Sir ji mere pas muscle grid 24 volt 100ah lithium battery he kya me isko microtek 24 volt inverter and smarten ka mppt charge controler ke sath laga skta hun please guide
2.5 kva ka smartun ka inverter hai mppt isle 2 lead acid battery lagi hui hai kya isme scoty ki 48v ki lithium battery lead acid battery k sath laga sakta hu...
Lekin bms battery ke saath milta hai/Battery ke andar hota hai. Inverter me nahi hota Normal inverter par bhi lithium battery chalti hai bas volts match Karo Inverter and battery ke. 48v ka normal inverter pe 48v 100ah lithium battery chal sakti hai.
Mai lithium ion battery banana chahta hu please koi help kijiye sir please 12 voltas 200ah bana sakte hai aur BMS laga sakte hai aur light se inverter connect kar sakte hai ya nahi
@@AMITPARWALA 12V 100ah ka battery pack he or BMS 12V 4S 100A wala he. Last week Genus Jazz model ka inverter liya hu. Wo lithium battery support krta he. Daily sochta tha ki full backup use kru pr kal raat light gai or ab tak nhi aai. Inverter ne raat 8 bje se subah 04:40 tak backup diya. 8-12 bje tak 4 light, TV, Fan chala or uske baad sirf fan chala. Dikkat to ab tak kuch aaya nhi
Thank you so much, very good information
72 watt ki lithium battery ka bsm ka price?
Sr mere pass mahindra ki 100 ah or 48v ki battery h bms bhi h usme to usko use kr skte h
Most important point covered by you in this video...no one tells this
Agree, no one is covering this topic , i have a 48v lithium battery and looking to buy a inverter for it.
@@Dinesh-Bhardwaj u may check nexussolar, electrover and urbna urja
Bms battery main direct laga dakte hai
Inverter main jarurat bhi nehi hei
Thank you aapne bahut achhi jankari di
आगे आने वाला समय लीथियम आयन बैटरी का ही होगा । भविष्य में सभी बैटरी निर्माण कर्ता कम्पनियां भी भी एम एस युक्त बैटरियां बनायेंगी।
Ager lithium battery me BMS inbuilt ho to kya wosko direct solar pannel se charge kar sakte hai ya solar controller lagana hi hoga
Sir ji mere pas muscle grid 24 volt 100ah lithium battery he kya me isko microtek 24 volt inverter and smarten ka mppt charge controler ke sath laga skta hun please guide
Is se lithium ion battry 12volt 24ah ka battery se chla skte h kiya BMS laga hua he battery me
2.5 kva ka smartun ka inverter hai mppt isle 2 lead acid battery lagi hui hai kya isme scoty ki 48v ki lithium battery lead acid battery k sath laga sakta hu...
Good information
Lithium battery me BMS laga kar inverter par chala sakte hai
Lithium-ion phosphate Batry 4sbms. 3.2volt ki. 432700betry se pack banaya h es betry ko normal invertor se charge karle kya clear it
Lekin bms battery ke saath milta hai/Battery ke andar hota hai. Inverter me nahi hota
Normal inverter par bhi lithium battery chalti hai bas volts match Karo Inverter and battery ke.
48v ka normal inverter pe
48v 100ah lithium battery chal sakti hai.
Right
hi sir mere pass electric scooter ka bettery he uska me inverter bana sakta hu kya ?
Charging or discharging ke voltage mein antar hota hai
Bhaiya mere paas 48 volt ka erikshaw wala lithium battery hai uske liye mujhe kaun sa inverter lena chahiye aap bataiye
Hello sar men Pakistan se hon mere pasmaxpower inverter model vmll5000 he men us ke sat beside wali lithium battery lgana chahta hon
क्या mppt pcu में bms लगाया जा सकता है
BMS is used on battery directly as it requires direct physical connection with battery on different cells individually.
48 volt Lithium 100amp battery kaun sa inverter lagega batane ka kasht kare
Bhai sahab bms ke bin koi lifepo4 nahi banata app sirf okaya ko pramote ker rahe ho
सर आपने हमारी सारी प्रॉब्लम साल्व कर दिया
48V 100AH lithium battery (In-built BMS) ko hmare ghar par use kaise karte hai
Pls comment
Apko adhuri jaankari h aajkal sabhi battery k bMS laga aata h
Agar hum apne lithium batteries main bms laga kar simple inverter chala sakte hai
Nhi
Mai lithium ion battery banana chahta hu please koi help kijiye sir please 12 voltas 200ah bana sakte hai aur BMS laga sakte hai aur light se inverter connect kar sakte hai ya nahi
Okaya ka battery ka price kitna hai
लिथियम आयन बैटरी को BMS लगाकर इनव्टर पर लगा सकते है??
Ager battery me hi bms laga de to
Inverter ki volt bhi dekhni padti h
Bhai mene normal inverter ke sath lithium battery ka setup banaya h or bms lagaya hua he.. to koi dikkat to nhi he.
No
Kitne volt aur kitne ah ki battery hai aur kon sa inverter hai. Abhi koi problem to nhi a rhi hai
@@AMITPARWALA 12V 100ah ka battery pack he or BMS 12V 4S 100A wala he. Last week Genus Jazz model ka inverter liya hu. Wo lithium battery support krta he. Daily sochta tha ki full backup use kru pr kal raat light gai or ab tak nhi aai. Inverter ne raat 8 bje se subah 04:40 tak backup diya.
8-12 bje tak 4 light, TV, Fan chala or uske baad sirf fan chala.
Dikkat to ab tak kuch aaya nhi
@@MohammadShamsagejuha Apne BMS me Cell ki High and Low voltage limit kya set ki hain?
@@AMITPARWALA usme aesa koi option to he nhi. Bus cable ko battery se connect kr diya. Daly brand ka he. Smart wala nhi he.
Adhuri jaankari
🔥

Pulstron Lithium LiFePO4 51.2V 42AH Inverter/ Solar Battery/Electric Vehicle
Lithium battery m BMS hota h लगा हुआ
राम राम भायी
bhai mere bms k bina koi lithium battery nai banti ,sahi jaankari do kisi ko promote mat kro
अधूरा ज्ञान हमेशा खतरनाक होता है l
Agar jankari nahi ho to video Matt bano, .
Thank you so much, very good information