ब्लॉक पर पैसा मांगा तो 100 दे रहा था वो बोला 300 दो नहीं तो आगे नहीं अप्रूव होने दूंगा फिर 200 पर मान गया आज जा रहा हु फिर सिस्टर का जमा करने लेकिन आज 300 लेकर जाऊंगा
Upload fully certified Khatauni along with Aadhaar and attested declaration form of Pradhan Mantri Kisan Samman Nidhi. Is problem ka solution kya hai please bataiye
Bihar me pm kisan Salahkar keh raha hai ki jis ka 2019 se Pehle Apne Naam par Zameen hoga wosi ka Approval hoga , Accept hoga? Kiya yahi Rools hai kiya?
Dear, mdansrraja3531 PM Kisan Yojana ke tahat, sirf wahi kisan patr hote hain jinke paas kheti yogya zameen hoti hai. Yeh zaroori nahi hai ki zameen 2019 se pehle honi chahiye. Mukhya shart yeh hai ki aavedan ke samay kisan ke naam par zameen honi chahiye.
सर मेरे आधार में जो एड्रेस है वह दूसरे गांव का है और मेरे नाम पर जो कृषि भूमि है वह दूसरे गांव का है दोनों गांव एक ही तहसील के अंदर में आते हैं रजिस्ट्रेशन करूंगा तो किस गांव को select karunga
Dear, rajbalvirsinnh4657 Thankyou for your comment Apne rajya ke krishi vibhag ki official website par jayein. Agar aapke rajya mein koi national level ka portal available hai, to waha bhi apply kar sakte hain. Kuchh rajyon mein kisan registration ke liye alag-alag portals hote hain, jaise "Kisan Portal," "Rajasthan Kisan," ya "Krishi Swayam Sahayta."
Sir, hamara land mere grandfather ke naam par hain aur unka death ho chuka hai aur land mere father ke naam pe register nahi hua hai, toh main land registration details par kya likhunga? Plz reply sir
Dear, amitgandhi8880 Aap PM Kisan yojana kisi ke name par form ko fill kr sakte hai bas par zammen uske name par honi chahiye tabhi aap apply kr sakte hai. Comment krne ke liye aapka bahut "Dhanyavaad".
Dear, ankurankur9900 Thankyou for watching my video Aapko bata de ki Pm kisan nidhi yojana main Address apne khet ka fill krna hota hai, tabhi Aapka form accept hoga, wrna form reject ho jayega.
Dear, digitalindia Aapka comment humri team ne note kr liya hai bahut jald aapko is topic par video humre youtube channel par dekhne ko mil jayegi. Aapke comment krne ke liye bahut bahut "Dhanyavaad".
Dear, ptlgpuno Thankyou for your comment Aap apne form ka status check kre ro dekhe usme district level par kyu reject hua hai iska kya reason hai. usko dekh or sahi kare fir aapke account main paise aane lagenge.
Block level aur state level verification ke approved k liye: Paisa mangta hai nahi reject kar deta hai akal sab Paisa ka lalach bad gaya hai ek kisan par 3000 lutta hai tab unka approved karta hai jharkhand mein warna reject kar deta hai unlog. Aj kaal kar har jagah Paisa ka hi baad hota hai is par koi karway nhi hota block level: BDO,ps,cm,GRS,Je,ae,Log pall, sab annual percentage Paisa mangta sab ghus ka jamna aa gaya name online kinkin koi kaam ka nahi.
sir me 5 din se form filup kar rahe hai mera form save nahi hota hai. save karne par back ho jata hai plese help me...... state Bihar wait for replay...
Dear, HindiCartoonNetwork Aapke documents (khasra-khatauni, Aadhaar number, bank account) ka verification process mein ho sakta hai, jis wajah se aapka application pending dikh raha ho. Kuch samay ke liye pratiksha karein aur portal par application ka status regular check karte rahein.
Post payment bank me account bana liya sir but abhi tak show ho raha hai bank not mapped 1month bhi ho gaya hai aadhar seeding bhi ho gaya check Kiya bank me phone Kiya wo bhi bola hai ho gaya installment failed ho gaya bata raha hai ab kiya kare plz reply.
Dear, booyyahgamers2154 Thankyou for watching my video Agar aapne Post Payment Bank mein account bana liya hai aur Aadhaar seeding bhi ho gayi hai, lekin abhi tak aapka bank account "Bank not mapped" dikha raha hai, to NPCI ke madhyam se yeh ensure karein ki aapka Aadhaar card sahi tareeke se NPCI Mapper mein linked hai ya nahi.
Dear, prashantshukla2.065 Aapka PM-KISAN aavedan abhi processing mein ho sakta hai aur system mein update nahi hua hoga. Thoda samay dein, kyunki kabhi-kabhi data ko portal par update hone mein kuch din lag sakte hain. Aap kuch dino baad fir se status check karein.
@@aadeshpatil7777 wahi upload kar de to koi dikkat to nahi hogi aur ha ye batao ki 6 page ki hai to sare page upload kare kya jabki mera name first page me hi hai
Dear, a2gkstudy95 Thankyou for your comment PM Kisan Samman Nidhi Yojana mein aavedan karne ke liye, aapko aam taur par apni khatauni ki zarurat hoti hai, jisme aapke bhoomi swamitva ka vivaran hota hai. Tehsil se pramanit khatauni ki zarurat nahi hoti hai, balki saadharan khatauni hi kaafi hoti hai.
Apne najdeeki krishi vibhag ya tahsil karyalaya me jaake adhikariyon ko batayein ki aapki ID ya documents mein galti hui hai. Aap unhe farzi jankari ki poori sthiti samjha sakte hain. Wahan par aapko sudhar ke liye ek aavedan form bharna pad sakta hai.
Hello sir ji pm kishan m aadhar seeding yes nhi ho pa rha h mene aadhar card seeding b krwa li 1 mhine se jyada ho gya but abi b pm kishan m aadhar seeding yes nhi ho rha h plz help sir
MERA FORM REJECT BHI NAHI HUA HAI OR APPROVE BHI NAHI HUA HAI ..... CM HELP LINE PAR SIKAYT BHI KAR CHUKA HU LEKIN KUCHH NAHI HO RAHA KYA KARANA CHAHIYE ? PLZ REPLY
Dear, Aapka PM-KISAN yojana ka form na reject hua hai aur na hi approve, aur aapne CM Helpline par complaint bhi kiya hai, lekin ab tak koi solution nahi mila hai, toh aap apne district ke agriculture department ya Lekhpal/Patwari se sampark karein. Ye officials aapke application ki process ko dekh sakte hain aur aapko bata sakte hain ki application mein kya problem hai.
Dear, shahebazansari9502 Thankyou for watching my video Aap jab PM Kisan nidhi yojana ka form ko fill krenge tab aapko address wale option par jaha aapke khet hai waha ka address ko fill krna hoga.
Sir mere land mere village ma hai jo dusere district me hai but mera adhar card, voter card means sare documents dure district mere address per hai land mere naam hai 2008 sa to mere form accept ho jayga kya
Dear, mdshahidrazaansari181 Thankyou for watching my video PM kisan yojana ko apply krte waqt aapko area wale option main apne khet ki detail fill krni hai aapka khet kitna hai or kitne hactare ka hai ye fill krna hai.
Dear, Raincoatbatt Aapko bata de ki aapke jo aadhar par name hoga wahi aapke khatauni par name hona chahiye. Agar aapka form main name change hoga to reject kr diya jayega. Aapke comment krne ke liye aapka bahut bahut "Dhanyavaad".
Sir आपको बहुत बहुत धन्यवाद आप हमेशा लोगों को बहुत अच्छा देते हैं 🙏🙏
Bahut khoob big brother❤❤❤
Thankyou so much dear
ब्लॉक पर पैसा मांगा तो 100 दे रहा था वो बोला 300 दो नहीं तो आगे नहीं अप्रूव होने दूंगा फिर 200 पर मान गया आज जा रहा हु फिर सिस्टर का जमा करने लेकिन आज 300 लेकर जाऊंगा
Upload fully certified Khatauni along with Aadhaar and attested declaration form of Pradhan Mantri Kisan Samman Nidhi. Is problem ka solution kya hai please bataiye
मैंने नया फॉर्म भरा था तो उसका क्या पूरी किस्त का पैसा मिलेगा मैं जो पूछ रहा हूं वह वीडियो में मिल ही नहीं रहा है
Super sar ❤❤
Jamin me jitane nam hai vo sabhi ko milaga? Pm kishan ka labh? Jamin me ration card ke sabhi members ka nam hai pure family ka to sabhi ko milega?
Bihar me pm kisan Salahkar keh raha hai ki jis ka 2019 se Pehle Apne Naam par Zameen hoga wosi ka Approval hoga , Accept hoga? Kiya yahi Rools hai kiya?
Sahi bol rhe hai bhai mere saat yehi hua hai
Dear, mdansrraja3531
PM Kisan Yojana ke tahat, sirf wahi kisan patr hote hain jinke paas kheti yogya zameen hoti hai. Yeh zaroori nahi hai ki zameen 2019 se pehle honi chahiye. Mukhya shart yeh hai ki aavedan ke samay kisan ke naam par zameen honi chahiye.
Sir family card ka pura video dal dijiye bahut achcha
❤❤❤
Sr ji video stating me hi sabhi documents bata Diya kro plz sr❤❤❤
Thankyou Sir
Welcome dear
Great Sir
Thankyou so much dear
First view
Thankyou dear
After 01/02/2019 ka bad ka mutation hai jisme awedan rad kar diya gaya hai mutation date 20/05/2022 ko kiya gaya tha
Thank you ❤ sir achhe se batane ke liye
"Aapke is pyare comment ke liye dil se shukriya!"
Online susfully hone ke bad bhi kisan salahakar ke pass offline paper jama karna hoga kya bhai ji
@@NageshwarKumar-r1r nahi
Jamid registery kitne sal ki honi chahiye 😊
Thankyou sir❤
सर मेरे आधार में जो एड्रेस है वह दूसरे गांव का है
और मेरे नाम पर जो कृषि भूमि है वह दूसरे गांव का है दोनों गांव एक ही तहसील के अंदर में आते हैं
रजिस्ट्रेशन करूंगा तो किस गांव को select karunga
जिस जगह पर जमीन है वहा से
Bbut hi achha
1 परिवार मैं कितने लोग फायदा उठा सकते हैं?😢
Dear, jiske jiske name par zameen hogi wo sare logo ko labh milega sabhi log apply kr sakte hai. Comment krne ke liye aapka bahut bahut "Dhanyavaad".
Sabhi
Sir mera pending by state tha but status show nhi ho raha hai
Good video ❤🎉
Sir pm Kisan form me sanshodhan nahi ho raha kya Karen
Jharkhand wlae land registration I'd kaise nikale iske uper video banaiye ?
Sir kisan youana manager ka phone aaa raha he bol raha he office aake jama kerne ke liye documents kiya jre
Bhai voice bahut low h.. full audio pe bhi kuch acche se smjh nahi aa raha
Nice 👍 video
Thankyou so much dear
Self Pharma ID kaise banaen uska video jaldi se upload karo
Dear, rajbalvirsinnh4657
Thankyou for your comment
Apne rajya ke krishi vibhag ki official website par jayein. Agar aapke rajya mein koi national level ka portal available hai, to waha bhi apply kar sakte hain. Kuchh rajyon mein kisan registration ke liye alag-alag portals hote hain, jaise "Kisan Portal," "Rajasthan Kisan," ya "Krishi Swayam Sahayta."
Sir mera abhi tak 13th installment hi Mila app bola tha ki pura 18th installment ka paisa mil jayega
Bahut Sundar Sir...❤
Bhai mere do khet he mene jis jamin pe foram bhara he wo jamin muje bechni he to me dusri jamin pe muje kese pese milenge
Sir ji 🙏🙏
मेरे फॉर्म का भी यही स्टेटस दिख रहा है और रजिस्ट्रेशन नंबर भी ले लिए हैं
,,, इसके बाद कौन सा स्टेज होगा और कब तक पैसे डाले जाएंगे
@@gurjarktp7817 wo bhai apne patwari ke pass form jama karna padta h
Tabhi verify hoga
This Aadhaar Number is already registered with PM-
Kisan portal................ISSUE KA SOLUTION BTAIYE
Mujhe comment kro Mai karwa dunga
Bhaiya account no kahi pe nhi manga hai to Paisa kaise aayega......
Adhar se jo link hoga currently account me aayega
😂😅
Dbt dwara
sir certified Khatauni kaha se milega ?
Maine edistrict website se download kiya par usme abhi purane owner ka he naam likha hai.
Problem....
Jab status check kar rhe hai to likh raha hai ki..
Record not found
Sar meri mummy ka Naam per mayke mein jameen hai combined hai kya unhen Samman Nidhi milega
Ab kya kya jaye fir se aply kr sakte hai csc me jakr
Sir yadi lend me name ke piche father name he or adharcard me hasband name he to pm Kishan me kese ragistration kare
Sir death of father me aadhar Nomber mang raha hai jiska aadhar nahi hai usme kya dale?
SIR contractual employee of state govt can apply for pm kisan
Yadi Jameen dusre state me hai to to kisan registration ho sakta hai
Yes
aadhar me biometric karane se pm kisan me kyc hoti he kya
Ji ha
Kya khud se apply krne pe ho jata hai
Sir, hamara land mere grandfather ke naam par hain aur unka death ho chuka hai aur land mere father ke naam pe register nahi hua hai, toh main land registration details par kya likhunga?
Plz reply sir
Sir ये फॉम महिलाए लोग के नाम से अप्लाई कर सकते हैं या नहीं
Dear, amitgandhi8880
Aap PM Kisan yojana kisi ke name par form ko fill kr sakte hai bas par zammen uske name par honi chahiye tabhi aap apply kr sakte hai. Comment krne ke liye aapka bahut "Dhanyavaad".
@@careerdna Sir आपका बहुत बहुत सुक्रिया आपनें हमेशा लोगों को बिलकुल सही मार्गदर्शन करते हैं 🌹🌹🙏
Khet gaanv mei hai rahte shahar mei hai form mei village ki detail dalni ya apne adrees ki
Dear, ankurankur9900
Thankyou for watching my video
Aapko bata de ki Pm kisan nidhi yojana main Address apne khet ka fill krna hota hai, tabhi Aapka form accept hoga, wrna form reject ho jayega.
Please make video on Vayoshri yojna
Dear, digitalindia
Aapka comment humri team ne note kr liya hai bahut jald aapko is topic par video humre youtube channel par dekhne ko mil jayegi. Aapke comment krne ke liye bahut bahut "Dhanyavaad".
Sir , maine ragistration krta tha 1 bhi kist n ayi abhi tk
District level se rejected hai
Kaise kr skte hai ab
Dear, ptlgpuno
Thankyou for your comment
Aap apne form ka status check kre ro dekhe usme district level par kyu reject hua hai iska kya reason hai. usko dekh or sahi kare fir aapke account main paise aane lagenge.
Isme kitna paisa pahle bharna padega please reply
Paisa nhi lagta free hai
Block level aur state level verification ke approved k liye: Paisa mangta hai nahi reject kar deta hai akal sab Paisa ka lalach bad gaya hai ek kisan par 3000 lutta hai tab unka approved karta hai jharkhand mein warna reject kar deta hai unlog.
Aj kaal kar har jagah Paisa ka hi baad hota hai is par koi karway nhi hota block level: BDO,ps,cm,GRS,Je,ae,Log pall, sab annual percentage Paisa mangta sab ghus ka jamna aa gaya name online kinkin koi kaam ka nahi.
Right 😢
Right
Kam kar de rha usi ka to paisa lag rha pending pada he usse achha ho ja rha o thik h n
@@Hastehasteaste2500 me kr dunga approval
You are right
Mai khud self se kiya tha rejected ho gya kya kre kuchh samj nhi aa raha bhaiya help me
Kisi achhe cyber cafe se kara lo bro
@nikhilsingh0777-vlog ap APL y KR digiyeaga
Ham khud se kiye
Lekin block level se approval nhi ho Raha hai
Kya kre
Paisa feko tamasa dekho
Sir offline kb start hoga
सर इस योजना में जिसके नाम जमीन ह किसान उसको ही बनाना पड़ेगा क्या जमीन पापा के नाम पर ह मम्मी के बैंक अकाउंट नंबर और डिटेल्स दे सकता हु क्या
Nahi
sir me 5 din se form filup kar rahe hai mera form save nahi hota hai.
save karne par back ho jata hai plese help me...... state Bihar
wait for replay...
Haa bahut dino se aisa ho raha hai
Sir status m pending bata rha hai ...koi dikkat to nhi
Dear, HindiCartoonNetwork
Aapke documents (khasra-khatauni, Aadhaar number, bank account) ka verification process mein ho sakta hai, jis wajah se aapka application pending dikh raha ho. Kuch samay ke liye pratiksha karein aur portal par application ka status regular check karte rahein.
Post payment bank me account bana liya sir but abhi tak show ho raha hai bank not mapped 1month bhi ho gaya hai aadhar seeding bhi ho gaya check Kiya bank me phone Kiya wo bhi bola hai ho gaya installment failed ho gaya bata raha hai ab kiya kare plz reply.
Dear, booyyahgamers2154
Thankyou for watching my video
Agar aapne Post Payment Bank mein account bana liya hai aur Aadhaar seeding bhi ho gayi hai, lekin abhi tak aapka bank account "Bank not mapped" dikha raha hai, to NPCI ke madhyam se yeh ensure karein ki aapka Aadhaar card sahi tareeke se NPCI Mapper mein linked hai ya nahi.
Sir ji maine form apply kar diya pr abhi bhi record not found bta rha hai iska kya matlab please details me
Dear, prashantshukla2.065
Aapka PM-KISAN aavedan abhi processing mein ho sakta hai aur system mein update nahi hua hoga. Thoda samay dein, kyunki kabhi-kabhi data ko portal par update hone mein kuch din lag sakte hain. Aap kuch dino baad fir se status check karein.
મારા પપ્પા ના નામે જમીન છે વારસાઈ માં મારું નામ છે લાભ મળે કે નયી
Bhaiya pm kisan me avedan karne ke liye tehsil se pramanit wali khatauni lagani hai ya fir yahi normal wali
normal wali ko Google se nikale ho
@@aadeshpatil7777 wahi upload kar de to koi dikkat to nahi hogi aur ha ye batao ki 6 page ki hai to sare page upload kare kya jabki mera name first page me hi hai
Dear, a2gkstudy95
Thankyou for your comment
PM Kisan Samman Nidhi Yojana mein aavedan karne ke liye, aapko aam taur par apni khatauni ki zarurat hoti hai, jisme aapke bhoomi swamitva ka vivaran hota hai. Tehsil se pramanit khatauni ki zarurat nahi hoti hai, balki saadharan khatauni hi kaafi hoti hai.
@@careerdna bhaiya apna contact number dijiye apse bat karna chahta hu
Jiska fargi bana hain usko kaise thik kre sir uske liye video banaye sir
Apne najdeeki krishi vibhag ya tahsil karyalaya me jaake adhikariyon ko batayein ki aapki ID ya documents mein galti hui hai. Aap unhe farzi jankari ki poori sthiti samjha sakte hain. Wahan par aapko sudhar ke liye ek aavedan form bharna pad sakta hai.
sir pitaji ki death 2012 mai hui hai unka aadhar card nhi hai, or from mai (identity of previous owner) yese aa rha hai kya karu😢
Varasat option choose kro no adhar required
Kitna saal pahle ki pepar hona chahiye
Hello sir ji pm kishan m aadhar seeding yes nhi ho pa rha h mene aadhar card seeding b krwa li 1 mhine se jyada ho gya but abi b pm kishan m aadhar seeding yes nhi ho rha h plz help sir
Thik karwa dunga
pm kisan record not found with given details status ma dikha do raha hai
Sir namo farmer k online process plzz
sir jee mera form back kyu ho raha hai
save nahi ho raha hai.....
Sir jiska pehle form rejected ho gya tha vo apply kar sakte hai kya
ha
Har koi UP Wala nahi hotah hai
Yes
Aaj hi online kiye hai block nhi aur Tahshil nahi Dale hai
2019 ke bad naam pr Hui jamin vale kar sakte hai kya?
Same problem
Yes ker sakte ho @@avinashyadav1265
Ha
@@gouravjangra637 yes ker sakte ho apply yrr
bhai ration card nahi Tab ho jayega
CSC kaise kare pm kisan registration kaise kare
Good good
Thankyou so much dear
Haryana ke liye batao ji
Apply hone ke baad kya kare...?😊
Wait❤
Sir account number and IFSC code kaise dale
Pm kishan me light jal raha hai but ekc ke baad light nhi jal raha hai
My land is of Bihar but adhar address of Jharkhand am I eligible
Land Registration kaise kare 😍 please video bana de sir ji
Pm Kisan Yojana naya ban Sakta hai ya nahin
2019 ke bad wale ka form Rejected ho gya hai
MERA FORM REJECT BHI NAHI HUA HAI OR APPROVE BHI NAHI HUA HAI ..... CM HELP LINE PAR SIKAYT BHI KAR CHUKA HU LEKIN KUCHH NAHI HO RAHA KYA KARANA CHAHIYE ? PLZ REPLY
Mera bhi pending me hi hai 3 month se yarr pls kya kre...?? Approved kab hoga
Dear, Aapka PM-KISAN yojana ka form na reject hua hai aur na hi approve, aur aapne CM Helpline par complaint bhi kiya hai, lekin ab tak koi solution nahi mila hai, toh aap apne district ke agriculture department ya Lekhpal/Patwari se sampark karein. Ye officials aapke application ki process ko dekh sakte hain aur aapko bata sakte hain ki application mein kya problem hai.
Bhai kisan yojana ka kab form dalata hai
Dear, Aap Pm kisan yojana ke liye kabhi bhi apply kr sakte ho. Comment krne ke liye aapka bahut bahut "Dhanyavaad".
Sir ak pariwar me kitne logo ko mil sakta hai
Sabhi ko, 17+Age
Sir mera aadhar Maharashtra ka hai
Aur khsra khetauni up ki hai
To mai form kaise bharu
Dear, shahebazansari9502
Thankyou for watching my video
Aap jab PM Kisan nidhi yojana ka form ko fill krenge tab aapko address wale option par jaha aapke khet hai waha ka address ko fill krna hoga.
@@careerdna thanks sir
Bhi new registration nahi ho rhi vapas aa jata ha
Offline me bhi document dena parta hai kya sir .? Reply me Assam
O sab to thik hai magar Paisa aaega kisme account nomber to dala hi nahi
DBT se ayega
Adhar card se paise darect khate me jaega , qki sbke account me adhar lga hua h ,
Bhai mere kisan registration kiya honge to usme account number diye honge us account mein paisa aayega
Aadhar payment
Aadhar card jis account se link hoga usi account me aayega ....
👌👍
Document upload kyon nahi ho raha hai kya aap bata sakte hai dost
200 kb sa Kam pdf upload ho gi
@@kumarvijay1131 163 kb ka hai phir bhi sidha home page pe aa ja raha hai dost
Sir mere land mere village ma hai jo dusere district me hai but mera adhar card, voter card means sare documents dure district mere address per hai land mere naam hai 2008 sa to mere form accept ho jayga kya
Sir, Document upload option me kebal Ror Copy upload kere ya aadhaar card v upload karna padega
Yah legal hai ya ellegal reply
24 October aaj new form submit nahin ho raha hai
Area me kiya Dalenge sir
Dear, mdshahidrazaansari181
Thankyou for watching my video
PM kisan yojana ko apply krte waqt aapko area wale option main apne khet ki detail fill krni hai aapka khet kitna hai or kitne hactare ka hai ye fill krna hai.
Hello bhaiya mere khata khatoini m Rajendra ki jagah Raju hai kya mera bhi ho skta h kya kuch efidavit lga ke
Yes
Dear, Raincoatbatt
Aapko bata de ki aapke jo aadhar par name hoga wahi aapke khatauni par name hona chahiye. Agar aapka form main name change hoga to reject kr diya jayega. Aapke comment krne ke liye aapka bahut bahut "Dhanyavaad".
@@careerdna bhaiya khata khatoini m naam change kaise hoga
1 katha khet hai to apply kar sakte hai
Kitni bhi ho milenge sbhi ko
Yes dear