Itna badhiya kaam gaadi ki itni care krna usko esa theek krna jese apni hi ho dekh k bahut accha lga sir. Aap jitna dekh rahe ho car ka jitna khayal rakh re ho utna to me apni khudki swift ka ni rakhta, Respect 🙏🏻
Bhout sunder Bhai. Aapka har video information deta hai. Mai government job me Hu par aapki har video ko dhekta Hu aur Kuch na Kuch mujhe Naya dhekne aur sikhne milta hai
मुकेश भईया को दिल से राम राम । कोई लेना देना नहीं है मेकेनिकल फिल्ड, पेशे से मेडिकल फिल्ड से हूँ परन्तु मुकेश भईया का वीडियो देखने का अलग ही मज़ा है । सुकून मिलता है देख के ताकि मुझे कोई कंफ्यूजन न हो 😀😀
Aap youtube k No.1 Car technician hoo. Aap ka video dekh te bahuth santhust milta hai. Kash Aap jaisa technician humare bangalore mai hotha. Aap bahuth taraqqi karoge in sha Allah
Nice video Mukesh Bhai. Aap se mujhe bohot kuch sikhne ko mila. Mein apni gari ki thode bohot servicing khud kar leta hoon.. ye sab maine apse sikha hai.🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Jhuk kara salam mukhesh bhai ese hi kam karte rahoo or......video bana ke dikhate raho hum kaafi wait karte hai dekhne ke liye....😍😍😍😍😍😍😍😍😍😍😍😍😍😍😍😍😍👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌
Apka her ek video mai dekhta hu...Dono channel v subscribe hai....apka new video k liye mai Bahut wait krta hu... Apka her ek video se mujhe bahut experience milta hai... Thx a lot sir ji
Apne kaam k liye lagan aur samarpan koi inse seekhe.. rooh khush ho jaati hai kaam dekh kar. .. Kabhi Delhi aana huya to milna chahunga Mukesh bhai se.... M frm distt kheri UP .. near Didhwa Tiger reserve..
Va mukesh bhai bohot zabardast aadmi ho aap accha indica 2000 model sir subha 5 minute white smoke dayti hai aur garam honay par nahi dayti aur meter ka kaanta up down horaha hai plz reply
meri swift desal 2014 model 1,48,000 chali hey, genuine service karva raha hu company mey se, engine kab tak chalegaa? means kitne km.. kab change karu car, abhi koi problem nai hey chalne mey❤❤please answer me sir..
36:56 Mukesh Bhai gadi Ka engine banne ke baad itne speed se nai chalana chaiye kyuki engine ke sab parts naye hai naa. Jab hum gadi nayi lete hai toh owners manual me bhi Likha hota hai ki 1000-1500km tak thoda slow chalao taki sab parts ek baar set hojaye. Baki video ek no tha
Bhaiya wo hazaro engine jod chuke kuchh experience se hi kar rahe honge jo unhone kiya nahi to engine banane me mehnat to unki hi lagi hai na agar engine bekar hoga to sabse jyada dukh to unhen hi hoga
Sir mere pas Verna 2012 petrol engine hai usme acceleration ka problem hai. Jab gadi drive karte hai toh automatically accelerat karna band kar deti hai phir dobara acceleter padal Ko dabao toh phir accelerate karne lagti hai normal chalti hai.. sir ek majedar baat or hai k East Delhi k jadatar mechanic fail ho chuke hai fault dhundhe me.
Mukesh Bhai mere i20 car asta 2016 model me start emission wala 30 empire Ka fuze har 15-20 din ur jata hai Car start nahi hota hai aur jaise hi wo fuze change karta hoon fir thik start hojata hai. Koi bhi mechanic aur koi bhi service centre iska fault aj tak pakar nahi paya. Fuze change kar karke chala raha hoon. Car 70000 km chal chuki hai 5yrs me aur ek baat iska heating meter Ka kanta humesha 5 point me hi rahta hai chahe 2 din k baad bhi start kare to heating point 5piont pe hi rahta hai aur sath hi sath Car Continueosly agar jyada chal jata hai to AC cooling hona band hojata hai fir 5-10 mint AC off rakhkar uske baad on karta hoon to fir thoda cooling hota hai fir kuch der baad cooling chhod deta hai.
Tata manza petrol coolant bhahar fhek ri thi or oil coolant mix hora tha toh head gasket or head ka facing karvaliya ab car ka temperature meter center se uper chali jati hai jab fan chalta hai fir center pe aajati hai... Coolant bahar ni fhek ri ab Rediator change thermostat change heater coil line direct sab karliya fir bhi or problem sovle nhi hori please batye kya problem hai pareshan hu... Gadi ok chalri hai pr tension lagri h fir kuch kaam na bad jaye🙏🙏
Mukesh bhai celerio ke video banaao engine ka mara celerio ka engine seaj ho gya hai aap ka shop kha pe hi mein siddhart nagar ka ho engine repair karwaai haii ek number engine repair kartay ho
Ish gaadi ke maalik ka review bhi dete , tab jaa ke lagta haan bhai bahut bhadiya kaam hua kyuki, paisa to khub laga magar customer ki kya rai hi yeh bataya karen last me apne video mein thanks
Itna badhiya kaam gaadi ki itni care krna usko esa theek krna jese apni hi ho dekh k bahut accha lga sir.
Aap jitna dekh rahe ho car ka jitna khayal rakh re ho utna to me apni khudki swift ka ni rakhta, Respect 🙏🏻
Bhout sunder Bhai. Aapka har video information deta hai. Mai government job me Hu par aapki har video ko dhekta Hu aur Kuch na Kuch mujhe Naya dhekne aur sikhne milta hai
Chamka diya pura engine.. super work.
मुकेश भईया को दिल से राम राम । कोई लेना देना नहीं है मेकेनिकल फिल्ड, पेशे से मेडिकल फिल्ड से हूँ परन्तु मुकेश भईया का वीडियो देखने का अलग ही मज़ा है । सुकून मिलता है देख के ताकि मुझे कोई कंफ्यूजन न हो 😀😀
मुकेश जी आपका काम बहुत ही शानदार है आप जिस तरह बारीकी से ज्ञान दे रहे हैं इसके लिए आपको दिल से सलाम
Aap youtube k No.1 Car technician hoo. Aap ka video dekh te bahuth santhust milta hai. Kash Aap jaisa technician humare bangalore mai hotha. Aap bahuth taraqqi karoge in sha Allah
Nice video Mukesh Bhai. Aap se mujhe bohot kuch sikhne ko mila. Mein apni gari ki thode bohot servicing khud kar leta hoon.. ye sab maine apse sikha hai.🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Video bohot accha hua sir... Aisa complete video dikhana har bar👍👍👍
👍 good work Mukesh Bhai
गाड़ी एकदम चकाचक कर दी..
Bahut badiya kiya jo iss channel pe upload kiya 2nd part swift ka🙂
Wah Mukesh ji आप ने तो कमाल कर दिया very nice👍👍
inspirational video h hm jaise mechanic bhai logo k liye
Jhuk kara salam mukhesh bhai ese hi kam karte rahoo or......video bana ke dikhate raho hum kaafi wait karte hai dekhne ke liye....😍😍😍😍😍😍😍😍😍😍😍😍😍😍😍😍😍👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌
sound se hi pata chal raha h ki bhahut badiya engine rebuilt hua h
Kamaal ka kaam hai, engine k Baad pheli vaar mein car start ho jati hai
Apka her ek video mai dekhta hu...Dono channel v subscribe hai....apka new video k liye mai Bahut wait krta hu...
Apka her ek video se mujhe bahut experience milta hai...
Thx a lot sir ji
Turbo repeir hota hai aaj pata chala aapke
Very informative video
Thanks
Wha bhai jabrdast informers ham jese naye mechanic ke liye
Superb Bhai achai engine fitting kardiya tum👌👌👌
Thanks Bhaishaab...check kiya mena sound is ok for my car
Bhai bahut sahi tarika hey engine krne ka
Mukesh Bhai crank or head ko kitne torque pe bolt tight krte hai torque wrench se?
Sir fiywheel ko ek hole hain jisme 14 ka bolt bethta hain timing lock krne ke liye aap gear box lagane se pehle bhi flywheel lock kr skte ho
Apne kaam k liye lagan aur samarpan koi inse seekhe.. rooh khush ho jaati hai kaam dekh kar. ..
Kabhi Delhi aana huya to milna chahunga Mukesh bhai se.... M frm distt kheri UP .. near Didhwa Tiger reserve..
गजब का काम किया मुकेश भाई आपने
Best Desi DIY Auto Channel...
Wah what a work mukesh bhai keep it up 😊😍
Va mukesh bhai bohot zabardast aadmi ho aap accha indica 2000 model sir subha 5 minute white smoke dayti hai aur garam honay par nahi dayti aur meter ka kaanta up down horaha hai plz reply
India No. 1 Mechanic 👨🔧 in India 🇮🇳
mast kaam hai apka bhai mere pas bhi swift Diesel hai koi problem ayegi apko btaunga
satna Madhya Pradesh 👍
Mukesh Ji, kis bolt me kitna torque de kar bolt ko tight karte hain.kripya yeh bhi batane ka kast karein.
Mukesh bhaiya dil se ram ram
And love you mukesh bhaiya
Vaha mukesh bhai u r great.....Realy....Aapse jo jankari milti h realy awesome....God bless u....
बहुत उम्दा काम क्या बात है 👍👍👍
Ek video engine gadi se kese nikalte hai, alternator, ac compressor kese chhodate ho?
Aaa gaya dekh ke aaya phla part
Swift dzire 2016 diesal model service charge kitna hoga..or gadi bahut kam chalti hai to service kab kitni time par karva leni cahiye please bataiye
Bahut Badiya mukesh ji..
Mukesh ji aluminium engine longevity jyada he ya cast iron ka? Aaj Kal to lagbhag aluminium ka engine aata he. Bataye thoda.
Aluminium
You are very knowledgeable. You must expand to imported German cars. You will do very well as your basics are clear
Sir ji aap great ho dill se love ho bade bhai 🥀🥀
Mukesh bahi isme crankshaft naya dala hai ya repair kia hai?
Ek namber video banate sar har foold batate ho sar
Mukesh ji bahut achaa bthaya aap n.good job
:::::::::BHAI::::::::
You are perfect mechanic bahi👍👍👍
Mukesh bhai , eh chain cover mein jo ek window hai , 4 star nut se lage hue yeh kis liye diya hai company ne ...
World no 1 mechanic.. Hats off sir.. 👌
Ram ram sir content no chahiya
My pass varna hi Pikap ke shamishy hi
Sir ap ka ak bada branch dalo soroom jasa ap ka kam jasa ha dil khus ho jata he
Mukesh bhai...mufler burn karne ke liye kya use karna...kerosene or petrol
Timing chain gaadi lena chahiye ya timing belt
Bhaya aap mere gari ka v video dal dete
Which company petrol engine vehicle better bayya?
Hyundai or maruti
Ek number kaam kiya app ne , thank you
Mukeshji Ram ram Mukesh
Me app ka har vidyo dekhta hu va Mukesh Ji app ke Kam ko Mera Salam
Mukesh vhai ismain crank. conecting or head ka bolt kitna tork Dena chahiye
Engine overhaul k bahar or showroom par kitna rupya lagta hai
👌🏻superb work mukesh bhai .
Love from Karnataka ramesha
ನಾನು ಕರ್ನಾಟಕ
Same nanu saha North Karnataka
Bhaya engine oil konsa dala dikhao dzire vdi key liya kon sa engine oil acha hai batao
Castrol Magnetic Diesel
Castrol magnetic d 05w40ye wali Jo car h
Car ke model ke hisab se engine oil dala jata h swift me 15w40 .05w40 .05w30 diesel car me petrol me dusre gread Ka oil dala jata h
Indigo cs 2010 57000km chali hai ac on karne pr 1400 tak RPM chala jata hai vhi upar neeche chalta rahta hai kya problem ho skti hai
आपका मतलब OEM - original equipment manufacturer.
मुकेश भाई एक व्हिडिओ force toofan /cruiser पर भी बनादो,,,,, देख कर मजा आ जाए,,,,,
Bhaiya block me kitni baar sleep dal sakta hai ki uska koi time rahta hai ki ek baar ya do baar hi dalega fir uske baad block change hota hai bataiye
Sir abhi ki sabhi gadiyo ko rava karne ki jarurat to nahi padti qki uske piston pehale se hi company se boil ho ke ate he
Hajaron Sal Jiyo Mukesh Chandra ji God Guruji Salam kam Kata Real Master ho aap
meri swift desal 2014 model 1,48,000 chali hey, genuine service karva raha hu company mey se, engine kab tak chalegaa? means kitne km.. kab change karu car, abhi koi problem nai hey chalne mey❤❤please answer me sir..
2lakh 50 Swift zdi only service time to time no problem cluch plate v nahi badliiii 5lakh Tak normal engine chalda
Sir decarbon effective hai k nai ha ???
AAP head bolt or main begean kitna tork karte ho or overhaul engine Ki lebar kitni lete ho jrur btana
36:56 Mukesh Bhai gadi Ka engine banne ke baad itne speed se nai chalana chaiye kyuki engine ke sab parts naye hai naa. Jab hum gadi nayi lete hai toh owners manual me bhi Likha hota hai ki 1000-1500km tak thoda slow chalao taki sab parts ek baar set hojaye. Baki video ek no tha
Bhaiya wo hazaro engine jod chuke kuchh experience se hi kar rahe honge jo unhone kiya nahi to engine banane me mehnat to unki hi lagi hai na agar engine bekar hoga to sabse jyada dukh to unhen hi hoga
Sir mere pas Verna 2012 petrol engine hai usme acceleration ka problem hai. Jab gadi drive karte hai toh automatically accelerat karna band kar deti hai phir dobara acceleter padal Ko dabao toh phir accelerate karne lagti hai normal chalti hai.. sir ek majedar baat or hai k East Delhi k jadatar mechanic fail ho chuke hai fault dhundhe me.
aap bhut aage jaaoge bhai
Very good work all videos mast
2013 ka swift dzire may 2017 ka diesel engine luck satta kya hua bataiye
Mukesji aapke pas Hyundai Verna petrol ca taiming btaye kiaa vala engine hii
Kyaa app catalytic converter saff krne ki vedio de sakte hai
Mukesh ji.. kithna karcha hua iss kaam ke liye?
Sir, apki awaj thodi kam aa rahi hai, agar coller mic lga ke baat kro bahut achhe se awaj ayegi,
aur aap bahut achhi achhi jankari dete ho, thanks
Sr engine rebuild krte sme kitne Torque pr tight krte hai btaya nahi bhar mechanic torque wrench use nhi krte hai
Mukesh Bhai mere i20 car asta 2016 model me start emission wala 30 empire Ka fuze har 15-20 din ur jata hai Car start nahi hota hai aur jaise hi wo fuze change karta hoon fir thik start hojata hai. Koi bhi mechanic aur koi bhi service centre iska fault aj tak pakar nahi paya. Fuze change kar karke chala raha hoon. Car 70000 km chal chuki hai 5yrs me aur ek baat iska heating meter Ka kanta humesha 5 point me hi rahta hai chahe 2 din k baad bhi start kare to heating point 5piont pe hi rahta hai aur sath hi sath Car Continueosly agar jyada chal jata hai to AC cooling hona band hojata hai fir 5-10 mint AC off rakhkar uske baad on karta hoon to fir thoda cooling hota hai fir kuch der baad cooling chhod deta hai.
कार के इंजिन का लाइफ कितना होता है? इंजन को ओवरहॉलिंग में कितना खर्च आता है?
Cytlic converter ki safai ka vidio do sir plz
Good work mukesh ji.....Jay ram ji ki
Tata manza petrol coolant bhahar fhek ri thi or oil coolant mix hora tha toh head gasket or head ka facing karvaliya ab car ka temperature meter center se uper chali jati hai jab fan chalta hai fir center pe aajati hai... Coolant bahar ni fhek ri ab
Rediator change thermostat change heater coil line direct sab karliya fir bhi or problem sovle nhi hori please batye kya problem hai pareshan hu... Gadi ok chalri hai pr tension lagri h fir kuch kaam na bad jaye🙏🙏
Aap sab batate ho but Kya cost aaya ye bhi bataya karo Taki or easy ho Jaye . Plz , thanks for your videos
Tata Indica Vista diesel me konsa piston and ring dalwane chahiye
Sir chevroket spark rpm up down idling problem and exceleratpr badhane par wapas kam ni hota badha hua rehta h
Please iska koi solution bto
Bhi mera fiat Punto multijet hai. Issame sabi parts suzuki ddis se milathe kya bhai??
Mukesh bhai celerio ke video banaao engine ka mara celerio ka engine seaj ho gya hai aap ka shop kha pe hi mein siddhart nagar ka ho engine repair karwaai haii ek number engine repair kartay ho
सर टाटा टेलको लाईन का 4×4 आटोमेटि लोकिंग हब कैसे काम करता है
Bhaiya swift 2012 model me esteem k engine Ka block laga sakte Hain kya...
Ish gaadi ke maalik ka review bhi dete , tab jaa ke lagta haan bhai bahut bhadiya kaam hua kyuki, paisa to khub laga magar customer ki kya rai hi yeh bataya karen last me apne video mein thanks
मुकेश भाई वाल्व की लिफ्टर को आयल प्रेशराइज कैसे किया यह पता नहीं लगा
Ram ram .......love you dada .....love from kolkata
Excellent👍👏👏👏👏👏 Mukesh Bhaiya
Sir ji agar men bering kharab ho gayi to kya kya dikad Aayegi
sir enjan k chote chote parts ka nam aur uska kam kya hota h video banaiye
Beautiful work ❤🎉
Mukesh bhai👍 maja agaya
Bhai meri gadi fiat punto hai einjen jaam ho gaya hai kiya dikkat ho sakti hai lamsam kitna kharcha ho sakta hai
Ek dum zabardast . Daba dab daba dab