Sir plz mera reply karna meine moto edge 40 me uv temper lagaya hai aur uska glur spekaer me bhi gaya aur mujhe pta nhi chala speaker thodi der kharab hua phir thik hogaya ab me membrane kharidne ja rha hu aapke link se but ye jo abhi just uv tempered lagaya hai usko kitne mahine ya weeks me nikal du kyonki 1 mahine me toh iska glue disolay se nhi chipkega plz reply
@@MyReviewofficial sir mere realme 11 pro plus k power button k panel k pass wali side Jo curved hai na waah Thora glue sayad thik se sukha nhi hai mereko problem aarha hai mai 2 bar uc glue change kr chuka hu phir v wo 2 mehne me problem aajati hai
As much as you can it with no problem but remember that is only a thin plastic so it can be easily get scratches so it is recommended to change it as soon as possible if you don't want to change no problem at all. Thank you
Kaha pe milega iska box mein deta hai same cover... Mera yellow ho gaya hai baki sabu thik hai yahi thin hai. Plz bataiye onlime kaha milega cover iska original
bhiya mujhe plzz batao ki vivot2 pro ka curved temperd glass without uv plzz suggetst krna camera whole hona chiye aghar ni ha koe toh lya ma jph ap realme wala use kr rahya ho mat ka voh use kr sakte hu iski dis[lay ma ya no'
Bhaiya maine oppo reno 10 me uv glue wala screen guard lagaya 2-3 dino me hi air bubble dikhne laga to kya lagau samgh nhi aa raha plss reply kyoki curved display me to normel glass aata bhi nhi hai
Mujhe to baad me pta chla Realme ne aisa likha h aur jruri nhi ki khrab ho sirf 1% chance hota h glue se speaker khrab ho jae ya tempered glass ko remove krne me dikkt ho. But ab companies ne likhna shuru kr diya taki unko thik na krna pde.
@@MyReviewofficial acha bhai ok but wese to safe rehta hain naa agar speaker khrab na ho ya remove bhi easily ho jaye toh phir baad me to koi problem nahi ayegi na mobile me ?
Safe hai but tempered glass jitna hai iska koi measurement nhi hai. Kisi ko Tempered Glass safe lagta hai to kisi ko screen protector safe lagta hai sabka apna apna experience hai
@@MyReviewofficial okay bro...Maine apka ak aur vdo dekha tha apne realme 11 pro plus ka dikhaya tha usme apne screen protector aur camera temper glass ke ware mein dikhaya tha...mujhe uoh accha laga tha but link gayab ho geya hai uss product ka abh🥲
@@MyReviewofficial or ek question bhi inn screen protector ke life kitni hoti hain ? bhi website sa order karna main koi problem to nahi ati na ? Thank you bhi 👍🏼❤️
@@sunnysunny108vlogs8redmi mat lena usme Android 12 hai aur bas 14 tak update milega, latest Android 13 vala phone le lo realme 11 pro acha hai , log bas online compare kr ke demag ghumate rhte hai
Mujhe pta nhi tha mai uv glue tempered lga liya and realme 11pro+ phone hai uske jo picche logo hai realme ka wah nikalne lga 😢..worst experience from realme
membrane sirf scratches se bachaane ke liye hota hai.. phone girega toh display tootega. so membrane use karo toh acchi quality ka back cover use karo jo display bhi protect kare..
As we know old is gold. So use leather flip cover with membrane instead of putting uv glass.
Which will he best for vivo v29
Sir, select size me konsa select krna hai
Is 'Normal' gives finger print resistance?
Bhayia iquooz9s me abhi uv glass lagvaya hai kb esko nikal ke membrane vala lagau?
Jab tak chale use krlo. Kab crack ho jea to change kr lena
@@MyReviewofficial sir glue kahi gya nhi but thoda sa button pe gya o machine me dal garam kr diya koi dikkat nhi n hoga?
Abhi thik chal rha h to baad me koi dikkat nhi hoga
@@MyReviewofficialmembrane glass se mobile protect rhta h kini
Hello
Agar main shop mein jakar ki 6.7 inch ka tempered glass lga lu to curved display par koi fark to nhi padega
is matte guard available for mi 11 lite ne 5g??
Thanks bro this video helped me a lot...
I was just about to buy the uv screen protector
Bhai me nikal Raha hu usee abhi 2 din he huee he ab Darr lag raha he 😂😂
@@REDFOX_999nice decision man , 1 se 2 mahine bad wo nakalne me gannn phad deta....
@@Taha-db5jkbhai tum kaun sa laga ee ho
@@Taha-db5jk around 4-5 months
Sir plz mera reply karna meine moto edge 40 me uv temper lagaya hai aur uska glur spekaer me bhi gaya aur mujhe pta nhi chala speaker thodi der kharab hua phir thik hogaya ab me membrane kharidne ja rha hu aapke link se but ye jo abhi just uv tempered lagaya hai usko kitne mahine ya weeks me nikal du kyonki 1 mahine me toh iska glue disolay se nhi chipkega plz reply
In 2 months
Mera to 6 din me automatically nikal gya
Mere 1year se uper hua abhi bhi ek dum perfect he
Yaar Mera to charging wala me chala gya ab kya hoga phn krab ho jayegA
Or kitna din ke baad isko hatana hain
Moto edge 40 neo pe kon sa screen protector lagaye
Mera phone hi order nhi hua, agar order hota to review krke btata konsa thik h.
Same i m also looking for edge 40 neo. 😕
Maine 1week pehle realme 11pro liya hai glue class lagaya hai front camera k pas bohat garam ho Raha hai koi solution😢
Bhaiya apne matte wala utar kar normal wala lagaya kya matte me kuch issue he plz reply main bhi matte wla lagwnae wla hu
Koi issue nhi h
Bhai ye jo matte glass lagaya hai vo kaha se buy kiya please batao
Realme 11 pro plus k liye best tempered glass kiya rahega
UV tempered glass ya Matte temperd glass???
Matte bhi UV wala hi hoga agar tempered glass hoga to
@@MyReviewofficial sir mere realme 11 pro plus k power button k panel k pass wali side Jo curved hai na waah Thora glue sayad thik se sukha nhi hai mereko problem aarha hai mai 2 bar uc glue change kr chuka hu phir v wo 2 mehne me problem aajati hai
@Sahanawajalam02 vha pr UV Light lgao 39 sec tak.
Redmi not 12 pro plus or Realmi 11 pro plus dono me se kon sa lena chahiye please reply
Apke use ke upar depend krta h
Bhai mere paas oopo reno 10 pro plus hai usme konsa lagwau plsss reply
Normal sabse acha h
Hi apne ko sa lagwaya
Sir mene uv glass dukan se lagwaya hai koi problem to nhi hoga na . Or a bad me nikal jayega kya....❤
Mai Aaj hi remove krne wala hu 1week lagy huw huwa hai
@@Withsonu5057 kyu 8 ya 9 mount tak nhi chalega . Nikal jata hai ki nhi
Nikla jaega
Glass hai crack ho jata h
@@MyReviewofficial to kya karna chahiye sir
Please vivo v40 ke liye membrane glass ki link dedo
Give me link for Moto edge 40 matte membrane screen protector
Motorola edge 40 neo or realme 11 5 g pro max mr kon sa le lu plz reply bro
Realme 11 pro le lo
@@RushMateRush le lia bhai
@@ANUJYADAV-yd4lokonsa liya
How long that pre build screen protectors will Last for which u had removed from 4:06
As much as you can it with no problem but remember that is only a thin plastic so it can be easily get scratches so it is recommended to change it as soon as possible if you don't want to change no problem at all. Thank you
@@aritrakumardas4162 thanks 🙏
1 year tk aram se chl jata h ,aur khrab bhi ni hota h
Bro ye nazo 60 pro k liye bhi same matte protector hoga na?
Same hota h
Can I use this fore Reno 10 pro?
Very easily
@@MyReviewofficial Purchasing from given link Online payment method is safe?
Will the product come after payment?
Real me 11 pro plus 5 g ke liye scratch guard ki link de do aap plz
Kya ye membrane glass realme narzo 60 pro pe laga sakte hai please reply?
Lag jaega
Dost Vivo v27 ka eisa wala milta Hain?
Yes
It safe your phone yes or not
Bhai ismai screen thodi protect hogi agar phn gir jata hai toh..
Flip cover lo
Which glass will be good for Moro edge 40 neo??
Kaunsa lagwaya ? Mujhe bhi lagwana hai
@@Bhardwaj_X_editz bhai Maine membrance glass lagwa liya.
@@rupeshranjan9396kisa experience h bhai reply please
@@rupeshranjan9396konsa link send
@@rupeshranjan9396kesa hai bhai wo aur quality kesi hai??
Kaha pe milega iska box mein deta hai same cover... Mera yellow ho gaya hai baki sabu thik hai yahi thin hai. Plz bataiye onlime kaha milega cover iska original
Buy Link:- bit.ly/3wWFOrW
1,2 month use k baad membrane me side se air bubble aa jate Hai kya ?@@MyReviewofficial
Membrane me aisa nhi hota
@@MyReviewofficial normal membrane (not matt) aata hai ?
Normal membrane me matte nhi hota
Sir agar main 1 year baad membrane ko remove karu to remove ho jageya kya ?
Iqoo z7pro me memebrane lagega ?
Sabhi phone me lag jata h
@@MyReviewofficial realme 11 pro wala iqoo z7ro me lag jayega ?
Protect kesha karega yh membrin yh batao
@professionalrajasthan4631 membrane acha h
normal diamond wala membrane pe ungli chipakta hai kya jada ??
Kam chipkati h glass se
V27 k lye btao dost.....
Sir mere pass reyalmi 11 pro he 5g is par kon sa sahi he
bhiya mujhe plzz batao ki vivot2 pro ka curved temperd glass without uv
plzz suggetst krna camera whole hona chiye aghar ni ha koe toh lya ma jph ap realme wala use kr rahya ho mat ka voh use kr sakte hu iski dis[lay ma ya no'
Bhai glass me hole nhi hoga
hn bro ap koe suggest kr sakte ho kya curved dusplay ke liye
@@MyReviewofficial
Is tempered glass ka name kya hai
Bro which one is better matte or normal?
Will scratches come in the normal one?
Normal jyada achi h
@@MyReviewofficial Or ye privacy membrane bhi ata he kya ?? Vo kaisa rahega ?? Display performance me kuch Kami to nhi ati na use
Bro realme 10 pro + mai laag jaayega?? Ye ?
Lag jaega
Bhai 10 pro plus ke liye be hoga na ? Cod hai kya ? Plz batao bhai
Sab ke liye mil jata hai aur cod ka mujhe nhi pata
Phone agar hath se stromg jagha par gir jaye to kya folder to nhi tutega😊
Matte ya membrane me agar phone gira to protection milega ?
Bilkul milega
@@MyReviewofficial nahi milega kyu jhut bol raha membrane bas film hoti hai Scratch resistant hoti bas
Glass se display bach jaegi to mobile repairing shop par jakar 2 hours baith jana pta chal jaega.
Ya website ma cash on delivery on nahi nai kiya
Ye log cod nhi dete
Which one best for bgmi and as normal user😅
Normal lelo
@@MyReviewofficial thank you so much sir 🙏♥️❤️
@@MyReviewofficial Normal le liya
Khud se hi lga liya aapki video dekhte dekhte
Thnk u so much bohot achha h
Bhaiya motorola edge 30 fusion k lye link dedijiye plss.
Kya yeh screen ko protect karta hai
Reply us
Thank u sir
Protection krta h
@@MyReviewofficialbro mobile jyada use karne par ye vesi hi protection dega
Membrane to jab tak chahe tab tak use kar sakte haina
Hanji
One plus 11r ke liye he??
Buy Link:- bit.ly/4chm0Qe
Link open nahi ho rahi hain
Bhai problem nahi aayega remove karne me plz batao😊
Koi problem nhi aaega
Is it safe , do we have to replace it after 2-4 months
Easily
Ky ye phone girme se display ko protect kregi
Bilkul kregi
Only 2din hua hai realme 11 pro kharida hua UV glue proctor glass lagana hai na nahin lagana hai bro??
Mera bhi same question haii
Uv me problem aa skati h, kai users ne btaya h uv glue se unka logo utar gya. Mtlb extra uv glue agar backside pr lagegi to leather khrab ho sakta h
Which one is best mate or memebrane
Matte pubg ke acha rahta hai
@@MyReviewofficial aap link share kr do plz real me 11 pro plus ke liye
Hlo ye kaha sa buy karenge konse website sa
Yha se bit.ly/4chm0Qe
Bhaiya maine oppo reno 10 me uv glue wala screen guard lagaya 2-3 dino me hi air bubble dikhne laga to kya lagau samgh nhi aa raha plss reply kyoki curved display me to normel glass aata bhi nhi hai
UV Glass me bubbles ka issue aa sakta hai. Aap Membrane lgao isme aisa isue nhi hota.
@@MyReviewofficialtoh isse kya phone drop yeh sab se protect rhega?
@@MyReviewofficial to kya bhaiya membrane phone ko acche se protect kar lega n
bhai jo inbuilt pahle se screen par ek pani lagi ati hai vo ye memebrane hi hoti hai naa???
Vo plastic ka guard hota h
@@MyReviewofficial bhai mujhe new phone lena hai 25k me kya September me flipkart sale me 11 pro 256gb 23k me mil jayega??
@@PrathamVerserealme ke phone generally 2-3 mahine ke bad 3000-4000 ka price drop kar dete aor October me Diwali sale bhi aati h tab lena
@@MyReviewofficialto ye kya glass hota hai 😂😂
Matte ka lgwa skte h ky bhaiya😢😢😢😢
Lgawa sakte ho
Is the purchase site legit or not?
Legit
Bro mane tho uv glass lagaliya hai karu remove kardu kai
Kitne mai kharida?
Bhai phone girgaya toh membrane protect karlegi phone ka screen ko?
Nhi
Sir meien uv tempered abhi just lagwayaa kitne months ya week me nikal du plz reply
2 month
Battery backup kaisa h ?
Recently purchased kiye h
Battery backup 1 day v nhi h
Yes bro
Mera 7 hour+ in heavy use. Best camera best display 🔥
Please provide the buy link again... previous one not working
Buy Link:- bit.ly/4chm0Qe
Sir realme 11 pro plus ka screen film realme narzo 60 pro me lagega kya
Lag jaega dono phone me same display hoti h
Bro I order it is trust or not
Tried a lot but don't know why the site is not working...?
To Bhai aapne uv wala OnePlus 11r me bhi toh lagaya hain usme to kuch nahi huwa or oneplus wale ne bhi ye article likha hain uv ke liye
Mujhe to baad me pta chla Realme ne aisa likha h aur jruri nhi ki khrab ho sirf 1% chance hota h glue se speaker khrab ho jae ya tempered glass ko remove krne me dikkt ho. But ab companies ne likhna shuru kr diya taki unko thik na krna pde.
@@MyReviewofficial acha bhai ok but wese to safe rehta hain naa agar speaker khrab na ho ya remove bhi easily ho jaye toh phir baad me to koi problem nahi ayegi na mobile me ?
To koi dikkat nhi h
@@MyReviewofficial okk bro thanx
Sir kitane ka he ya
Drop test me pass hojayega ga kya ?
Screen tut jayaga
Konsa hard hota hai ? Jo tute nhi jldi
Membrane nhi tutegi
Phone gir gya to screen damage hogi kya ?
@@Pk_jaanivlog membrane se tut jaayegi screen kyunki ye bas scratch resistant hoti hai
Glass se kaise bachegi ispar bhi roshni daliye?
Realme 11 pro plus ke liye kaha se buy kare reply
Yha se bit.ly/4chm0Qe
Its protect same as temper
Vivo v25 pro ka Membare dekhe aur link dijiye a ....
Can I Use Realme 11 Pro
Bhai yeh kitna safe hai protector?? Temper glass jitna hi kya
Safe h
@@MyReviewofficial matlabh temper glass jitna hi hai
Safe hai but tempered glass jitna hai iska koi measurement nhi hai. Kisi ko Tempered Glass safe lagta hai to kisi ko screen protector safe lagta hai sabka apna apna experience hai
@@MyReviewofficial okay bro...Maine apka ak aur vdo dekha tha apne realme 11 pro plus ka dikhaya tha usme apne screen protector aur camera temper glass ke ware mein dikhaya tha...mujhe uoh accha laga tha but link gayab ho geya hai uss product ka abh🥲
Us video ke description me link h
Cash on delivery nahi hai brother
Kha pr
Hyderabad
Bhai moto edge 40 Neo ka met ka video apload kro
Sir ye screen protector flat display ke liye milta hai plz give me link 😢
Har yar flat display ka to or easily mil jayega
Bhai 11 r mein 2 baar uv lgwa chuka hoon 1 week mein hi bubble aa jate hai koi solution btao
Screen Protector lelo best h
@@MyReviewofficial konsa bro please guide mein hr week tempered badalwa k preshan ho gya hoon
Gaming karte ho to matte lelo nhi to normal screen Protector achha h
@@MyReviewofficial ok bro
membrane curved hoti hai kya
Curved ho jati h
Bhi link do mad glass ka
Matte Buy Link:- bit.ly/4amVFhX
Bro video kisse banay hai sabkuch blur blur dikh Raha hai
1. Bhi protector koch din baad apna aap ukhar (remove) to nahi hoga na ?
2. clear wala main scretch to nahi aata na ?
Please bato 🙏🏼❤️
Apne aap nhi utrega and extreme usage par scratch to aaega
@@MyReviewofficial or ek question bhi inn screen protector ke life kitni hoti hain ?
bhi website sa order karna main koi problem to nahi ati na ?
Thank you bhi 👍🏼❤️
आज ही ग्लांस लगाया था और आज ही टूट गया मां की कसम 😭😭😭450 का नुकसान हुआ है
Bhai phone lena chahiye ya nhi hum soch rhe hai realmi 11 pro plus le ya redmi not 12 pro plus le kon sa dono me se kon sa best rahega please 🙏🏻 reply
@@sunnysunny108vlogs8redmi mat lena usme Android 12 hai aur bas 14 tak update milega, latest Android 13 vala phone le lo realme 11 pro acha hai , log bas online compare kr ke demag ghumate rhte hai
Same to you bhaiya 😢😢😢😢😢
Online mil jayega kya
Mil jaega
Bhai site work nahin karr raha hai
Bhai isko hatane ka masla nhi hota h nai 3month baad membreen ko
Isko htane me koi masla nhi hota
Mujhe pta nhi tha mai uv glue tempered lga liya and realme 11pro+ phone hai uske jo picche logo hai realme ka wah nikalne lga 😢..worst experience from realme
Realme logo on my back is also damaged after applying uv glue protector.. very worst experience
Mera v logo nikal gya
@@abdullah-hilmaruf9405 konsa logo ki baat kr rhe ho tum log
@@abdullah-hilmaruf9405logo peeche hota h glass aage lagta h koi sense nhi banri is baat ki
@@anmolgoel_157:52 7:52 7:52
Bhai link open ni ho rha
Dobara try kro
@@MyReviewofficial ni open horha 50 try kia bhai
Buy Link:- bit.ly/4chm0Qe
Maine open kiya to ho rha h
@@MyReviewofficial thanks bhai love from kashmir par mere phone mai ni horha
Apki di gai link se mangvayege to aato jayegi na.
Aa jaega
Bhai aagya na tumhara
Ye membrane purchase kaha se krein ? ONEPLUS NORD 2 5g k liye mil jaayega kya ?
Buy Link:- bit.ly/4948gFB
@@MyReviewofficial Sir , oneplus nord 2 5g k liye mil skta h kya membrane
Jo phone kharid te time lga hua rehta he kya vo mambrane hota he🤔🤔
Vo plastic guard hota h
@@MyReviewofficial sir me ajj yek Mobile ke shop PE mambrane lgane Aya tha vo bole Jo phone ke sath ata he vo mambrane hi he
Phone ke sath aata h vo plastic ka h
Bhai mobile membrane screen protector per Kuchh time bad Nishan Kyon a Jaate Hain chote chote paper per aur wo remove bhi nhe hota
Because ye silicone ka hai or uspe nails ke daag jldi lgte hai
New Phone lagahuva aata he u
Se achi colty aati hai Bhai
Mai abhi bhi company ki taraf se ata hai wahi laga hai nikla nhi abhi tak 😂 1 year hogya
Bhai membrane ka price??
250rs
bro agar ye membrane phone ko lagake..kuch din mai screen pe gira toh bacha payega kya ye membrane phone ke screen ko plss anybody replyyyyyyyy
membrane sirf scratches se bachaane ke liye hota hai..
phone girega toh display tootega.
so membrane use karo toh acchi quality ka back cover use karo jo display bhi protect kare..
@@arhaan6291toh batao konsa protector lagaye
@@NightMare-um6qp flip cover is the only way to protect the screen if you don't want to use uv glass 😢
Bhai aap matte kaha se liya hai
bhai normal membrane ka link do plzzzzz
Normal Buy Link:- bit.ly/4chm0Qe
Normal membrane pe ungli jada chipkata h kya or jada glossy hai kya ajeeb type ??