यहां आप जो भी मुझसे सवाल पूछेंगे उसका जवाब आज से ठीक 3 दिन बाद वीडियो के द्वारा दूंगा आपके सवाल इस वीडियो से संबंधित होने चाहिए ताकि सवाल जो है मिक्स ना हो धन्यवाद 🙏
सर् मेरे यहां केंट ro, uf, uv लगा जब इसको ऑन karte है तो इसकी main लाइट on होती मगर 10 से 15 मिनट बाद लाइट fluctuate होने लगती और केंट off हो जाता है क़भी2 तो यह समस्या 5 मिनट में ही दिख जाती है किर्पया कोई सोलुशन बताएं
Sir mera r o ka lag bhag 8 month ho chuka hai ..or uska sefty filter bhi saf hai lekin do din se chalu krta hun to 2 minute chalne ke bad khud bnd ho jata hai pani bharat hi nahi us me kiya samasya ho sakta hai
isme check karo SV sahi hai ya nahi aur usme low pressure switch Laga Hai Tu usse bhi check karo Saathi membrane aur booster pump kabhi check karo booster pump kai baar Pani speed mein nahi nikalta Kyunki uska head kharab ho jata hai aur membrane ko check karo membrane block hone ki wajah se bhi aisa hota hai in saree cheezo ko rectify karo in mein se Kisi Ek mein problem hai
Sir apki video badiya hai, ro ki tanki full hone k bad, ro stop hojatha hai, aur drain me leakage hotha rehtha hai jis se water level kum hojatha aur fir se ro start hojatha, jab ro start hotha hai thb drain se pani flow thoda kum hotha hai, pls is samasya ka hal bathayiye
Paji kya main 2 pre filter lga sakta hu apne ro main kyun ki mere yahan ka BOREWAIL TDS 1000 HAI.Pump 100gpd ka aur pani k tank 3rd floor pr hai. kya wo bhi chang krna padega ya usse hi kaam ho jayega.membrain vontron ka nhi milta hai to dusra best option bataye.agra main kewal 2 wholesale shop hai.qwality km monopoly item jyada hote hai.plz suggest me.thanks
Can we repair membrarance how we come to know about rate and quality of spares, what will be the price of TDS checker. Sir u are positive from all sides, I prefer friends like u, thanks
Veer ji, Thank You So Much, Veer ji Kent Grand ke filter mai kon si Membrane fit ho sakti hai, Filter ke Alarm ko band karne ke liye kya karna hoga please bataye, mere Kent Filter ka Alarm on ho gaya hai, usko kaise thik kiya ja sakta hai. Please bataye. Thank You.
Do Karan hai ho sakte hain pahla booster pump ka pressure kam ho gaya hoga yah membrane kharab ho gaya hai Sabse pahle booster pump ko check karo FIR membrane ko badal do Agar booster pump sahi hai to thank you
Sir mera ro jo livepure ka hai usme pani nhi a rha hai aur n hi waste pani nikl rha hai maine sv ko change kiya fir whi problm hai motor to chlta hai fir motor ka pipe niklane pr chek kiya fir bhi pani nhi a rha hai..... jb ki 2 mahine phle uski service karvya hai.. pr usne membren nhi change kiya tha pls riply
Hello mera aquaguard ro +uv ka enhance model he .... 1.5 year complete ho gaya he ..... ab problem ye ho rahi he ki outflow me paani aaraha he lekin clean water nahi aaraha he .... please bataye kese solve kare ?
Sir ek bat btaiye agr ro use krte hain to uske minarals and important components nikal jate hain to iske liye konsa fillter lgana chahiye or konsa nhi , hmare ghar pani canal ka ata h jo ndiyon se ati hain ,to muje service krte wqt ab dobara konsa konsa fillter lgana chahiye and tds is pani ka kitna hona chaiye ro se ple or bad me plzz help me...
यहां आप जो भी मुझसे सवाल पूछेंगे उसका जवाब आज से ठीक 3 दिन बाद वीडियो के द्वारा दूंगा आपके सवाल इस वीडियो से संबंधित होने चाहिए ताकि सवाल जो है मिक्स ना हो धन्यवाद 🙏
Good Bhai
सर् मेरे यहां केंट ro, uf, uv लगा जब इसको ऑन karte है तो इसकी main लाइट on होती मगर 10 से 15 मिनट बाद लाइट fluctuate होने लगती और केंट off हो जाता है क़भी2 तो यह समस्या 5 मिनट में ही दिख जाती है
किर्पया कोई सोलुशन बताएं
Sir mera r o ka lag bhag 8 month ho chuka hai ..or uska sefty filter bhi saf hai lekin do din se chalu krta hun to 2 minute chalne ke bad khud bnd ho jata hai pani bharat hi nahi us me kiya samasya ho sakta hai
isme check karo SV sahi hai ya nahi aur usme low pressure switch Laga Hai Tu usse bhi check karo Saathi membrane aur booster pump kabhi check karo booster pump kai baar Pani speed mein nahi nikalta Kyunki uska head kharab ho jata hai aur membrane ko check karo membrane block hone ki wajah se bhi aisa hota hai in saree cheezo ko rectify karo in mein se Kisi Ek mein problem hai
Sir water bht slow aata ....12litre filter hone ke liye kitna water waste hota h
Nice aapki video dekh ke Maine apni washing machine ko Thik kiya or who theek bhi ho gayi thanks so much I like your videos keep it up veer ji
Sir aapne bahut accha information de rahi hai aap kam seke na bolrahi o usme doubt nahi hai kuch log bolega o booljahiye god bless you keep it up sir
Washing machine me water drling problem ho raha tha theek ho gayi Aap ki video se help mile thanks veer ji bole sonehal sastriya Kaal
Thanksyou're so much sir Ro ki information Dene k liya
Good job arora ji ap ka video aacha laga
Good information thanks
Bro you have detail knowledge. Ignore stupid comments.regards
Bhuhut hi achi trike se bataya sir
Thanks sir.... Mujhe thodi confusion tha vo apne clear kar diya h....
Helpful information bro thanks 👍
thank you very much bahut acche dhang se bataen
Paji tussi great ho..
Thanks
Very interested session, thank you so much
Thanks 😊 sir g ..... Good explanation
Thank you so much
thank you Sir.
bahut Vadhia tarike naal samjhayeaa hai Ji.
Very good information about R O filter I like it sirji.
धन गुरु नानक ।
सही मलुमात दी है.
Very Nice & informative video, cleared many doubts. Useful for the people who like DIY for home RO.
Thank u sir.
Apka har video knowledgement rhta hai sir.
Apke explain krne ka tarika bahut achchha hai.
Thanks sir aap link share karte rahiye
You have very good understanding,
Paji tussi ta chha gye.youtube bich ro to laye sabte badiya video.sab chutiyapa karde ni awesome.
Very very useful video 👌
Thanks You
Tusi great ho paaji
thank you so much
Very nice sir
Sir apki video badiya hai, ro ki tanki full hone k bad, ro stop hojatha hai, aur drain me leakage hotha rehtha hai jis se water level kum hojatha aur fir se ro start hojatha, jab ro start hotha hai thb drain se pani flow thoda kum hotha hai, pls is samasya ka hal bathayiye
Very very nice video 👌
Very nice video sir
I learned a lot from u sirji... thank u .very useful information.
Paji apka video pasad aya
thank you
लेब्रोन जाने पर पानी का टेस्ट नहीं लगता क्या सर
achchha lga sir
Muje ye kam sikhana hai sir me abhi ac ka kam kartahu
Nice👏👍
Thank you bro
Very nice
good explained bro
Sir mere Kent RO ka water test achha nahi lag rha hain isme kya problem ho Sakti hai??????????
Paji kya main 2 pre filter lga sakta hu apne ro main kyun ki mere yahan ka BOREWAIL TDS 1000 HAI.Pump 100gpd ka aur pani k tank 3rd floor pr hai. kya wo bhi chang krna padega ya usse hi kaam ho jayega.membrain vontron ka nhi milta hai to dusra best option bataye.agra main kewal 2 wholesale shop hai.qwality km monopoly item jyada hote hai.plz suggest me.thanks
Ro ka kam sikhna tha patna me hai ya koi or uchit jgh btaye
Good brother
Sir Ro our aqwagard ekhi hai kya
Please batao sir
Nice... Video sir
Sir humare yaha 180×10tds aa raha he to muje pure water ke liye kiya karna chahiye ro me
Kitna tds pani pina shi rhta he kitna jyada or kitna km
Ro ka Pani ka swad sahi nai aa Raha he konsa part badalne par thik hoga mera Kent ka r o he ...plz show me by video
membrane
Chemical chhe membrane kya clean kar sakte hai?
Sir tds jiyadha rakhne sy faedha hy kom rakhny sy body healthy hoga?
Nice sir
Nice video
Can we repair membrarance how we come to know about rate and quality of spares, what will be the price of TDS checker. Sir u are positive from all sides, I prefer friends like u, thanks
Boring ke pani ke lie kaun sa filter lagaye?
Sir ro me pani nahi aa rahi kavel waste water aa hai
Sir, waste water aur pure water ka TDs lagabhag same hai.kya problem ho sakti hai.plz tell me sir
Sr Iska tds kitna rhena chahiye
Nicly explained
Paji minimum Kitna tds hona chahi hai.please bolia paji
6 mahine se band pade RO kaa istemaal karnaa chahiye ya naya RO khridnaa chahiye RO pippn main fungas yaa kaai jam jaaye to kyaa karen.
Thanks bai
bhai aap rahate kahan ho please bataiyeh hamare ro kharab ho gaya hai
Guru g tds kitna hona chiea
Kaunsi company k sediment aur carbon filter lagana chahiye.. memberane kaunsi company ka lagaye
Hi-Tech ka
New memrin lagane ke baad bhi paani khara aa raha h
अगर रिजेक्ट में पानी स्लो और फ़िल्टर मे ज़्यादा स्पीड से आ रहा हो तो उसका क्या कारण हो सकता है जी। कृपया बताइये जी
Pani kharab aa raha hai .Pani filtar nahi ho raha hai .Kya kare
Thankyou paa ji
tds 80 se abhi 130 ho gaya sirf 2 hr me ishka kya reson hai
SSA bai ji, please tell me agr RO nu bina water supply ON kr k chlaiye ta RO on hoega ya nahi?
Veer ji, Thank You So Much, Veer ji Kent Grand ke filter mai kon si Membrane fit ho sakti hai, Filter ke Alarm ko band karne ke liye kya karna hoga please bataye, mere Kent Filter ka Alarm on ho gaya hai, usko kaise thik kiya ja sakta hai. Please bataye. Thank You.
bhai uv ka kiya rool huta hai aur benifit Kiya bataye please reply thanks paji.
Asslam.o.alikum sir membrane se purifier pani kam arha hy. Ky problem hoskti hy.? Memberen bhi new dala hy.??
Do Karan hai ho sakte hain pahla booster pump ka pressure kam ho gaya hoga yah membrane kharab ho gaya hai Sabse pahle booster pump ko check karo FIR membrane ko badal do Agar booster pump sahi hai to thank you
Dhanyvad
thanks veer g
Kitne tds ka water sahi rhta h
Bhaji pump to baad memron nu supply deni pendi aa
Low pressure switch ki wiring kis mein jodne hai
adaptor ki DC voltage mein
Ro spare parts price Bata sakte ho sir
Nice video sir
Sir ji ro se alarm ki awaz aa rhi h. Kya kuch kharab ho gya h ro me ?
My agtotal reviva not functioning though all are ok.Pl. claify
Sir paani dheere aane ka kaaran fr bhi ho sakta hai na
Nah . Iska Karan membrane aur booster pump ho Ta Hai
Sir sv garm hoti ha or not agar hoti ha to how mach
Sir Sada filter da pani in wala leak hon deya ha sir eada kee karan ha
Carbon aur sediment konsa company ka lagana aaccha hota hay?
Pls rply dijiyega.
Kent aur aquagard chorkar.
Hitech company ya Aquafresh company ka
Sir mera ro jo livepure ka hai usme pani nhi a rha hai aur n hi waste pani nikl rha hai maine sv ko change kiya fir whi problm hai motor to chlta hai fir motor ka pipe niklane pr chek kiya fir bhi pani nhi a rha hai..... jb ki 2 mahine phle uski service karvya hai.. pr usne membren nhi change kiya tha pls riply
Good morning sir sir aqau Aro ka pani kam nikal raha h kya problem ho sakti h
Hello mera aquaguard ro +uv ka enhance model he .... 1.5 year complete ho gaya he ..... ab problem ye ho rahi he ki outflow me paani aaraha he lekin clean water nahi aaraha he .... please bataye kese solve kare ?
Sir RO +UV me pani jyada kadwa kyu aata hai isko thik kaise kate
पानी का टेस्ट नहीं लगता उसका किया गया है वह बताओ
Membrane filter change karo membrane ki vajah se hi test Mein Fark padta hai thank you
sir TDS 10 k aas pass aa raha h?,jo ki health k liye acha nhi h,asi membrane batyeye jo ki tds 80-90 tk le aaye ,mean water rejection 80% he ho
thank you
Ager sendiment filter ulta laga deto kiya hoga
Dikkat to bahut hai sir sediment pahle lagane se agar corbon free hua to membreane chock nhi hogi kiya
Sir ek bat btaiye agr ro use krte hain to uske minarals and important components nikal jate hain to iske liye konsa fillter lgana chahiye or konsa nhi , hmare ghar pani canal ka ata h jo ndiyon se ati hain ,to muje service krte wqt ab dobara konsa konsa fillter lgana chahiye and tds is pani ka kitna hona chaiye ro se ple or bad me plzz help me...
Hi sir fr knowledge full detail in hindi
tds 30 huna ya 100 kounsa achcha hai
Bhai lock down chal rha h.. Or mere r.o. start ni ho rha.. Btaoo ky kru m..
Sir smps ur adepture dono lagana zarori hain ?sir smps ki fiting karna bata dijiye