Mere pas splendar plus axtec h chalte hue res chorte h to jhatka lagta h or fir ras dete h to fir jhatka lagta h or khat se avaj ati h chen bhi tight krwa li kya problem ho sakti h please batana
Bhai mere pass passion xtec bike hai aur Usme problem hai 1. Ki Dhup me rakhane se fuel pump kam nahi karta hai aur Jaise chav me rakha jay to 30min bad pump chalu ho jata hai to kya fuel pump change karna chahiye yes or No
Bhai aap original hero ka timing chain dale fir bhi problem ho raha hai to aap DID company ka timing chain dale granty rahta hai mai DID ka hi timing chain dalta ho koe problem nahi aata
Bhai mere paas tvs ki sport hai wo chalte hue achanak band ho gyi hai or start nhi ho rahi hai kya problem ho sakti hai current bhi aa raha hai fir bhi start nhi ho rahi hai
Mere hf deluxe bs6 me ek problem hai battery bhi sahi hai fir bhi kabhi kabhi self se start hota hai or kick se turant start ho jata hai problem only self 😢 se hai loading lete hai jaise self moter slow run karta hai 😢
Meri splendor bs6 main self start ka problem hai 3bar self carbon dala hai abhi bhi start nahi hora hai battery bhi new dala hai main bahut parisan hun kick se ak bar main start ho ra hai kya karu please
Mere extreme 200 bs6 hai 10 km chlane pw hmesa byke band ho jati or fr 10-15 min me chalu hoti fr band boti fr chalu engine wagera sb garam ho jata please share your no
Mubarik Gujjar ok
Ok
Tanks bro i am new machanic
Thanks Bhai
आपने इस गाडी के starting trouble को ठीक तरह से pahachana जी. बहुत आपका धन्यवाद.
Thanks pradeep Bhai
❤❤ I like you guru ji
Thanks Bhai ❤️❤️
Super mistri he excellent
Thanks bhaiji ❤❤❤ bahut badhiya information diye hai dil se dhanyavaad
Bahaut acchi Jan Kari di aapne very nice ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Thanks alamgir bhai
Kiya baat hai bhai
Not bad... simplicity is the advance knowledge. ... Keep up.
Thanks
❤ good
Thanks prakash Bhai
Aap gadi ke problem ko bahut acche se pahchante hain aur hamen bhi bahut kuch batate Hain ❤ very very thinks
Ok thanks Vivek Bhai
Mecenic ho to aap jesa ❤👌
Thanks bhaiya
Very very nice bhai ❤❤ bahut acha jankari dete hai aap bhai ❤
Thanks Bajrangi bhai
Mere pass bhi seam problem start hota चलता फिरता है और फिर seam केस हो जाता है thik होता है और वही problem होता है
मैरे पास भी है 5 महिने होगये अभी गाडी चालु हो नहि रही ... सिर्फ शेल start ho Rahi hai,,,,,, kick par chalu nahi hoti
तुम्हारे मैग्नेट कोयल में दिक्कत हे उसको बदल दो काम हो जाएगा
Bahut sundar jankari
Thanks bhai
Bhot achi jankari bhai
Thanks javid bhai
Nise
Thanks for watching
Meri splendor bs6 me bhi mene sab check krliya h ab m bhi yehi krta hu or check krta hu start hoti h ya nhi , thanks enam ji
Thanks ravisagar Bhai
Thank you
Thanks for watching Bhai ❤️❤️
Good
Thanks Bhai
Bahut achha vidio sir ji
Thanks Rajesh Bhai
Good veya
Thanks bhai
Very nice bhai ji
Thanks Vishal Bhai
Sir mere pass splendor 01 he start hoti he par chalu kiya to self kam krta he paer bhot time leti he
Nice
Thanks bhai
Bhai hf deluxe bs6 ka chek injan light jal raha hai kik se start ho raha hai lekin self se nahi kabhi kabhi self thoda sa ghum raha hai kya dikkat hai
Bike start hone ke baad check light band ho raha hai ya nahi
Nahi bhaiya
Self ghum raha hai kabhi kabhi thoda sa
Pura running nahi le Raha hai self
Replay sir ji
Mere pas splendar plus axtec h chalte hue res chorte h to jhatka lagta h or fir ras dete h to fir jhatka lagta h or khat se avaj ati h chen bhi tight krwa li kya problem ho sakti h please batana
Chakka ka coupling rubber check karo aur uske bad tana notvt ko ful tight karo sahi ho jaega
Sir.ysa.hi.vidio.banate.rahe.
Ok Rajesh Bhai thanks
❤❤ very nice bhai ❤❤❤❤me Aapse baat kar na chhata.hu❤❤mahesh
Thanks Mahesh Bhai kya bat karna chahte hai
O nice bro
Thanks kamal bhai
Sir ji mere bike me full wireing change kra di or ab bhi start nhi ho rha kya kru ab 😢
Splendor plus bs6 carent kabhi aata hai to kabhi nahi aata hai kiya kare
Sara chij check kijiye step by step
Hamare Splendor bs6 start nahin ho rahi kya Karen
Current aa raha hai ya nahi
Sir ji Kick apply karke compressor pahle check ✔️ karta hu SPL bike me mera 1 step hei sir ji
Ok sir
Bhai mere pass passion xtec bike hai aur
Usme problem hai
1. Ki Dhup me rakhane se fuel pump kam nahi karta hai aur
Jaise chav me rakha jay to 30min bad pump chalu ho jata hai to kya fuel pump change karna chahiye yes or No
New lagakar check karna chahiye ki dhup me kam kar Raha hai ya nhi
Bhai me bhi makenik hunu meri baik me taimeg chen bhaut jaldi kharab ho jati he to isse kese sahi kare ki jaldi kharab na ho
Bhai aap original hero ka timing chain dale fir bhi problem ho raha hai to aap DID company ka timing chain dale granty rahta hai mai DID ka hi timing chain dalta ho koe problem nahi aata
Thanks bro
Thanks for watching
❤❤❤❤👌OK
Thanks sabir bhai
Guruji me bi chota sa mekanik hu app ka video dekta hu sir
Thanks Roshan Bhai Bhai
@@Enambikeer kiya app ka nubar mile ga
Nyc bro
Bhai mere pass ek dio scooter hai Jo Bina battery ki start nahi hoti Naya charger dalne ke dad bhi kya problem ho sakta hai
Battery dalne ke bad start ho jati hai
bhai hf deluxe bs 6 bike 2021 model h...
average nhi h suru se hi..
48-50 maximum..
kya hf deluxe splendor plus se km mileage deti h ?
Bike ka plug open kar ke check kijiye agar plag black hai to aapka bike mileage nahi de raha our agar plug white hai to aapka bike mileage de raha hai
Anil kumar b 6 baki chalu nahi ho Raha hai
Current aa raha hai ya nahi
Splender bike girne ke baad self start nhi ho rhi ho
Chabhi ko 4 ya 5 bar on of kijiye ho jayega
❤
Thanks rushikesh bhai
Bhai mere paas tvs ki sport hai wo chalte hue achanak band ho gyi hai or start nhi ho rahi hai kya problem ho sakti hai current bhi aa raha hai fir bhi start nhi ho rahi hai
Current aa raha hai to fuel pump fuel injector check kijiye
Mera bicke chalte chalte bad ho ja rhi hai sarvice senter se vapas aa gaye hai mai bhahut paresan hu
Kaun sa bike hai bs4 ya bs6 problem kya huaa hai
Mere hf deluxe bs6 me ek problem hai battery bhi sahi hai fir bhi kabhi kabhi self se start hota hai or kick se turant start ho jata hai problem only self 😢 se hai loading lete hai jaise self moter slow run karta hai 😢
Self ka problem hamesha rahta hai ya subah subah hota hai
❤❤❤❤
Thanks bhai
Sir meri gaari aaj chalte chalte band ho gyi start hota h 2 second ke liye fir band ho jata hai kya karu
Jab aap chabi switch on karte hai to tanky se sound aata hai our bike me petrol 1 litar hai
😀😀😀😀😀
Agr sb kuch sahi h to fir bike ka compressor check jrur kre..
Compressor sahi tha
Hero xtreme 160r bike start problem ho rha h or kick se 5. 7 start karne per start hota h
Bhai battery check kijiye
Tana notvt kaha hota h
Break Jahan tight hota hai usi ke Bagal mein ek raud hoga jismein not bolt Laga hoga usi ko tana not Bolt bola jata hai
Meri splendor bs6 main self start ka problem hai 3bar self carbon dala hai abhi bhi start nahi hora hai battery bhi new dala hai main bahut parisan hun kick se ak bar main start ho ra hai kya karu please
Aap mecainik hai ya bike wale self dabane pe niutal loght band ho jata hai ya nahi
आर्मेचर खराब हो गया होगा सेल्फ मोटर बदल के देख लो
Meri bike bs6 splendor ek baar kick maarne pe start nhi hoti kya kru
Battery
आपका गरेज कहा है bro
Bihar me mera gairej hai
I3s स्टार्ट नहीं हो रही है
B̺e̺r̺r̺y̺ g̺o̺o̺d̺
Thanks bhai
Hello Bhai jii
हमारी i3s
Self start nhi hota hai kvi kvi start ho jataa hai asaaa kiu boatye
SerAiseHiVideoBanaateRahiye
Ok thanks jayvir Bhai
Agar tappet tight hoga to compressar bhi to kam lag raha hoga kick lagane par pata chal jata h
Compressor kam nahi lag raha tha
head kharab hai
Aapko pahle compressor check karna chahiye 😂
Compressor sahi tha
@@Enambikeer main aapki video dekhta hu
Jankari axi dete ho
Thanks bhai
Hero honda ki cd deluxe baik he
Sabhi bike ka mitla hai
Very very nice aap ka mobail nbar mil sakta hi kya sar ji
Jroor mil sakta hai aapka problem kya hai bataye
Hlw Bhai
Hlw kya hai bhai
Speed se nahi ghum raha hai
Kya nahi ghum Raha hai
Bike 15 bar bhi kik marte to bhi bike start nahi hoti hai i3s
Me to ye bike leke pachhta rha hu
@Shivamyadav77507 aapko kya problem hai bhai
@@Enambikeer start problem ye lgta h iski saas hi nhi Beth rahi
Battery charger nahi rahta hai tab kick se start karne me dikkat hota hai
@@Enambikeer battery charge hogi to hum self se bhi to kar sakte h bhai kick se ham start isiliye karte h kyunki battery down h
Call karo
Kaha call kare
Lola
Bhai num send karna urjent hai
Kya problem hai
@@Enambikeer current aa rha hai start nahi ho rahi sab jgey dikha liya
Kaun sa bike hai aapka
@@Enambikeer suplender bs6
Current chod rahi hai bhai baar baar
Mere extreme 200 bs6 hai 10 km chlane pw hmesa byke band ho jati or fr 10-15 min me chalu hoti fr band boti fr chalu engine wagera sb garam ho jata please share your no
Very good ser aapna contact no dalite ser ok
Bhai Contact number kyu chahiye koe problem hai
Thanks 🙏🏻
Thanks for watching my videos
❤🎉
Thanks Bhai
Nice
Thanks sandip bhai
Very nice bhai
Thanks gautam bhai
Nice
Thanks Bhai