Assalamualaikum sir Sir ham nai Tait 2022 exam EWS category se diye hai aur hamare paas EWS , rehiwasi certificate bhi hai 31/03/23 ke pahele ka but domicile certificate nahi hai toh kya ham domicile of Maharashtra option "No" kiye toh chalega kya.hamhe pata hai woh category change kar ke open category kar dega.aur uss sey ham apartra toh nahi honga na sir aur document verification time problem toh nahi aayegi na sir. Sir please please reply It urgent please 🥺🥺🥺🥺
Assalamualaikum sir hamare pavitra portal registration mai gender option mai male alredy aaraha hai iam a female candidate so what can i do for correction of this mistake pls guide sir
Same problem with my wife. Actaully ye tait ka form bhate wakt mistake hui hogi. Is baare me kisi ko idea nahi hai. Paeiksha parishad ka contact number hai kya?
humney TAIT k form mey B. Ed ko yess kiye they lekin main abb koi problem ki wajah sey self certified mey B. Ed nahi dalna chahta hun. To sir kya mujhey koi problem hogi agey chal kar kyun k TAIT k form mey B. Ed dala hun aur self certification mey nahi dal raha hu. Please sir guide kijiye.
Assalamu Alaikum sir Domicile certificate 2012 ka bana huwa hai aur dusra online wala domicile certificate 13/3/2023 ko banaya h sir kaunsa certificate upload kro plz guide me 🙏
Sir main Ded ctet pahale paper pass hu tait me main BA dala tha magar mere pass Degree certificate nahi hain povitra portal par BA nahi dale to chalega sir
Certificate no konsa dalna hai domecile me or graduation certificate me pls clear kijiye sir
Sir ctet wale registration kr skte h
only dec 2022
Sir mscit completed hai us par date kaunsi dalna hai please batayei
TAIt number ki jagh ctet number dal skte h kya
Assalamualaikum sir
Sir ham nai Tait 2022 exam EWS category se diye hai aur hamare paas EWS , rehiwasi certificate bhi hai 31/03/23 ke pahele ka but domicile certificate nahi hai toh kya ham domicile of Maharashtra option "No" kiye toh chalega kya.hamhe pata hai woh category change kar ke open category kar dega.aur uss sey ham apartra toh nahi honga na sir aur document verification time problem toh nahi aayegi na sir.
Sir please please reply
It urgent please 🥺🥺🥺🥺
Assalamualaikum sir hamare pavitra portal registration mai gender option mai male alredy aaraha hai iam a female candidate so what can i do for correction of this mistake pls guide sir
Same problem with my wife. Actaully ye tait ka form bhate wakt mistake hui hogi.
Is baare me kisi ko idea nahi hai. Paeiksha parishad ka contact number hai kya?
@@umairyusra3203 nahi bhai
go to eo office or pune
Jazaak Allah sir
humney TAIT k form mey B. Ed ko yess kiye they lekin main abb koi problem ki wajah sey self certified mey B. Ed nahi dalna chahta hun. To sir kya mujhey koi problem hogi agey chal kar kyun k TAIT k form mey B. Ed dala hun aur self certification mey nahi dal raha hu. Please sir guide kijiye.
Sir. Maharashtra Domicile certificate aur nationality certificate same hai ya alag alag hai. ? Please answer sir ?
Alag alag hai
Assalamualaikum sir M.A ka results hai 2016 me huwa degree available nhi hai tu kya sirf result upload krkte hai kya??
Educational documents ki Xerox upload kar sakte hai??
Ji
Assalamu Alaikum sir
Domicile certificate 2012 ka bana huwa hai aur dusra online wala domicile certificate 13/3/2023 ko banaya h sir kaunsa certificate upload kro plz guide me 🙏
Dekhoo tu sahi sir ... pura tu balure kr diyya
Registration nahi hu raha hai
Assalam alikom sir cast certificate bhi upload kerna hae kya?
Assalam alaikum.. Tait ka certificate dowanload kaise karen?
Sir main Ded ctet pahale paper pass hu tait me main BA dala tha magar mere pass Degree certificate nahi hain povitra portal par BA nahi dale to chalega sir
Ews certificate konsi tarikh tak valid rahega sir
Sir ap mscit ka information bataye hi nhi
😂 شتر مرغ