Bhai ye indicator lagane lene ke bad jitane indicator hai battery se barabar jalenge ki roshni kam ho jayegi esake aalawa kuchh aur nhi lagana hai na plzz aap bataye
Bro ye indicator lagane na aapka baki indicator ka light kaam hoga or nahi hi bina mtlb ka battery se jante rahega jab tak aap indicator switch se on nahi karoge tab tak nahi jalega or nahi koi gari me problem layega kuki main isko abhi tak use kar raha hu koi problem nahi aaya hai
Bhai mere yaha showroom me nahi mil raha injun guard nahi mil raha h sir aap waha seh khareed k mere address me post kr denge toh help ho jayega sir me os k extra money pay bhi kr dunga aap koh address me delivery kr ne k
Lekin zabbardast lag rahe hai superb
Ha bhai
@@br34burner bhai yeh light ek piece kitne watt ka hai ??
❤❤🎉🎉🎉SB 125
Bohot sahi👌👌👌
Good keep it up
Keep going full support kro Bhai ko
Good job bro
Thanks bro
Fantastic bro😮
Mujhe v lagana hai Mera bike me kuch din ke baad
Gud brother ❤
Bhai ye indicator lagane lene ke bad jitane indicator hai battery se barabar jalenge ki roshni kam ho jayegi esake aalawa kuchh aur nhi lagana hai na plzz aap bataye
Bro ye indicator lagane na aapka baki indicator ka light kaam hoga or nahi hi bina mtlb ka battery se jante rahega jab tak aap indicator switch se on nahi karoge tab tak nahi jalega or nahi koi gari me problem layega kuki main isko abhi tak use kar raha hu koi problem nahi aaya hai
Sorry *jante nahi jalte
Bo
Usko nut khehte hy...
Bhai maine same process se lagaya par kuch din ke baad working band ho gaya 😢😢😢
Bro kuch na kuch galti kiye hoge ya lights kharab ho gaya hoga
bro bike k liye kon sa wax polish use karta hai
Moto max polish achha hai bro
@@br34burner matt Balck colour k liye
@@br34burner mine aaj hi baike book kari hai matt colour me achha haina colour kai dikkat to nahi hoga na age jake
Ha sab bike ke liye best hai
Achha hai bro
Kaha milega yeh same indicator
Bro link discription me hai
सर ये लाइट मुझे भी लगनी है अपनी घड़ी में
Ha jarur lagaiye aapne bike me
Nut wager sab saath me aate h is k
Ha ha bhai
@@br34burner bhai aap ne Honda 125 me enjoy guard nahi lag waya h
Nahi bro usse ground clearance kaam ho jata hai agar village side bike le jage toh problem karta hai
Bhai mere yaha showroom me nahi mil raha injun guard nahi mil raha h sir aap waha seh khareed k mere address me post kr denge toh help ho jayega sir me os k extra money pay bhi kr dunga aap koh address me delivery kr ne k
Plz sir help kr do sir yaha kaha nahi mila mujhe
Bhai aap ne engine gard nahi lagwaye ho kiya
Bro main gaya tha service centre yaha bhi engine guard available nhi tha 7 days bola tha wait karne ko
Bina hol kare hota to kaam ki baat thi
Bro use fevikwik agar hole nhi karni toh
Bhai hole karo stable reheta hai aur utna wing ka pairt bohot sasta bhi milta hai
हर लाइन में गाइज़ गाइज़ बोल के बहुत बोर कर रहा है क्या बिना गाइज़ बोले अपनी बात नहीं बताई जा सकती है
Bro aab mujhe toh pata nahi hai ki aapka naam satish hai ki naam leke bolu