Mandir ka timing kya h ?? Kya mandir duphar mai chalu rehta hai??? And mujhe station se jaana ho toh kaise jaye and kitna time distance pr h station se yeh temple??
Mandir Timing : subah 4:30am se 1:00pm uske bad 4:30 sham se 09:00pm baje tak Distance around 6 to 7 km App video puri dekho details already hai usme sara
Arti Timing 4:30Am to 5:00 am Mangal Arti 7:30Am to 8:00 am Shringar Arti 12:30Pm to 1:00 pm Raj bhog Arti 4:30Pm to 6:30 pm Vaikalika Arti 7:00Pm to 8:00pm Gaur Arti
45 mins by Road from Matunga to Thane (which includes Toll naka). And By Railway train Take a ticket for Thane station (travel time approx:- 30 mins) from there take a Bus or an Auto (travel time approx 10 -15 mins). Radhe Radhe 🙏🏻🥭
Hare krishna hare krishna krishna krishna hare hare hare ram hare hare ram ram ram hare hare 🙏🙏🙏🙏 Ram Sita lakhan bojaranbali Sita Ram Sita
Radhe radhe
Jay shree krishnaa🙏
Very nice video 😊 nice videography 😊
Thank u so much👍🏻🙃
Jai krishna, Radhe Radhe 🙏
radhe radhe 🙏
jai shree Krishna❤
hare krishnaa🙏
Jay shree krishna Radhe Radhe
radhe radhe
Thanks bhaiya ❤❤
🙏👍🏻🙃
Radhe Radhe 🙏
radhe radhe
❤ थैंक्यू ❤
🙏👍🏻
Hare Krishna 🙏🪔🙏
Hare krishna🙏
Bike parking hai kya
bike parking to nhi h
Balkum se vapis thane k liyye kon c bus jayegi
apko vaha se easily auto mil jayegi
bus apko balkumb naka se mulund railway station ke liye kafi sari milegi
thane ki bus thoda kam hai
Bhai return ate vakt auto sharing auto kitna leti jai per person 😅
auto 30 sharing me
Next time please mention bus number as well thane east or west
in video description already explain bus no
from thane west
Last time kya h mandir ka ..4:00 se........?
9pm
Mandir ka timing kya h ?? Kya mandir duphar mai chalu rehta hai??? And mujhe station se jaana ho toh kaise jaye and kitna time distance pr h station se yeh temple??
Mandir Timing : subah 4:30am se 1:00pm uske bad 4:30 sham se 09:00pm baje tak
Distance around 6 to 7 km
App video puri dekho details already hai usme sara
Bhaiya morning me kitne bajje open hotta hai mandir
didi mandir to 4:30 baje subah se hi open ho jata hai
Arati ka timing kya hai sir?
Arti Timing
4:30Am to 5:00 am Mangal Arti
7:30Am to 8:00 am Shringar Arti
12:30Pm to 1:00 pm Raj bhog Arti
4:30Pm to 6:30 pm Vaikalika Arti
7:00Pm to 8:00pm Gaur Arti
Hello bhai,
bus me jake stop ka kya naam bolna hai?
wellaman Compny
Aye kese return
station ke liye direct sharing auto milegi bus bhi h
Bus stop ka naam kya hai
Balkum naka and Green runawal city
ye dono jagah utar sakte ho app but green runawal city mandir ke just bagal me hi hai
Prasad ki kya vyvstha hai.
Bhagwan ko prasad chadhane wala abhi to nhi milta mandir parisar me
But apko mandir ki taraf se khane ko prasad diya jayega
Thane se kons bas pakdna hai bhaiya
Balkum
@@suyashpatil474 okk thank you
93 no
Bhaiya thane se bus number kya hai or stop ka name kya bolna hai
93 bus no
Bhaiya Bus no kya hai ? kitna no bus jati hai Thane se iskcon temple.
83 aur 93
6/7 no bus stop se apko mil jayegi
Mein matunga Mein raheti hu ..agar mein matunga station par 4 bajr pauchti hu toh mein mandir kitne baje tak pauch jaugi..
Sirf 30 min me bus agar apko time par mila to
Nhi to direct auto le lena 50 lenge vo sharing me
45 mins by Road from Matunga to Thane (which includes Toll naka).
And
By Railway train Take a ticket for Thane station (travel time approx:- 30 mins) from there take a Bus or an Auto (travel time approx 10 -15 mins).
Radhe Radhe 🙏🏻🥭
Mein Jaa kar aai...woha bus ka bhut problem hain ...jaane ke liye problem h bus ka par woha se station aane ke liye problem nahi h ...
7kilo meter hain Thane station se ....
Auto 50 leta h per person
Thane se mandir kitna kilo meter h. ..aur mandir east mein h ya west mein ...
west me
5km
Rather Range.
Matlab?
Bus number kya hai
83 and also 93
Fare 13 for men
7 for women 👍🏻
Bus ka time kya he
Fix time nhi hai koi Har adhe ghante ya 15 min me mil jayega
sharing auto bhi hai 50rs per person me
Or aate time bus available he or rikshaw
@@Mansi_rane09 haa milega easily nhi to app balkumbh naka chale jana vaha se mulund aur thane ki bus milti hai
Aacha thike...thanks
Bus no kya
93
Bus no to bataoo
93