Diesel dalna sahi nahi kyuki kabhi bhi gadi se puri tarah engine oil niklta nahi. Clutch plate ke niche cup me bhi diesel jama ho jayega aur naye wale engine oil ke sath mix ho jayega
@@bikesreviewpointcluth plate ke cup ka diesel 50ml toh apke oil ke sath mix hogya hoga ab kya hi hoga khol kar saf karvao engine ka clutch plate cup
Diesel washing करने की कोई जरुरत नहीं होती। सिर्फ ५०० किलोमीटर पहले इंजन ऑयल बदले रहो। मतलब अगर ५ हजार किलोमीटर के बाद ऑयल बदलना है तो ४५०० किलोमीटर के बाद बदलों।
Galti kar di bhai apne,gadi niche utar ke gadi ko right n left side jhuka ke kick lagani chahiye thi, tabhi to diesel acchi tarah se andar ke hisso me failega and cleaning hogi, gadi ko poora sula dena hai... only stand pe khadi kar ke hath se kick lagai, isase diesel to andar ki taraf niche hi baitha raha hoga ..isliye itna clean diesel aa raha hai...nahi to bilkul kala nikalta hai, mai meri eterno me hamesha yahi trick use karta hoon...3 baar diesel dalta hoon...last wala clean nikalta hai,
Credit Bro😅
Yes bhai ne pura kam karwaya hai har chij detail me bataya hai bhai ne..
Dil se Thanku Bro ❣️
Bhai aap ek bar Avr brother ke pass baik dikhao apki baik ek dam makkhan ho jayegi chalegi
Pletina bikh me tubeless tayar Dalva sakte hy.
Bhai platina ke engine ka weight kitna hota hai
Acidity ki problem hain kya
Bhai 50 rupees Tak ka diesel le sakte hai
Video ka aawaz phat Raha hai
😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂
Hello sir javab dedeo bhai
Pls jruur hai Bhai
Mere pass platina 110 h gear hai enigine bhot heat hota hai kya kare 😢😢 kuch bto
Diesel dalna sahi nahi kyuki kabhi bhi gadi se puri tarah engine oil niklta nahi. Clutch plate ke niche cup me bhi diesel jama ho jayega aur naye wale engine oil ke sath mix ho jayega
Oo to kaise karna chahiye bhai ?
@@bikesreviewpointcluth plate ke cup ka diesel 50ml toh apke oil ke sath mix hogya hoga ab kya hi hoga khol kar saf karvao engine ka clutch plate cup
Bhai platina ka engine kaisa hai long time using
mast hai bro
Bhai air filter clean kara kya😅
Nice video.
Thanks!
Flushing kar ne ke baad engine heat ho rahaa thaa kyaa?
Pahle se kam hua hai bhai..
Heat engine flushing kar ne kii karan pe nahii ho rahaa thaa. Iiska others kuch problem huaa hey. Uske liiye ii heat ho jaa rahaa thaa...
Diesel daal kar start kyu nhi kiya ? Tabho jaldi jaldi saaf hota kyunki ghoomta oil ki tarah
Bhai koi isko batao diesel se kaun flush karta hain wo bhi 17000 km me
Haa, woh baat toh sahii hey. But, kiitna kilometres ke interval me engine flush kar naa chahiiye or wo vii kiis se?
Meri bike mai bhi engine heating issue bahot hai.. 2-3 baar paav jal chuka hai🤬🤬
Motul ka oil dalwao synthetic heat km hoga
Ek hi platina leke ghum ra hai😅😅😅
100/90/17 rear tyre dalwao mt chalegi
Gadi next video Dana gadi heating ho raha kya
Ab to Koi Service centre bike leke nhi jayega khud se kar lenege log wah
Shi huaa kya bhsi
Bearings ki band bajj gayi 😂
Mobile oil Kon saa daala
Kal dekh lena 😜
Diesel washing करने की कोई जरुरत नहीं होती। सिर्फ ५०० किलोमीटर पहले इंजन ऑयल बदले रहो।
मतलब
अगर ५ हजार किलोमीटर के बाद ऑयल बदलना है तो ४५०० किलोमीटर के बाद बदलों।
Lockala service me kama kia gadi
Galti kar di bhai apne,gadi niche utar ke gadi ko right n left side jhuka ke kick lagani chahiye thi, tabhi to diesel acchi tarah se andar ke hisso me failega and cleaning hogi, gadi ko poora sula dena hai...
only stand pe khadi kar ke hath se kick lagai, isase diesel to andar ki taraf niche hi baitha raha hoga ..isliye itna clean diesel aa raha hai...nahi to bilkul kala nikalta hai, mai meri eterno me hamesha yahi trick use karta hoon...3 baar diesel dalta hoon...last wala clean nikalta hai,
𝓢𝓾𝓹𝓮𝓻 𝓫𝓱𝓪𝓲❤❤❤
Engine mein kachara hota hi nahi.
Khachhada nikla hai
😂😂😂😂😂😂😂