Sir Maine cutting lagai thi abi o 5 inch ka plant h usko ghana kayse banaye ki usme jada branch aye aur jada flowers mil sake ka mai DAP k dane dal sakti hy plz reply de 😊
2:41 pr aapne jo guldabdi dikhaya hai wahi wala maine kll nursery le kr aaya...to same waisa hi growth hai, growth bdhane ke lie jo chhote flowers aaye hai 2 3 unhe kaat dun?
Sir Radhe Radhe mere 2 question hai 1kya is time adenium ko report kr sakte hai ya nhi 2mere gudhal ke plant ki branch me Braun colour ke koi kide lge hai unhe kaise dur kre pls guide me
Radhey Radhey.🎉🎉 Agar aap north India se hain to ab repoting na karen.. Ye brown kide plant ko dead kar denge, ab neem oil se kaam nh chalega so use any good pesticides like Imidacloropid or melatheline
Nursery se chrysanthemum laya tha , bud agaye the magar sare leaves jalne jese hogaye , phir yhode thode new leaves arahe hain...kya jarun ab ??? Buds wese hi hain abhi bhi ... growth nahi dikh raha hai kuch bhi...😢
May be jab aapne unko repot Kiya ho tab kuch khaad or daali ho, tab leaves jalte hain... Ab aap bus jarurat se paani do koi khaad mat dena, jyada growth nh hogee buds already hain so unko khilne do
Sir mera gandhraj pahle mitti k pot mein thaa growth band ho gai dhyan rakhne k bavjood bhee ,ab jameen me laga diya hai ,chel to raha hai but growth nahi hai kya keru
Beautiful garden sharing friend thank you for the informative video 🎉🎉🎉🎉🎉
Thank you
अच्छा लगा इलाहाबाद धन्यवाद
Beautiful flowers garden 💐 😊
Thank you so much for your valuable information.
Most welcome 🎉
Dahliya ka plant cutting se lag jata hai
Sir mere guldawdi mey buds nhi ban rahey kia keru?
Bahut bdiya jankari di aapne bro
Thanks 🎉
Kya buds ko pinch kar dena chahiye taki zyada aajayein
Bahut acchi jankari aapane Di hai Joshi bhai
Thanks 😊
Buds ko pinch kar diya hai.
Buds phir se ayengi kya
Very hood
Thanks 🎉
Acchi jankari
🎉🎉 thanks
Seaweed de sakte he kya?
online lena padega aapko hamare paas nhi hai
Haa
Humare Patna me to thanda aya ho ni guldaudi sab aise hi hai kali me
Koi nahin wait karo
Onion peel dallsakhthy kyav bhiyya.....???
Haan ji weekly once but diluted ho
Sir Maine cutting lagai thi abi o 5 inch ka plant h usko ghana kayse banaye ki usme jada branch aye aur jada flowers mil sake ka mai DAP k dane dal sakti hy plz reply de 😊
2:41 pr aapne jo guldabdi dikhaya hai wahi wala maine kll nursery le kr aaya...to same waisa hi growth hai, growth bdhane ke lie jo chhote flowers aaye hai 2 3 unhe kaat dun?
Abhee to flowering time hai ab rahne do lekin thora liquid fertilizer de do
@rooftoporganics please answer sir?
mites ke solution(s) ke liye shukriya
Thank you 😊
Sir yeh bto chidkaw kerny ky ly market ke lal rang ke potas kitne lyne hai
Bahut cum spray karna hai ek litre paani m bus 3 gm...so apne hissab se le aao...250 gm bhee bahut chlega
Mai 3inch ka plan nursery se laai hu usme bud hai...kya karu bud pinch kar du ya badhne du aise hi
Nahin ab pinch mat karna
Plant bad jaye to usme kai aur plant agal bagal se nikal aate h inhe sabdhani se nikalkar dusre pot me laga le
Bhai, aapne milibug ke liye neem oil ke saath liquid fertilizer kaha kaun sa liquid fertilizer kya aap bata sakte hai
Mealy bug ke liye one litre water, 5 ml neem oil, half spoon any oil, half spoon liquid soap and half spoon vinegar....spray it over affected area
Sir ji, sarso khalli ka use rose plant me bhi kar sakte hai kya?
Yes once a month
Aap se baat karti hai,coal Bhatti ki Ash kya adenium and other plants ke liye,calcium and minerals ke liye use kar sakte hai kya, please javab dena 🙏🙏
Coal bhaati ki ash use kar sakte ho but dhyaan se jyada nahin otherwise pH alkaline ho jaayega...so use a little and once a month
@harishjoshi1731 thanks beta Ji 😘😘
Love you betaji, please apna number share Karo
Npk 19 19 ka spray kr skte h
Agar 00-50-34 ya 00-00-50 ho to jyada accha hoga...
You can spray it
Maine online sarso ki khali mangai thi but uspe fungus jaisi white layer ho gai h kya mai de sakti hu use?
Sir Radhe Radhe mere 2 question hai 1kya is time adenium ko report kr sakte hai ya nhi 2mere gudhal ke plant ki branch me Braun colour ke koi kide lge hai unhe kaise dur kre pls guide me
Radhey Radhey.🎉🎉
Agar aap north India se hain to ab repoting na karen..
Ye brown kide plant ko dead kar denge, ab neem oil se kaam nh chalega so use any good pesticides like Imidacloropid or melatheline
Thanks sir
Nice information Sir
Thanks 🎉
Pinching kb krni hoti hai ?
September to October, ab nahin
Nice sharing sir t
🎉🎉 thanks
@ 🙏🏻
Ab pinching nahi karna h kiya
No
Papita ke leaf turn ho rahi he koi saluton dijiye
Same problem
It is affected by thrips or mites...neem oil ka spray karo acchi tarah
Thank you
🎉🎉
❤❤
🎉🎉
Sir jay jagannath 🙏
Sorsha ka khali 1 lit pani main kitne dalenge sir
Depends for how many plants you wants to utilise it..for 10 plants just 100 gm...
@rooftoporganics thankyou sir 🙏
Mere kai plant to lite green ho gye h
Lagta hai thora watering jyada kar di ya nutrition m kami ho gai hai
Nursery se chrysanthemum laya tha , bud agaye the magar sare leaves jalne jese hogaye , phir yhode thode new leaves arahe hain...kya jarun ab ??? Buds wese hi hain abhi bhi ... growth nahi dikh raha hai kuch bhi...😢
May be jab aapne unko repot Kiya ho tab kuch khaad or daali ho, tab leaves jalte hain...
Ab aap bus jarurat se paani do koi khaad mat dena, jyada growth nh hogee buds already hain so unko khilne do
compost jyada hone se plant ke leaves burn hote h
जब हम बाजार से बीज के पैकेट लाते है तो उसमें से कुछ बीज बच जाते है तो उनको दुबारा use करने के लिए कैसे स्टोर करना चाहिए
Seal lock karke rakh lo
@rooftoporganics ऐसे ही या फ्रिज में रखना चाहिए
@@sunitayadav3544 kisi dark or cool jagah...air tight pack m rakh lo
छोटी वीडियो बनाएँ और सिर्फ काम की बातें करें तो ज्यादा likes मिलेंगे।
Thanks for your suggestions 🎉
Plants mere pass bahot h..lekin flowering bhot hi km hoti hai..or uper se alg alg beemari ho jati hai 😢
Ohh aap neem oil ka spray har 15 din m karen na🎉
Sir mera gandhraj pahle mitti k pot mein thaa growth band ho gai dhyan rakhne k bavjood bhee ,ab jameen me laga diya hai ,chel to raha hai but growth nahi hai kya keru
Usme kya khad dalni चाहिए jisse vo grow kere
Abhee thora growth cum hoga lekin February ke baad acchi growth hogee...abhee aap us planr ke chaaru or gobar ki khaad daal do
ठंड के साथ साथ पोल्लूशन भी तो बड़ रहा है।
Ji but plants hain to kya gam hai😅