Salam, Jo august main insha Allah test hoga uskay hisab say bhi aap mock test banain pls taakay humari tayyari buhat achi tarha hojaye, thank you aur buhat asaan questions hain yeh
Thank you, ek aur question poochna hai burden of proof kia accused par hotha hai ya prosecution par. Suppose agar main accused Hun aur mujh par ilzam laga hai to aur main kehrahi hun Kay main us waqt insane thi, unsound mind tha, to yeh kia mujhay hi prove karna parega ya usko jisnay mujh par ilzam lagaye hoga
Is men 2 chizen hen. Pehli bat yeh he k burden of proof ilzam lagane wale pe hota he. Accused pe nahin hota. Han agar accused koi plea le leta he jese ap keh rahi hen k main unsound mind thi to yeh accused ko hi sabit karna hoga

W/s
Yeh us syllabus k according he jo august me hone ja raha he… yeh easy hen inka faida h apko paper men hoga
@@examjunkies3781 thank you :)
Sir estoppel ki kinds kitni han plz confirm bta den
Sir 13 ka A true he
Salam bailable offences main kia bail right hotha hai ya non bailable offences main
W/s … bailable offences men bail accused ka right hita he. Jab k non bailable offences men court ki descretion hoti he woh bail grant kare ya na kare…
@@examjunkies3781 to phir non bailable offences main accused ko bail ka right nahi hai, agar yeh sawal aaye to the answer would be no, right
G.