Unknown Facts About Sharda Sinha | बिहार कोकिला | भोजपुरी/मैथिली की लोकगायिका | News Hunters |

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 25 ноя 2024

Комментарии • 41

  • @brijeshprasad3492
    @brijeshprasad3492 16 дней назад +1

    Bhai sahab yah aapka sujhav bahut bahut sarahniy hai aur aapane Sharda Sinha Ji ka naam Diya Aur unhin Ke gae Hue gana ko log Jaate Hain aur gaikar Ban Jaate Hain

  • @fanishpandey6618
    @fanishpandey6618 15 дней назад +1

    दिवंगत आत्मा के लिए प्रार्थना करें 👏
    हरामखोरी नहीं अब सत्य असत्य के लिए किसी भी प्रकार की बकचोदी नहीं होनी चाहिए।

  • @purubiya
    @purubiya 17 дней назад +2

    Bahit accha kaam lar rahe ho aap Bhaiya...Aap konse jile se ho ❤

  • @prashantarun7006
    @prashantarun7006 17 дней назад +2

    Bhai sahab, unhone 1st song 1971 me gaya tha

    • @NewsHunters_
      @NewsHunters_  17 дней назад +1

      To yahi to Mai hi bol raha hu video me aur ye unhone khud bola hai interview me

  • @jyotendramishra2942
    @jyotendramishra2942 17 дней назад +4

    उनकी जीवनी पर आधारित पुस्तक मुँह में पान सुर में तान लेखक jyotindra Mishra . Amejan par uplbdh hai

  • @SanchitRanjan-u2d
    @SanchitRanjan-u2d 18 дней назад +5

    Chathh ke liye hi sharada Sinha ko ham jug jug ke liye yaad karege .samaj kuch bi kahe. Sharada Sinha ko chathhi Mai ne hi bula liye. Chhathi Mai ke Ananya bhakta sharada Sinha . Unse pahle bi chathh Geet gayika padmasree honge kintu Bihar Kokila bhojpuri bajjika Maithili au magahi ke sansrakshak hamare liye sharada Sinha hai …

  • @prakashchandra69
    @prakashchandra69 17 дней назад +5

    शारदा सिन्हा सिर्फ भोजपुरी गायिका नहीं थीं। वे मैथिली,मगही, वज्जिका, अंगिका बोलियों की गायिका थीं। वे जन्मना मैथिली और कर्मना बज्जिका क्षेत्र की रहीं। दरअसल वह लोकगायिका थीं। सिर्फ छठ गीत गायिका में सीमित करना ग़लत है।

  • @Anuragkumar1707
    @Anuragkumar1707 17 дней назад +1

    Anuradha paudwal k bhi gaane superhit he jo ek maharashtrian ladki he uski koi bat hi nhi karta chhath song k liye😢

  • @Anuragkumar1707
    @Anuragkumar1707 17 дней назад +1

    Sharda sinha kewal satya hi bolti thi? Unhone bhi jhuth bola he kuch kuch jagahon pe

  • @SanjaySharma-mj4tg
    @SanjaySharma-mj4tg 18 дней назад +9

    रविश कुमार को झूठ बोलने के लिए ही मैगैसके पुरस्कार मिला।

  • @SantoshKumar-n8w1v
    @SantoshKumar-n8w1v 18 дней назад +6

    Ravish Kr. ji ne unke bare me koi bhi jhooth nahi bola hai.
    Aap usko teel ke tar bana rahe ho.
    Sharda Sinha Bihar Kokila hai aur rahengi. Sharda Sinha lok geeto me fuharpan se kabhi samjhauta nahi kiya aur iss bato Ravish ji ne achhi jankari diya hai.

    • @NewsHunters_
      @NewsHunters_  18 дней назад +2

      1978 me chhath geet nhi gaya hai Sharda Sinha ne

    • @NewsHunters_
      @NewsHunters_  18 дней назад +1

      Saara praman de diya uske baad bhi ye haal hai to

    • @SantoshKumar-n8w1v
      @SantoshKumar-n8w1v 18 дней назад

      @@NewsHunters_ isko jhooth nahi mistake bol sakte hai.
      Ravish Kr. ek honest Anchor hai aur Unhone short message ke jariye Sharda ji ke vyaktitva ke bare me jankari dene ki koshish ki hai.

    • @NewsHunters_
      @NewsHunters_  18 дней назад +3

      @@SantoshKumar-n8w1v video ke andar bhi hamne yahi bola hai, ki ye ya to jhuth hai ya mistake hai ya jankari ka abhav hai, aur sirf ravish aisa nahi bol rahe hai, pura social media aur social media yahi bol raha hai.

  • @RbmusicAc
    @RbmusicAc 17 дней назад +2

    Koi bhi gaye ho pehle ya bad me lekin vivah git chhath git aur jitne bhi parampark git hai jo sharda ji gai hai unse kisi aur kalakar ko tulna karna asambhav hai unke samne pavan Singh ki kya vat karte ho sharda sinha ka jab chhath git bajta hai to bujhata hai ki sahi me chhath tyohar aa gaya.

    • @NewsHunters_
      @NewsHunters_  17 дней назад

      Hamne bhi to yahi kaha hai

    • @RbmusicAc
      @RbmusicAc 17 дней назад

      Sabse badi baat ye hai ki Naya Naya kakar jo git gate hai ve fast ridam me gate hain aur ashlilta bhi rahta hai. Unlogon ka view bahut jyada ho jata hai. Kintu Sharda Sinha ji ke gito me koi bhi ashlilta nahi hai.dipchndi tal me sabse jyada git gai hai jo slow tal hata hai .Bina lagan ka yadi Sharda ji ka git jab bajta hai to bujhata ki lagan aa gaya.unke aavaj me khatke. Murkiyan . Gamak sabhi yukt tha. vishesh kitna likhun.mai bhi raedo evam durdarshan se B- high-grade artis hun.

  • @atulesh214
    @atulesh214 17 дней назад +2

    Ise GK ku bana rahe ho bhai
    Itni research ki visay nahi hai.
    Content par Jayda jarurari hai.

    • @NewsHunters_
      @NewsHunters_  16 дней назад

      Content hai to aur kya chahiye ?

  • @SubhashKumar-ct5bz
    @SubhashKumar-ct5bz 17 дней назад +1

    Bhai sardha singha ji hi chath geet ko duniya me naam kiya hai bak bak band kar dusra news par dhiyan de

    • @NewsHunters_
      @NewsHunters_  17 дней назад

      Bina video dekhe sirf thumbnail dekh ke aise hi comment karenge

  • @ramanujsingh1992
    @ramanujsingh1992 15 дней назад

    Kewal view ke adhar per Sharda Sinha ki tulana kisi bhi anya gayak se nahin ki ja sakati . Pawan Singh tatha Anuradha Paudwal se tulana sambhav hi nahi hai

  • @prashantarun7006
    @prashantarun7006 17 дней назад +4

    आपकी जानकारी भी पूरी नहीं है सर . Research kijiye.

  • @जैनेन्द्रकुमारसुधीर

    खोजी पत्रकार का विश्लेषण

  • @yasminfatma1849
    @yasminfatma1849 11 дней назад

    Baal kaa khaal mat nikalo...

  • @nawalkishorsingh364
    @nawalkishorsingh364 17 дней назад +1

    Ravish kumar jhutha patrakaar hai kya?

    • @NewsHunters_
      @NewsHunters_  17 дней назад

      Ji nahi jhuth nahi ise jankari ka abhav aur WhatsApp university ka prabhav bol sakte hai.