Us waqt jab ke zainab, darbar mein gayi thi qaari namaziyo se mehfil saji hui thi zalim ye puchta tha, ghazi tera kaha'n hai baalo se mu chupaye zainab ye keh rahi thi aye mere baba jaan ho rahi hai azaan, sar chupaun kaha'n? Majma e aam mein, be watan be amaan, agaya karwaan Aye meray baba jan, horahi hai azaan, sar chupaun kaha'n? 1. Mein bhi hoon marziya, Bint e Khayrun Nisa, Mere lehjay mein hai, baba teri adaa. Naam Zainab mera - baba jaa'n tune jo rakh diya - baba jaa'n day di apni zubaan Aye meray baba jan, horahi hai azaan, sar chupaun kaha'n? 2. Baba jaan mein rida maangti reh gayi, Bamo dar saj gaye, jite ji margayi, Halqa e Shaam mein - baba jaa'n naam sunkar mera - baba jaa'n margaya naatawan Aye meray baba jan, horahi hai azaan, sar chupaun kaha'n? 3. Ruk na paya mere bawafa ka wo sar noke naiza se aane laga khaak par behen ko dar ba dar - baba jaa'n dekh ke nange sar - baba jaa'n seh na paaya jawa'n - baba jaa'n Aye meray baba jan, horahi hai azaan, sar chupaun kaha'n? 4. Kal thi maa aaj mai bhi hu darbaar mein misl e zahra khadi hu mai aghyaar mein us taraf hai shaqi - baba jaa'n is taraf reh gayi - baba jaa'n be padar betiya'n Aye meray baba jan, horahi hai azaan, sar chupaun kaha'n? 5. Shaam e ashoor se, shaam o kufa talak Maine manga nahin hai khiraj e fadak Meri chadar say hai - baba jaa'n meri maan ka sukoo'n - baba jaa'n sunle zalim jahaan 6. Haath kanoon pe hai, neel gaalo'n pe hai Aur nisha'n jo Sakina ki shaano pe hai Har nisha'n se yehi - baba jaa'n aa rahi hai sada - baba jaa'n baba jaan baba jaan Aye meray baba jan, horahi hai azaan, sar chupaun kaha'n? 7. Aisa khutba diya maine darbar mein Likh raha hai jo Yawar tere pyaar mein Lehjaye hayderi - baba jaa'n har azaan ke liye - baba jaa'n hai sadaa e azan Allahu akbar, Allahu akba ...Shared using Nauha Lyrics
haye Bibi hmei parda seekhanay k liye apne 😭 😭 Labbaik Ya Zainab AS 😭 🙌
Mashallaaaaaaaaaaaaa what a beautiful Voice there is no Answers 🙌🙌May God protect you AMEEN 🤲🤲
#Aye_Mere_baba_jaan😢💔
mashAllah
Masha Allah Jazak Allah Salamat Raho
Mashallah mola salamat rekhe sp ko beta❤😢😢😢
Very very great voice of this young man allah bless you always keep it up every time this type of nauha wow what a great reciting
Keep it up fantastic
Mashallah jio mere bete maula apne sabhi azadaro ko salaamat rakhe
Hyy sadqay bibi 😢
❤
Us waqt jab ke zainab, darbar mein gayi thi
qaari namaziyo se mehfil saji hui thi
zalim ye puchta tha, ghazi tera kaha'n hai
baalo se mu chupaye zainab ye keh rahi thi
aye mere baba jaan
ho rahi hai azaan, sar chupaun kaha'n?
Majma e aam mein, be watan be amaan, agaya karwaan
Aye meray baba jan, horahi hai azaan, sar chupaun kaha'n?
1. Mein bhi hoon marziya, Bint e Khayrun Nisa,
Mere lehjay mein hai, baba teri adaa.
Naam Zainab mera - baba jaa'n
tune jo rakh diya - baba jaa'n
day di apni zubaan
Aye meray baba jan, horahi hai azaan, sar chupaun kaha'n?
2. Baba jaan mein rida maangti reh gayi,
Bamo dar saj gaye, jite ji margayi,
Halqa e Shaam mein - baba jaa'n
naam sunkar mera - baba jaa'n
margaya naatawan
Aye meray baba jan, horahi hai azaan, sar chupaun kaha'n?
3. Ruk na paya mere bawafa ka wo sar
noke naiza se aane laga khaak par
behen ko dar ba dar - baba jaa'n
dekh ke nange sar - baba jaa'n
seh na paaya jawa'n - baba jaa'n
Aye meray baba jan, horahi hai azaan, sar chupaun kaha'n?
4. Kal thi maa aaj mai bhi hu darbaar mein
misl e zahra khadi hu mai aghyaar mein
us taraf hai shaqi - baba jaa'n
is taraf reh gayi - baba jaa'n
be padar betiya'n
Aye meray baba jan, horahi hai azaan, sar chupaun kaha'n?
5. Shaam e ashoor se, shaam o kufa talak
Maine manga nahin hai khiraj e fadak
Meri chadar say hai - baba jaa'n
meri maan ka sukoo'n - baba jaa'n
sunle zalim jahaan
6. Haath kanoon pe hai, neel gaalo'n pe hai
Aur nisha'n jo Sakina ki shaano pe hai
Har nisha'n se yehi - baba jaa'n
aa rahi hai sada - baba jaa'n
baba jaan baba jaan
Aye meray baba jan, horahi hai azaan, sar chupaun kaha'n?
7. Aisa khutba diya maine darbar mein
Likh raha hai jo Yawar tere pyaar mein
Lehjaye hayderi - baba jaa'n
har azaan ke liye - baba jaa'n
hai sadaa e azan
Allahu akbar, Allahu akba
...Shared using Nauha Lyrics
Can you share me the studio recording of this kid singing this noha
Wah beta jeo mere laal
MashAllah JazakAllah Geo Azadar Maula salamat rakhe...
Allah O Akbar
Jazak Allah 😢😢😢😢
Labbayk ya Zainab 💔💔😭😭😭😭😭
جزاكم الله تعالى خيرا على هذا الصوت الخاشع
Keep supporting us by subscribing and sharing with your family and friends.
MashAllah
Mashallah ❤️❤️ nono Jan
Jeo maira baita
❤❤❤❤❤
Good
❤
❤
❤
❤
❤
❤