धन्यवाद सरजी, बहुत अच्छी जानकारी आपने दी है...मेरे पास सी नेचरल स्केल फ्लुट है, क्या मै इसपर ए मेजर स्केल बजा सकता हूं..? कृपया जानकारी दे.. बहोत धन्यवाद..्
Guruji, aap A scale ki flute use kar rahe ho iss video mein... Ok... aapne kaha ki agar A scale ki flue se agar 'Pa' ko SA maane, agar 'Ni' ko SA man kar sargam bajti hai... Ha sargam bajti hai sirji... magar aapne yeh to kaha hi nahi, agar 'Pa' ko SA maan kar sargam bajate hai to kaun sa scale bajta hai... mein agar A scale 'Ni' ko SA manu to kaun sa scale bajega? mein agar A scale ki flute se 'Re' ko SA manu to kaun sa scale bajega? According to my knowledge ek flute se 5 - 6 scales bajai jati hai...
Thanks for watching 🙏 Ek video me jitna ho sakta hai,uthana batane ki koshish ki hai,aap ki jankari sahi hai,mai ek aur video banaunga usme aap ke bataye gaye points ka dhyan rakhunga.
@@HanumantsinghYadav-kc1kr guruji, naya video banane ki jarurat nahi hai.... Kyu taklif le rahe ho? AAP message se reply de dona.... Ek hi flute se alag alag note se sargam Bajane se kaun sa scale bannta hai????
Nice 🎉 explanation
🙏🙏🙏
हरिओम 🙏
Hariom 🙏🙏🙏
Sir P ko S maankar hum dusare raag jo unme komal swar ho use kaise baza sakte hai plz explain sir...
कोमल रे को तीव्र म बजाना पड़ेगा।
Bahut dhannyawad sir
धन्यवाद सरजी, बहुत अच्छी जानकारी आपने दी है...मेरे पास सी नेचरल स्केल फ्लुट है, क्या मै इसपर ए मेजर स्केल बजा सकता हूं..? कृपया जानकारी दे.. बहोत धन्यवाद..्
बहुत बहुत स्वागत 🙏😊
जी हां सी नेचुरल से ए मेजर स्केल बिल्कुल बजाया जा सकता है। आप कोशिश करें।
Sir agar hum Pa ko Sa maankar bansuri bajaye to komal swar nahi bajana padenge ?
Ha agar pa ko sa Mane to komal swar nahi bajana padega
Thank you very much sir
Guruji, aap A scale ki flute use kar rahe ho iss video mein... Ok...
aapne kaha ki agar A scale ki flue se agar 'Pa' ko SA maane,
agar 'Ni' ko SA man kar sargam bajti hai... Ha sargam bajti hai sirji...
magar aapne yeh to kaha hi nahi, agar 'Pa' ko SA maan kar sargam bajate hai to kaun sa scale bajta hai...
mein agar A scale 'Ni' ko SA manu to kaun sa scale bajega?
mein agar A scale ki flute se 'Re' ko SA manu to kaun sa scale bajega?
According to my knowledge ek flute se 5 - 6 scales bajai jati hai...
Thanks for watching 🙏
Ek video me jitna ho sakta hai,uthana batane ki koshish ki hai,aap ki jankari sahi hai,mai ek aur video banaunga usme aap ke bataye gaye points ka dhyan rakhunga.
@@HanumantsinghYadav-kc1kr guruji, naya video banane ki jarurat nahi hai.... Kyu taklif le rahe ho?
AAP message se reply de dona....
Ek hi flute se alag alag note se sargam Bajane se kaun sa scale bannta hai????