Faza me gunj gaya lailaha illallah Payam lai hawa lailaha illallah Suni jo sab ne sada lailaha illallah Khuloose dil se kaha lailaha illahah Jo pacho waqt azano ka shor hota h Khushi se hasta hai islam kufr rota hai *Waaaaahhhh*
Nabi ka huqm hai allah ki khushi hai aza Kasam khuda ki musalma ki zindagi h aaza Qadam hatayga piche na jaan ki khatir Ye sar kata dega apna azan ki khatir Waahhhh
Har ek Bashar Ke Aqeede Ko Tol Ti Hai Aaza Aajeeb Ras Hai Jo Kaano Me Ghol Ti Hai Aaza Zaba Pe Aan Ke Ne Khouf Bolti Hai Aaza Ghooroor e kufr ke sar chad Ke Bolti Hai Aaza Fazeelat is ki isi se bayan hoti h Namaz baad me pehle aazan hoti hai Har ek mizaaj Dikhati Hai Ye Musalma Ko Bure Amal Se Bachati Hai Ye Musalma Ko Bashar khooloos Jagati Hai Ye Musalma Ko Pade Namaz Bulati Hai Ye Musalma Ko Nabi Ka Zikr Hai Allah Ka Qasida Hai Aazaan Mazhab e Islaam Ka Aqeeda Hai Dikhai Deti Hai Quraan Ke Siparo Me Kisi Ne Rang Bhare Hai Hasi Baharo Me Gulaab Ban Ke Khili Hai Ye Regzaro Me Isi Ki Gunji Hai Aawaz Kohsaro Me Zamane Wale Ye Haq Ka Baya na Rok Sakte Gale To Kaat Liye Hai Aza Na Rok Sakte Mehak liye hai bayaa ba me ye gule tar ki Isi Ne Naapi Hai Gehraiya Samandar Ki Sana khush me ki isne naam e Akbar Ki Bani Pahado Pe Ja Kar Laqeer Paththar Ki Har ek samt Se Aawaz Aai Kaano Me Kasam Khuda Ki Ye Gunji Hai Qaid Khano Me Chali Hai Jab Se Jahan Me Nahi Ruki Hai Aaza Nabi Ka Huqm Hai Allah Ki Khushi Hai Aaza Kasam Khuda Ki Musalma Ki Zindagi Hai Aza Qadam Hatayega Pichhe Na Jaan Ki Khatir Ye Sar Kata Dega Apna Aazan Ki Khatir Payam Lai Hawa Lailaha Illallah Faza Me Phail Gaya Lailaha Illallah Suni Jo Sab Ne Sada Lailaha Illallah Khooluso Dil Se Kaha Lailaha Illallah Jo Pancho Waqt Aazano Ka Shor Hota Hai Khushi Se Hasta Hai Islaam Kufr Rota Hai Biradrane Hussaini Thy Sabr Ki Tasveer Misal Milti Nahi Is Bahaduri Ki Naseer To Or Zor Se Kehte Thay Naraye Taqbeer Har Ek Shaheed Jo Gir Kar payam Deta Tha Pade Namaz e Shadat Aazan Deta Tha Jo Rokne Ki Hai Koshish Wo Rayga Hogi Hame Yaqi Hai Ye Naapak Be Guma Hogi Hai is sawal se kya fayda kaha hogi Jahan Bhi Hoge Musalma Wahan Wahan Hogi Bade khoolus se ye imtehaan de denge Baraste teero me ghazi aazan de denge
❤❤❤❤❤...allah marhoom ke darajat buland kare ...
Allah paak panjetan paak a.s k Sadqe marhoomeen ki Maghfirat farmaye Aameen ya Rabbulaalemeen
Missing moment ..after listen this qalam 😢
Allahoakbar
Baishak
Allah nawab sb k darjaat buland kare
subhan allah
allah taala marhom ke darjat buland farmay
Mashaallah fankar they janab ...
Mashallah mola zabahare masumin ke sadke me marhumi ki magferat farmaye😭😭😭😭😭🇮🇳🤲🤲🤲🤲🤲🇮🇳
Ameen
Jazakallah
Faza me gunj gaya lailaha illallah
Payam lai hawa lailaha illallah
Suni jo sab ne sada lailaha illallah
Khuloose dil se kaha lailaha illahah
Jo pacho waqt azano ka shor hota h
Khushi se hasta hai islam kufr rota hai
*Waaaaahhhh*
Nabi ka jisk hai allah ka qasida h
Azan mazhabe islam ka aaqeeda h
"Waaahhhhh*
Mashallah
Nabi ka huqm hai allah ki khushi hai aza
Kasam khuda ki musalma ki zindagi h aaza
Qadam hatayga piche na jaan ki khatir
Ye sar kata dega apna azan ki khatir
Waahhhh
Jazakallah. Allah magfirat farmaye darjat buland kre janab navab sirsvi sahb ke
Ameen
Dikhai deti hai quran ke siparo me
Kisi ne rang bharr hai hase baharo me
Zamane wale ye haq ka baya na rok sake
Waaahhhh
Jazakallah Allah magfirat frmaye darajat buland kre marhoom ke..
Aameen
Mashallah Allah darajat buland kare Marhoom ke
*Waahhh waahh waah namaz badme pehle azan hoti h waahh waah*
Khuda jannat me darjar baland kare marhoom ke
*MashaAllah Jio Jio Jio*
Mash Allah
Shukriya
Har ek Bashar Ke Aqeede Ko Tol Ti Hai Aaza
Aajeeb Ras Hai Jo Kaano Me Ghol Ti Hai Aaza
Zaba Pe Aan Ke Ne Khouf Bolti Hai Aaza
Ghooroor e kufr ke sar chad Ke Bolti Hai Aaza
Fazeelat is ki isi se bayan hoti h
Namaz baad me pehle aazan hoti hai
Har ek mizaaj Dikhati Hai Ye Musalma Ko
Bure Amal Se Bachati Hai Ye Musalma Ko
Bashar khooloos Jagati Hai Ye Musalma Ko
Pade Namaz Bulati Hai Ye Musalma Ko
Nabi Ka Zikr Hai Allah Ka Qasida Hai
Aazaan Mazhab e Islaam Ka Aqeeda Hai
Dikhai Deti Hai Quraan Ke Siparo Me
Kisi Ne Rang Bhare Hai Hasi Baharo Me
Gulaab Ban Ke Khili Hai Ye Regzaro Me
Isi Ki Gunji Hai Aawaz Kohsaro Me
Zamane Wale Ye Haq Ka Baya na Rok Sakte
Gale To Kaat Liye Hai Aza Na Rok Sakte
Mehak liye hai bayaa ba me ye gule tar ki
Isi Ne Naapi Hai Gehraiya Samandar Ki
Sana khush me ki isne naam e Akbar Ki
Bani Pahado Pe Ja Kar Laqeer Paththar Ki
Har ek samt Se Aawaz Aai Kaano Me
Kasam Khuda Ki Ye Gunji Hai Qaid Khano Me
Chali Hai Jab Se Jahan Me Nahi Ruki Hai Aaza
Nabi Ka Huqm Hai Allah Ki Khushi Hai Aaza
Kasam Khuda Ki Musalma Ki Zindagi Hai Aza
Qadam Hatayega Pichhe Na Jaan Ki Khatir
Ye Sar Kata Dega Apna Aazan Ki Khatir
Payam Lai Hawa Lailaha Illallah
Faza Me Phail Gaya Lailaha Illallah
Suni Jo Sab Ne Sada Lailaha Illallah
Khooluso Dil Se Kaha Lailaha Illallah
Jo Pancho Waqt Aazano Ka Shor Hota Hai
Khushi Se Hasta Hai Islaam Kufr Rota Hai
Biradrane Hussaini Thy Sabr Ki Tasveer
Misal Milti Nahi Is Bahaduri Ki Naseer
To Or Zor Se Kehte Thay Naraye Taqbeer
Har Ek Shaheed Jo Gir Kar payam Deta Tha
Pade Namaz e Shadat Aazan Deta Tha
Jo Rokne Ki Hai Koshish Wo Rayga Hogi
Hame Yaqi Hai Ye Naapak Be Guma Hogi
Hai is sawal se kya fayda kaha hogi
Jahan Bhi Hoge Musalma Wahan Wahan Hogi
Bade khoolus se ye imtehaan de denge
Baraste teero me ghazi aazan de denge
*Har ek bashar ke aaqeede ko tolti hai aaza waaahh*
*Ajeeb ras hai jo gano me gholti hai aza*
Wah kya khne
Jab fazayel pad rahe ho to matam rok dena chahiye
Mashallah
Mashallah
Mashallah