Maine is video mei 2 caps dikhayi hai, ek maine already banayi hai lemon color wali usme total 91 fande hai, aur jo Sky blue color ki Cap hai jisme mai aapko bun kr bata rahi hu isme maine 103 fande liye hai... 10 numbers ki needles ka use kiya hai aur four (4) ply ki Wool hai. Border banane ke liye maine 11 no. Ki needles ka use kiya hai
Aur isi k according aap apne baby k head k hisaab se, fande kam jyada kr sakte hai...Aur Jo bhi viewers video dekhte hai, please aap bina skip kiye ya forward kiye video ko dekhein, tabhi aapko samjh aayegi.
Is tarah ki cap 2 saal k bache k liye banane mei aap 103 fande daale. Baaki koi query hai is design se related toh aap mere pinned kiye hue comments ko ache se padhe...
Hey! Thank you for asking. Aap newborn baby k liye aise cap banana chahte hai toh aap 63 fhande daale, 10 number ki needles se knit kare cap ko, aur border 11 number ki needle se banaye. 🙂
Nhi, aapko 1 silaayi chorkr phir bich mei 3 ka 1 karna hai.. agar koi confusion hai toh mera pinned kiye hue comments jaroor padhe. Video skip krk na dekhein, aise samjh ni aayega, complete video dekhein. Thankyou!
M a biganer ... Mujhe kuch samajh mein nhi aaya ... Aap 90 loops se start karke achanak 103 loops mein kyu chali gaye ?? 90 loops ka jo cap hai usko kaise complete karenge ??
Abhi aap bich ka Bata rahe the uske sath ya FIR border ka batane Lage yahan fir Na confusion ho jata hai aur aapane yah bhi nahin bataya Abhi Tak ke bich wale fande ulti taraf hi ghata Sidhi taraf hi ghatane hai yah donon side
Hi! Agar aapko koi confusion hai toh mere pinned kiye hue comments jaroor padhe. Video skip krk na dekhein, aise samjh ni aayega, complete video dekhein. Thankyou!
aap border 6 silaaiyon ka bhi bna sakte ho ya 8 silaaiyon ka, maine yeh poori cap 10 number ki silayi se banayi h aur, border mei 11 number ki silayi ka use kiya h
4 month k baby k liye aap 85 fande le, baaki aap bache apne k head k hisaab se fande kam jyada kr sakte hai... mere andaaze se 85 fande lena theek hoga, baaki aap mere is video pr pinned kiye hue comments jarur padhe, maine detail mei sab bataya hai... thankyou

Kitne year k bacche k liye h yeh size??
Q t a 6 by by😊😅😮😢🎉😂❤
Age se zyada baby ka head size matter karta hai, so head ka naap lekar banana hoga.@@vandanajindal1716
😊😊😊😅😅😮😢🎉❤p
Jasbeer mam tusi great ho. ❤🎉
Thankyou So much 🙏, but mera naam Jasveer kaur Hai 🙂
Very easy and beautiful design thanks for sharing 👍💐🌷💐🇬🇧
Most welcome 😊
Thnk u so much ❤️❤️❤️bhut sundr cap bni h
Woww..mindblowing aunty
Thanks a lot🙏😍
Nyc 👌🏻
Nice Cap 👌🙏
Nice cap
Unique
❤❤❤
Beautiful cap ❤️
X6
Very unique design, yeh kitne saal ke bache ke liye hai, it's beautiful 👍
1 saal se dedh saal k bache k liye banayi hai lemon color wali cap aur isme 91 fande liye hai, 10 number ki needle, aur 3 ply ki baby wool.
Very nice
Nice cap Maine to 3 cap banai
Wow nice
4 saal k bchhe k liye kitne fande daale
10 number ki needles le aur 113 ya 115 fande daale.
Beautiful cap
Nice
👍👍
Mam aapne yeh sunder cap kitne sal ke kid ke liye baaya hai
Very nice aunty ji gbu
Thanks a lot🙏🙂
Mam2 month k baby ka leya kitna fanda dalta hai plz reply
New born ke liye kitne fande dale?
Agr 65 phandy len to kia bech se tb bhi 3 isi trhn kam krne hn??
ji, jo beech k 3 fande hai, dono side se ek-ek fanda ghatt ta hai, beech k fande k saath.
22 sal ke liye kitne fnade plz
Vaise yeh baby cap hai, lekin agar aapko 22 saal k liye banani hai toh aap 120 fande le lijiye..
@@JasveerKaurCreations thanks mam
@@JasveerKaurCreations 22 saal k liye aap 120 fande keh rhi h or 5 year baby k liye 123 ya 127
103 liya hai
Aur plz batai 2saal ke baby ke liye kitne fande daalen
Is tarah ki cap 2 saal k bache k liye banane mei aap 103 fande daale. Baaki koi query hai is design se related toh aap mere pinned kiye hue comments ko ache se padhe...
Mam 90 fande me kitni lmbai krni hai
Mam pls aap inches me bi labaaee bataya Karen 🙏🌟🌟🌟
If thick wool then how many stitches cast for 0 to 6 month baby? Please let me know earlier
For 0-6 month baby, you can cast on 75 stitches and use 11 no. needles for border and 9 number for knitting.
@@JasveerKaurCreations thanks 🙏 ji
Kya ismai ek hi pom pom dal sakte hain??
No, is tarah ki cap mei 2 hi pom pom bankr lagenge...Jo is cap ki shape hai isme 2 pom pom hi ache lgte hai.
4y k boy K liy bana sakty hain
5 months baby boy k liye kitne funde lagane hongeh???
85 fande
😊😊😅
New born baby k liye kiyne phande dalne h
Hey! Thank you for asking. Aap newborn baby k liye aise cap banana chahte hai toh aap 63 fhande daale, 10 number ki needles se knit kare cap ko, aur border 11 number ki needle se banaye. 🙂
@@JasveerKaurCreations thnks ma'am
Hr row m bich m 3 ka 1 krna h madam please btao😢
Nhi, aapko 1 silaayi chorkr phir bich mei 3 ka 1 karna hai.. agar koi confusion hai toh mera pinned kiye hue comments jaroor padhe. Video skip krk na dekhein, aise samjh ni aayega, complete video dekhein. Thankyou!
5 sal ke bacche ke liye kitne fande dale mam
M a biganer ... Mujhe kuch samajh mein nhi aaya ... Aap 90 loops se start karke achanak 103 loops mein kyu chali gaye ?? 90 loops ka jo cap hai usko kaise complete karenge ??
Share
Jo blue cap hai woh thodi si badi banayi hai, usme total 103 fande hai, aur jo lemon colour wali Cap hai usme total 90 fande hai. 😊
Mem aap batate batate ekadam na confuse kar dete Ho
Abhi aap bich ka Bata rahe the uske sath ya FIR border ka batane Lage yahan fir Na confusion ho jata hai aur aapane yah bhi nahin bataya Abhi Tak ke bich wale fande ulti taraf hi ghata Sidhi taraf hi ghatane hai yah donon side
Mam mujhe 7 saal ki beti k liye ye cap banani h pls bataye ki kitne fande daalne h?
Vardhman ki baby wool mei 113 fande daalne hai, aur border 11 number ki needle se banaye, aur poori cap 10 number ki needle se banaye.
Pom pom kaise aur kahan jaise lgane h. Please btayen
Pom Pom Kaise Banana hai aur Lagana hai, Yeh Seekhne k liye aap Video ka 2nd part Dekhein Click here ruclips.net/video/0V2F-TcopD8/видео.html
3 y baby ke liye kitne fande le mam
110 fande aur 10 number ki needle use kr sakti hai aap.
@@JasveerKaurCreations mam mre baby ka head bada h or hair v h to mujhe thori lose size chahiye...kitne fande dalu ....
Newly born to 9 months ke liye kitne fande daale?
75 Fande.. Viase Bache k sir k mutabik aap 2, 4 fande kam jyada kr sakte hai .
Mam popo kase lgane h
Pom Pom lagane k liye is video ka second part dekhein... Click here: ruclips.net/video/0V2F-TcopD8/видео.html
Hlo mam teen plai pushm me 1 year ke baby ke lea kitne fande dalne honge
Rply please mam
1 year baby k liye aap 113 fande lein q ki aapki wool 3 ply ki hai, aur 10 number ki needles use karein.
3 sal ke baby ke liye kitne fande dalne hai...or kitni wool lgegi mam
100 fande.. 55 se 60 gm wool lg jayegi ...
Aap bol rahe ho ulti side fnde ghatane nhi he fir ek side ka aap ghta rhe ho mujhe samjh nhi aya ye
Hame 5 months ke baby ke kitne phande dalne hai
89 fande
Fundy bdane nhi h kya
11 number ki needles se border banaye aur upar aap 9 no ki needles lagayein... Fande badhane nhi hai..
Silai no
10 no.
One year babi ka fandhy kitany
Thik se nai dikhta h
Mam aap please yah bataya Karen ki kitne inch lambai hai aur kitne inch chaudai hai tab hi samajh mein aaega
5 year baby ke liye kitne fande le
123 ya 127 fande le aap, apne bache k head k mutabik aap daal lein fande
Is cap ko silna betaya
Foll kasabana
usde lyi is video da second part vekho tuci. ruclips.net/video/0V2F-TcopD8/видео.html
Mam born baby k liye kitne fande dale
New Born Baby k liye aap 65 Fande daale..Thankyou for reaching out to us.. Keep Supporting my channel, do like the videos & share🙂🙏
@@JasveerKaurCreations mam upr last m kitne rakhenge
Mam 3 year ke baby k liye kitne fande dale
Cap sunder hai per aap explain nahi ache se Kar payi 103 stitch se start Kiya tha fir 90 kaise kiya
Mam jo blue cap hai usme 103 stitches hai, lemon colour wali mei 90.
@@JasveerKaurCreations ok
Not understand clearly
confusn hai ..
Hi! Agar aapko koi confusion hai toh mere pinned kiye hue comments jaroor padhe. Video skip krk na dekhein, aise samjh ni aayega, complete video dekhein. Thankyou!
one year k bache k liye ktne fandy hnge ??
95 fande
9 month k liye Kitna phande daley
mam border mei kitni silayi hogi?
aap border 6 silaaiyon ka bhi bna sakte ho ya 8 silaaiyon ka, maine yeh poori cap 10 number ki silayi se banayi h aur, border mei 11 number ki silayi ka use kiya h
4 month ba y k liye kitne fande le