Must visit Chaukhamba Camp if anybody desires about Trekking to Tungnath & Chandrashila. We had the best Facilities provided by Chauhan sir himself & his staff. Best Camping Experience Ever.🤝🤍
Hi bro, could u please give me the details of shoe u wear. I am planning to go in uttrakhand but don't have the knowledge of the shoe which can I wear in snow. Could u pls give me the details or buying options?
Tracking shoes , high neck ho to or accha , tracking hard hai par accha track hai . March se may mast bhugyal milte hai .paani le Jana bas , uper khane ko mil jata hai , agar season on hai to . Mandir se 1.5km uper chandrashila hai , wha par log sunrise dekhne ko jate hai ,raat mei tracking suru karte hai , khadi chadai hai to thakan hoti hai. Par agar Mausam saaf hua to mast hai sab kuch. Baarish ho jati hai par to ek kit le kar jana
@@Kotlin2024 sir , aap ghode se bhi ja sakte hai , aaram se tracking karte hue bhi ja sakte hai , last year mai apni maa ko le kar gya tha , wo bhi 48 ki hi hai , hum tracking karke hi gye the . Aaram se tracking karna , bheed nhi hoti hai , uper se aap fit bhi hai to aap aaram se tracking karte hue jaye . Or mansoon start hone se pahle jao to aacha hai , uske baad mansoon end hone ka wait karna padta hai , for risky hai , ya baad mei September se jab Tak gate band nhi hote tab tak. Apr-may best time hai , aapko bhugyal bhi milege uper to or accha lagega
Sir..! Rishikesh se tungnath easy rhega yaa fir haridwar se ?? Ek baar route bata dijiye agar kisi ko achhe se pata ho toh ish February month ke liye..!
Sir Aaj hi tungnath ka track complete Kiya hai kafii maja aa gya kafii achhi baraf h sir...! 3 baar snowfall dekhne ko mili tracking ke route me...! Abhi jaa sakte ho Bhaiyo sab...!
Yrr dekhkar esa lag rha hai jese ham fir se yatra par hai 😊
Ham bhi nashte ke liye teen dhara hi ruke the ❤❤
Sachin bhai great video and useful for new travellers. 🎉
Bro Bahut Ache...Nice Full Info k saath
Bhai Apka Vlog Movie Jesa Lagtahe❤
Suprb information bro for budget travelers keep continue
Nice Video...Bahut Sunder...
Very nice Bhaiyaji bohat khub♥️♥️👌👌
Excellent ❤
Kedarnath & badrinath & mana village ki puri video lao❤❤ please
Sachin bhai ayodhya ki b banao ak full video
mast video banaya hai
Good
Bhaiya personal tents laga sakte hai kya ukhimath to tungnath temple
नाइस👍 ब्रो
Must visit Chaukhamba Camp if anybody desires about Trekking to Tungnath & Chandrashila. We had the best Facilities provided by Chauhan sir himself & his staff. Best Camping Experience Ever.🤝🤍
Charges???
@@Raghav__370 1000/- Per Person including food
How can I contact you 😊
Bhaiya in 2 days dono Treck ho jayenge kya तुगनाथ baba ke aur चंद्रसीला ? Reply plz
Give your contact details
Thanks bhai…
Is the stay good as of the stay in your earlier videos(meadows)
Camp side charges kya hai
How to return rishikesh from chopta?
Hi bro, could u please give me the details of shoe u wear. I am planning to go in uttrakhand but don't have the knowledge of the shoe which can I wear in snow. Could u pls give me the details or buying options?
bhai ji personal car 🚗 vagera se aa sakte hai kya???
December me sirf ukhimath tak ja sakte hai kya ? Bus ka koi dikkat to nhi hogi na
Rudraprayag se haridwar ka last bus ka timing kya hai
Kab ka video hai?
Bhai konse month ka hai
December is good or not for visit Tungnath
👌😎😊❤
Bhai ji main bike se jana ka plan kar raha hu. To bike ya scooty kha tk ja sakti hai. Or agar hum sb current month me jaate hai to Jana theek hoga?
sachin sir first time uk aa raha hu waha ke char dham aur kya dekh sakte hai info doge kya pls aur kitna din lagega
Sachin bhai har har mahadev
Please kaise bus milegi
Hum mng 9 bje tak pahunchenge haridwar
Kya kya option ho sakte hai Sachin bhai please guide
Jyada bus khase milegi Haridwar ya Rishikesh.
Sir main June time aane wala hu 1se15 ke time us time snowfall hota hai ya nahi tungnath mandir me
Bhai june me snow milegi?
Nhi
kedarnath se kaise jaye chopta
Bro camp charges kitna hai per person
Guptkashi kyun jaana bro jab ukhimath tak bus jaati h
Bhai kya timing h ?? And kaha se?
Budget hotel in chopta?
Bhaiya aapne video me ye nahi bataya ki haridwar se bas ka kitaya kitana hai
450
Brother Haridwar se essy rhega tungnath ya Rishikesh Utru…. Suggest kro…
Rishikesh se pas padega apko👍
Availability of transportation kesa h udher se✨🔱.?
bhai bike chle jayige kya ab chopta ...?
Yes
May month me borof milega bhaiya?
June last m jao
भाई जी आपसे बात करनी है कैसे हो सकती है बताए मेरा भी यूटिउब चैंनल है।
Sir yaha jaane ke liye kit, shoes sab kaisa hona chahiye aur dusri chij kya carry kare ye batao please
Tracking shoes , high neck ho to or accha , tracking hard hai par accha track hai . March se may mast bhugyal milte hai .paani le Jana bas , uper khane ko mil jata hai , agar season on hai to . Mandir se 1.5km uper chandrashila hai , wha par log sunrise dekhne ko jate hai ,raat mei tracking suru karte hai , khadi chadai hai to thakan hoti hai. Par agar Mausam saaf hua to mast hai sab kuch. Baarish ho jati hai par to ek kit le kar jana
@@AbhishekSharma-lb7ot I am 48 trekking nahi Mannat puri karne jaana hai , Kab thoda easy hoga? I am healthy and fit and walk daily 15 to 20 kms
@@Kotlin2024 sir , aap ghode se bhi ja sakte hai , aaram se tracking karte hue bhi ja sakte hai , last year mai apni maa ko le kar gya tha , wo bhi 48 ki hi hai , hum tracking karke hi gye the . Aaram se tracking karna , bheed nhi hoti hai , uper se aap fit bhi hai to aap aaram se tracking karte hue jaye . Or mansoon start hone se pahle jao to aacha hai , uske baad mansoon end hone ka wait karna padta hai , for risky hai , ya baad mei September se jab Tak gate band nhi hote tab tak.
Apr-may best time hai , aapko bhugyal bhi milege uper to or accha lagega
@@AbhishekSharma-lb7ot main to chal ke hi jaonga abhi Gujarat me girnar bhi chad ke gaya Tha January me
@@AbhishekSharma-lb7ot Aap kaunse month me Faye the aapka mother ke saath?
Bhaiya snow road p kaha se milegi? Kya apni bike se jana safe hai?
Snow me to nii he safe
Sir..! Rishikesh se tungnath easy rhega yaa fir haridwar se ?? Ek baar route bata dijiye agar kisi ko achhe se pata ho toh ish February month ke liye..!
Haridwar
Rishikesh se 40 km pass pdega
Sir Aaj hi tungnath ka track complete Kiya hai kafii maja aa gya kafii achhi baraf h sir...! 3 baar snowfall dekhne ko mili tracking ke route me...! Abhi jaa sakte ho Bhaiyo sab...!
@@Anuj2410mbhai only Tungnath Mahadev Jaya Jay to kitna budget aayega ?
@@Travel_fever18 bhai hum 10 bnde the sab khate Peete gae the 4500rs lage the hamare 4din 3 raat ke
Sachin Bhai kedarnath update plz 😊❤
Bhaiya sonprayag se chopta tak ka bus kiraya kitna hai please bataiye
Snow Kab Hoti Hai?
Nov
Mujhe aap ke sath kedarnath darshan karna hai kaise contact karu any contact number send me please