As salamalaikum janab Mai bhi sach aapka khel pani kar raha hu mashaallah aapka khel pani accha hai aapki dua se mai bhi bohot kuch janta hu lekin apni tarif nahi or sach to ye hai aapka khel kar raha hu ( sedi ) ke 11 kabutar mar liye maine or mere 2 gire ek hi sedi kiya or maine ek hi sedi 11 mare hai 180 kabutar lara hu or sedi 140 hai daily 1 ya 2 aapki dua se?
Assalamualaikum BOHOT SHUKRIYA BHAI MERE COMMENT KA REPLY KARNE K LIYE AB MAI APNE Hyderabadi PATHHO PR bedhadak PETHE KA PAANI USE kr sakta hu ALLAH AAP KO JAZA E KHER DAE❤❤
❤Mashallah kabootar leye hai aap ne ustad ji ❤ or aap jaise ustad milna muskil hai abhi ke time me jo har ak chez batata hai..baki ak baat bolna chaunga ke USTAD KE KADAR KORO OR USTAD KE AAGE JANE KE KOSHISH NA KARO..q k maa baap ke baat whai hota hai jo apne ko sahi rasta dika ta hai..USTAD JI AAP KO DIL SE MANTE HU OR AAP KE LEYE BHOUT IZZAT HAI HAMERE DIL ME ..
Assalamualaikum bhai, Bhai apne ek video Dali thi jisme apne apne nar or mada ek sath kar rakhe the jisme kabutar Masti nhi kr Raha tha wo khel nhi bataya apne kya lagaya tha, nar or mada ek sath kr le or Masti m na rahe kabutar wo batao.
Assalamualaikum ustad ji Ustad ji koi aesa daana bato na ke saydi ka kabutar khaye to apne hi ghar ka deewana ho jaye ustad ji o mitha Daana wota hai na pls ustad ji batao
Assalamualaikum bhai masallah kabutar par kabhi asha rup nahi aya jasa Kashif king ke dahk rahk ma Aya hai allah kub name kare mare Bhai ka ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Aslamo alaye com kashif Bhai bilkul teek kiaa Ap teek Keh Rahe hain mere sath b ye mamlla ho chukaa he baqi apki video ka intzar rehtaa he bohat achaa shouk Karwa Rahe Hain app
Kashif ustad AP ne 2 cheez abi tak pore nhe ki pehli cheez AP ne bola ta k me batao ga k jab ham market se lete hai to on k sine kunde kaise check kar k le kiu k ab season start ho Raha h Banda market se le ga Thora asani ho jaye ge ham sab ko or dusri cheez magaz ka chiknao Jo kabotar urte hi sehdi k chat pe jaye ustad jee me ab nhe bola ga 3 bar bol diya hai AP ko
Assalam alaikum Kashif bhai mai up azam garh se hu apna nambar dijiye bhai mujhko baji .udana hai apse bat Karni hai bhai kabutar ko udane ke bare me bhai
❤❤❤ assalam walekum kya hal hai Kashi bhai Dali baat karo Pakistan Karachi se kasim bhai Sahi Kiya aapane aisi jagah Jana Nahin chahie Jo insan ki ijjat na ho aur koi uski baat Nahin mane Allah Tala aapka shahar swatantrata se aap humse allah Hafiz Sahab ko bahut Bhojpuri gana
asalam u alikum kashif bhai...Mashallah say ap ikhlaq bhut achaw hai apki videos dhekta hn bhut achaw lagta hai....ap ka rakh rakhao acha hai allah pak ap ko hamesha kamyab karain.. main pakistan say hn dua main yad rakhiyaa ga
Ustad ji sab ko aap ne vo kuch diya hai jo log salo menat kar hai ustad k chat par or ap na pasa laga te h fir bhi log kuch hunar nahi deta hai ya to aap k hi dil hai jo aap itna kar te ho or youtube wale ap ne dukan chala rahi hai
Ustad ji apne aj tak sab kuch btya he ab basane ka tarika or bata do acha wla bhai ksm se sediyo ne bhut nak me dam kar rakha he basa basa ke to hamre liye bhi kuch btana zarur ap ... Aslam mu alekum
Assalam u alaikum bhai yakin maniya jab ma na adhi video dakhi thi jab yahi socha tha ka ap ko bolo ka kashif bhai ya lal kabotar naiya khola. Ha ap na or ap na last ma khud bhi yahi kha
bhai kashif kabootar ka dimagh tez or pakka karny ka koi nuskha Q k bhai kaahif agr kabootar saidi ka a bhi jaye to saidi ciity mar kar us ko siyana kar deta ha or wo utarta nai ha chat par jab k us k new kabotar hein
السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبرکاتہ بھائی استاد کی بات تو رکھنی چاہیے کاشف استاد کیونکہ استاد استاد ہوتا ہے کاشف بھائی اپ کی اس کو بات رکھنی چاہیے تھی وہ کبوتر اس طرح نہیں دیتے اور اپ کہہ رہے تھے حساب کتاب ہے تو اپ کا حساب کتاب والی جو ہے وہ اس کا فرض بنتا ہے کہ اپ کے اس میں ساتھ دے بعد میں ❤بہت غلط کیا ہے ساتھ میں ❤
Bhai mera kabutar bhut acha lad raha hai or dur ke pale me lad raha hai lekin bhai me kabutar pakad nhi pata chad ke aate hai chale jate hai kya karo bhai
Bhai kabooter sedhay nhe ho rhay aaj 3sra din hai ap bata nhe rha bhai mu phar letay hain ur sirf bal letay rhatay hain amad bhe nhe hai koi palta wgra nhe latey bs 2 . 3 hawa urtay hain
Assalam walekum Kashif bhai first comment
Masha Allah kashif bhai kbtr tu axhay ur rhe hain❤
Ustad ji bhaee kabootar kaise basaee
As salamalaikum janab
Mai bhi sach aapka khel pani kar raha hu mashaallah aapka khel pani accha hai aapki dua se mai bhi bohot kuch janta hu lekin apni tarif nahi or sach to ye hai aapka khel kar raha hu ( sedi ) ke 11 kabutar mar liye maine or mere 2 gire ek hi sedi kiya or maine ek hi sedi 11 mare hai 180 kabutar lara hu or sedi 140 hai daily 1 ya 2 aapki dua se?
55 kbtr hain bhai
Ustaad jii ghar ke patho ke kaante phode ya na phode or kanto se kabutaro ko dikkat hoti hai ki nhi
❤❤❤
❤❤❤❤❤❤❤
Assalamualaikum BOHOT SHUKRIYA BHAI MERE COMMENT KA REPLY KARNE K LIYE AB MAI APNE Hyderabadi PATHHO PR bedhadak PETHE KA PAANI USE kr sakta hu ALLAH AAP KO JAZA E KHER DAE❤❤
Salam walekum bhai jaan Koi college Bata Denge isliye Hamari boundary Nahin Hai Koi Bullet Ka Pani vagaira
Kashibai assalam walekum wa rahmatullahi wa
Assalamualaikum kshof bhai ❤ mashalllah bht achy kbootr liye mashalllah ❤️ Allah apky naseeb kry...
❤Mashallah kabootar leye hai aap ne ustad ji ❤ or aap jaise ustad milna muskil hai abhi ke time me jo har ak chez batata hai..baki ak baat bolna chaunga ke USTAD KE KADAR KORO OR USTAD KE AAGE JANE KE KOSHISH NA KARO..q k maa baap ke baat whai hota hai jo apne ko sahi rasta dika ta hai..USTAD JI AAP KO DIL SE MANTE HU OR AAP KE LEYE BHOUT IZZAT HAI HAMERE DIL ME ..
Assalam walekum Kashif bhai kabutar ki nahan ki video de do
Ustaji kabotron mn chatak nhi hai koi pani bta do jis se kabotar chatakh se uthy.plzz lazmi jwb do.
Ustad ji mere kabootar bhookh bahut man rahe hain
MashAllah Ustad Sary Kabutar Bhot Achy h Size k Baki Apki Btaen Sari sai Boli hai❤
Masha Allah Nice Video ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
❤Kashif Bhai allha pak AP say Razi ho ❤❤ Rizwan ❤❤
Koi chikna Ho batao
Assalamualaikum bhai, Bhai apne ek video Dali thi jisme apne apne nar or mada ek sath kar rakhe the jisme kabutar Masti nhi kr Raha tha wo khel nhi bataya apne kya lagaya tha, nar or mada ek sath kr le or Masti m na rahe kabutar wo batao.
Assalam u alykum Ustad
Allah pak aapko hamesha khush rakhy
Ye bhi zindagi ka tajarba hota hy
Ustad
Allah pak aapko hamesha khush rakhy Ameen ❤
Oustad ji jo oustad ka taaby dar nhi wo shagired nhi bat bilkul jaiz the apke ousy bat suna chahiye the
Assalam walekum ustad ji ❤
Assalamu alaikum bade Bhai
Mashallah bahut acche Hyderabadi hai bhai
Assalamualaikum ustad ji
Ustad ji koi aesa daana bato na ke saydi ka kabutar khaye to apne hi ghar ka deewana ho jaye ustad ji o mitha Daana wota hai na pls ustad ji batao
Aur ustad kya hal hai khairiyat se ho ISI tarike se failta nahin batate raho aur ham Jaise anari ko sikhate raho Allah aapko Khush rakhe shehad de
Apne Ustad ki jo izzat na rakh paye us shagirad ko Aag kr dena hi behtar hai. ❤❤❤❤
Bade Bhai unko aap ki baat manni chiye thi unki galat baat thi
Bhai mashallah aapke chunav bhi aise Hain Allah se Allah kabutar ud jata hai❤
From pakistan❤❤
Bhai❤❤ I'm waiting
Assalamualaikum bhai masallah kabutar par kabhi asha rup nahi aya jasa Kashif king ke dahk rahk ma Aya hai allah kub name kare mare Bhai ka ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Assalam u aliekum bhi
Khariyat
Bhai apne bht hi achi bat kahi jo ustad ki bat na mane use uske hal p chhor dena chahiye
Ustaj ji mera kabootar ladne se bahut dur raha hai ladne ka kuchh nuskhe Bata dijiye Jaise kabutar dekhkar lade
Hello ustaad ji aap se contact kese ho sakta hai aap se baat kr ni hai bhut zaruri 😢🙏🏻
Aslam o alikum kashif bhai ap ne bilkul thik Kia, zeed ko apnay ustad ki baat manni chaye thi ,or ap jasay ustad ki to Kia hi bat he
Ustad ji saltnat kabutaron mein kaise aaegi Sansthan nahin a Rahi prakriti Tej nahin kar raha kabutar
Assalamualaikum Kashif bhai sab kharity hai.. Masha Allah se aap bhute acha se samjha te hai bhai Allah apko hamesha acha Rekha
Very nice Baro 😮😮
Bilkul sahi baat hai bhai 💯👍👍💯❤❤❤❤
Ustad kabutar basane ka khel batao
Bhai btado basane ka khel
Bhai jaan maine aapke haldi wale teen chikna aur dalen aur mere kabutar Khali Ho Gaye Alhamdulillah fir bhi bahut badhiya ud rahe hain
Aslamo alaye com kashif Bhai bilkul teek kiaa Ap teek Keh Rahe hain mere sath b ye mamlla ho chukaa he baqi apki video ka intzar rehtaa he bohat achaa shouk Karwa Rahe Hain app
Kashif ustad AP ne 2 cheez abi tak pore nhe ki pehli cheez AP ne bola ta k me batao ga k jab ham market se lete hai to on k sine kunde kaise check kar k le kiu k ab season start ho Raha h Banda market se le ga Thora asani ho jaye ge ham sab ko or dusri cheez magaz ka chiknao Jo kabotar urte hi sehdi k chat pe jaye ustad jee me ab nhe bola ga 3 bar bol diya hai AP ko
Ustad Ji basane Ka Khel bata do WhatsApp per
Bhai un pathoo k ma baap to dikhao
Assalam alaikum Kashif bhai mai up azam garh se hu apna nambar dijiye bhai mujhko baji .udana hai apse bat Karni hai bhai kabutar ko udane ke bare me bhai
Kasihf bahi inky kuhd k kabotar dar rahe hain magpai to orna tah
Assalamualaikum bhai maza a raha h kashif bhai kabutar ko basane ka khail dal den plizz
❤❤❤ assalam walekum kya hal hai Kashi bhai Dali baat karo Pakistan Karachi se kasim bhai Sahi Kiya aapane aisi jagah Jana Nahin chahie Jo insan ki ijjat na ho aur koi uski baat Nahin mane Allah Tala aapka shahar swatantrata se aap humse allah Hafiz Sahab ko bahut Bhojpuri gana
Bhut Sundar Bhai ji ustaad ji mera kabutar aacha udd rahe may 3 din chiknao or 2 din aapke wala pani day rahe hu yah kab tak dy sakta hu
Bhai ji reply jarur dyna plz
Bohot badhiya
asalam u alikum kashif bhai...Mashallah say ap ikhlaq bhut achaw hai apki videos dhekta hn bhut achaw lagta hai....ap ka rakh rakhao acha hai allah pak ap ko hamesha kamyab karain.. main pakistan say hn dua main yad rakhiyaa ga
Ustad ji namastey
Kashif bhai kabootar me khushbu kaise basaye
Jabardast Ustad ji
Style mein koi aisi chutki batao hamara kabutar shaadi ki chhat per to ja raha hai per Sidhi se kabutar lad nahin raha hai
Sir bal se kaise nikale kabootar ko pls btao
Bhai mere kabutar gir rahe hai sehdi ke yaha awaaz nahi sunre kya karu
Ustad ji sab ko aap ne vo kuch diya hai jo log salo menat kar hai ustad k chat par or ap na pasa laga te h fir bhi log kuch hunar nahi deta hai ya to aap k hi dil hai jo aap itna kar te ho or youtube wale ap ne dukan chala rahi hai
Ustad jiii mere liya kB time h ap mujhe bta do m jbhi aauga
Ustad adaab aap kayse hayn may Alhabad se ho
Ustad ji apne aj tak sab kuch btya he ab basane ka tarika or bata do acha wla bhai ksm se sediyo ne bhut nak me dam kar rakha he basa basa ke to hamre liye bhi kuch btana zarur ap ... Aslam mu alekum
theek kia kashif bhai ap ne
Bhai AP ne hmy Nasha lga dya ha apni video ka JB tk video na ay sakoon ni ata ha
Jo insan guru ki izzat na kare or.
kha na sune us insan ko gyaan kbhi ni mil sakta ❤
Bhai apka whatapp number dedo plzzz
Jazak allah
Bilkul sahi baat hai bhai❤
Assalam u alaikum bhai yakin maniya jab ma na adhi video dakhi thi jab yahi socha tha ka ap ko bolo ka kashif bhai ya lal kabotar naiya khola. Ha ap na or ap na last ma khud bhi yahi kha
bhai kashif kabootar ka dimagh tez or pakka karny ka koi nuskha Q k bhai kaahif agr kabootar saidi ka a bhi jaye to saidi ciity mar kar us ko siyana kar deta ha or wo utarta nai ha chat par jab k us k new kabotar hein
Ap sahi bol Raha ho guru ji bhot acchi bat h ap ke 👍
Sar ji kaun sa Dana de rahe ho❤
MashALLAH ❤❤❤❤
❤❤❤❤❤❤❤❤❤
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
😢❤❤❤
❤
❤❤
❤❤❤
💯👍🕊️👌
mashallah
السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبرکاتہ بھائی استاد کی بات تو رکھنی چاہیے کاشف استاد کیونکہ استاد استاد ہوتا ہے کاشف بھائی اپ کی اس کو بات رکھنی چاہیے تھی وہ کبوتر اس طرح نہیں دیتے اور اپ کہہ رہے تھے حساب کتاب ہے تو اپ کا حساب کتاب والی جو ہے وہ اس کا فرض بنتا ہے کہ اپ کے اس میں ساتھ دے بعد میں ❤بہت غلط کیا ہے ساتھ میں ❤
Bhai 133 din ho gaye hain intezar karty app ko yad he
💛💛💛
Mera kashif ustad agr mera msg dekh le to request ha un k shagird ki k mjhy reply kr den kuch important bt ha jazakallah
Ji Danish bhai Bataye Bhai ??? kaise hai aap?
Ustad ji...jamun ka sirka kis kam ata h .. please bta do...
Bhai mera kabutar bhut acha lad raha hai or dur ke pale me lad raha hai lekin bhai me kabutar pakad nhi pata chad ke aate hai chale jate hai kya karo bhai
Bhai aap mujhe sikha do
Me bhai aapko ustad banana chahta ho
Bhai kabooter sedhay nhe ho rhay aaj 3sra din hai ap bata nhe rha bhai mu phar letay hain ur sirf bal letay rhatay hain amad bhe nhe hai koi palta wgra nhe latey bs 2 . 3 hawa urtay hain
bahe same Mara sath ba ya masala ha plz ha