Rtps me account nahi ban pa raha hai mobile my OTP nahi aata hai mobile number gmail namber bahut kosis karne ke baad v nahai hota hai sir please help me
Agar jaldi mein accept karvana hai to jama kar sakte hain agar jaldi Maine accept nahin karana to use per Jo date Diya hua Hai utna din rukiye automatic accept ho jaega
Jab apna sthiti check Karte Hai to vahan par Yes aur No ka ka option deta hai to usme aapko yes par tik karna hai uske bad aapse Jo details poochha jaega o de dijiye uske bad download karne ka option dega
Thank you so much sir ji mai bahut pareshan ho gya tha lekin apke video dekh kr download kr liya so i am very happy
Thank you ..
I have downloaded my certificate with the help of it...
Very helpfull vedio..
Love you
Yes very helpfull video
Thanks sir...i love you sir...aap ne dil jit liya...
Bahut aachha
Bahut bahut dhanyawad sir...
Thanku u so much sir very very helpful 🙏🏻
Nice 👍 bro Thanku
Sir,
Mera RTPS-3 Link nahi khul raha hai please...dusra link bataiye
Thanks umesh bhai
Thank you bro 👍👍👌👌👌😊😊😊
Jati parman patar download kiya huaa kaise Milega Sir please sir reply me 🙏🙏🙏😭😭
Bhai study karte hai to har saal New New mangta rahta hai to download karne se New date update ho jata hai ya karwana padta apply
Very very thanku Bhai
Thank bro 👍👍👍👍👍👍🙏
Very helpful thanks
Thanku sir jii❤️❤️❤️❤️
Thank you sir 🙏🏻
TnQ uhhh so much bhiya
Jisme reference no. Sab shi dalne per no record found mar rha hi uska kiya hoga bro
Please contect me
Thanku so much 🤩
Mera bahut din ho gya delivery date se v Jada ho gya hai lekin abhi tak under process hi Baat rha hai kya kre
11th me admission ke liy kon sa padadhikari choose karna hoga apply karte samay
@Rohit Kumar ok rohit
Mere phone mai submit ka option nhi aa raha hai....kya karu?
Thanks 👍👍 bhai
Mast hai bhai
Very very thanks
Bhaiya mera sab chij fill up karne ke baad session time out likha hua aa jata hai kyu please batyaee na 🙏
Nahi ho raha hai download sir
No record found likha raha hai
Kaise kare download sir
Solution pliz sir ji
Thaqq so brdr
Mera date over hai 2 din phir v nhi bata raha ki nhi bana
Sir mera Awasiya main to nm v ni h likha officer ka koy prblm to ni hoga
Up load karne bala system rahta to upload kar ke bta dete sir
Thank you bhaiya jee
No record found bta rha
Jbki delivered dikha rha h
Bhaii mai kitni bar try kr chuka bas no record found bta raha h.
Dusra Wala option otp ke dwara batao
Due date 03/09/2021 का था अभी तक नही दिखा रहा है, कैसे होगा भाई???
Under process bahut din se hi Dekha rha hai kya kre
Mera jaati aawsiya date date expire ho gaya hai fir se Kaise chalu Karen
Very nice video bro
Mera purana jaati me theek se dikhai nhi deta hai Kya dubara jaati banega?
Rtps me account nahi ban pa raha hai mobile my OTP nahi aata hai mobile number gmail namber bahut kosis karne ke baad v nahai hota hai sir please help me
Bahut achha
Thank you so much
Video thik hai bhai ❤❤
Thanks Bhai
No ho raha Bro No records found for the submitted details.
Sahi Information Dijiye
Same problem bhaii mere ko v
Mra bhi
Bhai Mera bhi
Mera bhi
Apply ki Hui recedecial certificate ko everyfiy kaise karenge
Very helpful video
Thank you 💖
थैंक्स sir ji
Merq abhi tak nhi bna 25 din ho gya
Sir jati ka pdf bhejna hai aap dekhkar btayiye ki sahi hai please reply
Apply to ho gya h lekin download krne ka option nhi aa rha h time jo diya hua tha o pura ho gya h
Lekin abhi tk under process dikha rha h
Ab online kar rahe h to anchal adikari nahi de rha h aab rajsaw adikari de rha h yesha kyo h
Phela wala mera ban gya h co level ka but ab ye kaam karamchari banaya certificate co level wala valid rahega
Yes
Mera awasiya due date 20 ko tha , abhi tak nahi email pe nahi aya aur nahi service plus pe upload hua hai
Super
Good
Download ho gya
Sir . Kiya jharkhand kas jaati parman patr v banate hai..
Sir .uska v video upload karea
मेरा जाति और आवासीय डाउनलोड नहीं हो रहा है अप्लाई 8 मई को ही किया हूँ
कैसे होगा
Bhaiya apply krne ke baad 10 din ke baad ka time diya hai ki 10 din baad aayega original. kya is 10 din se pehle nhi mil skta hai kya??
Isme koi signature mohar to nahi lagane ki jarurat he ba block se
Nahi Lagwana Hai Bhai ab digital sign mohar rahata hai yah har jagah pe kam Karega
Gd
No record found for submitted details dikha raha hai bhai
Replay mila abhi tak
Nahi ho raha Hai bro yes Karne par no Karne par dhikhae raha hai
Qr code se income certificate nahi show ho raha hai.... Certificate sahi hai?..
Thanks Bhaiya 😊
.बाह बाह भाई
Sir cyber se nikal sakte hai orginal
Applying ke baad kitne din baad aata hai आवासीय
Nice
Thanku
Thanks sir 🙏❤️🙏
Sir yes pe click karne pr no record found likh rha h
Ye link se kewal bihar wale hi bhar skte h kya
Hmm
Mera reject ho gya h ab kya Krna pdega
Mera nhi dikha raha hai 10 se zada ho gaya hai
Thanks sir
Reciving kho gaya hai kaise prapt kare
Bhai aap se madad jahi
Maine email id nahi diya tha too kya mera nahi aayega kya
No result found bata raha hai
Bhai kya bina email id ka jati aawasi aay online form bhar sakte hai kya please reply me
Download Kane ke opation me nill kyo likha hua aa raha hai
Sir, RTPS Login kr rha hu sir nahi ho
raha hai sir.... kaise?
Problem keya aa raha hai
@@TechnicalUmeshJi No record found these types...
Hii
Bhai humne jaati online kiye Hain to receiving block mein jama karna padta hai kya
Agar jaldi mein accept karvana hai to jama kar sakte hain agar jaldi Maine accept nahin karana to use per Jo date Diya hua Hai utna din rukiye automatic accept ho jaega
@@TechnicalUmeshJi active hoga ki Mera jaati ban jaega
Thanks for information
please make video
How to apply for nom creamy layer certificate (obc) on central level
Ek Bar banaa chuka hun dwara banaa sakta hun Ki Nahin Jaate
Yes
Mughe massage aaya hai sir
Sir otp se kaise download kare
Sir mera Domicile nikal gya but uspe digital Sign nhi hai 🥺🥺
Ha mere me bhi digital sign nhi dika rha h
@@ravikumar-tz4eb kyu sir
Your Data Saver is ON.
Please Turn Off data saver and Refresh/Reload page. ऐसा क्यो दिखा रहा है,
Date se jyada ho gya or under proses h ab kya kre
Mera nhi ho raha hai
Rejected dikhta h kyi
Thq you ❤ so much
Mera deliver likh rha h pr certificate m nil likha h to
Jab apna sthiti check Karte Hai to vahan par Yes aur No ka ka option deta hai to usme aapko yes par tik karna hai uske bad aapse Jo details poochha jaega o de dijiye uske bad download karne ka option dega
@@TechnicalUmeshJi nhi de rha h sir yes krne pr likh rha h ki summation detail wrong h