Sabhi Negative hi bolte hai Hero ke baare me. Tabhi to Hero sabse jyada Bike sale karta hai. No1 two wheeler manufacture company hai. Mere paas bs6 wali super Splendor hai. Koi problem nahi. 66 ka mileage dete hai city me.
मेरा मार्गदर्शन करें। प्लेटिना टॉप मॉडल और सुपर स्प्लेंडर में कौनसी लेनी चाहिए। इंजन पावर, माइलेज में काफी फर्क है। लेकिन ऑनरोड प्राइस में केवल 4000 हजार का अंतर है।
Platina koe bhi ho uska back breking drum 110mm ka jo utna accha nahi hai Ha par big family top milage ke liye platina best hai 👉Super splendor Yah speed ke liye best hai par eska aawaj accha nahi lagta hai Platina ki tulna me esme jyada fiber body meterial and pannels hai jo bad me awaj karenge
Single press mein ye bike start ho jati hai...band ho gyi...😂😂😂yhi ye bike lene ka mood spoil ho gya...itne hi der me brand new bike 2 baar band ho gyi..
Hero Ki Sari BS6 Mai Problem Hai Engine Smooth ni Hai Starting Problem hai Dikkat Bhut hai Hero ki FI Bikes Mai. i3S System Bekar Hai Usko Hata k Kill Switch Dena Chahiye
@@SunilKumar-pl8hn Honda,Yamaha,Suzuki Kyu Ki Japanese Pehle se Hi FI Pe Work Karte Aa Rahe Hai Yamaha ne R15 2008 Mai Launch Kia Tha FI Engine k Saath Honda ne CBR ne 90s mai hi Suzuki Bhi Gixxer Mai Badhiya Engine Deti Hai But Commutter Bike Mai Yamaha Aur Suzuki K Pass Kuch ni Hai Isliye Aankh Band kar k Honda Shine Ya Sp Lelo Aur Agar Indian Brand Hi Lena Hai Toh TVS Ya Bajaj Ka Bikes Lelo Hero Bekar FI System Deta Hai
Bro Meri Mano To Pulser Or Super Splendor Best Hai
Yeh Glamour Raider Show Baazi Zyada Hai
Sabhi Negative hi bolte hai Hero ke baare me. Tabhi to Hero sabse jyada Bike sale karta hai. No1 two wheeler manufacture company hai.
Mere paas bs6 wali super Splendor hai. Koi problem nahi.
66 ka mileage dete hai city me.
Pillion k sath chalaya kabhi front tyre Puri grip lose krdeta h
Old wali super Splendor ka look bahut achcha tha
Yeh Hain India Ka hero's
Which one is better for city and occasional highway rides.. Hero super splendor or honda unicorn?
Honda unicorn
मेरा मार्गदर्शन करें। प्लेटिना टॉप मॉडल और सुपर स्प्लेंडर में कौनसी लेनी चाहिए। इंजन पावर, माइलेज में काफी फर्क है। लेकिन ऑनरोड प्राइस में केवल 4000 हजार का अंतर है।
Konsi bike li
Platina koe bhi ho uska back breking drum 110mm ka jo utna accha nahi hai
Ha par big family top milage ke liye platina best hai
👉Super splendor
Yah speed ke liye best hai par eska aawaj accha nahi lagta hai
Platina ki tulna me esme jyada fiber body meterial and pannels hai jo bad me awaj karenge
Bhai app konsi gear me chall raheho
Single press mein ye bike start ho jati hai...band ho gyi...😂😂😂yhi ye bike lene ka mood spoil ho gya...itne hi der me brand new bike 2 baar band ho gyi..
oh Bhai Kya Review banaya .🙏. Dubey ji kal Apni Inova Bech k Super Splendor Le liye 🧑🦼
Bs6 bike bekar hai giar fhas jata hai..por mileage bahut accha hai
Dada mileage ?
Ha bhi best he Mane bhi lele hai badiya hai bhai yahi colour leya hai canvas black 🖤🥀😘
Mileage kitna deti hai?
मुझे पसंद है ये bike best bike है व्विलेज में मस्त चलती है मिलेंगे 60 से 65 के बिच मिल रहा है
Hero Ki Sari BS6 Mai Problem Hai
Engine Smooth ni Hai
Starting Problem hai
Dikkat Bhut hai Hero ki FI Bikes Mai.
i3S System Bekar Hai Usko Hata k Kill Switch Dena Chahiye
Bilkul bhai aap bilkul sahi keh rhe ho hero ke gadi bekar hai 🤮🤮
6.16 par jo jhatke aaye hai uska comparison karo shine ke sath same speed par.
Dada amr hight 4 fit 10 inch ami hero super splendor bike a ki nagal pabo vlo kore
Hero Splendor plus BS 6 bike lelo Bhai
Mra bi super splender
Bro xtech version kab launçh hoga.....
Purana wala super splendor bike accha hai.....
भाई शाइन को हरा ई क्या ❤
Gajab video
thanks bro
Kill switch dena chaiye hero ko kal hi lelunga super splendor ko 13s hata dena chaiye
If this bike launch in xtec then it will be big game changer for other motorbike industry
Agya xtec
Hero walo se kaho ignitor ka engine lagade super splendor me
Bro Glamour xtec par video banao
Meri i3s 5 सेकंड मे.
Muje 98500 rs me mili. 😟
Bhai hame bhi itnr me mil rahi hai bs6
भाई मेरा bs6 है पर मीटर मेरा इलेक्ट्रिक नहीं है 2021 ka hai क्या इलेक्ट्रिक मीटर लग सकता है क्या जरूर बताना भाई
Ha service centre pr jao
bhai average kya hai iska
गजब
Maine li 22 me mast hi dix wali
Bhai bike chle ma acchi h Lena chahiye ya nhi
Bhai ct 125 x ka video banaiya
Gazab😂😂
Highway per to chala k dikhaya nahi apne
Hero ki sab baki bs6 ki bekar hai
Right 3rd quality hero bikes
Bakwas h i3s
Hero ab kachra bike banaati hai
Hero ki Sari BS6 Bikes Bekar hai.
To tum hi bata do mere bhai ke 2023 mein kis Company ka Fi System Sabse Zyada Best hai
@@SunilKumar-pl8hn Honda,Yamaha,Suzuki Kyu Ki Japanese Pehle se Hi FI Pe Work Karte Aa Rahe Hai Yamaha ne R15 2008 Mai Launch Kia Tha FI Engine k Saath
Honda ne CBR ne 90s mai hi
Suzuki Bhi Gixxer Mai Badhiya Engine Deti Hai
But Commutter Bike Mai Yamaha Aur Suzuki K Pass Kuch ni Hai
Isliye Aankh Band kar k Honda Shine Ya Sp Lelo
Aur Agar Indian Brand Hi Lena Hai
Toh TVS Ya Bajaj Ka Bikes Lelo
Hero Bekar FI System Deta Hai
Honda sp & Tvs Raider 🔥🔥
@@SunilKumar-pl8hn honda shine ya sp is best
Bilkul sahi keh rhe ho bhai maine bhi bs6 splendor le thi mai to uss bike se bhot preshan ho gya tha maine uss bike ko 1 saal me he sell kar do
Budha luk hai bhai
अब ये एक बकवास बाइक है
Correct
Fir eske compare me konse achhi ahi ?
@@shaileshtayade4908 Honda Shine
Sahi kha bhai Honda sp 125