Hamaare yaha agahan Maas me har guruwar maa laxmi ki puja hoti hai . bhor 4:00 baje puja hoti hai.4:00 baje se pahle hi ghar ki safai aur saaz sajawat yani dwar pe gobar se lepan( kyuki 4:00 baje k baad guruwar ho jata hai to guruwar ko gobar nahi chhute hai kai log budhwar shaam ko hi dwar pe gobar lep lete hai😊)alpona ya rangoli ,dwar pe deep jalana sab complete hona chahiye .fir maa ki panchopchar puja karke maa ki koi bhi book(laxmi panchali) padhte hai😊jay maa laxmi🙏🏻
Bhay baria pandit ji 👍 mera ek swal hai k mere pas bishnu ji ki or mata laxmi ji ki alag alag tasbir hai ek sath nhi hai to chlega aisa or ek swal tasbir m kayse abhisek kre plz pandit ji mera margdarsan kre, om nam narayna 🙏
Hari om bhai mare pas dakshinavarti shank hai jise maine dipawali ki tin divasiya sadhana mai rakha tha ab use lal kapade bandhakar rakh diya hai to naya shankh lau ya usi shankh se pooja karu bhagwaan ke abhishek ke liye kirpaya maargdarshan kijiye
Guruji Puja ke pahle shuddhikaran pavitrikaran aasan Puja yah sab Puri vidhi ke sath ek bar koi video Dale taki hamen koi pareshani Na Ho bar bar yahan vahan video dekhne ke liye
@@yogirajmanojगुजरात और महाराष्ट्र में तो मार्गशीर्ष मास अमावस्या के बाद शुरू होता है फिर हम पूजन १६ तारीख से ही शुरू करे या अमावस्या के बाद कृपया समाधान करे ......🙏🙏🙏
Aap photo ke aage katori rakhiye aur abhishek ka jal us katori me daliye Baad me wah hal tulsiji me dal dijiye Shehad nhi daliyega tulsiji me chitiya lag jayegi
अगहन / मार्गशीर्ष 2024 में
16 नवंबर से 15 दिसंबर तक रहेगा
साधुवाद धन्यवाद गुरुजी यह ऐसी अद्भुत पूजा बताने के लिए
मार्गशीर्ष महीने में गुरु वार को महालक्ष्मी व्रत किया जाता है उनकी पूजन विधि बताएं जय श्री महाकाल
Hari om
जय हो गुरु जी
Om Namo Narayanaye 🙏❤️
साधुवाद प्रभुजी
Aapke video dwara gnan aur puny dono bahut badhane ka moka mil jata hai
हरि ॐ
Jai Jai shree radhe Krishan govind hare murari hey nath Narayan vasudev 🙏🙏🙏
🌹🌹
Hamaare yaha agahan Maas me har guruwar maa laxmi ki puja hoti hai . bhor 4:00 baje puja hoti hai.4:00 baje se pahle hi ghar ki safai aur saaz sajawat yani dwar pe gobar se lepan( kyuki 4:00 baje k baad guruwar ho jata hai to guruwar ko gobar nahi chhute hai kai log budhwar shaam ko hi dwar pe gobar lep lete hai😊)alpona ya rangoli ,dwar pe deep jalana sab complete hona chahiye .fir maa ki panchopchar puja karke maa ki koi bhi book(laxmi panchali) padhte hai😊jay maa laxmi🙏🏻
ॐ नमो नारायणाय
Jai shree Krishna, Jai Vishnu Bhagwan, om namo narayana y, Radhe Radhe
Radhe Radhe 🙏🙏🙏
Radhe radhe
Bahut bahut or bahut hi sundar 👌💟💐😊 Pyare Maharaj Shree 💐 aapke shree charno m mera Sadar saprem naman 🌸🌸🌸🌸🌸🙏👏👏👏👏👏👏👏👏🌹🌹🌹🌹🌹
Har har Mahadev
आपका बहुत बहुत धन्यवाद गुरूदेव 🙏
Hare Krishna 🙏🏻
धन्यवाद बहुत बहुत धन्यवाद
Hare Krishna ❤
Jai Jai Shree Radhe Krishna 💟🙏🙌🙏💐☺
हरे कृष्ण
Pranam Guruji dhanyabad Pranam
हरि🕉️❤🙏🙏
Jai Sri Lakshmi Narayan ❤
Hare Krishna🎉🎉
Super 🙏🙏🙏🙏🙏
बहुत ही सुंदर और सहज रूप से बताया हर कोई आसानी से कर सकता है।
Maharaj ji , ghar me bhagan ko chadane ke liye alag sankh aur bajane ke liye alag sankh rakhna chahiye kya ?? Ya fir ek se hi ho jaye ga??🙏
Ek se hi ho jayega
Dhanyawad RADHEY RADHEY JI
Om Sai Ram
🙏🙏🙏🙏
Jis shankh ko bajate Hain kya usse Abhishek kar sakte hain
Pundit ji, poojan ke baad jo poojan ke samay use ki gayi cheezien hain, unhe pani mein prawah kar dete hai kya ya aur kuch karna hai
Pravah thik hai
Guruji plz kripa karke Satya Narayan/Ekadashi par Havan adi and Lakshmi pujan havan kase karte hain vo vi share kijiye plz
Thik hai
Shash shaiya pe virajit Lakshmi Narayan ki murti ki pooja kar skte h kya 🙏
Pooja ke baad manjari ka kya kre
Bhay baria pandit ji 👍 mera ek swal hai k mere pas bishnu ji ki or mata laxmi ji ki alag alag tasbir hai ek sath nhi hai to chlega aisa or ek swal tasbir m kayse abhisek kre plz pandit ji mera margdarsan kre, om nam narayna 🙏
Tasveer ke aage aap katori rakh lena usme hi sab dalte rehna
@yogirajmanoj apka bhat bhat dhynobad 🙏
राधे राधे
आपसे निवेदन यह है
क्या हमें कल 16 तारीख को दीपदान करना है ब्रह्म मुहूर्त में
कृपया बताने काकष्ट करें
राधे राधे
Jo tell ka diya jata hai uska kya hota hai
Bishnu bhagaban nko lal pholl nehi dia jata .
Hari om bhai ji🙏🙏🙏 shankhnaad ka vidio chala sakte kya?
🙏thanks for sharing. Puja subha karni h yam sham ko plz guide 🙏
Subah
Thanks 🙏
Roz kha se milega guru ji
Deli poojan vidhi btaye guruji pleace
Thik h
Manoj Bhai Hari Om ham rojana subha me poja me deepak lagate hai vo chalega kya ya phir dusara lagana chahiye
Wahi chalega
Ghee ka ho
Hari om bhai mare pas dakshinavarti shank hai jise maine dipawali ki tin divasiya sadhana mai rakha tha ab use lal kapade bandhakar rakh diya hai to naya shankh lau ya usi shankh se pooja karu bhagwaan ke abhishek ke liye kirpaya maargdarshan kijiye
New shankh lijiye
Guruji...jo garud ji par vishnu ji aur laxmi ji ka chitra bataya ....waise hi murti hai mere pas...wo murti me kya puja kar sakte hain?
Ha
Guruji ghar me pipal ka pedh laga saske hai kya please video bana dijiye..
Bilkul nahi
Aapka title kya hai Manoj ji aapko dhanyvad Puja ke Vidhi batane ke liye
Gujarat aur Maharashtra me mahina 15 din pichhe chal raha hai to uska Karan kya hai ?
Piche chal raha hai lekin niyam sab jagah ek hi lagu hai
Toh hum wo mahina pakad kar Nigam kar sakte hein
हरि ओम मनोज भाई संध्या काल में घंटी बजाई जाती है कि नहीं पूजा करते समय या दिया दिखाते समय
Bilkul bajana chahiye
Panditji kta y pooja hm sham ko bhi kr sakte h
Hanji
Panditji me aghan Maas ki Laxmi puja karti hu Thursday ko par Gujarat me abhi Kartik Maas chal raha he toh kaise palan kare
Bhale hi gujarat me chal raha hai lekin niyam aur tyohar agahan ka hi hoga
Sita ram ji ki murti hai to usme puja kar sakte hain ji?
Ha
Vishnu ji pooja me chawal kyu
Shaligram shila par bhi tulsi ki lakdi ka chandan kar sakte hai kya??
Ha
Ghar ke mandir me roj aisi hi vidhan karte hai ,fir alag se bhi kare, kripya bataiye 🙏
Alag se jarurat nahi hai usi me include kar lijiye
भाई जी हरि ऊं
भाई जी कहते हैं कि विष्णु जी की पूजा मे अक्षत नहीं लेते क्या ठीक है कि नहीं
संध्या शाम के समय यह पूजन कर सकते हैं
Ha
Par jab vishnu jine bataya hoga us waqt to photo jaisi koi cheez hi ni thi ..ki vishnu ji bole ki yahi vala photo lagana ??
विग्रह शब्द का उपयोग हुआ है शस्त्र में । मैंने अभी के हिसाब से फोटो कहा है ।😊
Guruji Puja ke pahle shuddhikaran pavitrikaran aasan Puja yah sab Puri vidhi ke sath ek bar koi video Dale taki hamen koi pareshani Na Ho bar bar yahan vahan video dekhne ke liye
Dakshinavarti shankh hai to Lakshmi Ji ki sthapna Kar Diya hun to dusra sonkh Kaun Sa lae ya usi Sankh se Bhagwan ka Pujan Karen
Usi se poojan kr sakte hain
Shank me tulsi ka paan dal k abishek kr sakte he kya
Ha
Pure month sem Pooja krni h
Ha
राधे राधे
आपसे निवेदन यह है
हम ने जो भगवान को जेनेव पहनाया है और जो आसन पर रखा है जेनेव वह हमें रोज बदलना है
कृपया बताने का कष्ट करें
राधे राधे
Nahi
Jenue ashuddh nhi hota hai wahi use kijiye
@yogirajmanoj राधे राधे धन्यवाद राधे राधे
Pt ji hamare yaha bhais ka dhudh aata h kya usse abhishek kr kr sakte h
Prem se bhagwan ko chadha dena sab swikar hai bhagwan ko bas prem hona jaruri hai
Guru ji ye mahina kab se start hoga ?
16 nov se 15 December tak
@@yogirajmanojगुजरात और महाराष्ट्र में तो मार्गशीर्ष मास अमावस्या के बाद शुरू होता है फिर हम पूजन १६ तारीख से ही शुरू करे या अमावस्या के बाद कृपया समाधान करे ......🙏🙏🙏
Radha Krishna ki photo ho to kr skte h pls btaeye
Ha
Pandut ji kb se start h plz bta dijiye
Kal se
16 November se 15 December
Bhisam panchak vrt parayan kese kre btaiye
Bhisam panchak vrt kab kese parayan krana h kya khana h btaye
Vrat paran 16 November ko hoga bhagwan ko bhog lagaya hua prasad khayeij
Pooja k bd tulsi or marji ka kya krey
Visarjan
@yogirajmanoj thankyou ji
Roj khir ya malpua ka bhog lagana hai
Ji
Ye puja bhi barm muhrat me sanan karke hi hoti h
Ya din ke time
पंडित जी सुना है कि चावल यानी अक्छत नहीं चढ़ाते विष्णु जी को
Aapne suna hai . Aur maine is video me shastr dwara bataya hai
But agar photo bas hai tho Abhishek karne ka koi tarika
Aap photo ke aage katori rakhiye aur abhishek ka jal us katori me daliye
Baad me wah hal tulsiji me dal dijiye
Shehad nhi daliyega tulsiji me chitiya lag jayegi
Shankh nahi hai mere pas
Le lijiye
Mantri na ho toh kya kare. Pl Reply.
Kewal tulsi ptr chadha sakte hain
Thank U. Bhaiya.
जब वैदिक युग मे घंटी थी ही नहीं सिर्फ शंख बजाने का प्रसंग है तो भगवान घंटी बजाने को कैसे कह रहे हैं?
Hari om