संसार में अर्जुन के अतिरिक्त मुझे कोई परास्त नहीं कर सकता!!|Mahabharat

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 8 сен 2024

Комментарии • 17

  • @niteshrai3560
    @niteshrai3560 Месяц назад +4

    Jay shree krishna 🙏 Radhe Radhe 🙏

  • @mahabirkaibarta75
    @mahabirkaibarta75 Месяц назад +10

  • @manojsuman1556
    @manojsuman1556 Месяц назад +4

    💥💥💥💥❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤💥💥💥💥

  • @robinrajoriya461
    @robinrajoriya461 Месяц назад +4

    Yeh kaun saa serial hain mahabharat me ye episode nahin tha

    • @JayBhavani_
      @JayBhavani_ Месяц назад +4

      Mahabharat ke bad aur banae the

    • @mayurikulkarni4124
      @mayurikulkarni4124 Месяц назад

      Mujhe bhi aaj hi pata chala hai ,Uttar Mahabharat kar ke aya tha bad me BR CHOPRA wali Mahabharat ka sequel hai

  • @TiwariJ33
    @TiwariJ33 Месяц назад +7

    Aisa tumhe lgta hai😂😂😂😂😂

  • @ashunautiyal9714
    @ashunautiyal9714 Месяц назад +2

    Are bhai kitani shadi ki thi arjun ne 😅😅😅

    • @mayurikulkarni4124
      @mayurikulkarni4124 Месяц назад

      4 😅, aur ye to us time pe normal baat hua karti thi

    • @IndraneelSarkar-127
      @IndraneelSarkar-127 10 дней назад

      According to the epic unhone 3 shaadiyan ki thi- Draupadi, Chitrangada aur Subhadra. Ulupi unki patni nahi par pratham santan ki maa thi. Mahaveer Iravan ki Maa

    • @mayurikulkarni4124
      @mayurikulkarni4124 9 дней назад

      @@IndraneelSarkar-127 wahi na,ullupi se gandharv vivah kiya tha shayad

    • @IndraneelSarkar-127
      @IndraneelSarkar-127 9 дней назад

      @@mayurikulkarni4124 Nahi Vivaah ka koi mention nahi hai book mein. Jaise Bheem ka bhi Hidimba ke saath vivaah nahi hua tha. Ho sakta hai Gandharv vivaah kiye ho baad mein. Ashwamedh Parva mein Arjun ne Ulupi ko Chitrangada ke sah-patni kaha tha matlab ek hi pati ke doh patni.

    • @mayurikulkarni4124
      @mayurikulkarni4124 9 дней назад

      @@IndraneelSarkar-127 ha

  • @pratikshasingh1649
    @pratikshasingh1649 Месяц назад +1

    Kitna boring hai ye sab

    • @vaibhavkumar1455
      @vaibhavkumar1455 Месяц назад +2

      Tmhe arjun jaisa ni mila eslea boring lag rha😅😅😅

    • @Sam99198
      @Sam99198 Месяц назад +1

      Tmko karna jaisa larka chahiye i think😂😂😂