Meri knowledge me toh nahi hai sahi dose me de sakte hai. But sarso k ii khali me easily pest and fungus lagti hai aur infested k hn ali se nuksan hoga. Banana peel bina compost kiye liquid form me jaroor nuksaan karega.
Godle sa kar me laka ho jo garafenk naahe hoe to hos ae laka gea mhene ka ho keaa ha to kmle me lakane ka lea ka krna ho ga six mant ka ho kae grafenk ka lea kohe be beda ke shak na he mlte hae
Chote pot me growth jaldi hogi. Bade pot me pahle roots banegi fir plant me growth hogi. Chote pot me plant ko kum space rahegi toh wo Bonsai ki trah grow hoga. Bade pot me Plant khul ke grow hoga aur jab pot chita padega toh ek dum se stress me aa jayega So decide apke liye kya best hai
Jayada kyo dalna hai? Jitna dose ho utna dale. Nahi jalega. Sahi dose ke liye yaha ja ke check kare. shashingautam.in/web-shop/neem-khali-cake-powder-online
Sir इसमे मिट्टी कौन सी डालनी चाहिए जैसे काली या दोमट या जलोढ़ मिट्टी । मैंने सिल्ट मिट्टी का उपयोग किया था जो गंगा नदी के किनारे की मिट्टी होती हैं ये गर्मी मैं बहुत गर्म हो जाती है जिसकी वजह से मेरे सारे आम के पेड़ मर गए
Aajkal plants ki availability badh gayi hai. Sath hi google me Google map me local nursery ke reviews bhi milte hai. Acchi rattings wali nursery se lijiye. Variety ki jankari ke sath unse baat kijiye. Jaldi me nahi lijiye. Remote area me hai toh online try kijiye. Social platform par seller hai. Unki background check karke waha se order kijiye. Itna karenge to pasand ka plant mil jayega.
सर जी ज्यादातर लोग कहते हैं कि पहले प्लांट को छोटे गमले में लगाओ फिर बाद में जमीन में उसको ट्रांसफर करो लेकिन किसान लोग तो सीधे ही जमीन में पौधे को लगा देते हैं इस बात को लेकर के बहुत कन्फ्यूजन रहता है
But pot main har waqt pahele hote pot main lagana chahiye after 1 yr we shud transfer it to 18 to 24 inch pot later to drum of 50 lit ye koi nahi batata sabhi bol dete hain ki late he 18 inch main thus do...ek plant mera mar gaya isi galti ke karan ..
हमेशा की तरह एक बहुत उपयोगी विडिओ,
सर मैंने कहीं पढ़ा था की mango को सरसों की खली देना हार्मफुल है. क्या ये सही है ?
Meri knowledge me toh nahi hai sahi dose me de sakte hai. But sarso k ii khali me easily pest and fungus lagti hai aur infested k hn ali se nuksan hoga.
Banana peel bina compost kiye liquid form me jaroor nuksaan karega.
thanks sar
बहुत अच्छी और विस्तृत जानकारी...👍
धन्यवाद।
कृपया शेयर कीजिए।
Khup chhan mahiti dili dhanyavad 🙏 Maharashtr 🇮🇳
Dhanyawad
Bahut achhe tarikese apne bataya hai, Dhanya baad sir.
Thanks. Please like and share.
Really nice description.
🙏
Best suggestions
Thanks
बढ़िया❤
धन्यवाद
अच्छी और उपयोगी जानकारी।
आप एक ट्रेप के साथ तीन lure का ऑप्शन तो रखिए भी। फ्रूट फ्लाई ट्रेप का lure site पर मौजूद नहीं है।
Fast selling hai, quickly sold ho jata hai.
@@ShashiNGautam okay
Beautiful plants 👍✌️
Thanks a lot
Very good
Thanks. Please share.
सर जी रिप्लाय देने के लिऐ आपका धन्यवाद ❤
🙏
Great info
Thanks. Please Like & Share.
Godle sa kar me laka ho jo garafenk naahe hoe to hos ae laka gea mhene ka ho keaa ha to kmle me lakane ka lea ka krna ho ga six mant ka ho kae grafenk ka lea kohe be beda ke shak na he mlte hae
English or Hindi Only
Sir ek log video m bta rhe the ki aam k plant m neem khali ka use na kre. Isk use se plant p moj yani flower nhi ate h..kya ye sahi h.
Logo ne Neem Khali Mango me use kiya hai aur unhe acche results mile hai.
Sir kuch log suru m hi bde pot k liye suggest krte h. Apne chote pot k liye btaya. Confuse ho jata h sir kis size ka pot le.
Chote pot me growth jaldi hogi.
Bade pot me pahle roots banegi fir plant me growth hogi.
Chote pot me plant ko kum space rahegi toh wo Bonsai ki trah grow hoga.
Bade pot me Plant khul ke grow hoga aur jab pot chita padega toh ek dum se stress me aa jayega
So decide apke liye kya best hai
@@ShashiNGautam thanks
I have transplanted amprapali in a big pot. It was a small plant....will it grow or not ?shall I again transplant in small pot again??
You can share picture on WhatsApp +91 8285643316
Sir je gamle me kon se mangoo ke variety lag sakta hai plz say
Kis city se hai
Good
Thanks. Please Like & Share.
🕉️🙏🕉️
🙏
Sir Kolkata kay nursery bol rahian hain ki aam kay palnt mein neem ki khali Dene dey woh garmi se mar jata hain. Jaya yeh sahi hain?
Jayada kyo dalna hai? Jitna dose ho utna dale. Nahi jalega. Sahi dose ke liye yaha ja ke check kare.
shashingautam.in/web-shop/neem-khali-cake-powder-online
Sir इसमे मिट्टी कौन सी डालनी चाहिए जैसे काली या दोमट या जलोढ़ मिट्टी । मैंने सिल्ट मिट्टी का उपयोग किया था जो गंगा नदी के किनारे की मिट्टी होती हैं ये गर्मी मैं बहुत गर्म हो जाती है जिसकी वजह से मेरे सारे आम के पेड़ मर गए
Mango har trah ki mitti me hota hai.
Silt ko small quantity me hi add kare.
Sir sadabahar aapke pass h
Sir plants nahi rakhte. Organic fertilizer etc hai.
shashingautam.in/
Sir sadabhar kha se le
Original plant nursary per kam hi milta hai ham jase logo ko pata to hota nahi hai pl koi Sahi nursary bataye pl
Aajkal plants ki availability badh gayi hai. Sath hi google me Google map me local nursery ke reviews bhi milte hai. Acchi rattings wali nursery se lijiye. Variety ki jankari ke sath unse baat kijiye. Jaldi me nahi lijiye.
Remote area me hai toh online try kijiye. Social platform par seller hai. Unki background check karke waha se order kijiye.
Itna karenge to pasand ka plant mil jayega.
सर जी ज्यादातर लोग कहते हैं कि पहले प्लांट को छोटे गमले में लगाओ फिर बाद में जमीन में उसको ट्रांसफर करो लेकिन किसान लोग तो सीधे ही जमीन में पौधे को लगा देते हैं इस बात को लेकर के बहुत कन्फ्यूजन रहता है
Grafting set ho jaye then direct nursery polythene bag se jameen me laga le.
Kaunsi variety laga rahe hai?
Sir apke videos nahi aa rahe hain...
Doosre kaam me busy ho gaye hai. Kaushish rahegi doobara chalo karne ki
But pot main har waqt pahele hote pot main lagana chahiye after 1 yr we shud transfer it to 18 to 24 inch pot later to drum of 50 lit ye koi nahi batata sabhi bol dete hain ki late he 18 inch main thus do...ek plant mera mar gaya isi galti ke karan ..
Old practices yahi hai.
But ab ek sath bad pot me laga sakte hai aisa pay gay hai.
Jameen se bada pot hai kya koi?
Variety ka nam bhi bataiye sirji
Sir video dekha aapne? 5 variety ka naam hai.
@@ShashiNGautam amrapali, malika, langra, Sadabahar, thai variety... Ye 5 bataya to hai....
Ap jo ped lagaya wo kaunsa variety he?
Thai mango
मेरा आम का पौधा जमीन में लगा हुआ है लेकिन उसमें जब भी बरसात होती है तो उसमें हल्की सी गोंद क्यों निकल आती है
Ye mango sap hai jo ki stem damage se nikalta hai.
Kya plant par insects hai?