Salam JB ap haiz ka khaon ana bnd hu jay tu ap Gusal kr sakty Hain Lakin gore krna Hai K haiz ka khaon apni pori sifat or sharait K sath AA KR bnd Hua hai
Asalamualikum mam tareka batayai sary gusul kay aur phone par quraan padna jayez hai haaz ki halth mai aur agar hazak ki halth mai guzal jinabat kary tuo kya wo durust hai
Assalamualaikum Mera ek sawal hai . ghusl haiz Kia bina Miya biwi me humbistari ho skta hai.kyu ki hmlog se ye kaam kr lia hai .agr mana hai to iska kaffara kya hai . Or dusra sawaal ye hai,ek baar hmlog se ghalti se period k first day humbistari kr li thi.hmlog ko maloom ni tha ki period ho chuka hai . Meherbani kr k mere sawalo ko dawaab dijye . Khuda Hafiz
salam jb ap haiz sy farg hu jain yani khoan nzr ana bnd hu jay ya jitni b ap k ayyam ki mudet hai os lehaz sy ap haiz sy farig hu jay tu ap achy sy apni sharmgah ko dho kr hambistri kr sakty hain or agr perdz ki pahli rat galti sy hambistri hue tu ap khuda ki bargah mein toba kiry os ki rahmet wasee hai
S.a sis kl raat mai ne period ka 6th day tha ghusl kr shab e qdr k amaal anjaam diye shr ki aur namaz e fajr bhi ada ki uske baad jb mai washroom gyi to hlka brown clr ka discharge hua to kya mai aaj ka roza rkh sakti hu plz reply
Salam Ap ko apny amomi ayyam k hisab sy haiz ko shumar krna chaheay k ap ko haiz kitny din tk ata q k haiz ki mudet km sy km 7 din or ziada sy ziada 10 din hoti hai
Salam Wazu zarori nae hai Agr nmaz ka wakt qareab hai or ap gusal kr rahi or gusal k Doran hadase asghr ya akbar sadir nae hua tu ap isi gusal k sath neat kr k nmaz b prh sakti hain Lakin agr reeh kharij hu gae ya in dono Amal mein sy koi Amal tu phir ap nmaz k leay bad mein wuzu kiry ge Jazak allah
Sis haiz wala kapra dhona zarori ha kya ya aysy hi phenk sakty hn reply plz or washroom mn jo sarvk bal girty hn or brush k dath lag jaty hn on ka koi gunah ha k ni
Salam Hadeese rasoal k mutabik nakhun or khoan or ko zameen mein dafun krny ki bohat ziada taqeed hai Haiz ayen nijaset hai is kprry ko ap bhtr hai zameen mein dafun kr dain ya agga lga kr zaya kr dain
Assalamualaikum Kindly ye bta dein aghr gusal krny k bad light yellow water discharge Hoto hmen dobara gusal krn chaiye? Please tell me because I'm very confused
@@shiatalkstv1203Aapi plz boys k khatna pr b aik tafsili video banao app plz aur kiya boys k khatna females doctor ya female nurses kr sakti hn Islamic law k mutabik ya b batain plz aur khatna kaitna types k hota han plz is par b aik tafsili video banao app
Assalamualaikum Haiz k doraan ager hath or nakhon pe mehndi lag jay kisi or k lagaty hoy apny hathon pr bhi color a jay to is color k sath ghusal e haiz ho jay ga ya jub tak mehendi ka color oter nhi jay ga tab tak ghusal nahi kr sakty plzz rehnomai frmayn
Salam jis mehndi ka alug sy chilka bnta hai jild py kafin kon mehndiyan aisi hoti hain jo chilka bn k jild sy otrti hain on ko lga k na gusal hota hai na e wuzu hota hai han agr kisi mehndi ka chilka nae bna koi b tah nae bani tu ap gusal or wuzu kr sakti hain wo gusal or wuzu durost hu ga
Asalam alaikum mam.. Ye batayiye please agar kisi aurat ki maa ki death hui hai uske baad us aurat ko jo ghusul karna rehta hai jiski maa ki death hui hai uske liye kya tareeka hai aur niyat kya krni rehti hai usme
Masha ALLAH Apki Video Bohat Informative Or Topic Bhi Bhi Important Hai But Please Sister Ap Complete Hijaab Me Video Banaya Karain. Complete Hijaab Means Eyes K Siwa Pura Face Chupa Howa Ho
@alijee6319 ap jaisi ghatya soch k malik insan se men bat krna men munasib nai smjti. Ap ki baton se ap ki tarbyat ka andaza ho ra hai. Abi tak deen ki smj ap men door door tak nai I jo bare deendar ban rae hain muft men. Or ap se kisi ke ap ki rae puchi k apko kya behtr lgta hai ? Ap hain kon or kya hesiyat hai ap ki ? Khuda bnne ki zarurt nai smje. Apne ap ko thk kro pehle
Salam Dorane haiz Mia biwi ka APIs mein milna yani JAMA krna Haram Hai Han bosa Laina qurbet ka izhar krny mein mamniyet nae Hai or agr koi dakhoal nae krta or bahir E discharge hota Hai tu wo makroah Hai yani naf Sy tangi K darmayni hisy Tk JB haiz Sy farh Hu jay tu ap gusal krny Sy phly apni sharmgah ko dho Kr achy Jama kr sakty or bad mein gusal anjam Dy lain W salam
Phly ap apni routine daikhy ge mheany ki wo Kya hai ap ko haiz 10 din tk aty ya 7 din tk Agr 7 din mudet hai ayyam ki tu Brown dscharge kisi muhlik bimari ya indexation ki wkha sy b aa sakta hai
Salam Ap ny Zaire naf bal km sy km 15 din mein 2 dfa or 40 din k bad to hatmen remove krny hain Bhtr hai k haiz ka gusal krty wkt ap bal b remove kr lain q k her juma Nora lgana yani bal remove krna mustehab hai
Aoa baji 10 din huy Mera miscarriage hua hy.lkn ab mjy koi bleeding ni hy Kia mein ghusal kr skti hon namaz telawat ky liy?aor mein konsa ghusal kron haiz ya nfas?plzz reply me
ماشاءاللہ بہت خوب محنت ذاکر کاشف رضا کاشف تقبل اللہ
mashaAllah thanks a lot alima sahiba
JazakAllah mola Salamt rakhy
❤ mashaallah
جزاک اللّہ خیر
सलाम वालेकुम
Mashallah mashallah your way of conveying this study is tooo good ..mola a.s jaza dyn
Mashallah ❤❤❤❤ aapki video se hmse bahut kuch pta chala ...aap aise hi video bante rahe ..... labbaiyak ya Hussain ❤❤❤
جزاك اللهُ
Maahlllha
Bahut shukriya
Marshalla
Jazakallah.
Jazakallah
❤❤
Background mai music na rakhe sahi se sunayi nhi deta haa
g in shaa allah
Aap shiya hai kya aapse kuchh puchhna hai
Hanfi mein gusal ka tarika bataye
Acha
Apny khe prda krny k bary me b to pra ho ga sis
Assalamualaikum shauhar se muhabbat ki koe dua.
Background music disturbance creat kr ra ha
Appi zara mehdi pe vdo banaye kya haiz me balo me mehndi laga skte hain
❤P
Background music is loud . Ap ki awaaz clear nai hai
Agr pichy sound na hota to zyada behtr
7 din bd hi gusal kr skty hen ya jb haiz ana band ho jy tb b gusal kr skty hen r ibadat kr skty hen
Salam
JB ap haiz ka khaon ana bnd hu jay tu ap Gusal kr sakty Hain Lakin gore krna Hai K haiz ka khaon apni pori sifat or sharait K sath AA KR bnd Hua hai
@shiatalkstv1203 bht shukria
Darood Pak parh sakty hain
Nad e Ali parh sakty hain
Asalamualikum mam tareka batayai sary gusul kay aur phone par quraan padna jayez hai haaz ki halth mai aur agar hazak ki halth mai guzal jinabat kary tuo kya wo durust hai
haiz ki halt mein ap quran mobile py parh sakty hain touch kr sakty q k screen hroaf or hath k darmiyan mane hoti
2sra sawal wazeha kren ap
@shiatalkstv1203 kya haiz ki halat mai gusal jinabat kar saktay hai agar karsaktay hai tuo wo sahi hai
Kya haiz mn cell phone py quran ke tilawat kr lain
Salam
G hain ap parh sakti hain BSs lafzu ko na hath lgaya jay
@@shiatalkstv1203جی موبائل پر الفاظ کو ٹچ کر سکتے ہیں کوئی حرج نھی
Kya delivery ke baad agar tabyat theek na ho to dua e meraj ya kisi sure ma pani dum kr ke piya ja skta hai?
G an pea jaa sakta hai
सलामन अलैकुम देश में जनाबे सईद की तस्वीर पढ़ सकते हैं या नहीएलएलएल
सलाम वालेकुम फेसबुक सोलापुर वालेकुम है इसमें जन्म से ज्यादा की तस्वीर पढ़ सकते हैं
गुसल की नियत kya hai bta de gyi
Assalamualaikum
Mera ek sawal hai . ghusl haiz Kia bina Miya biwi me humbistari ho skta hai.kyu ki hmlog se ye kaam kr lia hai .agr mana hai to iska kaffara kya hai .
Or dusra sawaal ye hai,ek baar hmlog se ghalti se period k first day humbistari kr li thi.hmlog ko maloom ni tha ki period ho chuka hai .
Meherbani kr k mere sawalo ko dawaab dijye .
Khuda Hafiz
salam jb ap haiz sy farg hu jain yani khoan nzr ana bnd hu jay ya jitni b ap k ayyam ki mudet hai os lehaz sy ap haiz sy farig hu jay tu ap achy sy apni sharmgah ko dho kr hambistri kr sakty hain
or agr perdz ki pahli rat galti sy hambistri hue tu ap khuda ki bargah mein toba kiry os ki rahmet wasee hai
S.a sis kl raat mai ne period ka 6th day tha ghusl kr shab e qdr k amaal anjaam diye shr ki aur namaz e fajr bhi ada ki uske baad jb mai washroom gyi to hlka brown clr ka discharge hua to kya mai aaj ka roza rkh sakti hu plz reply
Salam
Ap ko apny amomi ayyam k hisab sy haiz ko shumar krna chaheay k ap ko haiz kitny din tk ata q k haiz ki mudet km sy km 7 din or ziada sy ziada 10 din hoti hai
Tarika tu btya nh ap na ya chezy sab ko pta hath nh lagty majshid waghr ma
Madam muje ap sy gusal e jinabt k hawaly sy kuch puchna h plz koi num h to hlp krain
Ghsl haiz mei wazu krna zaruri hai
Salam
Wazu zarori nae hai
Agr nmaz ka wakt qareab hai or ap gusal kr rahi or gusal k Doran hadase asghr ya akbar sadir nae hua tu ap isi gusal k sath neat kr k nmaz b prh sakti hain
Lakin agr reeh kharij hu gae ya in dono Amal mein sy koi Amal tu phir ap nmaz k leay bad mein wuzu kiry ge
Jazak allah
Menses na hue hu air red jhle nkl jaye tu ghusle haiz kre kya
Sis haiz wala kapra dhona zarori ha kya ya aysy hi phenk sakty hn reply plz or washroom mn jo sarvk bal girty hn or brush k dath lag jaty hn on ka koi gunah ha k ni
Salam
Hadeese rasoal k mutabik nakhun or khoan or ko zameen mein dafun krny ki bohat ziada taqeed hai
Haiz ayen nijaset hai is kprry ko ap bhtr hai zameen mein dafun kr dain ya agga lga kr zaya kr dain
Wo shaving waly bal Jb 40 din sy ziada jisum oy rkhna jaiz nae tu lazim ha k os nijaset ko doar kia jay
@@shiatalkstv1203 Matlab dhona zarori ni h
@@shiatalkstv1203 sis mn sar k hairs ki bat poch Rahi hu Jo wash room mn gir jaty hn or washroom waly brush p bhi LG jaty hn
Salam
Kya ap os kaprry ko dubara istmal mein lati hain???
slam..mam How can I contact to you..plz Guide me...because I want to resolve some of my confusions.. JzakAllah
Salam g boleay
Assalamualaikum
Kindly ye bta dein aghr gusal krny k bad light yellow water discharge Hoto hmen dobara gusal krn chaiye?
Please tell me because I'm very confused
Salam agr 7 ya 10 dn k bad ye dscharge hu tu phr gusal dubara kiry ge ap q k haiz ki mudet km sy km 7 dn or ziada sy ziada 10 dn hoti hai
@@shiatalkstv1203Aapi plz boys k khatna pr b aik tafsili video banao app plz aur kiya boys k khatna females doctor ya female nurses kr sakti hn Islamic law k mutabik ya b batain plz aur khatna kaitna types k hota han plz is par b aik tafsili video banao app
Kia haiz k 4th day roza rakh skty ha
Salam
Haiz ki mudet km sy km. 7 din or zoada sy ziada 10 din hai
Or haiz ayne nijaset hai jis mein nmaz maf hai or Rozy ki qaza hai
Is leay ap ayne nijaset mein roza kaisy rakh sakti hai …..Hum shariyet k pabund hain🌹
@@shiatalkstv1203کم سے کم مدت 3 دن ہے
Agr wajib gusl sy phly hmra jism already gilaa ho to kiya gusl hujaty hai:?
جی نھی نیت اور طریقہ سے ہی غسل ثابت ہو گا
Assalamualaikum
Haiz k doraan ager hath or nakhon pe mehndi lag jay kisi or k lagaty hoy apny hathon pr bhi color a jay to is color k sath ghusal e haiz ho jay ga ya jub tak mehendi ka color oter nhi jay ga tab tak ghusal nahi kr sakty plzz rehnomai frmayn
Salam jis mehndi ka alug sy chilka bnta hai jild py kafin kon mehndiyan aisi hoti hain jo chilka bn k jild sy otrti hain on ko lga k na gusal hota hai na e wuzu hota hai han agr kisi mehndi ka chilka nae bna koi b tah nae bani tu ap gusal or wuzu kr sakti hain wo gusal or wuzu durost hu ga
Jazzak Allah ❤️
Asalam alaikum mam..
Ye batayiye please agar kisi aurat ki maa ki death hui hai uske baad us aurat ko jo ghusul karna rehta hai jiski maa ki death hui hai uske liye kya tareeka hai aur niyat kya krni rehti hai usme
غسل کس پر واجب تھا وزہ کریں پہلے
Masha ALLAH
Apki Video Bohat Informative Or Topic Bhi Bhi Important Hai But Please Sister Ap Complete Hijaab Me Video Banaya Karain.
Complete Hijaab Means Eyes K Siwa Pura Face Chupa Howa Ho
Ap yahan kya kr rae hain ? Pehle to ap parda kren phr dusron ko talqeen kren. Or unka parda blkul thk hai
@alijee6319 ap jaisi ghatya soch k malik insan se men bat krna men munasib nai smjti. Ap ki baton se ap ki tarbyat ka andaza ho ra hai. Abi tak deen ki smj ap men door door tak nai I jo bare deendar ban rae hain muft men. Or ap se kisi ke ap ki rae puchi k apko kya behtr lgta hai ? Ap hain kon or kya hesiyat hai ap ki ? Khuda bnne ki zarurt nai smje. Apne ap ko thk kro pehle
@@alijee6319 tmari hesiyat nai tum se behs krun. Kon kya hai uski zuban or tarbyat bta ri hai. Ghatya insan.
Ji baji haiz ghusal m ager qurbatan ilal laah k jagha ager qurbatan alal laah kha Diya to kya dura ghusal karna padega
03258068131 whatsup nbr py rabta kr lain ap ko jawab mil jay ga in shaa allah
Ghusal haiz se pehly 10 din hambistri krna jaiz he kia
Salam
Dorane haiz Mia biwi ka APIs mein milna yani JAMA krna Haram Hai
Han bosa Laina qurbet ka izhar krny mein mamniyet nae Hai or agr koi dakhoal nae krta or bahir E discharge hota Hai tu wo makroah Hai yani naf Sy tangi K darmayni hisy Tk
JB haiz Sy farh Hu jay tu ap gusal krny Sy phly apni sharmgah ko dho Kr achy Jama kr sakty or bad mein gusal anjam Dy lain
W salam
Agar gausul haiz(7days k bad) krny k bad ek night k baad subah brown discharge hojaye toh kya krna hoga.
Phly ap apni routine daikhy ge mheany ki wo Kya hai ap ko haiz 10 din tk aty ya 7 din tk
Agr 7 din mudet hai ayyam ki tu Brown dscharge kisi muhlik bimari ya indexation ki wkha sy b aa sakta hai
Ap ko gusal ki zarort nae Hu he BSs haiz mein haiz ki nishanion ko made nazr rakha jata hai
Kya haiz ke gusl me churiya anguthi utalna zarori hai
Aisa kuch nae hai
Gusul has kar na ka tariaqa savage make nahi ay
Zeeray naf hair bhe kia gusal e hyz say phely remove krna zarori hi? Agar wo bhut choty hon jysay joo k seed say bhe choty???
Salam
Ap ny Zaire naf bal km sy km 15 din mein 2 dfa or 40 din k bad to hatmen remove krny hain
Bhtr hai k haiz ka gusal krty wkt ap bal b remove kr lain q k her juma Nora lgana yani bal remove krna mustehab hai
Aoa baji 10 din huy Mera miscarriage hua hy.lkn ab mjy koi bleeding ni hy Kia mein ghusal kr skti hon namaz telawat ky liy?aor mein konsa ghusal kron haiz ya nfas?plzz reply me
Salam nifas ka gusal to 40 dn bad hota hai ap gusle haiz kiry or apny wajbat ko anjam dain
Ghusl haiz sai phle wazu kre
Salam
G nahi zarori nae hai. Gusal kr laiana kafi hai
I'm sorry
G̤h̤ṳs̤a̤l̤ h̤a̤i̤z̤ m̤a̤i̤ n̤e̤y̤a̤t̤ k̤ b̤a̤g̤a̤i̤r̤ a̤ṳr̤ k̤ṳc̤h̤ p̤a̤d̤h̤n̤a̤ h̤a̤i̤ P̤l̤z̤ r̤e̤p̤l̤y̤ k̤a̤r̤n̤a̤
salam her gusal min niyet kafi hai or pani dalny ka treqa thk hona chaheay
Kia mughy in alima ka contact number mil sakta hai mughy kuch zarori baat karni hai ...please inka number daydai koi
mashaAllah thanks a lot alima sahiba
❤❤