Bhaiji pyqs vali video toh yeh h ruclips.net/video/3JoHpmipMnk/видео.html Aur koi topic ho toh btaiye ek chota sa video bna dete hain? , physics m formulae saare kr leejiyega aaj accha level aaya h🙏🙏👍👍
@Learningwithabhinav ek to ap ka question tha uska answer 122 ata h 112 option me tha vo galat or ek ellipse me dono ki major length interchange krdi thi ek vector ka tha b.c pucha tha nikal c vector ki information nahi de rakhi
Bhaiji cool ho ke paper kriyega saare imp pyqs aur formulae phy chem m kr ke jaiyega, ioc se suru krke oc aur PC krke physics keejiyega, sab accha hoga All the best ji 👍👍🙏🙏
Bhaiji tough tha toh sabke liye tough tha , tbh Haa ji paper tough tha baki shift se, chem aur phy acche level ki yhi pyqs aur ncert dono se thi kuchh questions controversial. Aap april ke liye abhi se lag jaiye, pyqs last 5-10 yrs ke aur ncert pls tips pe kr leejiye ncert ki lines aur pyq se question aate hi h , maths toh tough aur lengthy aati hi h
@@Learningwithabhinav bhai chemisry mai last 5 years ka pyqs karlu and ncert ka har chapter read karlu , toh chemistry mai 85 - 90 marks aajayenga april attempt mai ??
Ha bhaiji aa jayenge ncert tips pe kr leejiye aur pyqs toh koi bhi rah na jaaye, Important cheeze ioc aur oc m likhte jaiye extra kuchh na pdhiye abhi Jitna extra chahiye (colors etc) uske video aa jayenge 10 -15 min ke 🙏🙏👍👍
bhai biomolecules par ak video if possible
Bhaiji pyqs vali video toh yeh h
ruclips.net/video/3JoHpmipMnk/видео.html
Aur koi topic ho toh btaiye ek chota sa video bna dete hain? , physics m formulae saare kr leejiyega aaj accha level aaya h🙏🙏👍👍
Bhai ap toh khud 8th me ho
Bhai 11th m hu
@Learningwithabhinav Acha sir ji toh abhi khud padh lo yrr syllabus bahut bada hai youtube manage karna bahut mushkil kaam hai
Bhaiji 11th 12th phy chem khtm h maths bhi ho hi jayega @@infernogaming2625
Bhai mera shift 2 28 ko tha chemistry mien v2o5 and 3 aur question exact yaad they ansewr thanks
Kya baat h bhaiji aapne toh din bna diya koi Question aapko yaad ho toh bta deejiye🙏🙏🙏
Bhai kahi se pata laga na yrr ki maths me 2..3 question galat misprint the
Koshish krte hain ji , aapka paper accha gya na , pyqs se hi aaya h yeh tough aata tha thoda isliye cutoff kam jayega
@Learningwithabhinav ek to ap ka question tha uska answer 122 ata h 112 option me tha vo galat or ek ellipse me dono ki major length interchange krdi thi ek vector ka tha b.c pucha tha nikal c vector ki information nahi de rakhi
Tension na leejiye bhaiji baki sab accha hua na ? Kucch galat hoga toh bonus mil jayega, aapke accordingly kya difficulty level tha
Bhaiya any tips for tomorrow
Bhaiji cool ho ke paper kriyega saare imp pyqs aur formulae phy chem m kr ke jaiyega, ioc se suru krke oc aur PC krke physics keejiyega, sab accha hoga All the best ji 👍👍🙏🙏
bhai mene sirf 26 question kia kuch ho payega kya
Mushkil h ji aap april ke liye mehnat jeejiye
bhai maina bhi bas 25 questions hi kia itna hard paper aagya
Bhaiji tough tha toh sabke liye tough tha , tbh Haa ji paper tough tha baki shift se, chem aur phy acche level ki yhi pyqs aur ncert dono se thi kuchh questions controversial. Aap april ke liye abhi se lag jaiye, pyqs last 5-10 yrs ke aur ncert pls tips pe kr leejiye ncert ki lines aur pyq se question aate hi h , maths toh tough aur lengthy aati hi h
@@Learningwithabhinav bhai chemisry mai last 5 years ka pyqs karlu and ncert ka har chapter read karlu , toh chemistry mai 85 - 90 marks aajayenga april attempt mai ??
Ha bhaiji aa jayenge ncert tips pe kr leejiye aur pyqs toh koi bhi rah na jaaye,
Important cheeze ioc aur oc m likhte jaiye extra kuchh na pdhiye abhi
Jitna extra chahiye (colors etc) uske video aa jayenge 10 -15 min ke 🙏🙏👍👍
Bhai meri 29 shift 1 hai plz bata do aapke channel se kya dekhu
Ji top 100 pyqs dekh leejiye important cheeze likhte jaiye