Bhai main niche ek video link de raha hu jisme new holland 3630 special edition 2700 rpm pe 18km chalkar 4.45ltr diesel le raha hai aur vahi arjun 555 DI power+ 57 hp ka 2500 rpm pe itne hi 18km chal kar 3.07ltr diesel le raha hai jab ki road speed bhi fark hai jaha arjun 555 power+ ki 2500 rpm pe hai jo ki pure 40km/h ki hai vahi 3630 ki 2700 rpm pe speed hai 38 ki aur ye 3000 rpm pe apni puri 40km/h ki speed nikalta hai. Jaha mahindra 555 power+ ata hai 4 forward 1 reverse aur high low yani total 8 forward aur 2 reverse k sath, kyu ki mahindra vaise bhi hi speed engine hai aur 3630 special edition UG gearbox wala model 40 ki speed pakad ta hai 3000 rpm pe. Yani ki 555 power plus ne average nikali 6 ki aur new holland ne nikali 4 ki. Agar yehi rated rpm ki baat karen to mahindra ka 555 DI power+ 57 hp wala model jo ki 4 cylinder 3532cc ka 96x116 k bore stroke, aur 238 aur 27% backup torque apne engine rated rpm jo ki 2100 hai, uspe iski maximum speed hai 32.90km k sath 1 ltr main 8.5. Bhai yuhi nahi mahindra 12 saal se lagatar duniya main sabse jayda bikne wala tractor model hai aur iski technology ka loha duniya maanti hai aur yaha tak ki japan ne bhi mahindra ki technology k dum par mahindra ko deming company aur best technology k ye 2 award diye jo ki mahindra ek lauta tractor brand hai ye award hasil karne wala varna ye award cars aur bikes k liye hota hai. Mere pas har company k tractor model ki budni report hai jiski ek jhalak main niche diye link main deta hu jisme turbo ka asli kya kaam hota hai engine main ye btaya gya hai aur sath hi budni ki reports bhi di hui hai. Dusra link new holland 3630 aur arjun 555 power plus ki road pe mileage ka hai. m.ruclips.net/video/Y1hiIRJ-QDs/видео.html Niche wala link hai tractor main turbo ka fayda jisme sabhi pasandidar tractors ki puri detail bhi mention ki hai budni report k sath. m.ruclips.net/video/b_3mUxgBiPg/видео.html
बहुत ही ईमानदारी से बनाया है आपने वीडियो 👌☝️☺️☺️🙌
🎉🎉🎉
Best new Holland
Swaraj 744fe 4 ster rod dejal kra do
Aur video banao bahut acchi video hai
😍
મહેન્દ્ર એન્ડ મહિન્દ્રા કંપની ટ્રેક્ટર કા એવરેજ બહુત અછા હૈ
Bhai Eicher 333 super plus ki diesel average ki video bnao khet me harro k sath or road pr bhi
Okk bhai kosish karta hi
ye new holland 3630 turbo me hai. iski road speed kamm hai. 3630 Super plus jada mileage dega.
Kitna chal jayega
Bhai main niche ek video link de raha hu jisme new holland 3630 special edition 2700 rpm pe 18km chalkar 4.45ltr diesel le raha hai aur vahi arjun 555 DI power+ 57 hp ka 2500 rpm pe itne hi 18km chal kar 3.07ltr diesel le raha hai jab ki road speed bhi fark hai jaha arjun 555 power+ ki 2500 rpm pe hai jo ki pure 40km/h ki hai vahi 3630 ki 2700 rpm pe speed hai 38 ki aur ye 3000 rpm pe apni puri 40km/h ki speed nikalta hai. Jaha mahindra 555 power+ ata hai 4 forward 1 reverse aur high low yani total 8 forward aur 2 reverse k sath, kyu ki mahindra vaise bhi hi speed engine hai aur 3630 special edition UG gearbox wala model 40 ki speed pakad ta hai 3000 rpm pe. Yani ki 555 power plus ne average nikali 6 ki aur new holland ne nikali 4 ki. Agar yehi rated rpm ki baat karen to mahindra ka 555 DI power+ 57 hp wala model jo ki 4 cylinder 3532cc ka 96x116 k bore stroke, aur 238 aur 27% backup torque apne engine rated rpm jo ki 2100 hai, uspe iski maximum speed hai 32.90km k sath 1 ltr main 8.5. Bhai yuhi nahi mahindra 12 saal se lagatar duniya main sabse jayda bikne wala tractor model hai aur iski technology ka loha duniya maanti hai aur yaha tak ki japan ne bhi mahindra ki technology k dum par mahindra ko deming company aur best technology k ye 2 award diye jo ki mahindra ek lauta tractor brand hai ye award hasil karne wala varna ye award cars aur bikes k liye hota hai. Mere pas har company k tractor model ki budni report hai jiski ek jhalak main niche diye link main deta hu jisme turbo ka asli kya kaam hota hai engine main ye btaya gya hai aur sath hi budni ki reports bhi di hui hai. Dusra link new holland 3630 aur arjun 555 power plus ki road pe mileage ka hai.
m.ruclips.net/video/Y1hiIRJ-QDs/видео.html
Niche wala link hai tractor main turbo ka fayda jisme sabhi pasandidar tractors ki puri detail bhi mention ki hai budni report k sath.
m.ruclips.net/video/b_3mUxgBiPg/видео.html
Ok bhai
Please sar apna mobile number dijiye
@@GauravChaudharyG please sar aap apna mobile number dijiye hamen bhi Apne tractor ki video banvani hai jila Muradabad se hun
@@GauravChaudharyG please sir aap apna mobile number dijiye hamen Apne tractor ki video
551 eichar or 50 next ki or btavo bhai
Bhai swaraj 744 ki avraj road par btao
Ok bhai
Only Mahindra 😍
Only Holland 💪
Only Holland
16-17 km ही चलता है एक घंटे मैं।
Bhai ji 855 ka mileage nikala tha to o tractor 4.5 km chala tha new hollend tractor bhahut accha hai ye muje ab pata chala
Farntrac 60 powermaxx best hai bai
Bhai farmtrac 42 ka avrege btaw please🙏 t
अति सुंदर😍💓😍💓
Farmtrac best 60 no1
Sabse behtarin New Holland tractor
Bhai is tractor ke pichle hisse me se aavaj aari se se ki
Nahi bhai aapko video m he lag raha hai
Bhai 40 bheega jamin ke liye Konsa hp ka tractor sahi rahega batao please
40 hp se 45 hp tak jo tractor aapko pasand hi bo le lo
Bhut badya tarektar he
Farmatrac ने कितना लिया 21 मिनट या 8km me बताओ
वीडियो है चैनल पर जाकर देख सकते हो भी
Farmtrac best
Mahindra 575 di ki avrej nikalo
धन्यवाद भाई
Sir John Deere 5105 ka mailej test btao
New Holland me Kon sa best h new Lena h Kon sa le
3630 plus special edition
Sonalika 745 ki bnao
60 powermaxx ki kya average h road pe
Bhai mera 6055 57hp powermax to 10-11 ki avg de deta hai on road🤑🤑
bhut bdhiya hai
3630 super plus 20 21 model ki nikalo
स्पीड कम होने की वजह से ही average कम दे रहा है
Haan bhai
@@GauravChaudharyG अगर स्पीड बढ़ानी हो तो 3600-2 ug hi स्पीड की गरारी डालेगी top gear की
अच्छा
New Holland3630 vs framtrace 60 powermax tochan per vedio bano...
Bhai kosish karta hu
@@GauravChaudharyG please sar aap apna mobile number
Sonalika Sikandar RX 50 ka bhi mileage check karke dikhayen
sir John Deere 5050 D ka average test karo road pr
Bhai 5050 d hai nahi jab milega jarur krunga
@@GauravChaudharyG hmare pass h ji 1 liter me 6 km chalta h
@@SumitKumar-un9sf achha bhai
Mahindra 475 di ka bhi average nikalo
Ok bhai
Ye tractor slow speed hai bhai
सुपरमेकस नया45 का डीजल ऐवरेज नीकालो रोड पर
Thanks sir ji
Mahindra 475 DI new model ka mileage test karo
Kosish karunga bhai
Bhai farmtrac ne kitna khaya tha desal
Video hai channel par
4501ka road avreg nikalo
Nice
Bhai eicher 333 ka kro Mailej test
Ok bhai
Good tractor
Good job bhai
Very nice
Sonalika DI 60 ki bhi nikalo bhai
Ok bhai
Arjun 555 ka average test karo bhai
Bhai tractor mil gya to bilkul karunga
@@GauravChaudharyG love you bro 🥰
Love from Maharashtra 🥰
Bahot thik hai
Good bhai job
Framtrace 45 dcm engine wala ki average nekalo jo 48 hp mai uski road per average nekalo...
Video bani hui hai bahut jald dalunga
@@GauravChaudharyG Bhai framtrace 45 dcm wala engine ki road average per vedio kyo upload nahi ki...
60 पावर मैक्स तो बताया नहीं आपने
Part 1 dekho bhai 🙂
Isse pahli video 60 ki hai
55hp ka na h ye bhai 55hp ki catgry me h
Plus hai
@@GauravChaudharyG koi sa b ho 3630
Joan deer 🦌 ❤️...
Bhai 744 ki nikalo
Ok bhai
Bhai tochan next video
Holland 3037
कितना मॉडल है साल
2019 last
Dissai bohut let's h
Good
Sonalika 750 ka माइलेज
Bhaut jald
Farmtrac 60best
Krab h
Bhai mare pass h holland best tractor h
😍
Kon sa h New holland
Btanan marko lina h
Only NEw Holland 55 00 the reali best
Arjun 555
45 epi ki average nikali bhai
Bhai 45 epi nahi hai sada bala hai uski nikali hai
@@GauravChaudharyG Bhai agar time mile to jrur Bnana
3630 to oil ka paampa h
Bakbas review