سبحان الملك القدوس سبحان الله وبحمده عدد خلقه ورضا نفسه وزنه عرشه ومداد كلماته جزي الله عنّا محمدا ً صلى الله عليه وسلم بما هو أهله يا اللهُ يا حبيبي ❤
Ek baat kehna chahta hu sufi sama channel se,beshak duniya me books bhii hai aur masnavi sharif bhi hai obviously. lekin masnavi sharif ki audiobook hona apne aap me hi misaal hai. is poore youtube par mujhe sirf yahi mila ,aur kya likhi hai maulana rumi (R. A.) ne agar sufi sama channel na hota to mujhe Zindagi ka ye rukh ye pehloo kabhi samajh nahi ata .masnavi sharif ne mere bahot sare sawalo ka jawab diya hai. Allah aaapko hum sabko hidayat de aur siraate mustakeem par chalne ki taufeek ata farmaye.ek guzarish hai auliya e ikram ki likhi hui aisi aur books ko bhi audiobook banaye plz. lekin please ek request hai jaise masnavi shareef ki zuban aapne simple urdu rakhi waise hi aur kitabo ko bhi please simple urdu me hi banayen. Awariful Maarif bahot tough urdu me hai jisse wo samajh me nahi aayi please aapse guzarish hai thoda simple urdu istemal kar sake to badi meharbani hogi.Allah aapko behtar badla de. aur khai de.
Apne Jo bhe kaha wo ek dum dil se kaha aur dil se kahi hui baat asar karti hai.. Jis haal se aap guzar gaye aur guzar rahe hai wo hal se hum bhe guzar rahe hain.. jahan tak baat sufi sama ke hai agar allah ke marzi na ho to mujh jaise jahil aur gadhe insan se ye sab karna kaise mumkin ho sakta hai .. bahut se batein hai in audiobooks aur kaam ke silsile me jo bayan karna behtar nahi bas aap ye jaan le hum koshish kar rahe hai aap bhe dua kare ..
@@SufiSama shukriya jawab dene ke liye mere bhai. me kis hal se guzar raha hun,me khud bhi nahi samajh saka,,na jaane kya dhund raha hu,din rat ka sukun chhin gaya hai.bus audiobooks sun raha hu,books padh raha hun,sekdo videos donwload karke dekh chuka hun,lekin dil ko sukun nahi mila,bahot sare sawalo ke jawab Allah ne internet par maujood videos,articles ke zariye mujhe diye,is Rah me kyu chale ja raha hun bus chale ja raha,na manzil ki pata na aur kuch bus chale ja raha hun,ek sawal Ka jawab dund raha hun bus, Ye Ishq kya hai,aur kaun hai jo mujhe Ishq ke bare me samjhaye ya bataye ya usse rubaroo karwaye,lekin filhal abhi is us stage par hu ke me filhal apne sawalo ke jawab Is duniya se rukhsat ho chuke Auliya Ikram ki likhi hui kitabo se hi dhund raha hu. Baki Allah chahe jahan Le jaye. yaha tak bhi wo khud hi le kar aaya hai. aage kahan lekar jayega pata nahi. chahta hun pehle mere sare sawalo ke jawab mil jaye taki mujhe sukun mile. masnawi sharif ne meri bahot madad ki hai bahot sare jawab diye hai. Aur aapka me tah-e- Dil se shukraguzar hu.Allah Apko iska betar Badla De. dekhne wali bat hai itne Behtareen rasto ko batane wali videos par vieww 5 k ya 6 k hai aur behuda types ke entertainment video par lakho views mil jate hai. Sila dene wala Allah. wo behtar Sila dega Apko. meri zindagi par aapka hamesha ehsan rahega.
@@raghunathnandan Bhai pahli baat to ye ke sab kuch views ke liye nahi ho rahi.. jisne ye kaam karne me lagaya ab wo jane mai to ek jariya hon... dusre baat ke shayad apko kisi buzurg se wabasta hona chahiye .. jaise hum bahut se jagah jate kuch pane ke liye to kyun na ye rasta bhe dekha jaye... maine suna hai un bagurjida buzrgon ke bargah me zuban nahi chalti aur nazron se bhe nahi bas un ke sath ho jana ek lamha bhe wo chezin ata kar dete hai jo puri zindagee mehnat kare to bhe hasil nai hote.. wahan na sawal hota hai na jawab aur sab kuch batin me bina bole ho jata ,,, I request you try this route also...
@@SufiSama bilkul sahi kaha bhai. thank u mere man me bhi yahi hai. lekin uske liye abhi lamba wakt hai.....lekin socha ye hi hai jo apne bataya hai.Allah Hidayat De sabke sath mujhe bhi
Be had shukria Allah jaza dy
پیر یزداں جناب رومی
❤
Sunriya bhai 💐🌹💐🌹💐🌹
Mashaallah
سبحان الملك القدوس سبحان الله وبحمده عدد خلقه ورضا نفسه وزنه عرشه ومداد كلماته جزي الله عنّا محمدا ً صلى الله عليه وسلم بما هو أهله يا اللهُ يا حبيبي ❤
Aap bahut hi achchhi khidmatbkar rahe hay
Mai be sabri se aage episode ko intezar kar raha hu
Ji , kuch ahm chezon me lage hai jo bahut jaruri hain .. in sha allah next cycle me puri masnavi complete karenege
Masha allah bahut bahut khub
Ye meri ruh ki giza hay
Mashallah bhaiya
SubhanAllah
Subhanallah 💐
Assalam walekum hazrat MashaAllah
Walekum Aslam, shukriya 🌹
Aap se guzarish hay k aap aage episode bheje
Ji , kuch ahm chezon me lage hai jo bahut jaruri hain .. in sha allah next cycle me puri masnavi complete karenege
Ek baat kehna chahta hu sufi sama channel se,beshak duniya me books bhii hai aur masnavi sharif bhi hai obviously. lekin masnavi sharif ki audiobook hona apne aap me hi misaal hai. is poore youtube par mujhe sirf yahi mila ,aur kya likhi hai maulana rumi (R. A.) ne agar sufi sama channel na hota to mujhe Zindagi ka ye rukh ye pehloo kabhi samajh nahi ata .masnavi sharif ne mere bahot sare sawalo ka jawab diya hai. Allah aaapko hum sabko hidayat de aur siraate mustakeem par chalne ki taufeek ata farmaye.ek guzarish hai auliya e ikram ki likhi hui aisi aur books ko bhi audiobook banaye plz. lekin please ek request hai jaise masnavi shareef ki zuban aapne simple urdu rakhi waise hi aur kitabo ko bhi please simple urdu me hi banayen.
Awariful Maarif bahot tough urdu me hai jisse wo samajh me nahi aayi please aapse guzarish hai thoda simple urdu istemal kar sake to badi meharbani hogi.Allah aapko behtar badla de. aur khai de.
Apne Jo bhe kaha wo ek dum dil se kaha aur dil se kahi hui baat asar karti hai.. Jis haal se aap guzar gaye aur guzar rahe hai wo hal se hum bhe guzar rahe hain.. jahan tak baat sufi sama ke hai agar allah ke marzi na ho to mujh jaise jahil aur gadhe insan se ye sab karna kaise mumkin ho sakta hai .. bahut se batein hai in audiobooks aur kaam ke silsile me jo bayan karna behtar nahi bas aap ye jaan le hum koshish kar rahe hai aap bhe dua kare ..
@@SufiSama shukriya jawab dene ke liye mere bhai. me kis hal se guzar raha hun,me khud bhi nahi samajh saka,,na jaane kya dhund raha hu,din rat ka sukun chhin gaya hai.bus audiobooks sun raha hu,books padh raha hun,sekdo videos donwload karke dekh chuka hun,lekin dil ko sukun nahi mila,bahot sare sawalo ke jawab Allah ne internet par maujood videos,articles ke zariye mujhe diye,is Rah me kyu chale ja raha hun bus chale ja raha,na manzil ki pata na aur kuch bus chale ja raha hun,ek sawal Ka jawab dund raha hun bus,
Ye Ishq kya hai,aur kaun hai jo mujhe Ishq ke bare me samjhaye ya bataye ya usse rubaroo karwaye,lekin filhal abhi is us stage par hu ke me filhal apne sawalo ke jawab Is duniya se rukhsat ho chuke Auliya Ikram ki likhi hui kitabo se hi dhund raha hu. Baki Allah chahe jahan Le jaye.
yaha tak bhi wo khud hi le kar aaya hai.
aage kahan lekar jayega pata nahi.
chahta hun pehle mere sare sawalo ke jawab mil jaye taki mujhe sukun mile.
masnawi sharif ne meri bahot madad ki hai bahot sare jawab diye hai. Aur aapka me tah-e- Dil se shukraguzar hu.Allah Apko iska betar Badla De. dekhne wali bat hai itne Behtareen rasto ko batane wali videos par vieww 5 k ya 6 k hai aur behuda types ke entertainment video par lakho views mil jate hai. Sila dene wala Allah.
wo behtar Sila dega Apko.
meri zindagi par aapka hamesha ehsan rahega.
@@raghunathnandan Bhai pahli baat to ye ke sab kuch views ke liye nahi ho rahi.. jisne ye kaam karne me lagaya ab wo jane mai to ek jariya hon... dusre baat ke shayad apko kisi buzurg se wabasta hona chahiye .. jaise hum bahut se jagah jate kuch pane ke liye to kyun na ye rasta bhe dekha jaye... maine suna hai un bagurjida buzrgon ke bargah me zuban nahi chalti aur nazron se bhe nahi bas un ke sath ho jana ek lamha bhe wo chezin ata kar dete hai jo puri zindagee mehnat kare to bhe hasil nai hote.. wahan na sawal hota hai na jawab aur sab kuch batin me bina bole ho jata ,,, I request you try this route also...
@@SufiSama bilkul sahi kaha bhai. thank u mere man me bhi yahi hai. lekin uske liye abhi lamba wakt hai.....lekin socha ye hi hai jo apne bataya hai.Allah Hidayat De sabke sath mujhe bhi
Ye kitabe kahan awor kayese melygi please mehar bani kar ke batata yen Allah aap par bujurgane Deene ka saya salamat rkeh
www.thelibrarypk.com/anwar-ul-uloom-sharah-masnvi-roomi-complete/ yahan pdf hai.. aap hard copy ke liye local store me check kar lein