Shampu ji mere ticoma plant mein abhi Tak flowering nhi hui hai 2 saal ho Gaye lgaye hua mein iss 120 rupees ka nursery se lai thi usmey kab flower aayenge
Pehle din to bahut feel hua ki trimming ki adenium ki Par phir laga kaam ka hissa hai Aise to kabhi sale nahi kar paunga Mann to mera nursery kholne ka bhi hai Plants se pyaar hai par ek limit tak hi laga sakta hu har cheej Iss lie chahta hu ki mere through sab ko greeny aur acche plants mile 😊🙏
Amazing video🌹🌹❤❤
Very beautiful Flowering Plants 🌼🌸🌼🌸 knowledgeable tips thank you Sir ☺️ Happy Gardening Sirji 🌹❤️🌹❤️
😊🙏❤🌹
Sir ji mere tecoma m melibug to nai ants bahut aati h soil m bhee and flowers pr bhee plz solution btaaye
Thank you! Ji Maine Aaj hi ye plant kharida hai but care pata nahi thi
😊👍
Very nice❤❤❤❤❤
Sir kochia fire bush plant pe bhi thoda batao . If possible I love that plant .
Wow nice
Sir ....Aap Maharashtra me bhi plant bhej Sakte ho kya?
इसकी प्रूनिंग कब करनी चाहिए
जय हो🙏
😊🙏
Cosmos plante review please
Dir aspne zed plants sab sale ker diye ya hai aapke paas abhi?
Mere pas iske 2shead h
Kya hm iss apse mngwa.sakte h orange dwarf tikoma. Please
Please bataye mere tecoma plant me flower aane band ho gye hai
Mere pass iska ticoma vine type ka hai...bahut flowers deta hai
👍👍
You are best shampy g, please plant kis temperature bat dia kry,hr area ki sardi ayr garmi ka temperature different nota ha ,
Thanks from Pakistan
Hanji jaroor 😊👍🌹
Sir mere pass v hai ye plant par full nahi deta iske liye kya kare plz bataye
👌👌😊😊😇😇🙏🙏🥰
😊🙏
Sir g rose plant ki hard pruning ab kar sakty hain ? ?
October starting
@@shampysgarden thanks
Aap pass adenium plant to hai
👍🌴👍🌿👍
Sir mere pass ye podha zyada baarish se murjhane laga fir sukh gayan kya karu isko bachane k liye aap please batayiye kuch
Paani dena band kar dijie kuch din aur gudai kar k sunlight dijiega
Mitti dry hone dijie
Phir fungicide daal kar acche se paani dijie
Shampu ji mere ticoma plant mein abhi Tak flowering nhi hui hai 2 saal ho Gaye lgaye hua mein iss 120 rupees ka nursery se lai thi usmey kab flower aayenge
Vdo k last main fertilizer k baare main bataya hai wo dekh lijie
Ab aapka adenium rack khali lag raha h 😊😊
Hmm
Koi na phir bhar jaega isse bhi jyada
Jin plants ko hum bacche ki tarah palte hi fir unhe sale karna shampy bhai aap ko feel nhi hua
Pehle din to bahut feel hua ki trimming ki adenium ki
Par phir laga kaam ka hissa hai
Aise to kabhi sale nahi kar paunga
Mann to mera nursery kholne ka bhi hai
Plants se pyaar hai par ek limit tak hi laga sakta hu har cheej
Iss lie chahta hu ki mere through sab ko greeny aur acche plants mile
😊🙏