Sir, mai haryana se polytechnic college me admission lene ja rha hu...aur sir ye college bihar credit card se approved v hai....kya mujhe iska labh milega
nahi ak hi bari me jitna year ka course rahega usme 1st , 2nd,,.......karke ki es year me etna kharch hh esi trah ak hi bar me pure year ka Sechudule bana ke drcc me de diya jata hai.....
Sach me sabhi private sanstha paiso se hi khelti hai. Aap bataye to bahut badhiya sir par aapne student ko pura satrak nahi kiya mujhe aapse ye umid nahi thi . Aap to kam se kam hamare halat ko samajhkar hum students ko isko lene se rok sakte the par aapke baato me aakar aaj Jharkhand aur Bihar ke kai bacho ne loan le liya . Aapko sikke ka 1 pahlu nahi batani chahiye thi aur student ko mana karni chahiye thi loan ke liye . Jin bacho ko polytechnic ke baad muskil se sal me 1 lakh ka job milega aur vo bhi vo loan ko de denge to unka sayad padhna vayarth hai . Unki aadhi jindagi unke maa baap ke tarah loan bharne me hi bit sakti hai to vo career par kya ghanta dhyan denge .... Career banane par vo loan bhar rahe honge .
Achhi baat hai koi student polytechnic mat karo tum Bina polytechnic kiye 1 lakh salana kama rahe sab kharcho ko jhelte hue jabki polytechnic me aapko 7-8 hazar monthly me lat kaye rakhengi aur uske padhai me room ka sab milkar kar 2.5 lakh fees matlab koi jod ke to sir ko batao aur upar se ye credit card ka chakar matlab student ka schorship bhi le lo uske baad vivas karke loan bhi uthva lo koi nahi sir aap jite aap bahut bade ab celebrity ban gaye hai aap ab gavn dehat se kafi dur chale Gaye hai hum aapko bas sikke ka 1 pahlu nahi dono pahlu batane ke liye request kiye aap to itne me hi gussa ho ja rahe hai
Hmra vi apply ho gya sir mere Paisa vi aa gya 35000 account me Aur college ko vi mila ek rupya kharcha nai hua bs 2 bar Deccan office gye the ek bar document verification dubara registration
Thanks for our help
Thank you sir aap bahut accha information diye hai
Sab kucch killyer ho gya
👌
Diploma k baad,,, starting payment hi 6k hota h🧐🧐🧐🧐🧐🧐🧐🧐🤔🤔 esko bhi krwa dun,, to khane k liye bhi loan lena pdega 🤔🤔
Thank sir 🇮🇳🇮🇳🙏🙏🙏
thanku Sar itne details me samjhane ke liye
Thanks sir
Sir Diploma ke liye lone lene ke bad. Agar B tech karna chate hi to kya karna hoga? Kya student credit card lene ke bad Sclorchip v le sakte hi kya ?
Bahut acha samjhaya sir🙏
Private college dipoloma krne par merit base selection hota ya nahi bihar state power holding company limited me ak video banye sir jarur se
Nice video sir, thankyou
Very helpful video sir
Very...... Very good information....
thank you very much sir
Sir jobless ka notice de dene ke baad bhi interest lagte rahta hai kya
Thanks sir
sir, hostel aur mess fee ka bhi paisa add hota student credit card me??
Ha
Sir,
GP Bihar ke sabhi college me student credit card scheme accept karta hai n
Sir bihar me jo bhi gov college bai waha ke to student credit card mil jayega na
Thanq very much sir
Thanks sir 😢😢😢😢😢😢😢😢
Sir kon kon document lagega student credit card me sir
Sir keval government college ke liye video bnaiye credit card se related
Mera Polytechnic ka session 2020-23 h aur Bihar sutdent credit card se hu lockdown me to hostal to band fee kaise hoga maaph hoga
Sir kisi v district ke drcc se apply kr skte h ky
Sir bihar polytechnic scholarship ke bare me live aaiye n. Please sir 🙏🏼🙏🙏🙏🙏
Sir Bed ke liye credit card se lon mil jaiga please reply
Sir kyp kiye hai to kya student credit card ka labh le sakte hai please reply sir
Sir Anm ke liye keradit kad se kitana Mile GA
Thinks
Sir hme sirf lap top lena hai to Kya krw
Sir schlorship ke bare me bataye na wo kb milega govt. College me
Sir le 3rd sem ko bhi student credit card milta hai?
Sir mujhe bsc nursing karna hai to girl ke liye kya interest kya rahega
Sir ducment kya kya lagega
Thank you so much sir 🙏
Sir kaun kaun sa bank lagta hai
4lacks se ydi kam loan lete hai
To kya fir baad me loan le skte hai
Ha
सर क्या सरकारी कॉलेज में admission रहेगा तो हॉस्टल और लैपटॉप का पैसा मिल जायेगा प्लीज सर रिप्लाई दीजीए
Ha. Bhai le sakta hai
Sir, mai haryana se polytechnic college me admission lene ja rha hu...aur sir ye college bihar credit card se approved v hai....kya mujhe iska labh milega
Is Ba ke liye kitna Rupia milega?
Aur patna collage iske liye eligible hai kya?
Plese tell me
Sir sabhi category ke students ka intrest same lagta hai please reply
Sir sirf laptop ka paisa kitna present ke loan par milega kabtak jama kar dena hai
Sir sirf laptop ke liye lone milega mujhe aur kisi tarah ka fee nahi lena hai because mera gov. College hai
Sir student credit card apply kar diye h
But hostel join nahi kiye the likin ab hostal join karna h kaise kare
Sir bihar me polytechnic ke liye private college kon sa achha hau
sir interest kabse start hota hai course khatam hone ke baad ya jis din se loan liye ussi din se? for btech students
Thank for help sir
I want to diploma in civil engineering what I do
Thank sir
Sir,jharkhand se 10th or 12th kiye hai पर बिहार के निवासी हैं।
Loan मिल जाएगा।
Yes
Sir drcc office kb Jana pdta hai mujhe bhi admission karna hai please riplay me sir
Online apply karne ke 60 din ke andar
Aise bhi ja sakte hai
@@Physiotherapy_ke_jankar7970983445
Loan lene per school ship milta hai ki nhi sir
ये केडिट काड मिलता कहा से है और कैसे मिलेगा
Thank you Sir
@Nayan classes Sir Government college me Students credit card applicable h?
Hn
Jharkhand Polytechnic wala Bihar polytechnic me form bher sakta hai
Sir aap toh b.tac bhi kiye hai, toh phir naukri kyon nahi lagi,, please bata dijiye sir.....
Thanq sir
Sir government college ko kitna loan milta ha hum sirf 1lak lana chata ha mil jayaga
Hii sir student credit card kaise banega please reply me
Sir sarkari polytechnic College ke bare me
Sir koi college btaiye jo ki lon ke taht admission deta ho
Sir 384000 ka kitna dena padega total loan aur kitne saal me
Kuchh log kehte hai 7 saal tak chukana hai
7sal tak chukaunga to 652000 ho jayega
Bihar me best polytechnic private college kon kon h
बिहार पालिटेक्निक में स्कालरशिप मिलता है या नहीं
Ha
@@bikramkumaryadav8911 kitna milta batao mujhe
Sir sabhi category ke students ka intrest same lagta hai
Nice👍
Sanction amount me hostel and fooding amount nahi hua .Kya kare
Sir...agr hm jitna loan k liy apply kiy h usme ek sal me rupya aadha hi aaya h to kya kre
Yearly hi aata h loan ek bar hi sab nhi aata h
Uske bad Mai apna account se nikal kar paisa dege kya ye ho sakta hai sir. Plz tell me about this
🙏🙏🙏🙏
sir nift ki fees ek sal ki 3-4 L hi h toh ek ee sal ki fees milegi ?
Yes
Sir hum abhi 4 semester me hai hum ko student credit card mil sakta hai
Sir, mai 10th west bengal se kiya hu, aur 12th aur diploma lateral entry se bihar Government se kiya hu to kya mujhe loan milega
Agr aap bihar k hai to ho jayega
Bhai mai 12bihar se kiya hu graduation up se kar rha hu kya mca students credit card se kar skta hu please reply
Me bhi student credit card se study kar raha hu..
Kaun si college se hai ap
Bsc nursing hota hai ap ke college mai
@@kumarsaket5911 nahi bhai only technical course hota hai
Very nice sir
Sir Bihar Polytechnic first semester par live aye aur kuch batye
DRCE jobless ka notice interest nai lage ga sir
Sir agr Bihar k nivasi h but BTech up se kr rhe h to kya credit card k liye eligible h?
Sir only laptop Ka paisa mil Sakta hai
Ha
Sir only laptop lene ke liye kya karna hoga 👍👍👍👍
Hmmm
Har saal bonafied banana hoga kya
nahi ak hi bari me jitna year ka course rahega usme 1st , 2nd,,.......karke ki es year me etna kharch hh esi trah ak hi bar me pure year ka Sechudule bana ke drcc me de diya jata hai.....
Kya sir ye yojana government college me bhi hota hai kya
Ji
Sir mujhko only laptop chahiye to kiya only laptop ka ₹ mil sakta h
Ha
@@nitishkushwaha2359 OK thanks
@@nitishkushwaha2359 waise aap kon se College se ho
@@nileshkumarc-2195 Motihari
@@nitishkushwaha2359 i also from gp Motihari
Sach me sabhi private sanstha paiso se hi khelti hai. Aap bataye to bahut badhiya sir par aapne student ko pura satrak nahi kiya mujhe aapse ye umid nahi thi . Aap to kam se kam hamare halat ko samajhkar hum students ko isko lene se rok sakte the par aapke baato me aakar aaj Jharkhand aur Bihar ke kai bacho ne loan le liya . Aapko sikke ka 1 pahlu nahi batani chahiye thi aur student ko mana karni chahiye thi loan ke liye . Jin bacho ko polytechnic ke baad muskil se sal me 1 lakh ka job milega aur vo bhi vo loan ko de denge to unka sayad padhna vayarth hai . Unki aadhi jindagi unke maa baap ke tarah loan bharne me hi bit sakti hai to vo career par kya ghanta dhyan denge .... Career banane par vo loan bhar rahe honge .
Aap gyan ka bhandar hai, Aajkal 1 lakh yearly se jyada ka job to Anpadh ko mil jata hai
Achhi baat hai koi student polytechnic mat karo tum Bina polytechnic kiye 1 lakh salana kama rahe sab kharcho ko jhelte hue jabki polytechnic me aapko 7-8 hazar monthly me lat kaye rakhengi aur uske padhai me room ka sab milkar kar 2.5 lakh fees matlab koi jod ke to sir ko batao aur upar se ye credit card ka chakar matlab student ka schorship bhi le lo uske baad vivas karke loan bhi uthva lo koi nahi sir aap jite aap bahut bade ab celebrity ban gaye hai aap ab gavn dehat se kafi dur chale Gaye hai hum aapko bas sikke ka 1 pahlu nahi dono pahlu batane ke liye request kiye aap to itne me hi gussa ho ja rahe hai
Sir maine apply karke rakhe hai abhi tak pass nhi ho rha hai aap karwa sakte hai kya pass mera loan
Sir jisme hostel nhi h to kya hoga
Sir goverment polytechnic me lon milta hai video banaiye sir please
Milta hai
Sir goverment college me kitna milta hai lon video banaiye sir
@@nitishkushwaha2359 kis kis government college m3
Sir teen sal ke andar hi jama nahi kar sakte kya? Please reply sir...
Yes
Sir, Bihar ke students jo delhi ya phir kisi aur polytechnic college me pdh rhe h to kya unhe credit card yogna se loan mil skta h????
Ha
ha conform mil jayega kahi bhi admission karane ke liye
Only laptop la loans milta hai kya
DRCC me pura ducment sumit kiye the 8month ho gya abhi koi information nhi mila sir
Hii sir ji polytechnic
Sir mera document me naam me problem h to fhir student credit card mil jayega sir
Haa
Sir nursing course ke liye lon mil sakta hai
7:15
???
#🙏🙏
Sirf laptop ke liye hi paisa lena hai mil jayega sir
Anm gnm k liye mil Sakta h kya sir
Hmra vi apply ho gya sir mere Paisa vi aa gya 35000 account me Aur college ko vi mila ek rupya kharcha nai hua bs 2 bar Deccan office gye the ek bar document verification dubara registration
Humko guide kr skte hai bhahiya ..
App kese liye loan ?
Kya family ka income Matter krta hai ??