Window ka Size Perfect nahi hai , 200 waale k liye (9.5 × 9.5) inch Ka Space aur 150 Sweep waale k liye( 7.5 × 7.5) ka Space hona chahiye.. 150 waale me Space reh jayega Side side me
Dono hi Size thik nahi hai 😂 1 kaam Karo Aap kisi Electrical Shop se (7 × 7) inch ka ventilation fan Pata krke Kharid lo.. Use laga do.. Aur Height me Space 7 inch Extra hoga Use kisi sheet se cover Kara dena
Sir, bathroom mein 250 mm plastic exhaust fan k liye kitni window size chudhwa dein??...12 inch * 12 inch or 10 inch * 10 inch, please btaiye, abhi ghar ban rha hai..
Thankyou sir ....m abhi tk confused tha...ki front side aur back side konsa h......
😊🙏
Thank you sir. Very helpful video ❤
😊🙏
Sir 2 × 2 ki normal window me yh exhaust fan lg jayega kya bina lohe ki jaali kate
Iska Size kam hota hai 14 inch × 14 inch k aas Paas.. Iske liye Aapko ise lohe ki jaali me GI Wire se bandhna padega..
@@TechnicalWork1han.... thanku sir🥰
😊🙏
Sir apka channel monetize ho gya h kya
Haan Ho gya Monetize
mere bathroom mei exhaust window mei lohe ka frame h jali sahit kya ye fan lgwane ke lie jali ko ktwana pdega ??
Haan is Fan ko lagane k liye fan k Size ki jaali katwani padegi..
God bless you sir
❤️🙏
For 9x9 window, what is the suitable exhaust fan ?
Agar (9.5 × 9.5) Inch Ka window Size hota to 200 mm Sweep wala lag jata..
150 mm Sweep wala hi lagega fir.
Bhai mere ghar m wall pr lgana h. Size 12/12 inch hai. Konsa lena padega
250 mm Sweep me Lelo Aap.
Abhi ghar bn rha h. Mene space chhod diya h. Aap size bta do jisme badiya sa exhaust fan lg sake
Is Size me 250 mm Sweep wala Ventilation fan lag jayega
Vaise kis size ka exhaust fan sbse sahi hota h?
Plastic me ya Iron body me
Kya ya tarmacool may he raka laga sakta widow paa
Haan laga sakte ho.
9×18size hai kitne mm ka fan lu 150/200?
Window ka Size Perfect nahi hai , 200 waale k liye (9.5 × 9.5) inch Ka Space aur 150 Sweep waale k liye( 7.5 × 7.5) ka Space hona chahiye.. 150 waale me Space reh jayega Side side me
Kaha pr lagana hai Fan
Meri window 7 inchi widch hai or height 14 inchi hai to sir please btaiye kese or konsa fan install karu bathroom me smjh nahi aa rah size kya lagega
Dono hi Size thik nahi hai 😂
1 kaam Karo Aap kisi Electrical Shop se (7 × 7) inch ka ventilation fan Pata krke Kharid lo.. Use laga do.. Aur Height me Space 7 inch Extra hoga Use kisi sheet se cover Kara dena
Cutout Size 7 × 7 inch ka hona chahiye
Window hole proper kitna hona chahiye full size exaust fan ke liye
Full Size 250 mm Sweep me aata hai.. Iske liye Window ka Size (12 inch × 12 inch) hota hai.
Thank you
😊🙏
10/10 room main kitne mm ka exost fan lagana chaiye. Plastic bala
200 mm Sweep wala Ventilation Fan laga do.
Spring kaise set kiye hai jo back side patty kaise uthata hai jata
Instagram chalate ho kya?
Us pr mai pic send kr dunga
@@TechnicalWork1 nhi
Aur Facebook
@@TechnicalWork1 haa
Fan air bahar se ander ki trf khinch rha ha . Kya krun
Aapne New Ventilation Fan lagaya hai?
Fan open krke black ac wire yellow wire ke sath jod do
Speed fast hai ya slow
Speed to fast hi rehti hai..
Video me fan size keya hai?
Exhaust Fan ja size hai. 10 inch..
Thanks
😊🙏
Sir mere window ka size 9.5 inch hai uske liye
Iske liye Aap Sweep Size 200 mm ( 8 inch) Ka Ventilation Fan le lo.
Kitna inch ka hai ye fan
Alag alag Size aate hai isme.. 6 inch, 8 inch, 10 inch
Sir, bathroom mein 250 mm plastic exhaust fan k liye kitni window size chudhwa dein??...12 inch * 12 inch or 10 inch * 10 inch, please btaiye, abhi ghar ban rha hai..
(12 inch × 12 inch) ka..
Glass mein kaise install kare without screwing
Glass Laga hua hai ya Lagwana hai
Fan se bada window ho to kya karna chahiye?
Window Size kitna hai?
Aur Jaali bhi laga hai ya Open hai Window.
Jali bhi lagu h @@TechnicalWork1
Fan ko window se laga k Check krna padega ki uska Shutter khul raha hai ya nhi ,
@@TechnicalWork1 okay, thanks
agjos fan lait saprat canaksan kasa kara
Exhaust Fan aur Light ka Connection Ek sath hai kya?
Can the installation on plywood.
Yes Ofcourse..
Bathroom me exhaust kitne height pe de
Bathroom ki Height kitni hai.
Gult..itni kum space my drill nhi hoti
Laga k check kr lo ho jaayegi.
Falp pura nahi kul raha he kay problem he
Ander k side 1 Spring hoti hai wo kahi Atak rahi hogi jiske wajah se pura nhi khul rha.. Spring ko check kro