Boli Fatima Zehra aake dekhiye Baba, Ho gaye hai hum tanha, Aake dekhiye Baba Aag lakdiya lekar log dar pe aaye hain, Log dar pe aaye hain, Dene baap ka pursa, Aake dikhiye Baba Aap apne markad mein kis sukoo' se sote hain, Kis sukoo' se sote hain, Hai tadap raha kunba, Aake dekhiye Baba Aake kalma-goyo' ne ghar jala diya mera, Ghar jala diya mera, Jal raha hai darwaaza, Aake dekhiye Baba Baba naam rakhha tha jiska aap ne Mohsin, Jiska aap ne Mohsin, Mar gaya hai woh baccha, Aake dekhiye Baba Teen pasliyaan meri zaalimo' ne todi hain, Zaalimo' ne todi hain, Zulm kya hai ummat ka, Aake dekhiye Baba Zor ghat gaya saara iss qadar mazaalim hain, Iss qadar mazaalim hain, Boodhi ho gayi Zehra, Aake dekhiye Baba Markaz e masaaib hoon aur ek yateema hoon, Aur ek yateema hoon, Mujhko dohra hai sadma, Aake dekhiye Baba Qabr e Fatima se ye aati hai sada Talib, Aati hai sada Talib, Qabr par nahi saaya, Aake dekhiye Baba
Mashallah mashallah azadaro Allah salamat rkhe moula qubool kren aameen
Masha Allah maula salamat rakhein sabhi azadaron ko
Labayk ya zahra mola salmat rakhey azadare husan ko
Ya Zahra (sa) 😢
Mashaallah bibi sayda tumhara pursa qabool kare
Mashallah
Jazakallah 😢
Mashallah 😢😢😢
Behtareen noha....😢
Jazakallah
MASHA ALLAH BHAI MAULA SALAMAT RAKHE HAMESHA 💚 💖
Jazaakallaah
😢😢
माशाल्लाह माशाल्लाह मौला सलामत रखे
Jazakallah Talib Bhai Mola salamat rakhe...... Maine bhi koshish ki padhne ki par aap ki tarah nahi padh paya 😢
Plzz send the Lyrics...
instagram.com/reel/DCeIja4PavP/?igsh=bHoxY3V6NTlycDhn
Please message me on Instagram I will send you lyrics.
Lyrics
Boli Fatima Zehra aake dekhiye Baba,
Ho gaye hai hum tanha,
Aake dekhiye Baba
Aag lakdiya lekar log dar pe aaye hain,
Log dar pe aaye hain,
Dene baap ka pursa,
Aake dikhiye Baba
Aap apne markad mein kis sukoo' se sote hain,
Kis sukoo' se sote hain,
Hai tadap raha kunba,
Aake dekhiye Baba
Aake kalma-goyo' ne ghar jala diya mera,
Ghar jala diya mera,
Jal raha hai darwaaza,
Aake dekhiye Baba
Baba naam rakhha tha jiska aap ne Mohsin,
Jiska aap ne Mohsin,
Mar gaya hai woh baccha,
Aake dekhiye Baba
Teen pasliyaan meri zaalimo' ne todi hain,
Zaalimo' ne todi hain,
Zulm kya hai ummat ka,
Aake dekhiye Baba
Zor ghat gaya saara iss qadar mazaalim hain,
Iss qadar mazaalim hain,
Boodhi ho gayi Zehra,
Aake dekhiye Baba
Markaz e masaaib hoon aur ek yateema hoon,
Aur ek yateema hoon,
Mujhko dohra hai sadma,
Aake dekhiye Baba
Qabr e Fatima se ye aati hai sada Talib,
Aati hai sada Talib,
Qabr par nahi saaya,
Aake dekhiye Baba