    @madhutomar119 Год назад

    Plz sir help
    Sir meri 10th Mai mmy ka name glt h or sabi Mai thik h
    10 kiye 10 saal ho gye h
    Abhi government job nursing ki tyari kar rhi hu
    Abhi form fill krte time ye baat note Hui h
    Kaise krvaye thik

    • @DocumentsAdvisor
      @DocumentsAdvisor  Год назад +1

      aap correction wala gazette jise public notice wala gazette bhi kehte hain, vo karva lijiye jisse jab aapke documents ka verification hoga tab aapko pareshani nahi hogi
      gazette notification karvane ke liye aap hamare office number par baat kar sakte hain
      9871075159

  • @RahulKumar-ic7vd
    @RahulKumar-ic7vd 2 года назад

    Sir mere sare 10 ,12aur graduation mai e meri mummy ka naam suraj Mani hai lekin reality mai mummy ka Surya Mani hai toh mujhe domisel banyana hai toh kis naam se banyauu mai affidavit de dunga koi problem hai please btayee ??

  • @xenoash2143
    @xenoash2143 2 года назад +2

    Sir mere 10th ki marksheet mai mother ka name kiran yadav hai or unke aadhar card ka naam kiran hai issey koi prblm hogi kya

    • @DocumentsAdvisor
      @DocumentsAdvisor  2 года назад

      sir aap kis tarah ki problem ki baat kar rahe hain

    • @Its_movies_world4
      @Its_movies_world4 2 года назад

      @@DocumentsAdvisor sir hamare 10th aur 12 dono marksheet me mata pita ka name galat ho gya hai maine addmission ke pehle dhyaan nhi diya tha kaise correction karaayen

  • @Nzi98
    @Nzi98 Год назад

    Sir mere 10th or 12th me mother name thik h but graduation marksheet mothe name me spelling error h
    Meri railway me joining h isse problem hogi kya sir

    • @DocumentsAdvisor
      @DocumentsAdvisor  Год назад

      aap correction ya public notice wala gazette karva lijiye aapko problem nahi hogi
      gazette karvane ke liye aap hamare office number par baat kar sakte hain
      9871075159

  • @ashish7195
    @ashish7195 2 года назад +1

    सर ji मेरी all docomemt मे मेरी माँ का नाम vimla है but मेरी माँ के docomemt मे मेरी माँ का नाम बिमला है क्या मुझे दिकत है docommet वेरिफिकेशन मे 🙏🙏

  • @marotivahinde5706
    @marotivahinde5706 Год назад +2

    Hello sir,
    Meri mother ka name pahile se hi nickname he jab ki mere mother ka name kuch or hi h . Kay ise thik kiya ja sakata he ?
    Or 10th ki marksheet me galat ho gaya he to me ab kya karu please help meri 10th ki exam 2022 me hui hai.

  • @TALLAH_ANSARI
    @TALLAH_ANSARI 9 месяцев назад

    Sir mera 12th certificate meri maa ka title Khatoon likha hua aur 10th mein Khatun likha ye kaise thik hoga sirf title mein ek alphabet se galti hai

  • @samirsk2807
    @samirsk2807 8 месяцев назад

    Sir help me, Meri Mummy ka name Meri 1st class se Graduation tak shamim bi likha hai, meri mummy ki LC aayi abhi to usme MUNNI BI likha hai, ab main kya karu😢😢😢😢😢😢😢😢😢

    • @DocumentsAdvisor
      @DocumentsAdvisor  8 месяцев назад

      Aap Gazette notification karvakar eductional document me apni mummy ka naam change karva sakte hain
      gazette notification karvane ke liye aap hamare office me contact kar sakte hain
      9871075159

    • @samirsk2807
      @samirsk2807 8 месяцев назад

      @@DocumentsAdvisor ok sir

  • @rajnishkumar3216
    @rajnishkumar3216 Месяц назад

    Sir mera mtrx me mther ka nme vimala devi aur inter me vimal devi hai
    Aur father ka adhar card me girdhari thakur h. inter matric me girdhari sharma h...sir plz help me

  • @ix__kudxn
    @ix__kudxn 7 месяцев назад

    Sir mother name wrong hai .
    Iss process mai bina birth certificate se correction sahe hoga

    • @DocumentsAdvisor
      @DocumentsAdvisor  7 месяцев назад

      Aapka sawaal samajh nahi aaya sir
      Aap hamaare office number par baat kar lijiye aapki baat samajh ke aapke sawaalo ka jawaab de Diya jayega sir
      Office number 9871075159

  • @surajkharol1757
    @surajkharol1757 2 года назад

    Sir ... Mere 10 or 12 dono mere mother ka naam sem he. But jan aadhar card me name ke aage devi lga rka he to document very fiction me chl jayga kya plz reply.. Sir..

    • @DocumentsAdvisor
      @DocumentsAdvisor  2 года назад

      Sir aapko problem ho sakti hai
      aapko iske liye correction wala gazette karva lena chahiye
      usse aapki problem solve ho jayegi
      gazette karvane ke liye aap hamare office me contact kar sakte hain
      9871075159

  • @mravis
    @mravis Год назад

    sir reply jarur dena me rajasthan me study karti thi or 12th pura 2020 ho gyaa he me nepal me aagai hu to mother father ke name mistake ke karan me admission nhi kar pa rhi hu to kyaa kar sakte he

  • @SoloMolo-sc2zi
    @SoloMolo-sc2zi Год назад

    Sir mere mom ka Naam mere sare Documents mai same hai. Lekin mere mom ki jo personal documents ki sath name spelling match nai hai. Kya karu

    • @DocumentsAdvisor
      @DocumentsAdvisor  Год назад

      Aap correction wala gazette notification karva lijiye
      Usse apka existing birth documents hi valid ho jayenge
      Gazette karvane ke liye aap hamare office number par call kar sakte hain
      9871075159

  • @kishorwankhade3234
    @kishorwankhade3234 2 года назад

    Sir please tell me mere beti ke TC pe mother Ka name change krwana ho to school krwake de rha to Kya kre sir

  • @shaileshkumar-rd4gl
    @shaileshkumar-rd4gl Год назад

    Sir Mera bhi Thora mestek ho gaya hai sir dikat to nahi hoga sir

  • @ajwantipainkra8069
    @ajwantipainkra8069 5 месяцев назад

    Sir mera mata ka name 12th me galt ho gya h school ke teacher ko Sara document diye h sanshodhan ho gya h bolte h 2 saal hone wala h abhi tk mera rejalt n mila h sir eske wajah se mera study ruk gya h sir kaise kre koi upaye btaiye plz 🙏😢😢😢

    • @DocumentsAdvisor
      @DocumentsAdvisor  4 месяца назад

      Sir gazette karvakar education department me jaiye
      Name correction ho jayega
      Gazette publish karvane ke liye aap hamare office number par baat kar sakte hain 9871075159

  • @pratimameshram-ol9gv
    @pratimameshram-ol9gv Год назад +1

    Respected sir, meri 10th aur 12th marksheet me papa ka naam jaydeo hai but papa aur family me sabke documents me jaydev hai to future me varification ke time koi problem aa Sakti hai kya? sir please.abhi mai ssc ki tayari kar rhi hu

  • @ajaysharma3768
    @ajaysharma3768 2 года назад

    Sir mere 10th marksheet me mother's name Mamta Devi hai par 12th ki marksheet me sirf Mamta likha hua hai aur board ne correct krne se mna kr diya hai.ab mai kya Kru mera document verification hai SSC chsl ka.please help

    • @DocumentsAdvisor
      @DocumentsAdvisor  2 года назад

      aap Public Notice (Correction) ka Gazette Notification publish karva lijiye
      aapko koi problem nahi ayegi Document Verification ke time par
      Gazette karvane ke liye aap hamare office number par baat kar sakte hain
      9871075159

    • @yajnatech
      @yajnatech 2 года назад

      Bhai kuchh solution mila

    • @yajnatech
      @yajnatech 2 года назад

      Kuchh solution mila bhai

    • @ajaysharma3768
      @ajaysharma3768 2 года назад

      @@yajnatech Ha bhai gazette se koi problem nahi aayegi

    • @yajnatech
      @yajnatech 2 года назад

      Affidavit se kaam nhi chlega

  • @ankitjaiswal6643
    @ankitjaiswal6643 2 года назад

    Sir meri didi ke BTC wale marksheet me papa ke naam ke saath PRASAD aa gya hai jabki
    Na to high-school me , na intermediate me , na graduation me , aur na hi up tet , ctet me bas BTC wale me papa ke naam ke saath mistake ho gya hai please bataye sir koi problem to nhi hoga government documents verification me
    Kyuki ham log PNP prayagraj me Gaye the to bole ki PRASAD nhi hatega to sir kya kare ham please reply me

    • @DocumentsAdvisor
      @DocumentsAdvisor  2 года назад

      sir aap name correction wala gazette notification karva lijiye aapko usse problem nahi ayegi
      gazette karvane ke liye aap hamare office number par baat kar lijiye
      9871075159

  • @NidhiUniverse1
    @NidhiUniverse1 2 года назад +1

    Sir ...mere 10 th aur 12th me father name Pradeep singh hai..
    Baaki sare certificate me Pradeep kumar singh hai to document verification me problem ho sakti hai kya

    • @DocumentsAdvisor
      @DocumentsAdvisor  2 года назад

      han ji ho sakti hai problem

    • @NidhiUniverse1
      @NidhiUniverse1 2 года назад

      @@DocumentsAdvisor
      Sir kya upay hai iska

    • @supandeep2759
      @supandeep2759 2 года назад

      Hlo sir meri mother ka name 10th 12 th b.a ki DMC me Kulvinder Kaur h
      Lekin b.ed ki DMC me v ki jagh w kar diya
      Ab koi problem hogi kya Shi kaise kraaye
      🙏🙏

    • @supandeep2759
      @supandeep2759 2 года назад

      Hlo sir meri mother ka name 10th 12 th b.a ki DMC me Kulvinder Kaur h
      Lekin b.ed ki DMC me v ki jagh w kar diya
      Ab koi problem hogi kya Shi kaise kraaye
      🙏🙏

  • @nainakatariya6359
    @nainakatariya6359 2 года назад

    Sir mere graduation ke 1St year se hi mother's name glt h ab graduation final v ho gya ab thik kaise krwaun

    • @DocumentsAdvisor
      @DocumentsAdvisor  2 года назад

      Sir correction Ka gazette krwa lijiye usse verify ho jaya karega aapke education documents

  • @rani_090
    @rani_090 Год назад

    Sir, mera dummy registration card me mother surname and caste category incorrect hai usko kaise sahi krna chahiye

  • @Mohitkumar-y5t5b
    @Mohitkumar-y5t5b 8 месяцев назад

    Sir meri Mmumy ka name ahar card me glat dal gya jisse meri 10th aur 12th ki marksheet me bhii wo hi galat nam dal gya hai jisse mije abb iti , scholarship ke form nahi bhar pare hai pls sir muje bata do abb me kiya kru. 😖😣😞😞

    • @DocumentsAdvisor
      @DocumentsAdvisor  7 месяцев назад

      Sir aap gazette notification karva lijiye isse aapki problem solve ho jayegi
      Jyada jaankari ke liye aap hamare office number par baat kar sakte hain 9871075159

  • @KKKKKKKK07
    @KKKKKKKK07 2 года назад

    Sir mmy ka name 10th me Santosh devi hai baaki sb documents me only Santosh h sir ye devi kese htega

    • @DocumentsAdvisor
      @DocumentsAdvisor  2 года назад

      aapki mother ka actual name kya hai ??
      Contact Us - 8130483395, 8130490395

  • @Devbhoomi0730
    @Devbhoomi0730 Год назад

    Sir mene 10th mei mother name sheela devi hai lekin +2 or graduation mei sheela hai jbki sheela devi nhi hai to kya mujhe problem hogi gov job mei

    • @DocumentsAdvisor
      @DocumentsAdvisor  Год назад

      aapko correction ka gazette karvana chahiye jisse aapko baad me kisi samsya ka samna na karna pade
      aap gazette karvane ke liye hamare office number par baat kar sakte hain
      9871075159

  • @vishvdipmuneshwar3721
    @vishvdipmuneshwar3721 Год назад

    Ssc पर मेरा नाम Vishwadip हे और ऑल ऑदर डॉक्युमेंट पर मेरा नाम Vishvdip हे तू एसीसी की स्पेलिंग माय बदलना चाहता हूं क्योंकी और अदर ऑल डॉक्युमेंट की स्पेलिंग बदलना बहुत मुश्किल है मैने गॅझेट मी अप्लाय किया था तो गॅझेट मे रिजेक्ट किया है एफिडेविट या अदर कोई सोल्युशन है या नही प्लीज रिप्लाय मी सर काइंडली?

  • @RohitPatel-lg1ir
    @RohitPatel-lg1ir Год назад

    Sir ,
    Meri mother ka name kamla devi class 10th me 2008 me pass out kiya but 12th me mother name kamla patel ho gya sir 2010 me sir kaise cange karwaya jaye sirf 12th ki marksheet me up board

  • @affanhusainsiddiqui8249
    @affanhusainsiddiqui8249 2 года назад

    Sir meri bca ki marksheet me mother name me correction krwani to kya process hoga sir

  • @mamtachoudhary5498
    @mamtachoudhary5498 2 года назад

    Sir meri mother ka name Kamla Devi h or mere all documents me mother name Kamla Devi hi h but degree me kamala Devi h sir ....to govt job document verification me dikat aayegi ya nhi ya kya kare thik krwane ke liye

    • @DocumentsAdvisor
      @DocumentsAdvisor  2 года назад

      Aap Public Notice (Correction) ka Gazette karva lijiye
      usse aapko problem nahi ayegi
      Gazette karvane ke liye aap hamare office number par baat kar sakte hain
      9871075159

  • @03bindunahar
    @03bindunahar Год назад

    Sir meri 10th,12th certificate aur graduation degree me meri mmy ka naam Meena h ,,, lekin ab job se related form fill krne prr parivar pehchan Patra se attached hone ki vajah se already Meena devi filled ho jata hh... Kya muje meri educational documents me mmy ka naam change krvane ki need h ??

  • @Deepakkumar-fc5zz
    @Deepakkumar-fc5zz Год назад

    Sir Mayra 10 th ma mother name RANJU ha or 12 th ma RANJU DEVI tho ky muzay change karana hoga ya fir sirf court sa affedefit sa kaam chal jayega

    • @fmstatus66
      @fmstatus66 10 месяцев назад

      Bhai tera kaise thik hua

  • @PoojaSingh-xe5od
    @PoojaSingh-xe5od 10 месяцев назад

    Sir mra 10 class se leke Bsc+Msc+ bed degree m mother nam galat likha h,.... Jo bat ap bta rhe ho agr, vo process complete hojta h to .... Mujhe age PHD krne h to uske marksheet m already MOTHER NAME shi likha aye ga???? Pls reply

  • @Amanprakash868
    @Amanprakash868 2 года назад

    Sir mere sare document me mother ka naam rama devi he
    But abi cast certificate banbaya to osme mother ka naam only *Rama* he
    Kya koi problem aaskti he
    Or me government job ke lie form bhar rha hu
    Pls reply

    • @DocumentsAdvisor
      @DocumentsAdvisor  2 года назад

      Hnji sir documents verification main problem ho skti hai
      Jb aap Cast certificate use karoge tb

    • @sharwanlalvishnoi3957
      @sharwanlalvishnoi3957 Год назад +1

      Bhai aapne kya kiya

    • @Amanprakash868
      @Amanprakash868 Год назад

      @@sharwanlalvishnoi3957 kyo kya hua bhai

    • @sharwanlalvishnoi3957
      @sharwanlalvishnoi3957 Год назад

      @@Amanprakash868 education certificate me mother name alag hai or rasan card aadhar card me dusra hai to kya karna 3

    • @Amanprakash868
      @Amanprakash868 Год назад

      @@sharwanlalvishnoi3957 kuch nhi kra bhai esse hi bhar dia form mene to

  • @rajtiwari957
    @rajtiwari957 2 года назад +2

    Meri mother ka name ramkumar hai per humesha Rajkumar ker dete the is chakkar me 10th ,12th , graduation, post graduation me Galt name hi chal raha h mai kya karu

    • @Sunita-oj7jw
      @Sunita-oj7jw 7 месяцев назад

      Same mere sath bhi yahi hai sabhi documents m mummy ka galat naam hi chla h kya isse m change karvau ya ese e continue kru what should i do?

  • @RVSoren
    @RVSoren 2 месяца назад

    Sir mere 10th class ke admit card me meri mummy ka naam me Devi ke jagah Kumari kar diya gaya hai ise kaise thik kare mai abhi 11th class me hu please sir registration se pahle mere question ka answer send kijiye taki me jaldi thik kar paungi

  • @ritik4807
    @ritik4807 5 месяцев назад

    Sir mere document me father name chenaram he all documents but mere father ka naam aadhar me chainram sirf spelling mistake he kya karu

    • @DocumentsAdvisor
      @DocumentsAdvisor  5 месяцев назад

      Aap office timing me hamare office number par call kar lijiye aapki Puri sahayaata ki jayegi
      9871075159

  • @svmp289
    @svmp289 Год назад

    Sir mera sscgd jb form bhara tha mother name anita devi ho gya h aur marksheet me nayak kya hoga Doucement verification me pls reply kre

    • @diven6972
      @diven6972 Год назад

      Kya apne affidavit kraya

  • @sanniyadav999
    @sanniyadav999 Год назад

    Sir mere mata ka naam English me sundari Devi hai lekin hindi me kewal sunari hi hai to koi dikkat hogi

  • @motivationalv284
    @motivationalv284 Год назад

    Sir agr 12th school name galat ho jaye toh kya form reject ho jayega baki sab details shi h

    • @DocumentsAdvisor
      @DocumentsAdvisor  Год назад

      sir its totally depend on that officer who will verify your documents
      aap chahe to iske support ke liye correction wala gazette notification karva sakte hain
      gazette karvane ke liye aap hamare office number par baat kar sakte hain
      9871075159

  • @nehavarma9425
    @nehavarma9425 Год назад

    Gazette kiske liye bana hoga mom k name ka ya baache ke name ka

    • @DocumentsAdvisor
      @DocumentsAdvisor  11 месяцев назад

      Agar baccha 18 above hai to bacche ke behalf pe Banega agar baccha 18 years old se kam hai to mother ke behalf pe Banega or vo minor case me aaega aap ko koyi bi problem hai to aap Hume call kar sakte hai sir

  • @hasanrabbani1964
    @hasanrabbani1964 2 года назад +1

    Sir mere ctet certificate mei mothers name mei ek letter ka mistake h kya 7th phase bahali mei dikkat hogi ? plz koi solution btaye

    • @rashmirai2273
      @rashmirai2273 2 года назад +1

      Hua aapka theek

    • @hasanrabbani1964
      @hasanrabbani1964 2 года назад

      @@rashmirai2273 maine affidavit bna liya h

    • @DocumentsAdvisor
      @DocumentsAdvisor  2 года назад

      agar problem hogi to aapko gazette karvana hoga
      mere kaafi clients ne aisa kiya hai jinka DSSSB me aa gaya tha
      unse vaha Central Gazette Notification ki demand ki gayi thi
      unhone mujhse gazette karvaya aur unka ho gaya
      agar aapko gazette notification karvana ho to aap hamare office number par contact kar sakte hain
      9871075159

  • @missnilufa1744
    @missnilufa1744 2 месяца назад

    Sir in all my documents(A-Z) my father name is -Nizam
    But in my father's documents his name is - Nijam,
    Will it create problem in future?

  • @khansadaa28
    @khansadaa28 Год назад

    Sir papa ka name mere sare document pr same hi h bas unke documntes pr ek spelling alg h,
    Meri mummy ka sirname mere 10th and 12th ke document pr alg alg h, mera Bseb board hai ye kaise thik hoga????? 😢

  • @Aspirant12-p5z
    @Aspirant12-p5z 11 месяцев назад

    Hi sir...meri 10th 12th me mother name me surname ki spelling m ek letter aage piche ho gaya hai...or mene graduation pg m sab me sahi surname chalaya hai ...ab document verification hona h govt job k liye...to m 10th 12th me change krwa ke sahi spelling krway..ya fir graduation m University se 10th k hisab se glt spelling hi chlne du... please help ..mera DV govt job ka .m bhut confuse hu please help me 😢

  • @S_R_k_khan9090
    @S_R_k_khan9090 6 месяцев назад

    Sir up bord ki marksheet me bhi kara sakte hai gajat duara

  • @g1anyaa
    @g1anyaa Год назад +1

    I have put the title of my mother's name first in my Cuet form and whereas it's opposite in my class 10 and 12 marksheet?so what should I do?Should I put the name according to my class 10&12 marksheet or my Cuet form??and would this affect me in any ways??
    Pls respond I have been stressing out a lot because of this

  • @aswkole0
    @aswkole0 2 года назад

    Aaj se 40 yrs pehle Mother's name ki entry nehi hoti thi school certificate me lekin aaj ish ki jarurat par rahi hai, kaise proof karoon is halat me Mother's name?

    • @DocumentsAdvisor
      @DocumentsAdvisor  2 года назад

      Sir birth certificate Hoga ya fir passport..
      More Queries To Contact Us 8130483395 , 8130490395.

  • @dhimandamini2743
    @dhimandamini2743 2 года назад

    Hlo sir mera sara documents birth 10 12 degree sb ma mother name glt h kya kre

    • @DocumentsAdvisor
      @DocumentsAdvisor  2 года назад

      sir aap public notice ya correction wala gazette karva lijiye
      usse aapki job vagairah me help ho jayegi
      gazette karvane ke liye aap hamare office number par contact kar sakte hain
      9871075159