Neminath bhagwan bhajan | Janmkalyanak | Girnarji,Sambhav Lunia
HTML-код
- Опубликовано: 18 сен 2024
- Janmkalyanak special bhajan for Neminath dada ..
Singer -: Sambhav lunia
Lyrics by :- Vaibhav Lunia
Music by :- Cross_over_production
Instagram - @Sambhav_bhajans
Facebook - @Sambhav Lunia
📞Contact - 8889760000
Audio Lyrics -:
Swarg se sundar sabse pyaara
Hai girnar hamara
Neminath dada ki murat
Chamke jaise Taaara
Shiva devi ka Nandan hamko hai praano se ppyaara ..
dekhe jo pakshal tumhari bahe ansuan ki dhaara …
Nem Nem bhaj le re , bhav bhav tar le re
jeev daya ke karuna bhav se
Sanyam path apanaya
Tyaag tapasya aur dharm se
Jinshashan chamkaaya
Rajul ki mehendi pe tumne Rajoharan tha laaya
giri ke parvat pe Prabhu ne kitno ko tiraaaya
Nem nem bhaj le re , bhav bhav tar le re
Sahsavan ki dhanya dhara par
Samawsaran man bhaaya
Pawan bhumi me kitno ne
Kevalgyan hai paaya
Mata Ambika ki Jyoti se hua tirth ujiyaara
Teen lok pujit pratima ka sparsh hame karwaaya
Nem nem bhaj le re