Hello...mne banaya hai poncho...thik bna hai...pehle gala tight bna...fr width kam ki toh thik ho gya thoda I think gala bada rakhna hai width kam honi chahiye chahiye...pls bataiye❤
Ager apko neck chota lag Raha he to poncho ke kisi bhi ek side se uper ke part ko neck ki length ki taraf Patti ko thoda fold kar le to neck ki length bad jayegi.
According to me ye measurement mere liye perfect hai jesa ki video me apne dekh, lekin ager apko apne poncho ki length ko kam karna hai to aap ko width ko 19" rakhna hai ye apki sleeve ki length bhi hogi 19" rakhne per apki poncho ki length 32,1/2 ke aas-paas aa jayegi aur apka neck bhi around 3" bad jayega.
mam 10inches kaise minus karna hai jis side se fold kia hai usme se cut karna hai ya length me se? yeh apne video me nhi dikhaya hai.. please rply asap maam.
Double karne ke baad jitni bhi apki stawl ki length aayegi us length me apko 10" minus karna hai, minus karne per jitna aayega wo apki width hogi. Suppose length 35 hai to 35-10=25 hoga to width 25 leni hai aur jesa video me joint karna bataya hai vesa kare neck ban jayega
poncho ke neck ki length jayada nahi hoti, isme length kam hi rakhte hain, lekin apko length ko badana hai to aapko poncho ki jo stitch hai use jitni length badani hai waha tak khol le aur utne part ko fold karte huye stitch laga le usse apke neck ki length bad jayegi.
legth 25 inch, or width 15 inch le, ya aap direct neck se down jitna aap length rakhna chati he le sakti hai, usme 10 inch mince kar le, ager stracheble febric he to 9 inch bhi mince kar sakti he, width nikal aayegi
Ager aapki shawl plain he to aap kisi bhi side se width le sakti ho, but ager usme design ya tassel latka hoga to use apko length lena he, aur fold wali side me 10 inch kam karna he, width waali side se apko cutting karni he
Very nice and very informative video❤ thank you🌹 mere pas bhi same aisi hi swal h. Mai bhi aisa ponchu jarur banaugi
Mere pass h same h esa me b try karungi thanks
Very beautiful..I have same stall..I definitely try this... thanku ❤❤
Good dii.
Very nice👌👌👍
very nice ! Thank u so much for sharing !
बहुत सुन्दर, धन्यवाद
Wow wonderful sharing good job fr
Mam Thanx a lot maine bhi aisa hi banaya thank you
Thank you so much 💓👌👌
Nice and easy
Thanks I m making ponchu for me
Very nice didi
Thanks❤🙏
Thanks a lot 😊
Nice i like it i'm going to modify mine too.many thx
Very nice
Thanks
Thankiiiuuu mam ..imake this ponchu ur style and osssm look ..thnx for sharing vedio😘
Wah kya gajjjjab.... Main bhi apka ye idea try karungi...thanks
Sure ! Thanx for watching
Nice 👌👌👌
Awesome dear
Hello...mne banaya hai poncho...thik bna hai...pehle gala tight bna...fr width kam ki toh thik ho gya thoda
I think gala bada rakhna hai width kam honi chahiye chahiye...pls bataiye❤
Hi Jo app na dusri side ke kine inch utt I uper ko
Medam video pure leya kro camera me adha nazar aa rha h
Thanks meri Kami batane ke liye, is baat ka apni aane wali video me dhayan jaroor rakhungi.❤️
Mam cap lagana v daso
Wow nice
Thank you
What proportion is good to make poncho? Width : length
very good
Is measurement me ne h chhota ho gya h ab use kese sahi kare
Excellent idea.
Good instruction but voice quality is very poor.
Gale mein se to dhage nikalenge usko kaise theek Karen
Nhi niklenge ..gala selvedge yani kanni ki trf se bnega .. agr width zyada hogi toh aap fold karoge toh bhi fold aayga...dhaage kisi keemat pr nhi niklenge..aap try karo
Mera plus size hai.....maie ne 40 × 30 liya sahi cut kiya par neck bahut chota aa raha hai kay kare
Ager apko neck chota lag Raha he to poncho ke kisi bhi ek side se uper ke part ko neck ki length ki taraf Patti ko thoda fold kar le to neck ki length bad jayegi.
Mem meri length 27 h or34 h
Loved it.... And i have a same shawl ...just u have a purple shade n i have a pink shade.
I will soonly
Make it n tag you on Instagram.
Thank you 😊💓
Mam muje 3yrs k baby k liye bnana h to length nd width kitni rkhni hogi..!? Waist tkk chaiye poncho to ap btayenge kitni lenght n width rkhni h
V nyc
Nice
Agar gala chota hota hai to kya kare
Mam mere stole ka nap 38"& 28" h
To ponchu ki length kitni tayyar ho zayegi banne ke bad
Nice
mujhe 12years ki ladki ke liye poncho banana hai uski highet 5f hai to jara length and breath bataiye
Iske upar high neck lag sakta uai
Haan ji aap high neck laga sakte ho.
Thanku g
I hv same stawl
I have same
I have also same shwall
wow
Thank you
maam 30"20 "ka shi bn jaega..? ya thoda jyada leni hai? mujhe waist se thoda lamba aur elbow se thoda niche tak bnana hai
Nahi is measuerment me apka neck chota ho jayega. Aap 34" length or width 19" rakhe, banane ke baad length 32" ke around aa jeyegi.
Maam mera ponchu ban ne k baad bahut lamba bn gaya.. unki lenght aur width 34*24 hai . Kitni rakhni hai?
According to me ye measurement mere liye perfect hai jesa ki video me apne dekh, lekin ager apko apne poncho ki length ko kam karna hai to aap ko width ko 19" rakhna hai ye apki sleeve ki length bhi hogi 19" rakhne per apki poncho ki length 32,1/2 ke aas-paas aa jayegi aur apka neck bhi around 3" bad jayega.
mam 10inches kaise minus karna hai jis side se fold kia hai usme se cut karna hai ya length me se? yeh apne video me nhi dikhaya hai.. please rply asap maam.
Double karne ke baad jitni bhi apki stawl ki length aayegi us length me apko 10" minus karna hai, minus karne per jitna aayega wo apki width hogi. Suppose length 35 hai to 35-10=25 hoga to width 25 leni hai aur jesa video me joint karna bataya hai vesa kare neck ban jayega
Ma'am mera poncho ka gala bahut Kam ban Raha h to kya kare upar bale side cut kar de kya
poncho ke neck ki length jayada nahi hoti, isme length kam hi rakhte hain, lekin apko length ko badana hai to aapko poncho ki jo stitch hai use jitni length badani hai waha tak khol le aur utne part ko fold karte huye stitch laga le usse apke neck ki length bad jayegi.
Kya shol se suwetar bana sakte hain
Yes, you can.
Ban jayega kya ya ME 27 ko 24 kru
पहला अपनी आवाज तो ठीक करो बिलकुल सुनाई नही दे रहा
Mem hume lenght kitne aur width kitne lene chaiye bataye pls...
Video me length aur width dono hi batayi he..
Video ko bnane k liye camera set krna seekho pehle bad miwn upload krna
Thanks for your valuable information 🙂
10 year girl k kya width or l length
legth 25 inch, or width 15 inch le, ya aap direct neck se down jitna aap length rakhna chati he le sakti hai, usme 10 inch mince kar le, ager stracheble febric he to 9 inch bhi mince kar sakti he, width nikal aayegi
Mam Hume Bata dijiye Hume Bana na hai
Ok, me kossis karoongi apke liye video banane ki..
Maine bnaya to atpta bn gya mera shawl bekar ho gya re
Mujhe meri 8 saal ki niece ke liye poncho banana h...uski length 19 h to width kitni rakhe??
Febric ki length 23 inch rakhe aur width 10 inch rakhe banane ke baad length 19" ho jayegi. Ager side se fold krana ho to folding marjin alag se le.
@@SimpleCreationbyAnitaSingh thank you
Stawl nahin stole hai!
Hello mam ...mere shawl ki lambai or chodai sem aa rhi he to kya krna chaiye....please Ripley
Hi....Jitni aapki shawl ki lambai he double fold karne ke baad usme aapko 10 inch mince karna he to apki width nikal aayegi
fold krke hi sem aa rha he measurement...to konsi side kat krni pdegi
Simple Creation by Anita Singh please btaiye
Ager aapki shawl plain he to aap kisi bhi side se width le sakti ho, but ager usme design ya tassel latka hoga to use apko length lena he, aur fold wali side me 10 inch kam karna he, width waali side se apko cutting karni he
Simple Creation by Anita Singh thankyou so much mam 😍
Nice