Jo degital board ki talash me aise class ko bina dekhe chale jate hain unse jyada unlucky koi nai hoga ... and thank god jo hum aapke margdarshan me history padh rhe hain🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
कृपया धैर्य बनाये रखे..जब सर ने कहा है कि वो सिलेबस कम्पलीट कराएँगे तो वो जरूर कराएँगे अपने टीचर पर पूर्ण भरोसा रखे..चैनल को अपना मानते हुए अधिक से अधिक share करिए ताकि सर का मनोबल बढे एवं और अच्छा कंटेंट लाये। धन्यवाद
Rajnitik drishtikon Se Dekha Jaaye to prantप्रान्त ke liye avashyak tatva jansankhya , bhubhag aur Sarkar Hai ISe Prakar Raja ke liye avashyak तत्व jansankhya, BHU Bhag, Sarkar ,samprabhuta hai is Prakar Dekha Jaaye to Raja Namak avdharna Mein Rashtra Prem Ko Jod Diya Jaaye to Rashtra ka Nirman Hota Hai(क्षमा चाहता हूँ सर जी ,राष्ट और राज्य को थोड़ा स्पष्ट कर देते तो कृपा होती ।हम आपके सारे video क्रमागत रूप से देख रहे और बहुत ही सुक्रगुजार है आपके । सादर प्रणाम🙏
rastra koi vidhik sanstha nahi hai, oh sirf logo ka samuh hai, oh rajya ka nirman kar bhi sakta hai aur nahi bhi (yah uske vichardhara pr nirbhar hai) Rajya ek vidhik sanstha hai jiske banaye jaane ke peeche kai karak hote hai ek karak rastra bhi ho sakta hai aur koi anya karak bhi ho sakte hai. Bina rajya ke bhi rastra ho sakta hai. aur kai rastra ek hi rajya me ho sakte hai.
Sir economics k liye konsi book pdni chahiye Ya current m jo economics ki news aati h whi kafi hain Plz reply sir g excellent explanation 😇😇 n thanks alot 😇
Bharat me anek dharm ke log hai, kya ye desh me hi apna alag desh ki nirman ki baat kar sakta hai. Kya ishe rastwad kah sakte hai, agar nhi to iske paksh me kya kya tark de sakte hai? Plz sir ish sambandh me bhi kuch bata dijye.
rastra ke pass atmanirnay ka adhikar hota hai, lekin yeh jaruri nahi ki oh ek rajya banaye. ha oh banane ki ichha kar sakte hai lekin paristhitiyo par nirbhar hai, jaise bharat ek rajya hai (vidhik sanstha) usme kai rastra hai. o naye rajya ko banane ki ichha kar sakte hai. (lekin e nirbhar karta hai ki oh bana paye ya na bana paye). Ab aap ke prasna ka uttar- Rajya banne se pahle koi ek karak jarur paida hota hai jo un logo ko ekjut karta hai jisse o rajya ka nirman kare isliye rajya bante hi ek rastravad janm leta hai. aur isiliye aksar rajya aur rastra samanarth me prayog kiye jaate hai,
@@studywithkrishna sir aap isi trh padhaate rahiye baaki trending me video laane ki jimedaari humaari. kyuki hum mehnge classes afford nahi kar skte pr aapke yogdaan ko hum logo tak jarur pahucha skte hai.
Jo degital board ki talash me aise class ko bina dekhe chale jate hain unse jyada unlucky koi nai hoga ... and thank god jo hum aapke margdarshan me history padh rhe hain🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
आपसे अछा कोई नहीं पढ़ाता 🙏🙏🙏🙏
एक धमाकेदार शुरुआत... अभी वीडियो देखा नहीं है पर लगता है कि देखने के बाद नवराष्ट्रवाद की एक नई भावना जरूर जागेगी।
thanks for support and appriciation
Again excellent lecture. koti koti ka pranam guru ji.. modern history Ko start Karne ke liye...
thanks for your support
Apka ye prayas weaker society ke baccho ko aage badhane me ek sarahniya kadam hai
Aap bahut acha padhate ho ser ji thanks ser ji ❤🙏
"यकीन ना हो तो इतिहास पढ़ कर देखिये, हर एक महान हस्ती को तराशा किसी महान शिक्षक ने ही है I"
कृपया धैर्य बनाये रखे..जब सर ने कहा है कि वो सिलेबस कम्पलीट कराएँगे तो वो जरूर कराएँगे अपने टीचर पर पूर्ण भरोसा रखे..चैनल को अपना मानते हुए अधिक से अधिक share करिए ताकि सर का मनोबल बढे एवं और अच्छा कंटेंट लाये।
धन्यवाद
Thanks sir ji
ji bilkul, syllabus jarur complete kataya jayega aur jaldi kiya jayega thoda lockdown tak dhairya rakhe
@@studywithkrishna 🩸🩸🩸
Every lecture with lots of knowledge
I have no word to explain your teaching skill. 🙏🙏🙏🙏
Sir history padhane ka tarika apka sbse alag h
Maine first time apke channel per visit kiya.... Ap ke pdhane ka jo tarika h..... Us se to maines ki copy likhi jati h.... Thanku sir...
Excellent teaching skill. Aisa koi points nhi h jo ki samjh me na aaya ho. Thanku so much sir 😊
Best choice
No words are enough to compliment you, Guru Ji, Aapko koti-koti Naman
Sir aapne bahut achche clear kiyea h history ko wow I'm impressed sir with you 🤗🤗🙏🏻
Thanks and welcome
Bohut achhe se aap explain krte h....
Thank you 🙏🙏🙏🙏
😊 Thanku so much😊
Thank you so much sir ji very helpful session ,, you are great teacher sir ji
Great sir ji
Apko jita thank you bolo utna kum hai sir you are the best teacher on RUclips
अतिराष्टृवाद -- मोदी ( 400 ) पार,, सपना ही रह गया..!! 2024 Election..!! 😂😂😂 UP ने मुंह पर तमाचा मार दिया,, ❤❤ I'm From,, UP. Bijnor.. ❤❤
Your so amazing sir ❤️ the best teacher
Good study sir
Bahot acha padhate hai sir ap
Sir aaj pura Morden histry ke aap ke notes bna liye tqsm sir
Very nice
Thanku guru ji
Thank you so so so so so so so so so so much sir ❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️
Nice teaching sir ji
Thanks and welcome
thank u so much sir g 🙏🏿🙏🏿🙏🏿 outstanding
Awesome explanation
Glad you think so!
Sir ap bhut accha pdate h
बहुत ही शानदार...🙏🙏🙏
Fantastic sirji
thanks
Super class Sir ❤️👍❤️👍❤️👍👍
Thank you so much sir for this wonderful lecture 🙏🙏🙏🙏
Best choice
Thanks❤
Thanks sir ji
Sir you are very great.sir aage ka itihas 26 jane 1950 tak vidio banao sir please. Bahut knowledge mila sir.
Nice
Sir aap bahut achhe padhte ho 🙏🙏🙏🙏Thanku
Dhanyawad Sir 🙏🙏🙏 Bahut acha lga aaj ka class
🙏
सर आप बहुत अच्छा पढ़ाते हैं।🙏🙏
Daily apni dya bnaye rkhna 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Thank you 🙏 Sir 😊
thnku sir
Thanks for this video sir☘️☘️☘️☘️☘️
I love you too baby 🍼🍼🍼🍼🍼
Sir mai apse request krti hun aap continue padhaiye , mai dil se padhai karungi or bahut mehnat krungi
best wishes for your success
Nice 👍 lecture
Thanku sir 🤗🤗
Sir plz ancient history shuru kijiye plz 🙏 🙏
Thax sir 👍👍 I am continuing watching urs video
♥️♥️♥️
Impressive. Sidhi baat no bakwas
Thanks sir
Welcome
Sir... thank u soo much ...for ...Awesome lecture ...carry onnn sir...
Guru G
Super sir
🙏🙏🙏🙏
सर् क्या मध्यकालीन इतिहास भी पढ़ाएंगे ?
Man करता है कितनी बार लाइक करू pr अफ़सोस एक बार ही कर सकता हूं।
sir kya ek rajya mein ek rashtra ki kalpna ho sakti hai example rajasthan ,delhi
rashtra and rajya me badi sankalpna kaun hai
Thanx sir ji
Welcome
Sir-modern history complete karne ke baad medieval history start kar dijiye
ok
Right
प्रणाम सर 🙏🙏🙏
Thank you sir ji 👍👍
Shukriya sir🙏
Rajnitik drishtikon Se Dekha Jaaye to prantप्रान्त ke liye avashyak tatva jansankhya , bhubhag aur Sarkar Hai ISe Prakar Raja ke liye avashyak तत्व jansankhya, BHU Bhag, Sarkar ,samprabhuta hai is Prakar Dekha Jaaye to Raja Namak avdharna Mein Rashtra Prem Ko Jod Diya Jaaye to Rashtra ka Nirman Hota Hai(क्षमा चाहता हूँ सर जी ,राष्ट और राज्य को थोड़ा स्पष्ट कर देते तो कृपा होती ।हम आपके सारे video क्रमागत रूप से देख रहे और बहुत ही सुक्रगुजार है आपके । सादर प्रणाम🙏
rastra koi vidhik sanstha nahi hai, oh sirf logo ka samuh hai, oh rajya ka nirman kar bhi sakta hai aur nahi bhi (yah uske vichardhara pr nirbhar hai) Rajya ek vidhik sanstha hai jiske banaye jaane ke peeche kai karak hote hai ek karak rastra bhi ho sakta hai aur koi anya karak bhi ho sakte hai. Bina rajya ke bhi rastra ho sakta hai. aur kai rastra ek hi rajya me ho sakte hai.
सर आप गर्व है. राष्ट्रवाद का अर्थ समझ गया.
पर किस किताब में इस टॉपिक पर वर्णन मिलेगा।
Sir economics k liye konsi book pdni chahiye
Ya current m jo economics ki news aati h whi kafi hain
Plz reply sir g
excellent explanation 😇😇 n thanks alot 😇
Current study kare, lekin fundamentals ke liye
Lal and Lal ki India Economics le sakte hai
@@studywithkrishna ok thank u sir g 😇
Great teacher🙏
❤
Sir plz modern history complict kriye jiase ki krispy
syllabus complete kiya jayega dont worry
sir phli bar aapka channel visit kiya hu..mai ye janna chahta hu ki ise upsc k pt k liye sirf padhe ya mains k liye v hai?
PT and Mains
@@studywithkrishna ok...
thankyou sir
Sir notes kab upload kroge pls sir btae
sir medival history bhi padha digie
adbhut sir ..mains ke lie important hai ,swal puchha ja sakta hai ki bharat ka rashtrawad ,vishwa ke any desh ke rashtrawad se kaise bhinn hai
Sir ancient aur medieval ka bhi series kara de plzzzz
Sir modern history complete krwa degea.
jarur, dont worry ek bhi chapter nahi bachega, all syllabus study kiya jayega channel par, keep watching
study with krishna. Thank you sir
thank u 💗
Pta nhi keu
Meri friend ke ph me AAP ka video chal rha tha to mujhe jalan ho rhi thi
Jabki bataya Maine hi use aap ke video ke baare me
Bharat me anek dharm ke log hai, kya ye desh me hi apna alag desh ki nirman ki baat kar sakta hai. Kya ishe rastwad kah sakte hai, agar nhi to iske paksh me kya kya tark de sakte hai? Plz sir ish sambandh me bhi kuch bata dijye.
Durlabh method
Bharat ek rashtya hai ya rajya??
Pdf written notes kaise milenge
🙏🙏,sir ji, आपके अनुसार एक राष्ट्र से राज्य का निर्माण होता है तो फिर राष्ट्र पास आत्मनिर्णय का अधिकार कैसा
rastra ke pass atmanirnay ka adhikar hota hai, lekin yeh jaruri nahi ki oh ek rajya banaye. ha oh banane ki ichha kar sakte hai lekin paristhitiyo par nirbhar hai, jaise bharat ek rajya hai (vidhik sanstha) usme kai rastra hai. o naye rajya ko banane ki ichha kar sakte hai. (lekin e nirbhar karta hai ki oh bana paye ya na bana paye). Ab aap ke prasna ka uttar- Rajya banne se pahle koi ek karak jarur paida hota hai jo un logo ko ekjut karta hai jisse o rajya ka nirman kare isliye rajya bante hi ek rastravad janm leta hai. aur isiliye aksar rajya aur rastra samanarth me prayog kiye jaate hai,
🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏 please sir video ko RUclips se mat hataiyega kyonki mai psc ke ke notes bna raha raha hun 🙏🙏🙏🙏🙏
🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏❤🙏
Sir kya aapne number mil sktee h history se khuch guidelines lenaa 🤗 chataa hu sir plx 🙏🏻🌻🌻
Please jo comment kre wo share jroor kre 🙏🙏
thanks for support
@@studywithkrishna sir aap isi trh padhaate rahiye baaki trending me video laane ki jimedaari humaari. kyuki hum mehnge classes afford nahi kar skte pr aapke yogdaan ko hum logo tak jarur pahucha skte hai.
Sir aap youtube se vieod nhi htaiyega plzzz....
Love you
Sir 56 video ke baad ek video playlist me delete dikhayi de rahi kya wahan par koi video aayegi ya 57 video se notes ko continue kare please reply
next video ayegi. kya rastrawad angrejo ki den thha, yahi video thha kisi waja se delet ho gaya hai. fir se upload kar diya jayega, thanks
@@studywithkrishna thank you sir aage ka note banaye
Rashtravad angrejo ki den h ya Nhi explain karo sir
Sir apka 46 or 47 wala apisod chahiy aikaha ka vikas
सर राज्य के कितने अंग होते हैं
3
सर राष्ट्रीयता और राष्ट्रवाद में अंतर है ❓