You believe in DIY, and you do it quite efficiently. Liked the way you guided the technician while he was fixing the switch on the dashboard. The overall look of your jeep has become very cool after you added the lights and other attachments.
10:16 bonnet uthane pr lights ko kuch hoga? Touch krega? Isse aage lagana chahiye tha bumper ki side pr and fog lights lagao lekin yellow wali... Fog lights are important
Paji yeh snorkel ka pipe mud jata hai isliye gadi dabti Hai aap pipe ki jagah stainless steel ka pipe lagaiye iska bahut behtar result hai aapko yah thr controller ko lagane Ki avashyakta hi mahsus nahin hogi bahut jabardast response aata Hai main kafi samay se use kar raha hun
235/75/15 Yokohama best tyres hai bhai , meri Jimny abhi tak 9000km driven hai or tyres ke saath koi problem nahi aayi abhi tak or performance be theek hai 90 to 100 speed main 12 to 13 kmpl ki average aati hai.
You believe in DIY, and you do it quite efficiently. Liked the way you guided the technician while he was fixing the switch on the dashboard. The overall look of your jeep has become very cool after you added the lights and other attachments.
Bhai app phele kya job karte the aur apne adventure start karne ka kese socha iska ek video banye Hume inspiration mile gi ..😊😊
10:16 bonnet uthane pr lights ko kuch hoga? Touch krega? Isse aage lagana chahiye tha bumper ki side pr and fog lights lagao lekin yellow wali... Fog lights are important
Please explain - windbooster lagane se mileage kaise increase hua?
Yes, lift up kit lagao sir and required modifications kro Jimny me just like foreign Jimny
Hella 3.2 cube light use kijiye bahut jabardast hai meri gadi mein install hai video check kar sakte hain
Bhaiya lift ka btao proper kese kra hai
Zabardast 🔥❤️
Daily volg chaiye bhai ji zbrdst bna do jimmy ko
Big fan 😎 sir 😎
Aap ki jimny pahad mein aur highway mein Kitna mileage de rahi hai.
Very nice video Jimny look zabardast bhai❤❤❤❤
No daily block .u r adventure HERO
Bhai antena keha se liya?? Number dena
Bhaiya gujarat kab aa rahe?
V.nice bhai jii❤❤❤
Throttle booster kis company ka hai
Kahan se liya link bhejo bhai
What is throttle booster?
Bhai bilkul batana suspension ka cost bhi
Ram ram sahab ji me jodhpur se hu mereko bhi ye saman lana he me kam pada likha hu karpya helf kare inki jankari ke liye aapka nambar bataye pilij
Off road video was so good
235 me 10 ka average aata hai automatic me. Meri me cross contact ax6 laga hua hai .
Bhai sabse pehle seat covers lagwao.
Offroad video dalo, ❤❤
Bhai wah maza aa gaya
Bhai aap ki voice bahut piyari hai 😍 me Khalid Naharpur ❤ video mein shotout de do
Bhai daily video bnao❤❤❤❤❤❤❤❤
10:32 Bhai head light se hatke dono hato se fog light kyun daba Raha hai!!😂
Auxbeam ka Switch panel with relay box lagathe tho ye bad bad wiring karna nahi padtha.
Bro aur jyada lift mat kariyega jimny...
Otherwise it will affect the vehicle stability also becomes more bouncy...hence performance will be degraded.
Iss mount light ka koi challan to nahi hai ?
any aux light installed above main headlight will be challaned
10:30 bhai ye kaun h mood me :P
Ghai next trip Kaka ha
Paji yeh snorkel ka pipe mud jata hai isliye gadi dabti Hai aap pipe ki jagah stainless steel ka pipe lagaiye iska bahut behtar result hai
aapko yah thr controller ko lagane Ki avashyakta hi mahsus nahin hogi
bahut jabardast response aata Hai main kafi samay se use kar raha hun
Nice❤❤❤
Lights looking good but Himachal police challan karti hai is type ki modifications pr.
Week me ek b milega toh chalega vlog
Yes, baki off-roading videos
Bhai quantity nahi quality phe concentrate Karo..
Daily ya weekly should not matter.
Bhaiya ji trip par kab ja rahe ho
Dali video 💯
Headlight ka bhi dekho 😂
Bhai Jimny mein snorkel ke liye metal pipe aata hai andar ke liye bhi, search karo RUclips pe hai
Nice bhai ji ❤❤❤in sabka kharcha kitna hoga like carrier,snorkel, ladder inka❤❤I m from Spiti ur big fan 🙏🙏🙏
235/75/15 Yokohama best tyres hai bhai , meri Jimny abhi tak 9000km driven hai or tyres ke saath koi problem nahi aayi abhi tak or performance be theek hai 90 to 100 speed main 12 to 13 kmpl ki average aati hai.
225/70/15 all terrain se performance aur mileage pe fark padega kya?
Bro best is 215/75/r15 AT uske upper jayega to sub kuch me fark padega.
Rt tyre dalvao
👍🌹
❤❤
Bhaiya ji aap ka channel travellers wala he agar aap travelling wala daloge to sahi rahaga warna Mazza nahi aayga 🙏🙏🙏🙏 to no to daily
Jimmny lene ka soch rhe h , le ya nahi
Gutke par lift kari hai to shock to change karna padega .
Daily vlogging se channel ka kachra mat karna .
235 mat dalna
Thorowtal boster