Sir जयहिंद, क्या मे consumer (civil) case मे सरकारी अधिकारी (जिसने legal notice का reply किया) को BY NAME उसके पद के साथ और विभाग का नाम लिख कर party बना सकता हूँ?
Sir meri sister ki death ho gayi thi apne sasural me usne sucide kr liya tha leakin police ne hamare bayano pr case daraj kiya 306 me or case court chala gaya or us case ka faisla meri behen ke sasural valo ke hak me aa gaya hamne jo bi byan likh vaye to vo sab juth pad gaye or abb case katam hone ke baad jab maine meri behen ki nanad or uske sausral ke gaon vale sarpanch se vaise hi baat ki to vo sari bat chit me puri batte hame bta rahe hai jo us din hui thi jo ki hamare bayono ko sach sabit karti hai or abb mere papa ne high court me appeal ki hai or agar bagwan na kare kal ko case chalte chalte ke bech mai mere papa ko kuch ho jaye to case ka kya hoga or hamari recordings high court me accept hogi ya nahi
Very nice video
Thanks
nicely explained
Thanks
Sir जयहिंद, क्या मे consumer (civil) case मे सरकारी अधिकारी (जिसने legal notice का reply किया) को BY NAME उसके पद के साथ और विभाग का नाम लिख कर party बना सकता हूँ?
Yes
Sr Crpc 376 me 164 hone ke bad, yadi victim ki mritu ho to keya hoga
164 के स्टेटमेंट के बाद यदि मृत्यु हो जाएगी तो उसे डाइंग म डिक्लेरेशन के रूप में बयान को पढ़ा जाएगा
Sir meri sister ki death ho gayi thi apne sasural me usne sucide kr liya tha leakin police ne hamare bayano pr case daraj kiya 306 me or case court chala gaya or us case ka faisla meri behen ke sasural valo ke hak me aa gaya hamne jo bi byan likh vaye to vo sab juth pad gaye or abb case katam hone ke baad jab maine meri behen ki nanad or uske sausral ke gaon vale sarpanch se vaise hi baat ki to vo sari bat chit me puri batte hame bta rahe hai jo us din hui thi jo ki hamare bayono ko sach sabit karti hai or abb mere papa ne high court me appeal ki hai or agar bagwan na kare kal ko case chalte chalte ke bech mai mere papa ko kuch ho jaye to case ka kya hoga or hamari recordings high court me accept hogi ya nahi
Pratyek mamla High Court merit per sunta hai donon pakshon Ko sunane ke bad v kis nishkarsh per pahunchta hai ya nahin kaha jata hai
Sir isme kal ko bhagwan na kare ki mere papa ki death ho jaye to kya je case vahi khatam ho jaye ga ja agge chale ga
420,,406 me abhiukt k marne k baad kya hoga
Abhiyukt ke viruddh apradhik karyvahi avertment mein samapt Ho jaati hai uske viruddh aage koi karyvahi apradhik prakaran mein nahin hogi
Partiwadi paisa lekar mar gaya tab kya hoga sir
Uske legal representative art vaidhanik pratinidhiyon ko pakshkaar banaaiye